Bhaiya aapki video sacchi m sbse acchi hai koi apni video me keh rha tha ki phone ko andar tk kholo koi kuch lekin aapki video dekh kr mera phone bina khole hi shi ho gya, thankyou so much bhaiya
@@TechnicalMdayal mereme reset all network settings ka option nhi h...only reset all setting ka option h to maine reset all setting krde phirbhi no service h phone me 🥺🥺plse solve my problem
Sim dalne k bad internet Se incoming outgoing call hota had lekin simple call in out Nahi Kar Raha hai dusra sim Sab kam karta hai. Ye sim dusra; mobile me sab kam karta hai. Samadhan batayen.
Bahar jata hun to network aata hai Vivo V7 Plus aur andar aao to network nahin aata hai ghar mein no service batata hai jo aapane setting bataya tha vah setting se nahin ho raha hai to kya problem ho sakti hai
Vivo U10 mobile hai..internet chalu krne ke 2-3 min baad network baar baar chala jata tha.no service dikhata tha. Ab to sim card hi show nahi kr raha, cross sign aa raha hai. Reset setting bhi try kiya phir bhi sim show nahi kr raha hai
Mera airtal ka sim hai me apane mobail me laga raha hu to emergency call dhika raha hai lekin vahi sim ko dusare mobail me laga raha hu network aa raha hai lekin us mobail me dusara sim laga raha hu to network turant aa ja raha hai
Bhai Meri do sim lag rahe jismein se 1 ko chalate Hain To jio ko chalate hain to Vodafone ki 3G pakad Diya Agar Vodafone Ki chalate Hain To no service Aati Hai jio kya karun
Dil she thinks bahi
👍👍👍
@@TechnicalMdayal Mera nhi ho rha hai help
Fack
@@Adilmansoori111 no work
Kya bakwas h ye isse kuch nhi hua
Thanks bhai... It's working now.... Subscribe kr rha is khushi m🤗
Welcome 👍
Bhaiya aapki video sacchi m sbse acchi hai koi apni video me keh rha tha ki phone ko andar tk kholo koi kuch lekin aapki video dekh kr mera phone bina khole hi shi ho gya, thankyou so much bhaiya
Thanks man you saved my 1500 rs
Most welcome 😊
Thank you sir apne bataya aise kiya or mera adiya sim me network aa gaya thank you so mach🙏🙏
Vai hoi na to
❤❤❤ thankyou so much bahi aapne kya video banaya
Welcome
It works, thanks man💖
Welcome bro
@@TechnicalMdayal bhai maine 2 sal bad sim lgai hai no servic btara hai ab kyabakre
Dil sa thinks bro 🔥🔥💖💕💕
👍👍👍
Thanks for useful information 👍
Welcome
💯 % Problem solve bro tq
Welcome
@@TechnicalMdayal phir se howrah no sarvi q
Thank you so much ❤️😘
Thnku so much for this advice
👍
thank you vaiya
👍👍👍
Thank U So Much Brother You Are Great
👍👍
Thanks u very much bhai😍😍
vivo 7 in single sim works but we put both sim no service shows what will problem in phone
Any solution?
Y97 jazz SIM work only any solution
Software problem bola shop p b thk kraya wapas 3_4 din bad no service aa rha h reboot krne k thodi der thk rhta h fir no service kya kre
Sim show ho rha h kya
@@TechnicalMdayal nh only no service aata h cross bna hua
Mera bhi yahi haal h
Thank you so much 🙏
You're welcome 😊
Thankyou Meri Jaan bhai tum bahut acche Bhai batate Ho bahut badhiya bhai Meri Jaan Tu Hi Meri Jaan Sab Meri thank u meri jaan
👍👍
सब आपने कहा वैसे ही किया लेकिन आपातकालीन बता रहा है अभी भी
Tnkhu bhai....
👍👍👍
👍 thanks
Welcome 👍
Bro 4:09 my vivo 1716 I put sim it shows only emergency call only how clear this problem 😊😢
Network ic ka problem ho sakta hai
Óp great video
Thanks
THANKS BROTHER🥰🥰
👍
Which one u selected reset all settings or reset all network settings 🤔
Reset all network settings
@@TechnicalMdayal mereme reset all network settings ka option nhi h...only reset all setting ka option h to maine reset all setting krde phirbhi no service h phone me 🥺🥺plse solve my problem
Mobile network clik karne ke bad bhi nehi hata hai
Aapne network setting reset kiya?
Mobile number Nahi delete hoga
Aapko network setting reset karni hai. Usme number delete nahi hoga.
Mera theek ho gaya
Phone se photo video bhi delete Ho jata hai kya
Nahi hoga kuch v delete only network setting reset krna hai aapko
Hello sir pls reply
Vivo s1 mobile same problem
But i boubt ki mobile m jo photo, pdf vo to delet nhi hoga na
Pls reply sir
Kuch v delete nahi hoga aapko sirf network settings ko reset karna hai
(1)Reset network settings
Ya
(2)Reset all setting
Konsa wala krna h sir
Reset network settings
Vivo s1 ka mobile h sir
Bhai phone ka data to nhi jayega na? Jaise photo bato sir?
