@@SolarTechInsider Replay karne ke liye dhanyawad. 1 saal se solar charge controller ko kharab samaz kar rakh diya tha, aaj apki ye video dekhi aur phirse check karke dekha to sab sahi tha👌😊
Yeh luminous controller se battery to charge ho rahi hai lekin iss controller main se power supply nahi aa raha to kya karna chaiye… yeh to market main sab log repair karne ko bhi mana hi karte hai to mere ko kya karna chaiye?
Mere pass 40ah ki luminous battery h jo 50watt ke pannel se luminous controller se add h Din ke time controller ki kuch time charge hone ke baad green sun bali light blink krne lagti h and raat me red blink krti h ye kya problome hplz rply
Sir me 2 panels use kiya hu ek 50 watt or ek 10 Watt parral karke lagahu Matlab --. ++ Ok So kiye khub problem ho sakte he kiya mere panels me Or ek problem konsa battery kitna ah aaa ka use karu issss controler pe ??? Please reply...and solved this question??!
10a Havells controller lagane ke bad mera reverse charge ho raha hay. Iska karan kya hay? Mera 40 watt panel hay aur 40amp exide battery hay. Pahele nehi hotatha Havells controller lagane ke bad mera battery zero ho gaya.
@@SolarTechInsider mera 6 amp ka luminous charge controller hai battery 🔋 wala signal hamesha blinking hi kar raha hai jabki battery ka charging volt 12 dikha raha hai aisa kal subah se hai ho raha hai samajh nahi aa raha hai aisa kya ho raha hai. Battery ups wala new battery hai 8ah ka
@@SolarTechInsider 100w 4 panel hai 30/12smart mppt charger hai solar hatne ke baad 150a 12v battery 13v hai .14.5v chahiye kaunsa charger lagaye .grid supply nahi hai
Aisi hi chhoti chhoti baate bahut kaam ki hoti hai, thank you
Most welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
@@SolarTechInsider Replay karne ke liye dhanyawad. 1 saal se solar charge controller ko kharab samaz kar rakh diya tha, aaj apki ye video dekhi aur phirse check karke dekha to sab sahi tha👌😊
Yah Jankari dene ke liye aapko बहुत-बहुत dhanyvad
Most welcome to your channel
#solartechinsider
Very good explanation
Thank u sir for providing informative vedio🎉🎉🎉🙏🙏
Tab to fir agar ek shotky diode solar panel ke output mein connect kar diya jaaye tab bhi to kaam chal jayega na
Nahi.
Sir maltimitar ke saare function ka use kaise karte hai
Iska vidio banaiye sir ji
Thik hai.
Bbahut badhiya sir ji👌👌
Thank you 😊
Sir iske sath 18650 bms lithium battery lga skte h battery voltage 12.6
Nice vai From maldives
Most welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
Super bhai
Nice information thanks 🙏
Thank you and Most Welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
Vishal bhai solar panel m bhi diode hote h fir ye current solar m kese ja sakta h kethode or anode?
I just use 6amp diode to stop reverse flow
Very nicely explained.
Thank you and Most Welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
Nicely explained.nailed it😎😎
Thank you and Most Welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
Very master vedio
Thank you and Most Welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
Sir hamare pass 40 amp soller charge controller hi reverse current kise roke kitne amp ka diode lagayen
Solar charge controller me reverse current rokne ke liye diode laga hota hai.
Good
10 watt solar ,20watt solar conect kare ge do no ka voc Sam hai kitna watt kitna volt
Dono solar panel ka Voc & Vmp kitna hai individual bataye ?
3 watt. 8 volt. 0.35 solar panel ko 12 volt 4 ah ki battery charge karne keli ye kitna time lageka
8 volt ke solar panel se 12 volt ki battery charge nahi hogi.
Most welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
@@SolarTechInsider 8 volt ke 2 panel ko series jode ge to chalega kya
Kitna watt ka solar lagaye
20 Wp ka
Yeh luminous controller se battery to charge ho rahi hai lekin iss controller main se power supply nahi aa raha to kya karna chaiye… yeh to market main sab log repair karne ko bhi mana hi karte hai to mere ko kya karna chaiye?
सोलर पैनल से सोलर चार्ज कंट्रोलर कनेक्ट/जोड करके बिना बैटरी लगाए मोबाइल चार्ज करें तो हो जाएगा क्या
Mobile charge nahi hoga.
सोलर पावर पैनल से कनेक्ट कर दे तो सोलर चार्ज कंट्रोलर की लाइट भी ऑन नहीं होगी क्या
अगर बैटरी नहीं लगाए तो ,
इस से लीथियम आयरन, और एसिड बैटरी दोनो चार्ज कर सकते है क्या
Mere pass 40ah ki luminous battery h jo 50watt ke pannel se luminous controller se add h
Din ke time controller ki kuch time charge hone ke baad green sun bali light blink krne lagti h and raat me red blink krti h ye kya problome hplz rply
Battery full charge nahi ho pa rahi hai.
Aapko, Battery Complete Charge krne ke 50 watt ka ek Solar panel aur parallel me add krna hoga. Tb 1 Sunny day me complete charge ho payega.
