Bhaiya, house wiring me Cooper and aluminium ka wire use karte hai to electricity bill me ky changes ho sakte hai .. Q1. Ky bill jada aaye ga ? Q2. Ky Bill kam aaye ga? Q3. Yaa koi changes nhi honge?
Bhai ji 12 floor hai 12 floor ka meter alag alag hai aur sabhi aapne aapne meter se water moter chalana chathe hai water moter ek hi hai bhai ji eska connection kaise hoga es per video banaya bhai
Bro iske liye aapko har floor par ON/OFF switch lagana padega, aur sath me indicator bhi taki har floor se pta chal sake ki pump on hai ya off, iske liye aapko har floor par wiring karna padega motor ke on off switch or indicator ka
Sir hum 2 way wiring alag tarike se karte hai dono taraf se 2way ke liye do wire dalte hai ek tarf se phase dete ek taraf se haf dete hai natural switch board se le lete hai
Mai apka bahut bara fan hun sir you tube pe na jane kitna channel hai lekin hum apka channel watch kartu hu apka samajne ki tarika sabsa alag hai or accha hai ❤ plz reply sir
Amir bhai solar panel distribution box, inverter wiring aor solar panel plus inveter ka ghar ke main dB Box ke sath connection per aik achi video banana
Bhaiya house wiring me Cooper and aluminium ka wire use karte hai to electricity bill me ky changes ho sakte hai .. Q1. Ky bill jada aaye ga ? Q2. Ky Bill kam aaye ga? Q3. Yaa koi changes nhi honge? Please reply...🙏 Iss topic me video banao
Rccb lagane se electrician ka to kaam chal jata hai kyonki normal aadmi to samajh hi nhi paayega kaise trip huyi. Aur rccb to trip hoti hi hai thoda sa leakage current milte hi, isliye electrician ko kaam mil jata hai ise lagane se
sir MCB box connection ko test karne ke liye aap jis bulb ya led ka use karte hai uska series connection aapne kaise kiya?? thoda confusion hai please clear kariye.
1. ( Pahle switch ka upar wala Shira doosre switch ke upar ke shire se connect kar de Pahle switch ka theesara Shira doosare switch theesre shire se connect kar de Pahle switch ke doosare shire se phase wire connect kar de Doosare socket ke doosare shire se point ka wire connect kar de Fir point ko neutral provide kar de ) 2. ( Pahle switch ka upar wala Shira doosre switch ke neeche ke shire se connect kar de Pahle switch ka theesara Shira doosare switch pahle shire se connect kar de Pahle switch ke doosare shire se phase wire connect kar de Doosare switch ke doosare shire se point ka wire connect kar de Fir point ko neutral provide kar de ) 3. ( Pahle switch pahle shire ko phase wire se connect kar de Pahle switch ke theesare shire ko neutral se connect kar de Doosare switch ke pahle shire ko phase thhesre shire ko netrul se connect kar de Pahle switch ke doosare shire ko point se connect kar de Fir doosre switch ke doosre shire ko bhi point se connect kar de
Bhai upar wali rccb se by pas kar ke sirf towey switch ko upar wali rccb ke incoming side se supply de do sahi work karegi done me se koi nhi trip karengi.
24:30 :- Sir abhi agar mein room ke two way switch ki baat karu toh jaise apne bola ki two way switch hamesha ek hi rccb se connected hona cahiye.. Toh mere iss case mein kya mein two way switch ko do alag alag board se phase and neutral de sakta hu.. jabki do board hi ek rccb se chal rha ho...