Nahi jayega
@@TechnicalMdayal thank you so much bhai love you..bhai full support apko ❤️🔥
Thank you❤
Hi can u give some suggestion my phone Vivo Y93 no network or no service but got home wifi
Sim show kr rha hai phone
After done this process...sim card is disabled showing have you know solve this error
Sim change kar k dekha aapne
@@TechnicalMdayal why this issue came...any idea...sir...
And thanks for replying...
भाई अचानक ऐसा ही हो जाता है फिर एक मिनट खुद आ जाते है ये किसी भी समय हो जाता
प्लीज हेल्प 🙏🙏🙏🙏🙏
Vivo y21
Software change kara lo theek ho jayega
100% working this method
Reset all setting se humara photos or baki cheez dlt to nhi hogii
Reset network setting krna hoga aapko us se photos delete nahi hogi
Thanks sir
👍👍👍
Hello bhai mera vivo v9model1727hai system update Kara tha bad ma Jio SIM no service dikha rha h to kya kre bhai video banao espe bhi
Jio k or v sim try kiye aapne
Sim dalne k bad internet Se incoming outgoing call hota had lekin simple call in out Nahi Kar Raha hai dusra sim Sab kam karta hai. Ye sim dusra; mobile me sab kam karta hai. Samadhan batayen.
Is sim ka duplicate sim bana lo fir theek kaam karega.
Sir mere phone mai network hi nhi aa rahe hai upar aa jati hu to aate hai or room mai rehati hu to nhi aate plz tell me sir
Network waire change kro theek ho jayega.
Reset kia vivo1610 h airtel sim pr ni aarha ntwrkk ky kre plz btaeyeew
Reset kar k nahi aa rha hai to aapko network wire ya fir ic check karwani hogi
@@TechnicalMdayal khn pe aur kyse hga ye check
Hello Bhai mere bi ek dikkat h per appne bataya jesa kiya Mane but hua nhi
Andar se problem hoga phone mai.
Thanks mere me network nahi PA raha tha bhai
Vivo X7 Don't know what happened Sim, leave suddenly, go away, Rani
There may be a problem with the sim. try changing sim
Aapne jaise kiya maine bhu wahi kiya bhir bhi nhi ho raha hai na bhai plzz problem solve karwa Dr 🙏🏻
Fir v nahi hua to network wire check karo wo thek hai to ic ka problem hai.
Reset krne ke bad mobile ka sub data delet hoga kya
Nahi aapko sirf setting ko reset krna hai.
Data delete nahi hoga
Bahar jata hun to network aata hai Vivo V7 Plus aur andar aao to network nahin aata hai ghar mein no service batata hai jo aapane setting bataya tha vah setting se nahin ho raha hai to kya problem ho sakti hai
Network wire check kro ya fir network ic ka problem hoga.
Vivo 1610 hai dubal SIM Kam hi nahi kar raha hai sim 1 out of service bata raha hai please help me
AAP reset Kiya phone ko. Pahale se problem hai ya abhi aa rahi h
Super
Thanks
Thanks bhai
Sir ye settings krne se all data jo mobile me h oo delete ho jayega ki nhi
Kuch v data delete nahi hoga
Yese karne se phn se media wagera delete to nahi honge na??
Only network settings reset hogi or kuch v delete nahi hoga
Bhai is se sara phn ka material delete toh nhi hoga n
Nahi kuchh v delete nahi hoga only network settings reset hoga
sir mane use tray kiya firbhi nahi ho raha..??????kuch methad batao sir...
Hardware problem .
Hello bro Vivo z1x automatic off enable tha sim card
Hardware se check karna hoga?
Vivo U10 mobile hai..internet chalu krne ke 2-3 min baad network baar baar chala jata tha.no service dikhata tha. Ab to sim card hi show nahi kr raha, cross sign aa raha hai. Reset setting bhi try kiya phir bhi sim show nahi kr raha hai
Koi v sim show nahi kar raha kya
Thank a lot
Your imei meid is invalid please contact th customer service.
Iska matlab kya hai.
Please bhai batao yaar bada pareshan
Complete software change krna hoga aapko
imei number hat gaya hai aapke phone se
Sim v nahi chal tha hoga aapke phone mai?
Hello mera Vivo y81 hai usme no sim likha aa rha hai jaise aapne ish vdo mai dikhaya hai lekin hua kuch nhii plz ish problem ka solution dikha do .
No sim ka matalab hai sim slot mai problem hai
Sir vivo z1pro me second SIM card no service he kya Karena h
Dusra sim theek hai
Same problem .. tried everything but not working . Though My Airtel sim works in other phone
@@TechnicalMdayal z
Sir mera bhi ohi problem hai z1pro me
Bhaiya mere ni aa rahe aapne kiya baise hi mene kiya pr ni aae kuch or btao
Network wire mai problem ho sakti hai check kro
@@TechnicalMdayal kyse chck kis kya h ye
Sir mere phone Vivo v11pro h our mera me bhi no sarvise bata raha tha our taun sab me to bata ta h par gao me ni batta ha network
Reset kiya aapne phone ko
You superb bro thank you
is sy kiya hamara data be delete ho sakta ha kiya
Delete nahi hoga data
@@TechnicalMdayal Mara matlab ha k mobile ko reset kara gay tw kia mobile MA jo ba photos videos hain account delete nahi hon GA kiya
Bhai Wajah tum ne bataya tha Vivo V7 Plus ka vah Nahin ho raha hai
Mera airtal ka sim hai me apane mobail me laga raha hu to emergency call dhika raha hai lekin vahi sim ko dusare mobail me laga raha hu network aa raha hai lekin us mobail me dusara sim laga raha hu to network turant aa ja raha hai
Aap sim ka duplicate sim bana lo chal jayega.
