Koi bhi Muslim ko ye akhtiyar nhi ha k wo islam par khud se vedeo bana ly jo chahay bolta rhay jo Quran sharif me ha wohi biyan krty hen.. Allah pak apko islam samjne ki Tufeel dy Ameen sum Ameen😘😘😘
اللّٰہ کے نزدیک تم میں سے بہتر وہ ہے جو متقی اور پرہیز گار ہے مطلب یہ کہ اللّٰہ اور اس کے پیغمبروں پر یقین کرنا ، آخرت کے دن پر یقین کرنا، اللّٰہ کے فرشتوں پر یقین کرنا اور اللّٰہ کی اتاری ہوئی کتابوں پر یقین کرنا ہر غلط کام کرنے سے پہلے اللّٰہ سے ڈرنا کہ کہیں اللّٰہ ہم سے ناراض نہ ہو جائے ہر وہ کام کرنا جس کام کو کرنے کا اللّٰہ نے حکم دیا ہو یعنی کہ اللّٰہ کے نزدیک تمام انسان برابر ہیں لیکن اللّٰہ کو وہ لوگ پسند ہیں جو اللّٰہ کا حکم مانیں ایسے لوگ اللّٰہ کے زیادہ نزدیک ہوتے ہیں
There is no power in the coffin, the main source of power is only ALLAH , whatever happens is by ALLAH command تابوت میں طاقت نہیں طاقت کا سر چشمہ صرف الله کی ذات ہے جو ہوتا ہے الله کے حکم سے ہوتا ہے
Aap ne kaha na k yeh Taboot Sakina kyun wapis nahi aaya to yeh Hazrat Essa A.S k dubarah duniya mein aane pe hi milega abhi duniya walon se chupa huwa hai.
The Ark of the Covenant is a biblical motif that is central to Judaism and Christianity. According to the Bible, the ark was an ark that contained tablets on which the Ten Commandments were written. The Ark was considered a sacred object used by the ancient Israelites to connect with God. There are various legends and theories about the whereabouts of the boat, but its ultimate fate is unknown. Some believe that the ark is hidden in a secret location and will be revealed at some point in the future, while others believe that it has been lost to history.
Taboot e saKenaa... Wo taboot Hy.. jis k andar, ALLAH PAK ❤️ K SAB nabiyOn ki khaas chezen rakhi hoe hen... Jesay hazrat musaa A.s kaa Asaa wagera... Shakti wakti ki bt ik aLag cheez Hy... Us taboot e saKenaa ko agaay rakhh kar diaa ki jaati thee... Jo FORAN qubooL ho jaati thee... Bat bas itni c Hy...
Bhai mery ap ny ghalat suna hai kiunky humary pakistan m indus valley m 7200 years purani civillaization hai jo palestine aur arab k sath trade krty thy
@@mirzawaqas4655 BARELVI always abuse . Do not do this Hina. PLZ research before making hasty abusive comments. Muhammad Ali MIRZA ENGINEER IS IN THE RIGHT PATH. HINA LEAVE THE BARELVIZ ACTUALLY EXPORTING KUFR N SHIRK. BARELVIZ ARE LIARS.
☝"KHUDA"apne kuch khas bando ko khas thakat ke sath duniya me bhejta hi jinhe ham prophet kahte hi aur vo Aam insan se jyada ☝"KHUDA"ke khas hote hi aur insan ko sahi raste par lane ke liye bheje jate hi, aur "Taboote Sakeena" sach hi aur ye pak sandook hazrat "ISA" (A.s) Jab ayenge tab ye zahir hoga ☝"ALLAH"ki taraf se
Insan apna taqwa ki waja se khas banta h Allah pak k nazr men.. farmanbardar or nafarman aik jasy nh ho sakty overall Allah pak her insan ko 70 maaon se ziada pyar krta h us k bad insan khud ko Allah k kitna qareeb krta h ye uski apni koshish baqi Nabi bht khas hoty hn inko or aam logon ko compare nh kia ja sakta inky jesy takaleef , responsibilities koi aam insan nh jhel sakta...