De sakte ho magar video dhyanse dekhe , muje lagta he amir bhaiya jitni mehnat karte he video banane ke liye to unke video PLEASE FORWARD KARKE MAT DEKHE, apke har prashna ka uttar esi video me he
3rd floor pe flate buy kiye hai usme ek ac power point ka 12000 cost kr raha hai. Itna cost hota hai kya reply kare? Ac ka wire kaha se room tak jayega ground floor se ya room ke main gate pe jo box hota hai usse. Please reply kre.
room ka jo main box hota hai waha se. lekin agar flat me 2.5 mm sq ya usse kam ki wiring use kiya hoga to niche meter ke yaha se wore leke jana hona. but 12000rs bhut jada maan raha hai. simple kaam hai max 500-1000rs me ho jayega agar niche meter ke yaha se wire lana hai to, agar room ke box ke pass se lana hai to 1000rs se kam hi lagega( tum khud bhi kar sakte ho)
Amir bhai, 3 room ka normal fan light + 3pc 1.5ton ka AC chalane k liye kitne amp ka main switch lagana chahiye, aur service cable kitna mm ka hone chahiye, mera 10mm ka service wire laga hua hai chalega? Aur main switch se DP BOX tak kitna mm ka hona chahiye? Main 6mm ka lagaya hua hai, chalega kya? Pls jarur jawab dena
weak wire. netural dhang se n lage hona. current leakage regulator switch back feeding. ya fir regulator switch kharab hai. led light aache quality ki nahi hai. inme se kuch bhi ya fir in sab chize me se kuch chizo ka combination ye problem create kar sakta hai
16kw ka to battery back system chahiye. ab tum agar 48 v system use karo ge to 334ah ki battery honi chahiye. matlab 4 battery 12 volt wali series me hogi to 48v banega aur batteriyo ki size 334ah ki hogi. ya fir. 8 battery leni hogi 180ah ki, jisme 4 battery ki series bane gi aur 4 battery parallel me jayege.
Video to maine puri nhi dekhi lekin Diagram ke hisab se connection hi galt hai to rccb trip to hogi hi, ek device ko ek hi rccb se control karna chahiye.
Video me Diagram. Bhi dikhaya he so pura Video dekhe
Assalamu alaikum bhai
House wearing video do please
sasta or accha brand ka switch shoket sheet ka naam bata do
Earthing kaise kare
Bhaiya, house wiring me Cooper and aluminium ka wire use karte hai to electricity bill me ky changes ho sakte hai ..
Q1. Ky bill jada aaye ga ?
Q2. Ky Bill kam aaye ga?
Q3. Yaa koi changes nhi honge?
Bahut achhi jankari di hai aapne❤
Bhai ji 12 floor hai 12 floor ka meter alag alag hai aur sabhi aapne aapne meter se water moter chalana chathe hai water moter ek hi hai bhai ji eska connection kaise hoga es per video banaya bhai
Bro iske liye aapko har floor par ON/OFF switch lagana padega, aur sath me indicator bhi taki har floor se pta chal sake ki pump on hai ya off, iske liye aapko har floor par wiring karna padega motor ke on off switch or indicator ka
😂😂😂wair and socket jada lagea ga
1pump sea 12tank panai utana liea vulb bana na para ga ...
2way switch 😂
Sir ma ap ki video dekhtaa hu sir very good ap bhut achi tarha samjataay hai❤🎉
Full viring suru se upload kijiye ❤
2 way switch Last method is correct 👍 i also do the same thing
Assalamu alaikum amer bhai bohat acha tarika samjaya aap ne
sir i am your big fan from pakistan . i watching your all 146 video playlist . thank you sir .
bhai to aap ki videos se adha kam sikh gaya ❤
Bhai very informative video
Love you sir🎉🎉
Very good videos
Sir hum 2 way wiring alag tarike se karte hai dono taraf se 2way ke liye do wire dalte hai ek tarf se phase dete ek taraf se haf dete hai natural switch board se le lete hai
Mai apka bahut bara fan hun sir you tube pe na jane kitna channel hai lekin hum apka channel watch kartu hu apka samajne ki tarika sabsa alag hai or accha hai ❤ plz reply sir
Thanks for information
Masah Allah
(10amp fan .bulb)kau alg rccb lagu ... 26 amp (frize. Cooler )socket kau alg rccb lagu..(ac or 1 hp motor kau lag lau
Amir bhai solar panel distribution box, inverter wiring aor solar panel plus inveter ka ghar ke main dB Box ke sath connection per aik achi video banana
Bhaiya house wiring me Cooper and aluminium ka wire use karte hai to electricity bill me ky changes ho sakte hai ..
Q1. Ky bill jada aaye ga ?