Thanks sir
Super video.
Thank you 😊
Sir am from east africa, please inform, I have water pump 1hp I need to know what power must I use solar panel , battery and inverter. Thanks
2 KWatt Solar power plant.
2.5 KVA smarten MPPT Solar inverter.
Two 12 volt 150 Ah Solar battery.
@@SolarTechInsider thank you sir
Thanku so much bhai
Most welcome 😊
Lajwab
Than you and Most Welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
Ya machine kitne amp ki hai??
6 Amp ki
Sir me 2 panels use kiya hu ek 50 watt or ek 10 Watt parral karke lagahu
Matlab --. ++
Ok
So kiye khub problem ho sakte he kiya mere panels me
Or ek problem konsa battery kitna ah aaa ka use karu issss controler pe
??? Please reply...and solved this question??!
Agar dono Solar panel ki Voc ( open circuit voltage) same hai to aap parallel connection krke use kr sakte ho. Isme koi dikkat wali baat nahi hai.
Solar charge controller 12 Volt 6 Amp ka lagega.
Aur agar Solar battery use krte ho to maximum 12 Volt 40 Ah ka use kr sakte hai.
60 watt ke solar panel sahi se 12 Volt 20 ki battery ko full charge ke payega 1 day me.
@@SolarTechInsider ok apka whatsapp sirji please
लिथीअम बॅटरी के लिये कोनसा चार्ज कंट्रोल वर लगाना पढेगा.
Loom solar charge controller Fusion for Lithium battery.
10a Havells controller lagane ke bad mera reverse charge ho raha hay. Iska karan kya hay? Mera 40 watt panel hay aur 40amp exide battery hay. Pahele nehi hotatha Havells controller lagane ke bad mera battery zero ho gaya.
Reason kya hay?
Simply solar charge controller banao sir
Bridge rectifier lga skte h usse reverse current nhi jayega.
Agar aap ek sigle diode bhi series me connect kr dende to reverse current nahi jayega battery se solar panel me.
Bridge rectifier lagane ki jarurat nahi hai.
Most welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
@@SolarTechInsider video me batana chahiye na
th-cam.com/video/K7O532bI4tE/w-d-xo.html
Barish ke mausam me 40watt se 26 ah battery full charge ho jayega
Nahi
Barish ke dino me power generation lagbhag 1/4 th se bhi kam ho jati hai.
10 watt solar 7.2 ah battery kavi full charge hota hai kavi nahi hota hai kya kare
2, 10 Watt ka solar panel parallel me connect krke lagaye, battery full charge ho jayegi.
20 Watt se hum 26 ah battery kar sakte
1 day me agar battery full charge krna cahte hai to 50 Wp ka solar panel lagega.
luminous bale ke sath
सोलर पैनल में डायोड लगा रहता है जो की करंट उल्टा नही आने देगा।
th-cam.com/video/1cxU9dYduJU/w-d-xo.html
th-cam.com/video/K7O532bI4tE/w-d-xo.html
th-cam.com/video/iZGyumz3I3A/w-d-xo.html
Most welcome to Your Channel
#solartechinsider
😊
@@SolarTechInsider mera 6 amp ka luminous charge controller hai battery 🔋 wala signal hamesha blinking hi kar raha hai jabki battery ka charging volt 12 dikha raha hai aisa kal subah se hai ho raha hai samajh nahi aa raha hai aisa kya ho raha hai.
Battery ups wala new battery hai 8ah ka
Barish ke din me kase charge hoga
Barish ke dino me 26 Ah ki battery ko charge krne ke liye kam se kam 100 Wp ka solar panel lagainge.
150a battery 14.5v charge karna hai solar charge kaunsa lagaye
180 watt ka 2 Solar panel parallel me connect krna hoga.
@@SolarTechInsider 100w 4 panel hai 30/12smart mppt charger hai solar hatne ke baad 150a 12v battery 13v hai .14.5v chahiye kaunsa charger lagaye .grid supply nahi hai
Aap sabse accha utl MPPT ka 12 Volt, 1000 VA gamma plus Solar inverter le ligiye.
Agar AC load chalana hai to
Charge controller vi operate garne par 1 mili amps to lega hi
Alag Alag type ke solar charge controller ka alag alag self power consumption hai.
Sir curnt going back thair can be some kind of fault search again you are on mistake
Soler charger Controller ka 3 light bare aur bad me niche ka aur bich ka light ret bar raha kya hua hain
th-cam.com/video/XwsKaTIKs-w/w-d-xo.html
Ye video dekhiye sahi ho jayega problem....
40 ah ka battery hain
Aur soler 50 watt
She hain
Diot use kit too
Blocking Diode Solar Charge Controller ke under laga hua rahta hai. Isliye bahar lagane ke jarurat nahi hai.
Agar 50 50 Watt ka do solar lagaye tab ho jana chahiye
Haa parallel connection me 50 Wp ke 2 solar panel lagaige to ho jayega.
50 Watt se hoga
Battery se charge controller raat mein solar panel main a raha hai