Bhai Meri do sim lag rahe jismein se 1 ko chalate Hain To jio ko chalate hain to Vodafone ki 3G pakad Diya Agar Vodafone Ki chalate Hain To no service Aati Hai jio kya karun
1 solt hi LTE hoga
Ser mere phone me iemi number 0 dikha raha hai or sim network📡📡 nahi aa raha hai
Software change kara lo theek ho jayega
Abhi bhi no service bta rha hai
🙏🙏🙏Please koi solution bataye
Hardware se problem hai agar aapne network setting reset kr diya fir v nahi ho rha to.
To ab kesai thik hogi yh problem
Sim chang kar ke dekha fir aa gaya tha fir chala gaya plz repiy sir
Sim trey change karo or for phone ko reset karo fir v same problem hai to fir network ic ka problem hoga
Mera bhi hainpls. 😢😢😢😢😢
Bro mere mobile me sim insert krne pr bhi show nhi horha hai koi solution pls
Sim show nahi kar rha aapke mobile mai
@@TechnicalMdayal hn bro koi solution
Apki trick work nhi ki
Yr bhi vivoy20 py sim py no service a rha ha koi solution btao
Sim change kar k dekho. Warna fir phone ko open kar k network wire change kro wo v theek hai to network ic problem hoga .
Mere me network nhi aya reset karne ke baad
Aapko network wire check karni hogi
Network wire kaise check krte h
Kase
Mera 3 minute
bad jio sim no sarvice ho jata hai Vivo y15 hai mera phone pls help me
Waire ya fir network ic ka problem hoga
@@TechnicalMdayal resetting all network karegy to thek ho jayega ?
Kar k dekho fir batao kya problem aa rha hai
Problem fix hogya settings ke baad no problem
Nthi thatu bhai
Pura batao kya problem aa rha h
Bheya phone me sim dalte hi block ho jata he kya karu bhai batao
Fectory reset kro phone ko or fir new sim daal kar dekho
Bhai e karnese pura phoan ka sari photos video deletd tho nahe ho gayaga
@Bidyut
Kuch v delete nahi hoga
Mere pass Vivo ka phone hai usmein sim Nahin Chalti kaise karen
Sim slot mai problem hoga aap use change kara lo theek ho jayega
maine kiya pee nhi huya ab bhi no service hi h..mera vivo1807 h or sim dard airtel
Network reset karne k baad v nahi hua to aapko network wire ya fir ic se problem hoga
@@TechnicalMdayal ager ic se problem hota to ime code nhi aata..bo to aa raha h..
shyd sim block ho gyi h kyunki sim status vale option m out of service aa raha h
per bhai mere nhi ho raha
Hardware se problem hoga.
Mera mobile ghar mein Bulane se network Nahin Aata Hai
Phone mai kuch kaam karya tha aapne
Thanks
👍👍
Apka procedure kaam nhi kiya .. it just failed bhut dukh h hume... Plz aap nyaa techniques dhundiye jraa netwrk ni aare
Thank you Sir
Sir mera dabal sim hai jo ek me no servis bta raha hai plz repliy
Aapne sim card change kar k dekha
4g aa raha fir or chala ja raha hain plz repiy
Nahi aa rha he dusra sim chalta he isme use networks aa rha he or ismeka sim dusre mobile me chalta he
Dusra sim chal rha h phone mai
Bhai reset all setting kar ke dekh liya Fir bhi no service bata raha hai kyon
Sim theek hai aapki
Me settings change Karna ke badh me signal nahi aa rahe hi.kya karo
Reast Kiya aapne phone ko
MEri phn mei phir vi network nhi ah rahi kya kore plz kohi solution dijiye
network wire check kar lo
आपने जैसे कहा वैसे ही किया लेकिन नेटवर्क ही नहीं बता रहा है
Network reset karke v nahi hua to hardware ka problem hai
Meri sim nhi lag rhi he aapne jese bola mene vese kiya he
Sim nahi bata rha ya fir network nahi aa rahe
Photo delete nhi hoga krne pr
Nahi hoga
Data loss ho jy ga kia?
Data loss nahi hoga.
Erase all data bhi kar liya. Phir bhi nhi aya.. kya kre
Hardware problem hai.
@@TechnicalMdayal meri sim kisi dusre phone me bhi nahi chal rahi . Kya kru 😥😥😥😥😥😥
Hello Bhai mara vivo v9 me ghar me tavar nahi arahahe
Bhar pura network aa rha h
Kaise ho bhai
Thank you so much
👍