Q2. Ky Bill kam aaye ga?
Q3. Yaa koi changes nhi honge?
Please reply...🙏 Iss topic me video banao
bill jayda nahi aayega koi bhi wire use karo, bas wiring cost me anatar aayega.
बहुत बढ़िया
Hello sir, Can I use 2 SP MCB of 32A each instead of one DP MCB of 32A.
Bhai mere gharme fan on kartahu ta uske sath uska pass wali bulb thoda thoda glow karta he kyu pls reply
Great gruji
sir 4 saal se wait kr rha tha m is video ka 2 way conction m
Me ek video bana dunga properly
Helpful video
Nice video
1 and 2 floor ka cutting and waring video banao bhai
Nice video❤❤
Rccb lagane se electrician ka to kaam chal jata hai kyonki normal aadmi to samajh hi nhi paayega kaise trip huyi.
Aur rccb to trip hoti hi hai thoda sa leakage current milte hi, isliye electrician ko kaam mil jata hai ise lagane se
sir MCB box connection ko test karne ke liye aap jis bulb ya led ka use karte hai uska series connection aapne kaise kiya?? thoda confusion hai please clear kariye.
Thank you ❤❤❤
ONE RCCB AND INVERTER k single line k sath comm6neutral kar k kaise connection kar na hai
1. ( Pahle switch ka upar wala Shira doosre switch ke upar ke shire se connect kar de
Pahle switch ka theesara Shira doosare switch theesre shire se connect kar de
Pahle switch ke doosare shire se phase wire connect kar de
Doosare socket ke doosare shire se point ka wire connect kar de
Fir point ko neutral provide kar de )
2. ( Pahle switch ka upar wala Shira doosre switch ke neeche ke shire se connect kar de
Pahle switch ka theesara Shira doosare switch pahle shire se connect kar de
Pahle switch ke doosare shire se phase wire connect kar de
Doosare switch ke doosare shire se point ka wire connect kar de
Fir point ko neutral provide kar de )
3. ( Pahle switch pahle shire ko phase wire se connect kar de
Pahle switch ke theesare shire ko neutral se connect kar de
Doosare switch ke pahle shire ko phase thhesre shire ko netrul se connect kar de
Pahle switch ke doosare shire ko point se connect kar de
Fir doosre switch ke doosre shire ko bhi point se connect kar de
Attt video bhaijan
Bhai upar wali rccb se by pas kar ke sirf towey switch ko upar wali rccb ke incoming side se supply de do sahi work karegi done me se koi nhi trip karengi.
Bypass nai karna hai, rccb use karke hee bulb glow karna thaa isliye ussne aisa nahi kiya..
Ok sir thank
Hum 3 vala formula hamesha use krte hai abhi tak koi problem nhi hai
Bhai Solar hai mere ghar par but me ab inverter laga sakta hu ac wire me
❤❤❤👍👍👍
Bhai aap kaha se ho
2 floor se ground floor tak panel tak kitne pipe ki cutting kare
24:30 :- Sir abhi agar mein room ke two way switch ki baat karu toh jaise apne bola ki two way switch hamesha ek hi rccb se connected hona cahiye.. Toh mere iss case mein kya mein two way switch ko do alag alag board se phase and neutral de sakta hu.. jabki do board hi ek rccb se chal rha ho...
De sakte ho magar video dhyanse dekhe , muje lagta he amir bhaiya jitni mehnat karte he video banane ke liye to unke video PLEASE FORWARD KARKE MAT DEKHE, apke har prashna ka uttar esi video me he
❤❤❤❤❤
Bhai lekin agar point me dono jagah se phase jayega to koi problem nahi hai na?
