Now I know why I couldn't grow a single plant. Bad mud no formula over watering and what not. I thought I will never be able to grow anything. You opened my eyes. Now I will make pot according to your formula and water accordingly. Love from Pakistan ❤
Sir, thermocol box (planting pot) mein draining holes side se karna chahiye ya fir lower most surface me karna chahiye? Plus, maine thermocol box ki dhakkan ko niche rakh ke uske upar boxes ko place kiya hain. Isse koi dikkat to nehi hoga na? 🙏
Aoa yahn Zamen water ki jaldi jazb krti hy full watering k 10 mint bad Pani jazb Hoti hy or is palk ya salak k pondy ughny k bad khud khaton hoty hn on k growth nahi Hoti hy govt b Dala dap white your b Dala magr sazbzi nahi growth krti hy. Makh k pondy 15 feet tk tall hoty hn magar satu ma Dany few hoty hn . Matlb is Zamen makhgi ka poda tree ki tarah bars hota hy likn is ma Dany Chand hoty hn is ki kya waja hy
Sir pls guide how to make such bhirbhuri soil... Kyuki hamare yaha chikni mitti hai... Kitna bhi kuch bhi milao aapke mitti jaisi nahi hoti... Pls guide
Pruning kar ne se tana mota hota hi aur flowering bhi achi hoti hi lekin esa hi ham adenium ke saath karege jo cutting se laga hi to uaki strm moti hogi , bij wale se kaam hogi
Sir, indoor plants ko kaise pani dena sahi hai,, koi kahta hai oopar ka mitti sukh jane ke baad drainage hone tak pani dena hai,, our koi kahta hai oopar ka mitti sukh jane ke baad thora sa pani dena hai... kya sahi rahega indoor plants ke liye.
Sar ham bhi karele ke paudha aur ladki ka padarth tarike paudha lagaye the usmein fal aaye bhi to Peele hokar gir Gaya aur bade hone ke bad uska pravdhan jad se gal kar Sukh Gaya uske liye kya Karen please bataiye kuchh
Sir, kyari mein vegetables lgayi hain. Brinjal, bhindi, tomato, palak, shimla mirch, hari mirch, karela, kaddu, lauki sab ko kitna water dena ha. Please reply....
Please make a video on how to select pot size for plants and which pot size to select to grow more than one plant in a single pot(for eg, more than one tomato plant in a single pot).
Sir ji Aapke gamle ki mitti bhurbhuri hai. To gamle ka pani rukega hi nahi. Thodi der bad nikal jata hai. Lekin jab gamle mein bhari mitti jyada din din ki ho jati hai. Tab gamle ki mitti thos ho jati hai. Us time hum kya kare?
Bahut hi super video hai kafi bahut idea
🙏🙏🙏 बहोत अच्छी तरह समझया भाईसाहाब. धन्यवाद.
Now I know why I couldn't grow a single plant. Bad mud no formula over watering and what not. I thought I will never be able to grow anything. You opened my eyes. Now I will make pot according to your formula and water accordingly. Love from Pakistan ❤
Vedeo achchha hai asani se samajh liya very good thanks
Papaya ka paudh small size jisme gamle me hi phal ajaaye kaise lagaye
Beautiful garden....
Thanks for visiting
Sir, aap bohot achhi jankari dete hai.
Thank you.
Most welcome 😊
Very best garden in the world
Thank you so much 😀
Thankyou for shearing.
My pleasure
Wonderful garden. Very helpful tip.
Thanks for visiting
Bhauti achha lge aapke direction.
Bhoot achcha 🙏
Thank you so much 😀
पानी कैसे देना ,यह बात बहोत अच्छी समझाई . धन्यवाद
Most welcome 😊
Sir, thermocol box (planting pot) mein draining holes side se karna chahiye ya fir lower most surface me karna chahiye? Plus, maine thermocol box ki dhakkan ko niche rakh ke uske upar boxes ko place kiya hain. Isse koi dikkat to nehi hoga na? 🙏
useful jankari sir
Thank you so much 😀
Great sharing👏👏 very healthy plants🌱🌱🌱😍😍😍 big like👍👍
Nice video bahut Achchi jankari di he Apne 👌👍
Thanks 🤗
V. Nice veer ji 👍
Thank you 👍
Sir jb shuruwaad me sheedling krte us tym pani kese de
Very nice and very informative knowledge by Deepak.
Thanks for your knowledge 🙏
It's my pleasure
Wow lots of chillies
Thank you so much 😀
बहुत उपयोगी जानकारी धन्यवाद , अगर ज्यादा गमले हो तो एक एक गमले की मिट्टी को कैसे चेक करेंगें ?
agar jyada gamele hoge to aap apne experience se samjh jayegen ki kise pani dena hai aur kise nahi
Thank you sirij for your sincere guidance l am very Happy to know healthy garden
Thank you so much 😀
Very nice.
