Sir ur video was really very helpful especially for the students coming for their exams in unknown places ..thnq for ur decent and fact to fact video...keep making all the very best ..glad to have ur video 👌
@@m2solotraveller ok bro, aap pe trust kar ke hi ajmer se niklunga mai, mujhe risikesh se karn prayag jana hai isliye help ho jayegi aap se , Traffic ke karan jyada samay bhi lag sakta hai kya 7,8 ghnte risikesh k liya
Pehle aap khai bhi ja sakte ho Haridwar aur rishikesh toh saath hi hai Mussoorie ke liye pehle apko dehradun Jana padega phir waha se Mussoorie ke liye direct bus mil jayegi
@@m2solotraveller Bhai Hum 4 janr he aj Ratko niklenge 10 bje tak Kashmiri gate phochke bus me jayenge To Pehle Hardiwar jaye fir rishikesh fir Dehradun jake bus kare
@@Mr_Kunal0 Pehle aap Mussoorie chale jao Isbt Kashmiri gate se Mussoorie ke liye raat ko 9:30 baje direct bus available hai Phir aap Mussoorie se dehradun railway station aa Jana waha se aap rishikesh end mein haridwar ghum Lena
Nizamuddin se apko Rajasthan Roadways Mil Jayegi direct haridwar ke liye uska fare bhi kaam hai Aur Haryana Roadways bhi mil sakti hai UP Roadways aur Uttarakhand Roadways ke 50 % chance hai
Rajasthan Roadways aur Haryana Roadways ka kriya sabse kaam hai lekin yeh buses piche se atti hai Isley Inka time fix nhi hai Sabse jyada kriya Uttarakhand Roadways ka hai Aap ISBT pr check kar Lena Haryana ya Rajasthan Roadways ho toh nhi toh aap UP Roadways Se ja Sakte ho
Sir ur video was really very helpful especially for the students coming for their exams in unknown places ..thnq for ur decent and fact to fact video...keep making all the very best ..glad to have ur video 👌
Thankyou 🙏
Sir, thanks for this video.
good help for traveller
Good helps for all tourists
Bhot badiya vlog
Nice Blog brother 🙏❣
Delhi se हरिद्वार bus kitne baje hai
Subah 4 baje se raat 12 baje tak continue bus service hai
Fare 365.00 hai
Helpful
भाई प्लीज बताओ रात लास्ट बस कब और सुबह पहली बस कब है रोडवेज की ऋषिकेश के लिए,
अर्जेंट बताओ ,
किसी भी डिपो की रोडवेज बस
Subah 4 baje se raat 12 baje tak continue bus service hai
Fare 420 Journey Time 6 Hours
@@m2solotraveller 4 bje ke baad regular hai na buses
@@m2solotraveller kashmiri gate se milega bas ,aur counter no. Kya hai
Hnji
Counter no. 10 , 11 ,12
Sir me 16 age ka hun me akela kasmirigaet se roorkee janaa chta hau. Kitne ki price hoga tikit ka ? Or kitne ghante me phocha degi roorkee uk tak ?
@@RahulTomar-nJAA8
Roorkee Ka ticket around 300 rs hoga aur apko time 4 to 5 hrs lagega bus se
@@m2solotraveller thnx you sir ji
ऋषिकेश जाने के लिए सुभह् 4 बजे गाड़ी मिल जायगै क्या, और समय कितना लगता है
Mil jayegi 6 hrs lagege
@@m2solotraveller ok bro, aap pe trust kar ke hi ajmer se niklunga mai, mujhe risikesh se karn prayag jana hai isliye help ho jayegi aap se ,
Traffic ke karan jyada samay bhi lag sakta hai kya 7,8 ghnte risikesh k liya
Bhai hume Haridwar Bhi jana he Rishi kesh bhi jana he or mussuri bhi to kese jaye pehle kha jaye
Pehle aap khai bhi ja sakte ho
Haridwar aur rishikesh toh saath hi hai Mussoorie ke liye pehle apko dehradun Jana padega phir waha se Mussoorie ke liye direct bus mil jayegi
@@m2solotraveller Bhai Hum 4 janr he aj Ratko niklenge 10 bje tak Kashmiri gate phochke bus me jayenge To Pehle Hardiwar jaye fir rishikesh fir Dehradun jake bus kare
@@Mr_Kunal0 Pehle aap Mussoorie chale jao
Isbt Kashmiri gate se Mussoorie ke liye raat ko 9:30 baje direct bus available hai
Phir aap Mussoorie se dehradun railway station aa Jana waha se aap rishikesh end mein haridwar ghum Lena
Ye bus roorkee busstand hoke jata hai?
