Bhaiya aadhar card me address mere gao ka h lekin main Patna rhta hu toh mera centre kiske anusar hoga mtlb yaha wala address ke anusar ya mera gao ke najdik please reply
@@vanshsinghal4840 me sare details bhar ke save and next dabata tha to wapas upar scroll ho jata tha jabki mene sab fill kiya tha properly and wo bhi 3-4 baar
Abhi form mat bharna 6th sem baad kyunki counseling time last sem ka marksheet mangta hai. Mera isee wajah se seat reject ho gya tha last year(IIT kanpur) Ok.
sir maine adhar enrollement number ke jagah adhar number daal kar proceed kar liya sir an dfinal submit bhi kar diya ab kya karun . Please reply kariyega sir please
sir pdf me photo sign nhi dikha rha hai par upload kiye tha document upload complete bataya tha or pdf me nhi dikha rha hai please help me sir problem nhi n hoga sir
Bhaiya maine registration ke time mothers name galat daal diya( shuruwaat wala form me main application bharne se pehle) kya mai nya form fill up kru kyuki Maine payment nhi kiya hai ya phir isi form ko edit krdu (initially galat daala tha to dikkat to nhi hoga plz help)
bhiya dropper bhi new candidate se register kare kya...kyu ki mere mai "you are not valid candidate " aa raha hai registered candidate se login karne par
Sar digilocker se bharane ke bad koi documents upload nahin karna agar humne digilocker ke andar document verification nahin kara hai to vah JEE mains ke documents kaise ho payenge
bro mere me sab fill karne ke baad green circle ghumke wahi a jata hai otp sent hi nhi kar raha decleration pe stuck ho jata hai device change kar liya network change kar liya
I have chose the "The final examination of the 10+2 system, conducted by any recognized Central/ State Board, such as the Central Board of Secondary Education, New Delhi; Council for the Indian School Certificate Examinations, New Delhi; etc." in the 12th "qualifying exam" option and i am still in 12th so will it work or i should have chose the "any puclic school" one
1.Sir maine blue background me photo submit kar diya. 2. Signature upload to ho gya but hone ke bad blur dikh reha tha Mera paisa kat to gya but fee incomplete dikha reha h aur conformation page nahi aaya h What should i do
sir mere son ka 59.50% hai 12th me. Improvement ka form apply kia hai keye usko jossa me iit & nit ke liye chance milega agar improvement me 75 % marks secure ka lega to. pls advice🙏🙏
Sir please bata dijiye obtained marks form fill karte time improvement ka marks add karke fill kare ya phir purana vala fill kare 🙏🙏🙏🙏🙏 Sir please reply
Sir me ews gen me aati hu par abhi mere pass form nahi h uska par ban ne ko diya h aur aaj last day too me form me ews bhar du bann too jaega hi pls sir bata dijiye nahi too agla session me bharu ya abhi hi gen me bhar du
Session 1 and 2 both agar fill up kare toh kiya baad may second session k liya fill up nahi karna padhega kiya board exam k baad???
MAINE SESSION 2 MAI BTECH KE SAATH BARCH NAHI BHARA GALTI SE KYA USKA KUCH HO PAEGA PLS REPLY SIR ITS A LIFE SAVING QUESTION
Sir in registration process cast cirtificate required or not??
No
@aditya6026is bari nhi hai option
Thank you so much sir ❤was very informative tysm❤
Sir ,aadhar card ka DOB to abhi correction period me h mera to adhar number de skte h ?
Love from Bihar
District Rohtas ❤
Lgta h Mai to form he fill karte karte depression me chala jaunga 😂😂😢
Trust me same....main to already half pagal ho chuki hoon
Submit and send OTP tk jha kr fss gya OTP aahi nii rha
@@Toasty_7tumne to apna mamla fasa diya😂😂😂😂
@@premrinhayat5189 dra Mt yr
@@0._Melophile._0 SABHI ka yahi haal hai m socha mera hi ho rha hai 😂😂
Sir addhar enrollment number kya hota hain kya addhar card number 12 digit wlala hi enrollment number hota hain ya dursa plzz😢 batayeee
Abhi 12th appearing hai to year me kya dalna hoga? jis year me kar rahe hai ya jis me aage complete hoga?
