Kisi Aur Ke Kaise Hoo Gye Tum 😢 | Sad Breakup Shayari | Love Shayari Status | Heart Touching Shayari

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 5 ต.ค. 2024
  • Mujhe Bhi Shikha Doh Naa.! 😢 | Sad Breakup Shayari | Love Shayari Status | Heart Touching Shayari | Its Robin Writes
    TITTLE : Mujhe Bhi Shikha Doh Naa ! 😢
    Tumne Yeh Kaise Kiya
    Mujhe Bhi Bata Doh na,
    Bhoolne ka Hunar mujhe bhi
    Shikha toh na,
    Kaise ho gye kisi or ke itna jaldi tum,
    Kyoki main toh abhi bhi
    Tumhe yaad hu na,
    Kya socha tha zindagi bhar
    Sath nibhayenge,
    Lekin tum Toh meri Adhoori
    Fariyaad hoo na,
    Kyo karti hoo dava
    Ki tum mujhe bhooli nhi hoo,
    Agar eshi baat toh batao
    Tum mere sath kyon nhi hoo,
    Ishq agar sacha hoo toh
    Mitane se bi nhi mit ta,
    Phir bhi batao abb toh main
    Adhoora Khwab hoon na,
    Sath nibhane wala humesha sath hi rahenge,
    Asal Zindagi main toh
    chuda liya hai tumne hath mujhse,
    Par tumhari jo tasveer hai mere pass
    Usme toh tum kaid hoo na,
    Kyo rakha hai tumne woh
    Mare hue rishte ki raakh apne pass,
    Usse toh dariya main baha doh na..!!
    Tumne Yeh Kaise Kiya
    Mujhe Bhi Bata Doh na,
    Bhoolne ka Hunar mujhe bhi
    Shikha toh na,
    Written & Spoken by :
    Robin Singh
    ___________________________________________
    ___________________________________________
    My Social Media Handle :
    ,
    Instagram Account ► / itsrobinwrites
    facebook Page ►
    / itsrobinwrites
    Telegram Channel ►
    t.me/itsrobinw...
    TH-cam Channel link ► / itsrobinwritesirw
    ________________________________________
    Thanks For Watching ❤️
    LIKE • COMMENTS • SHARE
    Always Need Your Support
    #hearttouchingshayari #sadshayari #brokenheartshayari #sadhindipoetry #breakuppoetry #heartbrokenpoetry #sadlovepoetry #sadloveshayari #itsrobinwrites
    ___________________________________________
    ___________________________________________
    Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for x"fair usex" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use..

ความคิดเห็น • 12