Happy new year celebrate karna kaisa he? | Mufti tariq masood

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 5 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 29

  • @mdsaleems1200
    @mdsaleems1200 6 ปีที่แล้ว +2

    Shubhan Allah

  • @raheelansari6128
    @raheelansari6128 6 ปีที่แล้ว +2

    Suban allah

  • @muftihussain9743
    @muftihussain9743 5 ปีที่แล้ว

    ماشاء اللہ آپ بہت اچھے طریقے سے سمجھا دیتے ہیں اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے
    اور ہم جیسے کمزور لوگوں کو راہزن بنے
    آمین ثم آمین یا رب العالمین

  • @usamakhanaligarh7650
    @usamakhanaligarh7650 6 ปีที่แล้ว +2

    Masha Allah maulana sahab

  • @AbidAli-ul5ob
    @AbidAli-ul5ob 6 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah

  • @AslamShaik
    @AslamShaik  7 ปีที่แล้ว +1

    AssalamuAlaikum
    Like
    Share
    &
    Subscribe

  • @AkbarAli-rs6fy
    @AkbarAli-rs6fy 6 ปีที่แล้ว +1

    Nice

  • @ashfaqansari4975
    @ashfaqansari4975 5 ปีที่แล้ว

    Momin ke liye to zindgi ke saal kam hona khushi ki baat hai wo inshaallha nabi se our allha se milenge

    • @desidocs3976
      @desidocs3976 5 ปีที่แล้ว +1

      Brother koe bhi apne aap ko momin kaise jugde kar sakta hai
      "Its only judge by allah"
      Allah ka hukm nabi (swm) ke liye tha ki aap apne aakhiri sans tak meri ibadat karte rahe

    • @ashfaqansari4975
      @ashfaqansari4975 5 ปีที่แล้ว

      @@desidocs3976 asslamualaikum bhai waise mai bhi new year mnane nahi gya hun apne room me hi hun .
      Lekin ye logic mujhe theek nahi lgta ke ek saal kam hogya to gum hona chahiye.....
      Allha ne duniyawi zindgi ko humare liye imtehan bnaya hai
      Jitna jada jiyenge utna lamba imtehaan .... To imtehaan khatam hona to khushi ki baat hai .... Waise aap is bare Engineer muhammad ali mirza ki video dekhle ..yourube pr miljayegi

    • @desidocs3976
      @desidocs3976 5 ปีที่แล้ว

      Brother aap ka sochna bhi sahi hai
      Tariq masood sahab apna soch jahir kar rahe hai
      Hum esha(als) ko bhi mante hai
      1 junuary christian callendar jo suraj ke hisab se chalta hai
      Par galat wali activity
      na kare-dancing , drinking
      I think tab sahi hai
      Hum allah ko 2 condition pe yaad karte hai
      1- kuda ki muhabat me , ki allah hamare khaliq hai wo hame rizq dete hai
      2- jahanm se dar ke
      Mujhe bhi 1 condition padand hai ki ham khusi se apne rab ki ibadat kare

    • @desidocs3976
      @desidocs3976 5 ปีที่แล้ว

      Walaikum assalam

    • @ashfaqansari4975
      @ashfaqansari4975 5 ปีที่แล้ว

      @@desidocs3976 ji bilkul sahu nach gana to our fizul khrch to kisi bhi mouke pr glt hai
      Our happy new year keh a bhi gair zruri hai ....

  • @MuhammadIshaq-us8ml
    @MuhammadIshaq-us8ml 6 ปีที่แล้ว

    molana saab ko kiya maloom ha k hamri zindgi ka aik saal kum ho gya ha Allah k sawa kis ko maloom ha k hamri kitni umr ha kum tu wo chez hoti ha jis ki had muqrar ho manzel maloom ho

    • @goodboy-ys3on
      @goodboy-ys3on 5 ปีที่แล้ว +1

      Ap k kuch ny ho sakta ........

  • @fazilathbanu9276
    @fazilathbanu9276 6 ปีที่แล้ว

    اسلام وعلیکم مہ نے شیر مار کیٹ می ۳ لاکھ ر و پے ڈ ا لے تھئ و ہ أ د می پیے لیکر بھا گ گیا۸ سال چھوٹے کو ی رکھتا ھے د حملہمیھےکو ئکھتاھے بنگلور می حتمی ھےنیبٹیاھے اور میر ٹشو تر کا انتقال بھی ھو گیا ھے مجھے کوئ و ظیفے بتایے اور مجھے آ پکی دعاؤں میں یا در ھےاللھ حا فظ

  • @saadansari1643
    @saadansari1643 6 ปีที่แล้ว +1

    aik bat mu j galat lagi. sorry to say ap khana chatay han k mot(death) insan k liay saza ha? jo example ap nay de ha us ka us insan ko saza de ja rahe ha or i think mot(death) saza ni ha, mot(death) apnay rab say milnay ka moqa ha.

    • @mrcarlover6036
      @mrcarlover6036 6 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maut nek ke liya acchi hai aur bure ki liye saza se kam nhi hai

    • @saadansari1643
      @saadansari1643 6 ปีที่แล้ว +1

      @@mrcarlover6036 to phar Jo moot say darta ha vo apnay liay usay saza samj k dukhe howa karay new year pay or jisay Allah say elava ksi ka dar ni usay logon ke baton ke parwha ni hone chaya

    • @mrcarlover6036
      @mrcarlover6036 6 ปีที่แล้ว +1

      Maut apne rab se milne ka mauka hai barabar lekin mauke kon talaash karta hai aur kiske liye talash karta hai jisse insan ko mohabbat ho jab allah se mohabbat hogi to insan maut ki talab karega aur duniya se nafrat karega aur oosse bachega aur kisi ko duniya se mohabbat hogi to wo isse door nhi jana chahega to iske liye to ye saza hui naa halaki oosse pata nhi hai ki maut haq hai Allah ke paas jana 101 % hai lekin bss duniya ki mohabbat

    • @saadansari1643
      @saadansari1643 6 ปีที่แล้ว +1

      @@mrcarlover6036 g bikul jisay bikul dunia ke parwha ha vo yahe karay ga. Lakin kbi ya ni socha ksi nay k agar ya dunia atne he valueless ha to phar Allah nay human yahan bhaja he Ku?? Mayra bss aik he point ha k new year ma fazool rasman Dance vagara sub galat ha lakin ksi ko wish krna Mubarak dayna bora ni ha.

    • @mrcarlover6036
      @mrcarlover6036 6 ปีที่แล้ว

      Dekhiye saad bhai hum log anpad hai jaheel hai aur jo oolma yani maulana, mufti etc ye hazrat hum se zayada ilm rakhte hai ye jo kahenge hame wohi karna chahiye hai me ye nhi keh raha ki aap mufti sahab ki mano aap chahe to apne koi maulana se pooch lijiye sab ka ek hi kehna hai new year Celebrate karna birthday celebrate kar na sab galat hai wish karna bhi galat hai

  • @thetravelerstoparadise1275
    @thetravelerstoparadise1275 4 ปีที่แล้ว +1

    Shubhan Allah