Mera sawal ye hai jab ye laga hoga tab se problem Hui thi ki bad me aur agar bad me huaa to kyo huaa reply please 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bulb lagane ke bad hi hui thi
Sar ghar mein inverter aur bijali ka kaise wiring Karen
3rd floor pe flate buy kiye hai usme ek ac power point ka 12000 cost kr raha hai. Itna cost hota hai kya reply kare? Ac ka wire kaha se room tak jayega ground floor se ya room ke main gate pe jo box hota hai usse. Please reply kre.
room ka jo main box hota hai waha se.
lekin agar flat me 2.5 mm sq ya usse kam ki wiring use kiya hoga to niche meter ke yaha se wore leke jana hona.
but 12000rs bhut jada maan raha hai.
simple kaam hai max 500-1000rs me ho jayega agar niche meter ke yaha se wire lana hai to, agar room ke box ke pass se lana hai to 1000rs se kam hi lagega( tum khud bhi kar sakte ho)
👍👍🤲🤲
Db me inverter ka bhi connection is hai to rccb kaise instol kare
Bhai R Y G B load menten kaise kare
Nice ❤
Thanks
Good
Bhai aapki smartwatch kon si hai please bataiye na
आरसीसीबी 2 घंटा 3 घंटा कभी-कभी गिरता भी है इस कारण को समझें
Ok
@@electricsciencetrickउसमें लोड ज्यादा पड़ रहा होगा है ना भाई सही बोला ना
Is PE video banao na bro
Rcbo ka kaneksan batao
Ok good
Mai bhi apke sath kam karna chahta hoo
Ceiling lights ke neutral kaha joint Dena hey,switch board me Dena or fan box ke andhar ??
Ha bhai sahi kaha
👍👌🌹🙏😊
❤❤💐👍
❤
Amir bhai, 3 room ka normal fan light + 3pc 1.5ton ka AC chalane k liye kitne amp ka main switch lagana chahiye, aur service cable kitna mm ka hone chahiye, mera 10mm ka service wire laga hua hai chalega? Aur main switch se DP BOX tak kitna mm ka hona chahiye? Main 6mm ka lagaya hua hai, chalega kya? Pls jarur jawab dena
Bilkul sahi hai
@@IrfanElectricBoss aur kitna ka main switch lagau wo to batao
@@missonpoddar5293 32 ka hi chale ga
Bhai wall mein cutting karne ke bad switch board ko Kitna inch bahar rakhen Jiri cutting ke time
.5
Regulator speed badene pr light blinking hoti hai uska kya karan hai please video bano
weak wire.
netural dhang se n lage hona.
current leakage
regulator switch back feeding.
ya fir regulator switch kharab hai.
led light aache quality ki nahi hai.
inme se kuch bhi ya fir in sab chize me se kuch chizo ka combination ye problem create kar sakta hai
Sir मेने 950watt ki गने की मशीन ली उसके लिए कितने amp ki bettry or कितने watt का inverter लेना होगा जो 12 घंटे का bekup मिले
16kw ka to battery back system chahiye.
ab tum agar 48 v system use karo ge to 334ah ki battery honi chahiye.
matlab 4 battery 12 volt wali series me hogi to 48v banega aur batteriyo ki size 334ah ki hogi.
ya fir.
8 battery leni hogi 180ah ki, jisme 4 battery ki series bane gi aur 4 battery parallel me jayege.
Bhaiya sensor strip light profile open what is problem sir ster
Bhai job mile ga
Mujhe apke sath kam krna
Are bhai 4000 hours watching time aik hi video se nikalna chahte ho keya itni si baat ko 35 minutes laga diya
Chup L
सीलिंग फैन लाईट आने पर स्विच से ऑन ऑफ नही हो रहा है लाइट जाने
पर इन्वेटर से से ऑन ऑफ हो रहा है
Rccb lagane ka yehi problem hai bar bar dikkat aati hai grahk pura call karke pareshan karta hai
😂😂
isko dikhat nahi safety bolte hai.
Bhai
🇳🇵🇳🇵🇳🇵🇳🇵🙏🙏
Please help mi bhai yaa
इस तरह की वायरिंग में होल्डर में करेंट रहेगा इस तरह की वायरिंग करना गलत है
Video to maine puri nhi dekhi lekin Diagram ke hisab se connection hi galt hai to rccb trip to hogi hi, ek device ko ek hi rccb se control karna chahiye.
35:38
Love you sir🎉🎉
Regulator speed badene pr light blinking hoti hai uska kya karan hai please video bano
Regulator speed badene pr light blinking hoti hai uska kya karan hai please video bano