@@LSAcademy007 jb aap starting state se chalte ho aur Epsilon se judi huyi wahi state hatate ho jidhar arrow point kr rha.... Jb aap final state ki taraf jate ho to epsilon se judi huyi wo state hata rhe ho jidhar arrow nhi h.. Inshort starting state ki trf se aap left se right chal rhe h aur right wali state eliminate kr he h.... Jb final ki trf jate h to aap direction change kr de rhe h😥
Best lectures for CSIT
very good teaching sir
(00*+11*)* sir aise situation m kya kre? 2nd:- 1(1*01*01*)* sir or isme?
You are pro 💪🏽 sir
Nyc explanation
Awesome 👌
Thank u so much sir very nice explaination
Sir aap DAA pe bhi lecture banadijiye.
You Never disappoint ❤️
What a teacher !!!!
12:16 q2 se q3 wale transition me 1 kyu nhi h sir please explain?
Sir , aap mujhe ye bata dejia ki (0+1)* ko (0|1)* bhi likh sakte hai kya
Sir above expression ko UNION read karte hai
Yes
Thank you sir
CSIT Students Come Here for Support 🤝
sir sirf ye lecture hi confuse kiya mujhe aaj tak ......jo aap last me epsilon hata rhe h wo samajh nhi aaya..
Kya dikkat hai usmein
@@LSAcademy007 jb aap starting state se chalte ho aur Epsilon se judi huyi wahi state hatate ho jidhar arrow point kr rha.... Jb aap final state ki taraf jate ho to epsilon se judi huyi wo state hata rhe ho jidhar arrow nhi h..
Inshort starting state ki trf se aap left se right chal rhe h aur right wali state eliminate kr he h.... Jb final ki trf jate h to aap direction change kr de rhe h😥
@@LSAcademy007sir please reply... If possible.
Arrow se koi matlab nahi hai , agar 2 states ke beech mein epsilon hai tho hum kisi bhi ek state ko hata sakte hein....
@@LSAcademy007 ohh ok sir and thank u so muchh sir for this clarification 🙏🏻🙏🏻