Mpsos wale konsa board choose kare
Madhya pradesh state open school wale kya choose kare
12:57 time par
17:38 Sir payment hone ke baad bhi unsuccessfully dikha ra aur account se amount bhi deduct
Ho gaye help plz sir😢
Bhai mere sath bhi yhi hua .
Tumhara phir kya hua batao mujhe
Obc certificate necessary h form bharne k liye?
Same question
@@x2damnNhi Bhai
Counselling time pe lgega registration ke wakt nhi
Bhaiya aadhar card me address mere gao ka h lekin main Patna rhta hu toh mera centre kiske anusar hoga mtlb yaha wala address ke anusar ya mera gao ke najdik please reply
Locality kya hota hai
Sir mera qualification details se age nahi badh raha me kya karu ?
Same
Iske bd kya kru tumhara ho gya kya?
@@vanshsinghal4840 Nahi
@@vanshsinghal4840 me sare details bhar ke save and next dabata tha to wapas upar scroll ho jata tha jabki mene sab fill kiya tha properly and wo bhi 3-4 baar
Sir Diploma ka student jo 12th nahi kiya hai wo form bhar sakta hai kya
Please help me.
Haa
Abhi form mat bharna 6th sem baad kyunki counseling time last sem ka marksheet mangta hai.
Mera isee wajah se seat reject ho gya tha last year(IIT kanpur)
Ok.
Bhai mai 6th sem pas ho gaya kya is bar nit me mil sakta hai kuki is bar diploma ke sath only for IIT nahi likha hai
@@ankur3230 haaa
Wo pichle bar bhi mil rha tha
sir maine adhar enrollement number ke jagah adhar number daal kar proceed kar liya sir an dfinal submit bhi kar diya ab kya karun . Please reply kariyega sir please
Same issue
Kuch pata chala
Sir Central caste certificate nahi hai banwauga par abhi jaravat nahi hai Naa ki hai ( state ka hai only ) to form me kya dalu
Form apply ke time caste certificate se related koi v information lga tha kya?
sir pdf me photo sign nhi dikha rha hai par upload kiye tha document upload complete bataya tha or pdf me nhi dikha rha hai please help me sir problem nhi n hoga sir
Sir mere form me photo or signature nhi upload hue dikha raha ab me kya karu sir ?
Sir jee mains 2024 application form step 2 login nahi ho Raha hai kya kare
konsi chiz ki hard copy xerox karvani hai plz bata dijiye
Bhaiya maine registration ke time mothers name galat daal diya( shuruwaat wala form me main application bharne se pehle) kya mai nya form fill up kru kyuki Maine payment nhi kiya hai ya phir isi form ko edit krdu (initially galat daala tha to dikkat to nhi hoga plz help)
Ek baar form checking phir se hoti hai...maybe tab aap phir se correct karke bhar sakte hai
Maine register kar liya aur "Submit and send otp" bhi click kiya. Par otp abhi tak nahi aa rha. 5mins ho chuke hai. Kya thoda time lagta hai?
same me subah se try kr rha hu
@@LovishAnandDIT baar baar try krne mei bhi darr lagta hai kahi block na kar de🙂
@@anythh477 mene 7 baar krlia ab ni krunga ab 2 dinn baad try krunga
Aaya kya otp
@@jikrasiddiqui9035 ha bhai next time try krne pe aa gaya
Iss bar ews certificate upload nhi karna h kya
Helo sir mere adhar card mere bachpan ka photo hai to kya mai usko use kar sakta hu
cast income and residence certificate nhi use ho rha hai kya
Section 2 ka bhi sath me hi Krna he ya bad me bhi kr skte hai
bhiya dropper bhi new candidate se register kare kya...kyu ki mere mai "you are not valid candidate " aa raha hai registered candidate se login karne par
Sar digilocker se bharane ke bad koi documents upload nahin karna agar humne digilocker ke andar document verification nahin kara hai to vah JEE mains ke documents kaise ho payenge
Aadhaar enrolment no. Or addhaar no. Same h.. Kya
No
Enrolment number 16 digit ka hota h
Aadhar number 12 digit ka hota h
Photo par date mention compulsory hai kya
Jati sbko lgega kay.