Nai sir jd duniya ma pehla insan aya tha tb Sy ly kr akhri pegamar (nabi)hazrat Muhammad ) tak insan ko dunya ma aya 6000 saal ho gay thy yee btaya gya tha (hadees-e-nabiwi) main
Sir ye box dobra apni asal haha py zaror ponhcy gaa Jis Ky Bary maa hadees ma btaya gya Hy yee box ab hazrat eesa Ky pass jay ga jb woo dobra duniya main gay
Islam main aisa nahi hai 6000 years ka Jews nay jab hazrat Musa a.s k sath mil kr Egypt chora to unho nay saal calculate krna shuru kr dia jo k is waqt 5000something chal raha hai unka ya man-na ha k jb 6000years puray hongay to unka masiha aay ga
“All mankind is from Adam and Eve, an Arab has no superiority over a non Arab nor a non Arab has any superiority over an Arab; also a white has no superiority over a black nor a black has superiority over a white except by piety and good actions.( last sermon of Prophet Muhammad S.A.W.) Aur jahan tak taboot ki baat hai wo Allah behtar janta hai k wo Kahan hai ho sakta hai wo apni sai jaaga per ho is liye kuch kaha nai ja sakta k wo kaha hain agar usne pohanchna huwa to pohanch jaye ga ye sab Allah ki marzi hai wo jou chahy keray Allah isay dunya se chupay ya zaahir keray ye sirf wo hi jaanta hai insaan ki senses ya aqal wahan tak nai pohanch sakti
Bhai Rab khuda ek hai to rasta bhi ek hai sahi kam galat kam ka baad mein hisaab hoga phele research karke saccha rasta dundhna chaiye kiyuki ye dunya imtihaan ki jagah hai qayamat ke din pehle insaan se leker akhiri insaan tak sab ka heesab hoga or usme sabse pheli baat ye hogi ki us ek Rab pe imaan lana yani Rab ke har huqm ko manna or usper amal kerna uske saare prophets nabiyo ko manna hai kiyuki Rab ek hai uski kitaab (book) bhi ek hai isliye Research karke sahi raste ko khojna cahiye usi pe chalna chahiye kiyuki Allah ne har insaan ko aqal di hai ye aqal esi liye di hai ki ham insaan sabse phele apne banane wale Rab ko pehchane taki ham sahi or sacche raste pe chal sake kiyuki sachai ek hai
Yes us taboot ma sab sa zaida dakat sulaimani ring ma hazrat mosa ka ASA mubarik ma ha aur us ma wo haqeqat ha Jo imam Mehdi ka zahor ka waqat zahir hongi
Or jo hazrt muhamad allahualehiwaslm ne farmaya k tabut sakina imam mahdi k pas hoga or usme hzrt ali ki tlwar or isaa alislam ka asa or b kuch hy abi muje yad ni ache jo imam mahdi k pas hoga or in nishanio se e imam mahdi pehchane jaen gy k wo asl imam mahdi hen❤❤❤❤❤❤❤
Jis kisi ko quran par shak hai aur kehte hein ki ye quran allah ki kitaab nahi hai humhare nabi ne apne pass se likh diya hai toh un loogo ko quran mai allah ne challange kara hai usko challange ko pura kar ke dikhao. Quran ki konsi ayat mai allah ne challenge kara hai agar kisi ko janna hai toh mujhse pooch sakta hai
جناب یہ بات ھے کہ ابھی جو دنیا کا سلسلہ جاری ھے اس سے پہلے بھی دنیا تھی مگر ان کا دوبارا زندھ نہیں ھے اسی طرح جنات بھی اس سلسلے سے پہلے اس زمین پر موجود ہیںَ دنیا کا یہ سلسلہ جو کہ حضرت آدم علیہ السلام سے شروع ھے ان کا اور جنات کا قیامت کے دن ان کا دوبارا زندھ ھونا اور حساب ھونا ھے اس سے پہلے کی دنیا کا دوبارا زندھ ھونا اور حساب ھونا نہیں ھے
Yes it is said in different references that this cycle of human race is for seven thousand years. Seventh thousand has already started. Jewish calender tells those dates. Mahabharat is around four thousand years old story. Overall world is too old. Human race and history cycle.may repeat from time to time. Quran says that God can repeat the human cycle. Quran also tells the people from past were more powerful than you, Which applies forever. But these are details and not the basis of a faith. People may have different views on it. Thanks
All are not equal for Allah. Disobedient bachay ko to parents bhi pasand nhi kertay lekin usay ghar sy bhi nhi nikalty. os ki sari zaroorton ko poora kertay rahtay hain. Isi tara Allah sab insano ki zaroorton ko poora kerta ha lekin Disobedient insano ko pasand nhi kerta. Allah ny Quran main saaf saaf kaha ha k "Yeh Quran wo rasta dikhata hai jo sab say seedha hai aur momino ko jo naik amal kartay hain basharat deta hai kay un kay liye ajar e azeem hai. Aur yeh bhi batata hai kay jo aakhirat par eeman nahi rakhtay un kay liye hum nay dukh denay wala azab tyar kar rakha ha." (Surah # 17, Bani Israil, Ayah # 9-10) Manzil py pohanchny k liay yeh dekhna parta ha k jis rastay py hum chal rhay hain wo manzil tak jata bhi ha k nhi. sometimes kuch rastay kahin or hi ly jatay hain Hazrat Adam sy ly ker Hazrat Muhammad (PBUH) tak sab nabion ko Allah ny ek hi rasta bataya ha.
