@@seemachauhan531 dhoop dhani shayad 1500 ka mangwaya tha.. Aur itni saari chezeion to yaad nhi... Q k bahut samay se purchase kar rhe hu so price sabka ti yaad nhi
Mem new ghar me bhagwan ji ko kaise puja Krna chahiye my puja pad bilkul bhi nahi janti hu or ghar me kun sa murti ko rakhna chahiye ♥️ please reply me mem ap bahut achhi ho
सुंदर संग्रह आहे. खूप छान
Bahut sunder collection h aapka . Really inspiring
@@rashmigupta9793 thank you so much 🙏
🎉🎉❤
👌👌👍
Nice
How do you clean the vessels?
@@bindurajesh93 with pitambari or you can also use curd lemon n amachur powder make a paste out of this and use this paste to clean mandir utensils.
Apne products kha se liya h wo nhi btaya products bhut sundr h mam❤️❤️👍
Yeh mostly local shops se he liye hai
@@BrijrajCreations ok price please bta dijiye
@@seemachauhan531 dhoop dhani shayad 1500 ka mangwaya tha.. Aur itni saari chezeion to yaad nhi... Q k bahut samay se purchase kar rhe hu so price sabka ti yaad nhi
@@BrijrajCreations dhanyawad mam reply k liye. 🙏
Didi ap puja ka bartan ko kitne acche se rakhte hue har chij ko bahut Sundar se Kitna achcha Laga aapka video very nice blog ♥️🥰🥰🥰🥰🥰
Mem new ghar me bhagwan ji ko kaise puja Krna chahiye my puja pad bilkul bhi nahi janti hu or ghar me kun sa murti ko rakhna chahiye ♥️ please reply me mem ap bahut achhi ho
Ghar mein ek ganeshji aur laxmi ji murti jarur honi cheye aur un bhagwanji ki murti aap rakheye jin mein b aapki aastha ho
Very nice , i love this collection
Aapne dhuni daani kaha se mangai hai….bohat acchi hai….especially size bohat accha hai
Kinari bazar...waise yeh amazon pe b hai
@@BrijrajCreations thank you 😊
bot sundar
Mast🙏🙏
beautiful 😍
Ati sunder👌
बहुत सुन्दर कलेक्सन हैं मेरे पास भी है पीतल के वर्तन का कलेक्सन जिसे मे दुर्गा पूजा मे ही उपयोग करता हूँ
Silver plated bartan aajkl bohot chal rahe hai... kya unse colour nikal jata hai kya?
Kya usme kheer bhog laga sakti hu??
Haan aap bhog man se lagaye..... Bhagwanji humare bhav dekhte hai phir chahe aap chandi ki bartan khilaye ya plated mein koi farak nhi padta
Bari dinner set brass ka le lijiye sis.
Steel ka use na kare to hi achha.
Jitni meri shamta hai main uske hisab se kaam karti hu.... Ab tak aap jaan he gye hogi agar videos regular follow karte hai to
Very nice
Pooja me steel ka kalash varjit hota hai
Kya ham peetal mein doodh dal kar shiv ji ka snan kara sakte hai
Haan bilkul kara sakte hai
Urli nhi hai
Pouja ki liy bartan nhi sradha ki jarurat hai
Bahut sundar hai aap ka Deepak ka collection 👍👍👍🙂🙂