Aree sir aphi ka video khoj rha tha mil gya. Please help me . Kya ye boya mic starmker me use krte waqt mic ka battery nikal kar chalate hai ya usse laga hua chhod dete hai please reply me 🙏
Maine abhi abhi OnePlus Nord 2t kharida hai, lekin Uss pr voice thik se record nahi ho rahi, maine headphones change kar k bhi dekhe, lekin koi fayda nhi hua. Awaz achanak se door chali jaati hai, specially high notes pr, kya koi setting hoti hai iss k liye?
@@RjRajanSupport abhi version 14 aya tha to usme problem solve ho Gaya, main OnePlus ka bullets wired wala earphones use karta hu. ab aap mujhe plz ye bataye ki Aisa kaunsa mic hai Jo OnePlus ko achha support karta ho smule ke liye, type c
Salaam Rajan Bhai Mera name Aarif Shaikh he Aor me Saudi Arabia me kam karta hu maine boya mic kharida he lakin wo mere mob..Samsung galaxy j7 me kam nahi karta. Spiliter bhi he lakin faida nhi he mujeh kuch bataiye dimag bohat kharab hogaya he Aor main Smule per singing karta hu aapke sath join kiya he song he mujeh raat deen bas mujeh chati ho...so Rajan Bhai kuch solutions bataiye Thanks A You So much 🤝🤝🤝
@@RjRajanSupport ok boss i will check it nhi to eeese returns katenge Thanks RAJAN BHAI....yes normally work kata he Aou dusre mo me baraber work karta he
@@RjRajanSupportMaine bhi splitter se SMULE me record Kiya par recording sun ne pe pata chala ki sirf aur sirf ek ear me awaaz aa rahi hai MERE VOCALS ki .. Camera mode me Voice record nahi hui SMULE JOININGS ME Aap ne jo ek wire lagaya hai peeche (engineering kiya) wo hum kaise Karen ya uska koi alternate shop me milta hai to bataiye
Wow amazing voice 👌♥️♥️♥️🌹 super information 👌 bahut achhi jaankari diye hai thank you so much ❤️❤️
Most welcome 😊🍫
very good RjRajan thank you for the information it's really cool
most welcome 😊🍫
Wow Rj ji really enjoyed ur singing and 💃 ur video bhi bahut acha useful hai boya mic ki bare me bahut acha jankari diya Aap 🌹🌹🌹😊👌😊
thank you ❤️😊😊
Pura song galijiya Rj ji 👌 🌹 Boya mic 🎙️🎤 sound system excellent video Rj ji thanks 👍💐 aap ka song suni 🤗 aap ka video bhi achi tarah suni 👍👌🌹 🌿
shukriya ji 💖😊 itne tareef ke liye 🍫🍫🍫🍫😊
Hello mera realme phone he uosme audio pin nahi he please link batao ya name konsa lu smule k liye
search kare Audio splitter
Aree sir aphi ka video khoj rha tha mil gya. Please help me . Kya ye boya mic starmker me use krte waqt mic ka battery nikal kar chalate hai ya usse laga hua chhod dete hai please reply me 🙏
isme 📴 or on button hai
Excellent explain 💞😍
thank you ❤️😊
Mere one plus 11 5G me earphone nahi lagte to konsa wireless aerphone le jisme ga bhi sake
wireless earphone me latency problem hota hai, 50-60 ms latency ho hi jayega
Wireless math karo.. Wo set teek nahee hoga.. Latency problems
Can we use this for OnePlus phone with c pin
sure
Name of the jack?
Audio Splitter
Bhai starmaker pe gane k liye kaha rakkhe smart ya camera 📸
mobile se v achcha record hoga ek tripod lele
@@RjRajanSupport tripod kya hai matlab
Excellent video 💟😊
thank you ❤️😊
Maine abhi abhi OnePlus Nord 2t kharida hai, lekin Uss pr voice thik se record nahi ho rahi, maine headphones change kar k bhi dekhe, lekin koi fayda nhi hua.
Awaz achanak se door chali jaati hai, specially high notes pr, kya koi setting hoti hai iss k liye?
sabse pehle ye bataye usme C type earphone use karte hai ya 3.5mm
@@RjRajanSupport abhi version 14 aya tha to usme problem solve ho Gaya, main OnePlus ka bullets wired wala earphones use karta hu.
ab aap mujhe plz ye bataye ki Aisa kaunsa mic hai Jo OnePlus ko achha support karta ho smule ke liye, type c
👍👍
I phone me connect ho sakta hai kya
nahi uska jack alag hota hai, 3.5mm support karega tab hoga
Nice!♥️
thank you ❤️😊
Ser kisi bhi application pe ga sakte h
ji bilkul 😊
Ser. Ye pura setup kha milega mic. Ka
Mujhe just lena h kraoke pe application pe gana h
Bta do ser kha milga hmw
aap Amazon se purchase ker sakte hai,
Salaam Rajan Bhai
Mera name Aarif Shaikh he Aor me Saudi Arabia me kam karta hu maine boya mic kharida he lakin wo mere mob..Samsung galaxy j7 me kam nahi karta. Spiliter bhi he lakin faida nhi he mujeh kuch bataiye dimag bohat kharab hogaya he Aor main Smule per singing karta hu aapke sath join kiya he song he mujeh raat deen bas mujeh chati ho...so Rajan Bhai kuch solutions bataiye
Thanks A You So much 🤝🤝🤝
Boya mic me 2 button hota hai , dono par ek baar try kare
Good morning
Dear Rajan Bhai..battan uper Aor niche karke bhi dekh liya sirf track sunai deta he lakin Awaz Recording nhi hota bro ????
Normally Boya mic work karta hai kya , pehle ye check kare, agar nahi to use return ker de
@@RjRajanSupport ok boss i will check it nhi to eeese returns katenge
Thanks RAJAN BHAI....yes normally work kata he Aou dusre mo me baraber work karta he
Maine 2 baar ye splitter khareeda likin work nahee kartha he
mera to work kar raha hai, ek baar check kare mobile support karta hai ya ni
@@RjRajanSupportMaine bhi splitter se SMULE me record Kiya par recording sun ne pe pata chala ki sirf aur sirf ek ear me awaaz aa rahi hai MERE VOCALS ki ..
Camera mode me Voice record nahi hui SMULE JOININGS ME
Aap ne jo ek wire lagaya hai peeche (engineering kiya) wo hum kaise Karen ya uska koi alternate shop me milta hai to bataiye
Not working 😊