قرآن مجیدمیں دنیاکی مدت کہیں بھی نہیں لکھی
Allah khush rakhe Veer ji.. 😘🇮🇳 from Punjab (maler kotla)
Allah 💖💖 aap ko hamesha khush rkhy ameeeeen
Nowhere in Quran is written this dunya is 6000 years old , Jazakallah👍
Khahan likha hy bhai logon ko misguide na kro refrence do only Allah knows kitny sal purani hy
@@hmzach6852 bhai usne b kaha hai Kahi ni likha🙂
@@hmzach6852 aaj kal koi bhi jajakallah mashallah bol bol kar kuch bhi hadith bol kar bayan kar raha hai.
Koi bhi Muslim ko ye akhtiyar nhi ha k wo islam par khud se vedeo bana ly jo chahay bolta rhay jo Quran sharif me ha wohi biyan krty hen.. Allah pak apko islam samjne ki Tufeel dy Ameen sum Ameen😘😘😘
Billkull
اللّٰہ کے نزدیک تم میں سے بہتر وہ ہے جو متقی اور پرہیز گار ہے
مطلب یہ کہ اللّٰہ اور اس کے پیغمبروں پر یقین کرنا ، آخرت کے دن پر یقین کرنا، اللّٰہ کے فرشتوں پر یقین کرنا اور اللّٰہ کی اتاری ہوئی کتابوں پر یقین کرنا
ہر غلط کام کرنے سے پہلے اللّٰہ سے ڈرنا کہ کہیں اللّٰہ ہم سے ناراض نہ ہو جائے
ہر وہ کام کرنا جس کام کو کرنے کا اللّٰہ نے حکم دیا ہو
یعنی کہ اللّٰہ کے نزدیک تمام انسان برابر ہیں لیکن اللّٰہ کو وہ لوگ پسند ہیں جو اللّٰہ کا حکم مانیں ایسے لوگ اللّٰہ کے زیادہ نزدیک ہوتے ہیں
18:00
an ordinary man can't be equal to a messanger of Allah ( for Allah)
No it's wrong, no body didn't know the exact age of world. Only Allah knows
Absolutely brother ❤❤
Exactly
There is no power in the coffin, the main source of power is only ALLAH , whatever happens is by ALLAH command
تابوت میں طاقت نہیں طاقت کا سر چشمہ صرف الله کی ذات ہے جو ہوتا ہے الله کے حکم سے ہوتا ہے
No pa g it's not in Quran Pak that world start 6000 year ago. Any way good reaction
تابوت سکینہ حضرت عیسیٰ (ع) کے ساتھ اللہ نہ آسمان پر اٹھالیا تھا اب دنیا میں نہیں
اللہ اکبر
ਅੱਲਾਹੁ ਅਕਬਤ
Aap ne kaha na k yeh Taboot Sakina kyun wapis nahi aaya to yeh Hazrat Essa A.S k dubarah duniya mein aane pe hi milega abhi duniya walon se chupa huwa hai.
8:20
hazrat Daood aleh Salam hit exactly at the eye of jallot king.
We don't believe that earth is 6000 years old.
Quran me nabio ky qisy hn us sy log ye andaza lgaty hn keh insan is zameen par koi 10000 saal purana hy. dunya ky bary me aisi koi baat ne hy
sardar g mery khiyal me is video ki ziada tar batein bible aur totait sy hn quran me in bato ka tafseeli zikr ne hy
Nahi easi koi bat nahi he duna to baot purani he
Only Allah is the greatest and knows best and all
according to the Quran, the world is 4.5 billion years old, & In 1953, Clair Cameron Patterson also said that the world is 4.5 billion years old
Nah 6 din m banai gae or 7ve arsh par. Allah RABULIZZAT or unk tamam peghambar. Her asman per mamoor hyn
میں نے آپ کی بہت سی وڈیو آج دیکھی یہ وڈیوں مجھے .......