Hnji
Volvo's milaygi
Hnji mil jayegi
Ek answer kar skte ho ??
Last bas Delhi to haridwar ke liye kitne bje chalti h ??
Subah 5 baje se raat 12 baje tak continue service hai
Kirya कितना just haridwar
365.00 Rs
Is bus available for nizamuddin to haridwar??? Bus no ??
Nizamuddin se apko Rajasthan Roadways Mil Jayegi direct haridwar ke liye uska fare bhi kaam hai
Aur Haryana Roadways bhi mil sakti hai
UP Roadways aur Uttarakhand Roadways ke 50 % chance hai
@@m2solotraveller thankyou bhai
From New Delhi railway station can I get bus for haridwar? I will be reaching at morning.pls help.
@@bluedrops8149 round the clock busses available in isbt kashmiri gate
Patnjali phase 1 per rukri hai ?
Hnji jaha bolege waha rok dega
Delhi se rishikesh ka bus se kitna kiraya lagega bhaiya
Uttarakhand Roadways ka toh 420.00 Rs Hai UP Roadways ka bhi itna hi hoga around
Online book krvani hogi kya ?
Ya seat mil jati h vha pe?
Offline wahi Jake seat mil jayegi
@@m2solotraveller thanks 😊
Bus timings kya hai Delhi se Haridwar ke liye
Subah 5 baje se raat 12 baje tak continue service hai
Bhai Delhi se haridwar ka kitna kiraya h sab se saste rat wala bata n bhai or rat ki timg
Isse sasti train hai raat ko 10 baje delhi se chalti hai Mussoorie Express uska fare around 100 Rs hoga
@@m2solotraveller bas ka kiraya puchha h train ko to pata h yr
Rajasthan Roadways aur Haryana Roadways ka kriya sabse kaam hai lekin yeh buses piche se atti hai Isley Inka time fix nhi hai
Sabse jyada kriya Uttarakhand Roadways ka hai
Aap ISBT pr check kar Lena Haryana ya Rajasthan Roadways ho toh nhi toh aap UP Roadways Se ja Sakte ho
th-cam.com/video/2RVmYPKUCA0/w-d-xo.html
Click on above link iss mein contact No. Hai ISBT ke
Tyming kya hogi bus ki rat ki
Bus subah 5 baje se lekar raat 12 baje tak continue service hai
Delhi to najibabad kiraya kitna h??
Around 275.00 roadways
@@m2solotraveller thank you so much 🙏
दिल्ली से शन्ति कुन्ज तक जाने का बस में किरया कितना होगा?
Delhi to Haridwar ka Kirya Rs.365.00 hai
Haridwar se apko sharing auto mil jayega jiska fare around Rs.30-40 Lagega
Din me 6 baje bus chalti h?
Hnji 24*7 service hai
@@m2solotraveller is it govt bus?
How much is the fare?
@@rekhasingh5529 Hnji UP Roadways Hai
Last month Fare badh gya hai
Sab around Rs.350.00 hoga
Bus timing kya h?
24*7 bus available but last week fare badh gya hai
@@m2solotraveller kitna kirya hai?
Bhai bus time bhi batao please sath sath me
Subah 4 baje se raat 12 baje tak bus service hai lagatar
Lekin aab bus ka fare badh Gaya hai
Rs 365.00 Delhi to haridwar
@@m2solotraveller thanks for sharing sir