Thank you
Very very nice
Thanks a lot
Great sir g thanks for sharing 👍
Most welcome
Thank you, good information
Glad it was helpful!
Bahoot achhi mahiti di hai.. Aapne 🙏🏻.. Kya yahi tarh se flowers plant ko bhi pani dena chahie.. 💐ye margdarshn karen 🙏🏻
Big Like 176
Good information 👍👌👌
Happy Gardening ji 🙏🙏
Thanks a lot
@@TerraceGardening yah to 50 ka yah 10 ka rakh le chal
Very nice
Thanks
Same sharing friend aaj Maine bhi isi topic pe video share kiya hai 👍😄😄🙏🙏
Bhut achi video hai sir mitti kise banye hai gamle ki pless batye
Will upload soon
Pani dene ki jankari dene ke liye bhoot bhoot dhanyvad 🙏
You’re welcome 😊
Very good thanks
Most welcome
बहोत बहोत धन्यवाद इतनी बढ़िया जानकारी देने के लिए आपका बताने का तरीका भी सुपर है एकदम परफेक्ट Thank you so much🙏🙏👍👍👍👍👍
Most welcome 😊
Nice information sir
Thanks and welcome
Green net using or not at this time
@@mangilalsharma1713 use it
Nice information sir👍👍🙏🙏
Plz indoor plants bataden ju pakistan me hoty hn or ju dhop k bager reh sakty hain bataden or unki light weight soil bhi bataden plzzz
Right Sir
Thank you so much 😀
Very good information
Thanks
Very nice information 🙏🙏👍👍
Very nice information sir 👍👍🙏🙏
Thanks and welcome
Very important point watering the plant thank you sir👍
Most welcome
Nice information 🙏🙏
Thanks a lot
thank you 😊☺️
Phal aur phul ke pudhonko bhi es trh kht aur pani dalna chahi hey kya bhaesab pl. Btaye.
Very good information 🙏🙏
Thanks a lot
Very nice tips Sir thys.
Always welcome
Nice video 👍 thanks for sharing stay blessed
Thank you too
Wow very nice video thank you 👍😊
Welcome 😊
Sir tulsi me water kase da
Same method se
Thank you
Beautiful garden
Sir pani kounsa dena chailhiye RO ya tap water ya softener water
So nice
Thanks
bhut achi information.Anjeer ko kon se month or kaise lgaya jata hai.
Will upload soon
नमस्ते] गणेश अगरवाल बाड़मेर राजस्थान से यहाँ अभी से गर्मी 35 डिग्री है. टेरेस पर ग्रीन नेट कब और कैसी लगायें.
nice sharing
Thank you very much!
Dipakji mere terrace me lagaye gamle me lauki ki Jade upar Tak aa gayi hai to Kya Karan hai as aur Kya upay hai koi nukshan to nai hai na ??
Tq sir for the tips
Always welcome
Bhaiya g apke plant ki mitti burburi h,pr hamre plant ki mitti burburi nhi rajti h
Aap kya kya milte h mitti m
Thank sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir agar mana ki aaj bij dale to unko pani kab dena he pliz ripely me
MashAllah so Nice Sir🤗🌷🌱🌳
Thanks for liking
Aoa yahn Zamen water ki jaldi jazb krti hy full watering k 10 mint bad Pani jazb Hoti hy or is palk ya salak k pondy ughny k bad khud khaton hoty hn on k growth nahi Hoti hy govt b Dala dap white your b Dala magr sazbzi nahi growth krti hy. Makh k pondy 15 feet tk tall hoty hn magar satu ma Dany few hoty hn . Matlb is Zamen makhgi ka poda tree ki tarah bars hota hy likn is ma Dany Chand hoty hn is ki kya waja hy
Jameen par lge huye podho ko kese Pani de ye bhi bta dete brdr
Sir gamle me pani dalne par extra pani jo nikal jata hai wo waste hai us me to nutrient mile honge Na?
Nice
Thanks
Kya kapde (clothes) k bag gar me bnake planting kar sakte hai
Apke paudhe bahut healthy hai. Papaya plant apne seed se lagaya ya kese lagaya
Yes ye papaya plant mene seed se lagaya hai video Will upload soon
@@TerraceGardening Thanks alot.🙏🙏
Direct soil me lage plants ko paani kitna dena hai.i mean kaise check kre ki paani niche tk phonch gya hai plz plz reply
Kya namak wala water use kar saktey he apne gamle ki mitti me humare bore water hi aata he samundri ilaka he
nahi
Thanku so much sir, for this 👍👍👍
Most welcome
Kya sardiyon mein 3 baje ke baad paani de sakte hain....dhoop nahi padti hai meri chatt par 2 baje ke baad
Sir seed se uge lichi k plant ki care kaise kre ..is pr bhi video bnaye please
Will upload soon
Sir pls guide how to make such bhirbhuri soil... Kyuki hamare yaha chikni mitti hai... Kitna bhi kuch bhi milao aapke mitti jaisi nahi hoti... Pls guide
th-cam.com/video/WvAXlqi62sg/w-d-xo.html
Curry leaves ki dekh rekh kaise kare ye batae jisase wo achese grow kare
Will upload soon
Jameen mein paudha lga hai to kaise jane ki kitna pani dena hai kyoki gamle mein to hole hota hai??