Alahh KY han 1 sal 1000 sal KY brabr hy
The Ark of the Covenant is a biblical motif that is central to Judaism and Christianity. According to the Bible, the ark was an ark that contained tablets on which the Ten Commandments were written. The Ark was considered a sacred object used by the ancient Israelites to connect with God. There are various legends and theories about the whereabouts of the boat, but its ultimate fate is unknown. Some believe that the ark is hidden in a secret location and will be revealed at some point in the future, while others believe that it has been lost to history.
Taboot e saKenaa... Wo taboot Hy.. jis k andar, ALLAH PAK ❤️ K SAB nabiyOn ki khaas chezen rakhi hoe hen... Jesay hazrat musaa A.s kaa Asaa wagera...
Shakti wakti ki bt ik aLag cheez Hy...
Us taboot e saKenaa ko agaay rakhh kar diaa ki jaati thee... Jo FORAN qubooL ho jaati thee...
Bat bas itni c Hy...
Dunia ki Umar kitni ha is topic pe Dr israr Ahmed ki video majood ha sardar g
Hun taboot scina es liyay nai milda q k oo milna aa pr jido hazrat aisa duniya ty an gy
6000 saal purana aisa kuch mention nhi h quran me bhai
Muhammad Ali mirza ki videos par reaction kro bro....
Bhai mery ap ny ghalat suna hai kiunky humary pakistan m indus valley m 7200 years purani civillaization hai jo palestine aur arab k sath trade krty thy
Muhammad Ali Mirza jab Arab me Quran Aaya, please reaction this video paji
Us jahial scholar mirza ko na suna karo wo pagel insan hn
@@mirzawaqas4655 kya jo Quran ar hadees ki bat krta hai wo jahil hota hai ....aqal kro
Bata to marze be karty hn quran ar hadees ke kya wo Muslim hota kya
@@mirzawaqas4655 BARELVI always abuse . Do not do this Hina. PLZ research before making hasty abusive comments. Muhammad Ali MIRZA ENGINEER IS IN THE RIGHT PATH. HINA LEAVE THE BARELVIZ ACTUALLY EXPORTING KUFR N SHIRK. BARELVIZ ARE LIARS.
Insan se phele duniya thi janwar bhi thy jinnat bhi thy
❤❤❤
Profaser Rafiq Akhtar Kay bayan per reaction do
☝"KHUDA"apne kuch khas bando ko khas thakat ke sath duniya me bhejta hi jinhe ham prophet kahte hi aur vo Aam insan se jyada ☝"KHUDA"ke khas hote hi aur insan ko sahi raste par lane ke liye bheje jate hi, aur "Taboote Sakeena" sach hi aur ye pak sandook hazrat "ISA" (A.s) Jab ayenge tab ye zahir hoga ☝"ALLAH"ki taraf se
Nahi sardar g, quran mein kahy nahi likha k 6000 saal dunya purani ha.
May Allah guide you😗😗😗
Insan apna taqwa ki waja se khas banta h Allah pak k nazr men.. farmanbardar or nafarman aik jasy nh ho sakty overall Allah pak her insan ko 70 maaon se ziada pyar krta h us k bad insan khud ko Allah k kitna qareeb krta h ye uski apni koshish baqi Nabi bht khas hoty hn inko or aam logon ko compare nh kia ja sakta inky jesy takaleef , responsibilities koi aam insan nh jhel sakta...
Nai sir jd duniya ma pehla insan aya tha tb Sy ly kr akhri pegamar (nabi)hazrat Muhammad ) tak insan ko dunya ma aya 6000 saal ho gay thy yee btaya gya tha (hadees-e-nabiwi) main
Mn ne Quran ko jitni bar b prha hy us mn 6000 wali bat nhi prhi
No we humans can not tell exactly how old this earth is. Only Allah SWT knows best. I can tell you this earth is much older than 6000 years
Allah kay sab barabar hai laikin allah ki bat aour ahkam suna to wo allah ka pyarahai
Make more videos on Islam, make on Maulana Tariq Jameel please
Duniya 6000 saal purani ni hai.....Agr sirf 6000 saal purani hoti to 1,24000 Nabi kese aate....or phle nabiyon ki umr bhi 1000 saal hua krti thi
Sir ye box dobra apni asal haha py zaror ponhcy gaa Jis Ky Bary maa hadees ma btaya gya Hy yee box ab hazrat eesa Ky pass jay ga jb woo dobra duniya main gay
Brother please read Quran by your self.
