Apaar Id generate karne ke baad agar bacche ke parents koi document update karate hain to correction kaise karenge. Iska effect bacchon ke board exam par to nhi padega??
Sir ji kya students ko seedhe kaksha 2 me add kar sakte hai Kyonki pichle year 2023-24 me vah bachche kaksha 1 me add hi nahi huye the Sir please 🙏 bataye
Brc par application dena hoga uske sath ek screenshot lagega udise ka jisme 1se 5 Tak class show ho Raha h or school maanyata ki Xerox copy lagega or A01 Form or last m BRC se BEO ka covering letter lag kar jile pe BSA office par jayega waha se sahi hoga
1 lakh subscribe ki badhai sir ji
बहुत बहुत धन्यवाद एवं आभार ।।💖🌹
आप सभी का स्नेह ही है सर जो इस रूप में मिल रहा है।।🙏💖🌹
Very very useful information ❤
Acha video h aasan tarika
Nice information sir ji
Thanks for information sir ji
Bahut hi achcha tareeke se bataye sir ji thank you
Thank you ...🌹❤️🎯
सहमती पत्र पर आधार नं. किसका डालें ? पालक या विद्यार्थी??
पालक
Thanks sir ji
Nice🎉
If school record and udise record different so what we can do
Apaar Id generate karne ke baad agar bacche ke parents koi document update karate hain to correction kaise karenge.
Iska effect bacchon ke board exam par to nhi padega??
Sir agar apaar id generate ho jayeaur student ki name spelling alag thi but Aadhar aur aur udise me same thi tab kya kare, please bataye
Sem problem
Name school record k anusar likhna h ya aadhr card k anusar
सरजी आधार नंबर या पॅन कार्ड नंबर किसका देना है? पिताजी या विद्यार्थी का
पिताजी का
Generate karne me mistake ho jaye to kese improve hogi???
Edit option hain??
No
Father ka
I like it
Sir annexure 1 me adhar number palak ka ayega ya student ka
Student ka aadhar already registered bta rha hai kaise solve kre ye problem ko sir
sir udise me adhar verify ho gaya per bacche ka adhar name update karna hai to verify hone ke bad nhi ho raha
Sir ji kya students ko seedhe kaksha 2 me add kar sakte hai
Kyonki pichle year 2023-24 me vah bachche kaksha 1 me add hi nahi huye the
Sir please 🙏 bataye
Class 1 se 5 tak nahi hoga kya
छात्र की कक्षा कैसे चेंज करें
यदि किसी कारणवश छात्र पिछले वर्ष छूट गया तो उसे कैसे एड करें
Mera v yahi sawal hai.
Option khulega baad me
मेरे भी बच्चे रह गए है
Student Direct Additional BRC MIS I'd se hoga uske liye SO2 Form bhar ke submit karna hoga
@@AnkitFoundation ok ji sir
Digilocker per apaar id create kar sakte h
Sbi CSS account me Rashi jama hie kya
Dehriy sir Patra sakil ke chhatrako bhulwas diskwalfaid Kar Dene ke bad fir se Patra kase Kiya gaya bataye
Sir apar I'd pe dusre ke sign upload ho gye ise change krne k liye koi option h kya please reply me soon it's urgent sir please 🙏🙏🙏
6 and 7 me bhi ऑप्शन hai kya unki bhi aapr id बनाए
Sir jo students add ni huye h piche year unko kese add kre 2-10 class me
Apaar id ka option nahi dikh raha
ise kaun kaun bana sakta hai kya banane se pahle koi id leni hogi ?
Sir abi dusre school mein transfer ho gya hai to ush school mein hamara udise kaise judega
Apar I'd k consent form m agr name galt Dale to use change kese krskte h
Gp me aadhar par green lock kese hatye
Adhar no. Kinka dalna h father ya student
Aadhar ko bina validate kiye koi tarika h kya
Sir student ka adhar verification nahi dikha raha hai kya kre
Kuch student ka mis match aa rha hai.....kaise hoga
एक गार्डियन के 2ya3 bacche है तो क्या हर एक bacche के लिए mobile नौ अलग अलग होगा क्या
Sir 1 class ka apaar I'd kese bnae
Chat box me ek bar click kar wrong name galti se kar Diya hai abb kya
Kare
primary class me apaar module show nahi ho raha hai kya kare please reply
सहमति पत्र मे आधार किसका रहेगा सर पालक का या बच्चे का
Digilocker मे appar ईद kaise ट्रांसफर होगी
Apke yaha shuru h lekin hm logon ka nhi Aisa kyo
अगर अभिभावक सहमति न दे तो appar id नही creat करना है क्या
@@hanslalbasor8812 Consent important hai waise sabhi baccho ka hona hai
Apaar id module not showing??
Kya karein
Class 2se 8tak nhi Honda hai
Fathar/mother ka dena hai dono me se kisi ek ka
Sir mai open kr rahi pr udise+ me APAAR id dikh hi nhi Raha
@@mrsb.hemlata2162 APAAR I'd create karna hoga baccho ka pahle se nahi dikhegi
Udise me veryfai hone ke baad bhi veryfai nahi h o Raha hai.
इसमें छात्र के पिताजी का आधार नंबर आएगा हमने उसे करके देखा है तभी अपार आईडी जेनरेट हुई है
12th pass 2024 ki id kaha se bnegi dob 18.03.2009
सर जी हमारे स्कूल में nursery से 8th तक class है udise 1 से 5th तक की so हो रही है इसे जोड़ने के प्रक्रिया कौन कर सकते हैं
Brc ऑफिस से हो जायेगा
@@deepalidubey5150 Brc में हमने आवेदन दे दिया लेकिन वह बोल रहे हैं कि यह आगेसे होगा। क्या इसकी प्रक्रिया Brc के हाथ में होती है।
Nhi aap apne school ka paper drc ko Denge brc usko aage bhejegi uske bad hota hai
Brc par application dena hoga uske sath ek screenshot lagega udise ka jisme 1se 5 Tak class show ho Raha h or school maanyata ki Xerox copy lagega or A01 Form or last m BRC se BEO ka covering letter lag kar jile pe BSA office par jayega waha se sahi hoga
@@AnkitFoundation ok sir
Mob no kisk dale
माता किंवा पालक
अपार आई डी जनरेट नहीं हो रहा जबकि युडाईस में आधार वेरीफिकेशन हों गया है
Class 1 to 8th ke liye abhi wait kare
Sir mujhe sahmati Patra chahiye
Kaise download karna hai
PS KUDHWA ABHOLI BHADOHI
s.k.jain principal govt.high.school.Barour .Gpm
Nice information sir ji