Vegetable beef online miles kya
Pruning kar ne se tana mota hota hi aur flowering bhi achi hoti hi lekin esa hi ham adenium ke saath karege jo cutting se laga hi to uaki strm moti hogi , bij wale se kaam hogi
सर मिटी में कोकोपिट मिलाना जरूरी है क्या
अगर हम कोकोपीट की जगह ग्वार या मूंग का चारा मिला सकते है क्या बताना प्लीज
Podhe ko kese badle dusre gamle main
You have a beautiful garden!
Thank you so much 😊
mene online pani dene ke liye jo pot mangaya thha uske aage ke pin se pani nahi aa raha side se nikal raha hai, please bataye me kese kya karun
Sir jo naya plant lagaya hai usme bhi
Aise paani dena hai
What about watering during rainy season...उन पौधोंको cover करना चाहीए...?
rainy season me bhi same method use kijiye jab mitti sukhi ho tab pani dena hai
@@TerraceGardening can we put them outside in rainy days ...?
@@chandrakantsagar1857 Yes you can
Kadu me jada phal pane kelia kansa gamla sahi he
18-24 inch
Sir, indoor plants ko kaise pani dena sahi hai,, koi kahta hai oopar ka mitti sukh jane ke baad drainage hone tak pani dena hai,, our koi kahta hai oopar ka mitti sukh jane ke baad thora sa pani dena hai... kya sahi rahega indoor plants ke liye.
Sar ham bhi karele ke paudha aur ladki ka padarth tarike paudha lagaye the usmein fal aaye bhi to Peele hokar gir Gaya aur bade hone ke bad uska pravdhan jad se gal kar Sukh Gaya uske liye kya Karen please bataiye kuchh
Palk aur muli me bej lgane ke kitne dino baad pani de
Please share a video about drip irrigation . Installation vdo dekha hai mujhe detailed vdo chahiye, like this one
Will upload soon
Succulents ke liye bhi ye rule use hota hai?
Sir agar paani bhar ayega to jo nutrients humne daale hai wo bhi nikal jayenge
keval dekhna hai ki pani bahar aane laga jyada oani bahana nahi hai main to aisa hi krta hu koi problem nahi hai
Excellent video! Would you please let me know how we should do both drenching and watering at a time in baby potted plants?
first water your plant then drenching
@@TerraceGardening 5:40 brother is machine ka nam kya h
Good information
If you made video on kitchen waste, pl share link... Thx
th-cam.com/video/THBd-AId4os/w-d-xo.html
Sir, kyari mein vegetables lgayi hain. Brinjal, bhindi, tomato, palak, shimla mirch, hari mirch, karela, kaddu, lauki sab ko kitna water dena ha. Please reply....
th-cam.com/video/AnqX65lmlyA/w-d-xo.html
Sir gamke k bajaye grow bag ho to usme bhi.... Drainage hole se pani bahar na aaye vaha tak pani dena hota hai.... Am I ri8?
Yes
@@TerraceGardening thank you... So much for helping me 😊
Please make a video on how to select pot size for plants and which pot size to select to grow more than one plant in a single pot(for eg, more than one tomato plant in a single pot).
Will upload soon
@@TerraceGardening Thank you so much. Please try and cover if pot depth matters or wider length is enough. Thank you once again.
Agr balti me plant lga ho to usme hole nhi hote niche to kya balti me plant nhi lg skta
I also this question...please tell us..how to drop water in seeding time
❤️❤️❤️❤️👍
Meri ghar par amrood ke podhi lage he aur wo ruk gaye he aage nahe bad rahe he kerpa batayi Jo ke wa aage badhi
soil and pot size check kijiye root ko badhne ke liye jagah naho hoti to plant ki growth ruk jati hai
Sir ji
Aapke gamle ki mitti bhurbhuri hai. To gamle ka pani rukega hi nahi. Thodi der bad nikal jata hai.
Lekin jab gamle mein bhari mitti jyada din din ki ho jati hai. Tab gamle ki mitti thos ho jati hai. Us time hum kya kare?
Sir jab new plant lagaay tab bhi jada pani dyna hai
Yes
Lal bhaji ko kis size gamle grow kare
24 inch * 9 inch