Paaji jacket bahut accha pehna hai 👌👌👌
Bni israeil muslims ty but hazrat musa ki wafast k baad ye log aik bachra bna k us ki ebadat karny lgy .
Farishton se pahle Allah Paak
It's is up to Allah he only knows we r nothing but he is all
Islam main aisa nahi hai 6000 years ka
Jews nay jab hazrat Musa a.s k sath mil kr Egypt chora to unho nay saal calculate krna shuru kr dia jo k is waqt 5000something chal raha hai unka ya man-na ha k jb 6000years puray hongay to unka masiha aay ga
Koi tension nai Bhai aap Quran pak ka Hindi virgin study kr lo to aap ko khud pata lag Jay ga
This is real
No in Quran pak about age of world.
Nahin aisa koi jikr Nahin Hai
“All mankind is from Adam and Eve, an Arab has no superiority over a non Arab nor a non Arab has any superiority over an Arab; also a white has no superiority over a black nor a black has superiority over a white except by piety and good actions.( last sermon of Prophet Muhammad S.A.W.) Aur jahan tak taboot ki baat hai wo Allah behtar janta hai k wo Kahan hai ho sakta hai wo apni sai jaaga per ho is liye kuch kaha nai ja sakta k wo kaha hain agar usne pohanchna huwa to pohanch jaye ga ye sab Allah ki marzi hai wo jou chahy keray Allah isay dunya se chupay ya zaahir keray ye sirf wo hi jaanta hai insaan ki senses ya aqal wahan tak nai pohanch sakti
Ap k sab swalon ka jawab Dr. Zakir naik ki videos me hai
Jb Quran utar to os se Phly ki dunya tkrebn 6000 sal porani thi
5:35 Nahi Quran mein aysa Kahi nahi likha hoa ke Dunia 6000 Saal purani hai
plz reacrion on Hazrat yousaf as movie all parts
Bhai Rab khuda ek hai to rasta bhi ek hai sahi kam galat kam ka baad mein hisaab hoga phele research karke saccha rasta dundhna chaiye kiyuki ye dunya imtihaan ki jagah hai qayamat ke din pehle insaan se leker akhiri insaan tak sab ka heesab hoga or usme sabse pheli baat ye hogi ki us ek Rab pe imaan lana yani Rab ke har huqm ko manna or usper amal kerna uske saare prophets nabiyo ko manna hai kiyuki Rab ek hai uski kitaab (book) bhi ek hai isliye Research karke sahi raste ko khojna cahiye usi pe chalna chahiye kiyuki Allah ne har insaan ko aqal di hai ye aqal esi liye di hai ki ham insaan sabse phele apne banane wale Rab ko pehchane taki ham sahi or sacche raste pe chal sake kiyuki sachai ek hai
No brother yeh kisi ko nae pata k duniya kb se run kr rahe Allah k lilawa
No bro its totally wrong. Only Allah knows the age of earth.
Yes us taboot ma sab sa zaida dakat sulaimani ring ma hazrat mosa ka ASA mubarik ma ha aur us ma wo haqeqat ha Jo imam Mehdi ka zahor ka waqat zahir hongi
Janab islam ke according ye tabut hazrat maseeh ke dor main wapis mile ga jo ke is ke haqdar hain allah ke taraf se
Paji I request you to read Holy Quran with translation. I am sure you can get answered all of your questions.
If you read Holy Quran you get all information about history of Islam
Or jo hazrt muhamad allahualehiwaslm ne farmaya k tabut sakina imam mahdi k pas hoga or usme hzrt ali ki tlwar or isaa alislam ka asa or b kuch hy abi muje yad ni ache jo imam mahdi k pas hoga or in nishanio se e imam mahdi pehchane jaen gy k wo asl imam mahdi hen❤❤❤❤❤❤❤
Jis kisi ko quran par shak hai aur kehte hein ki ye quran allah ki kitaab nahi hai humhare nabi ne apne pass se likh diya hai toh un loogo ko quran mai allah ne challange kara hai usko challange ko pura kar ke dikhao. Quran ki konsi ayat mai allah ne challenge kara hai agar kisi ko janna hai toh mujhse pooch sakta hai
Duniya to bohat parani hai lekin insaan takreeban chand hazar saal hi pehlay is duniya mai aya tha
Nai bhai jan duniya 6000 hazar sal purani hai ye baat quran main ni hai😊
Tahir ul qadri Kay bayan per reaction dain
جو اج جھگ ہو رہی ہیں کو ں انصاف تے ھیں
Allha ny Asli warso ky ammal ke waja sy Dunia sy qeamat tak ky liyea chuppa dea
Nice video
It is not mentioned clearly about that age of the world in Holy Quran.
