chalo aapko Bata hi deta hun dekhiae hamara Jo AC ka length hai 10 meter ke andar rahata hai usmein ham log 2.5 mm dal sakte hain koi problem nahin hota FIR uske bad 2 tan lag jata hai nahin to dedh tan tu problem ho jata ham log isiliye ham log 4 mm ka retirement karte Hain
Sir , aap bahut achchhe tareeke se samjhate ho aur aapka kaam bhi bahut achchha hai 👍🙂, par aap pooree video banaya kariye sir jisme kisi bhi prakar ki jankari na chhoote , pooree jankari details ke sath diya keejiye main ye nahin kah raha hoon sir ki aap poore room, haal , kitchen ya jo bhi jitne hain uske bare mein bataiye ek room , ek haal , ek kitchen ya jo bhi hai sabhi ka ek ek ka poori jankari diya keejiye, is video mein aapne kanhee- kanhee par kaat ke dikhaya hai , thodi si jankari dene ke baad aage dusri jankari diye ho, agar video bahut jada lamba ho jata hai to part mein video upload keejiye sir, jisse video bhi lamba nahin hoga.
1st🎉
Kamlesh bhiya aap se mujhe bahut kuchh sikhne ko milta hai
Dhanyawad 🙏
welcome
sme
😊
As a doctor l have learnt many good things from u.
Bhai app ka video bahut janakari milatahe mujhe me bhi ak electrican hu bhai
thank you so much video dekhne ke liye aur support karne
❤❤❤
love you tej bhai and staff
thank you
Kamlesh Bhai aapka sikhane tarika sahi kya aap mujhe Kam sikhayenge
aap kahan se belong karte ho
Thanks bhai
Sach me bhaiya aap se mai bhi bahot kuch shikhta hu bhaiya
thank you so much support karne ke liye
Thanks you sir
Acaa work karte h sir aap 🎉
thank you
Nice sir 👌
thank you
Kamlesh bhai mereko fan fastner lagane me thoda dikkat hota hai bedroom me fan lagane ke liye..
fan fastener ka video Dala hua hai
I love you Kamlesh Bhai ♥️🥰💞 Bhai muje Kuch puchna he 😟 muje apka Sara Kam krne ke koun sa iti course kre meri Bhai ♥️bata dijiye
ok
Part 2 banaaiye bhaiya
Pop ho jane k baad repeat new wiring karni ho to.
Basic clear kardo... Sir please...
Nice👍👏
thank you
Kamlesh bhai guruwaar chalo Jagannath puri darshan karke aaenge
Jay Jagannath aap jaaiye ham log FIR kabhi jaenge
@@kamleshelectrician ok bhai
Bhai ac aur gyser ke liye 2.5 mm mai ho jata hai
App 4mm kue Dale
Room main circuit mai 1.5mm
App 2.5mm dale
chalo aapko Bata hi deta hun dekhiae hamara Jo AC ka length hai 10 meter ke andar rahata hai usmein ham log 2.5 mm dal sakte hain koi problem nahin hota FIR uske bad 2 tan lag jata hai nahin to dedh tan tu problem ho jata ham log isiliye ham log 4 mm ka retirement karte Hain
aise bhi aapko government kam karte honge to aapko pata hi hoga 16 empier ki socket per Diya jata hai 4 mm ka wire
Correct correct
Geyser mein kitne mm ka wiring dalna chahie
Aisa to government kam mein 4 mm ka lagta hai aur house wiring per 2.5 mm
Sir 180 MTR ki coil mangavate
Next part bhi daliyega
aapko kis topic mein chahie video
Sir , aap bahut achchhe tareeke se samjhate ho aur aapka kaam bhi bahut achchha hai 👍🙂, par aap pooree video banaya kariye sir jisme kisi bhi prakar ki jankari na chhoote , pooree jankari details ke sath diya keejiye main ye nahin kah raha hoon sir ki aap poore room, haal , kitchen ya jo bhi jitne hain uske bare mein bataiye ek room , ek haal , ek kitchen ya jo bhi hai sabhi ka ek ek ka poori jankari diya keejiye, is video mein aapne kanhee- kanhee par kaat ke dikhaya hai , thodi si jankari dene ke baad aage dusri jankari diye ho, agar video bahut jada lamba ho jata hai to part mein video upload keejiye sir, jisse video bhi lamba nahin hoga.
thank you
Bhai kaha se ho app
kharia road
@@kamleshelectriciankharia road kaha pr bhyya
Point ke liye 1.5 m.m kyon 1 m.m bhi to Kam chal sakta hai
pahle To ham logon ne ham dalte the abhi uska gauge kam ho gaya na uske liye 1.5 mm use karte hain taki ek se do light ham log dal sakte hain
Sir 90 meter se Kam ka packet ata hey kya
Telugu lo videochi BRO
Sir house wiring ke liye kaun sa company ka wire best rahega
HAVELLS LIFELINE BEST WIRE
polycab RR Havels V-Guard
Bhai aap apne saath kaam karne walo ko kitne paisa dete ho
ghante ka Paisa milta hai
@@kamleshelectrician kitne rupay ghanta mein bhi aana cahata hun
Bhai mujhe bhi kam karo yaar
aap kahan se ho
Sir ap membersship chat pe rapelaye nhi kr rahe ho galat bat h
aapko bola tha na membership ka kuchh problem chal raha hai
wiring inverter house atuzd dikh ho
ok
Wire waste krna to koi aapse seekhe👍
Wirw extra na rakhne par kitna nuksan hota he apko malum he
Wire extra rakhna padta hai bhai nahi to installation time me problem hota hai crore ka bungalow hai utna to safety ensure karna padega.
RR wire ki price bata doo
40% less MRP se
Kya point Leto ho
square feet ₹30 liya hun
Conducting not proper work??
ok
ceiling per lock karna chahie khandur pipe problem ho raha hai
Bhai ham bhi aapke sath kam kar sakte hai
@@rahulgiri5051 kyo
kahan se ho aap
Siwan jila se
Siwan me kaha se
Bhai yr apko kitne bar bola higa ki ap videos long bnaoo yrr plzzz😢
ok thanks
Waist of money fail method
Nice Work
thank you