E hazrat adma se cjalta huwa sub mbiu k pass aya.ager allah es ko parde main na rhky to log es ka nakaiez faida uthaty
Insan se pahle Jin
baad the duniya mein
Love you 🥰
Insan dunya main
10000years Abaad Hain
Nahi... Me, as a muslim, b ye bat 1st time hi sun rai... Quran me kahin nai likha k dunia kitne sal purani he... This is misinformation.
Tarsem jassar de RAZZA song te reaction karo
Jhoot bola hai kisi na Aap ko Quran ma ya nahi likha hai ❤️ Quran ko isi khoti bata jodna walo pa Allah pak ki lannat hoo❤️
جناب یہ بات ھے کہ ابھی جو دنیا کا سلسلہ جاری ھے اس سے پہلے بھی دنیا تھی مگر ان کا دوبارا زندھ نہیں ھے اسی طرح جنات بھی اس سلسلے سے پہلے اس زمین پر موجود ہیںَ دنیا کا یہ سلسلہ جو کہ حضرت آدم علیہ السلام سے شروع ھے ان کا اور جنات کا قیامت کے دن ان کا دوبارا زندھ ھونا اور حساب ھونا ھے اس سے پہلے کی دنیا کا دوبارا زندھ ھونا اور حساب ھونا نہیں ھے
🌹🌹
On k pass is liye nhi pohancha q k abi Hazzrat eisa ny abi wapis ana hy
Asanhi ha
Gulail yani manjaneek
Jis se bare bare patthar phele jate the pahle ki jango mei
Gulail aik chota sa manjnik h jis ko hath main pakr kr chote pather phenke jate hain
Bahi kahan say soon liya
Yes it is said in different references that this cycle of human race is for seven thousand years. Seventh thousand has already started. Jewish calender tells those dates. Mahabharat is around four thousand years old story. Overall world is too old. Human race and history cycle.may repeat from time to time. Quran says that God can repeat the human cycle. Quran also tells the people from past were more powerful than you, Which applies forever. But these are details and not the basis of a faith. People may have different views on it. Thanks
All are not equal for Allah. Disobedient bachay ko to parents bhi pasand nhi kertay lekin usay ghar sy bhi nhi nikalty. os ki sari zaroorton ko poora kertay rahtay hain. Isi tara Allah sab insano ki zaroorton ko poora kerta ha lekin Disobedient insano ko pasand nhi kerta. Allah ny Quran main saaf saaf kaha ha k
"Yeh Quran wo rasta dikhata hai jo sab say seedha hai aur momino ko jo naik amal kartay hain basharat deta hai kay un kay liye ajar e azeem hai. Aur yeh bhi batata hai kay jo aakhirat par eeman nahi rakhtay un kay liye hum nay dukh denay wala azab tyar kar rakha ha."
(Surah # 17, Bani Israil, Ayah # 9-10)
Manzil py pohanchny k liay yeh dekhna parta ha k jis rastay py hum chal rhay hain wo manzil tak jata bhi ha k nhi. sometimes kuch rastay kahin or hi ly jatay hain
Hazrat Adam sy ly ker Hazrat Muhammad (PBUH) tak sab nabion ko Allah ny ek hi rasta bataya ha.
“Gulail” k istemail ka zikr unauthentic he. Is par itni aasaani se yaqeen nahi kiya ja sakta.
Taaboot-e-sakeena real me hai....aur abhi ye kisi ko pta ni kha hai
paa g apse contact kaise karu
Plz rect DR idea AHMAEED videos
nahi aisa kuch nahi likha gia quran main
Nai bai ji enjiner shaab di vidio vekh lo
Taboot sakena Allah pak ki masleht say ghaib hy
Pa ji Muhammed (SAW) ka zikar hindu kitaboon mien sardar g tusi khud net se check karo please.
Quran ma khi nhi likha ha dunya kitne old ha
No wrong information paa ji
Nai bhai Quran main 6000 Saal purani wali koi bt nahi