Ya UR ko jati nhi lgti h
Original aadhar ya photocopy bhi chalegi plz reply
bro mere me sab fill karne ke baad green circle ghumke wahi a jata hai otp sent hi nhi kar raha decleration pe stuck ho jata hai device change kar liya network change kar liya
same
Bro fix hua?
mera to ni hua@@user-su6lo4xn4x
Sir registration k doran last me otp nahi aya h to kya wapas rrgistration process karna padega
At 15:30 otp nhi aa rha hai
Ab aaya gmail pe otp mera nhi aa raha
Identity type me kiska dalna hai apna ya parents ka
Caste certificate KB lgta hai
Sir Mera Aadhar card pe name different he or 10th mark sheet pe different what should I do
Same dought
Mujhe session 2 Dena hai toh pls mujhe koi batao registration baadme hoga yaa nhi hoga session 2 kaa
Hoga
@@SHORTS-wy3wd thankuee
Form edit ho sakta h key....kuch. Rong ditel dala Gaya hai
Income, caste, niwas, other certificate upload bhi karna hai kya
is no marksheet pdf required?
Bhai , bahut video dekhi lekin , aapke jaise detailed video , koi nhi thi. Bahut bahut dhanyawad
Sir mera abhi ews bna ni h to kya m bnwane dasl du auur form m ews likh du
Haa kar skte h
Sir mobile kar through from fillup ho sakta hae kya
Sir EWS certificate kab upload krna padte hai?
Is it necessary ki photo ka background black ya white hi ho
I have chose the "The final examination of the 10+2 system, conducted by any recognized Central/ State Board, such as the Central Board of Secondary Education, New Delhi; Council for the Indian School Certificate Examinations, New Delhi; etc." in the 12th "qualifying exam" option and i am still in 12th so will it work or i should have chose the "any puclic school" one
Ok correct hai😊
Sir es mai residence certificate ki toh koi jarurat hai yeh nahi sir bta do ek baar
Bhaiya central ka caste certificate lagega please bata dijiye
Jo cbse private students 2024 me compartment de rhe hai. Vo school name kya dalenge ?
School/ college pincode me kya fill kare
Sir abhi caste certificate lagega kya esmw
1.Sir maine blue background me photo submit kar diya.
2. Signature upload to ho gya but hone ke bad blur dikh reha tha
Mera paisa kat to gya but fee incomplete dikha reha h aur conformation page nahi aaya h
What should i do
Mark sheet me kya live ge pachan ke liye
Mere jee k form me photo date galat ho gayi hai to kya problem hogi please bata dijiye
Sir
12th running h kya form ko bhar skte h??
Category certificate upload nahi karna hai please bataye
Same doubt
sir mere son ka 59.50% hai 12th me. Improvement ka form apply kia hai keye usko jossa me iit & nit ke liye chance milega agar improvement me 75 % marks secure ka lega to. pls advice🙏🙏
14:12 ma up board se huo kya select karu
NCL jana nhi krna parta hai..?
Mujhe sirf ek doubt h maine session 1,2 dono likha h toh next session me mujhe form nhi fill karna hoga na agr kise ko pta ho pls answer my question
what to enter in school pin code braket udise code or area pin code ?plzzz help
Sir Mera pass caste certificate 2020 ka bana huwa hai Sc category ka kiya mujhe bhi dubara bana padega
Category certificate ka koi document upload nhi hoga kya ??
Mera bhi same question ha or 10th ki certificate bhi upload nhi hui kahii pe
Nhi hoga
Last time mere bhai ne to kiya tha ya declaration form dedo
@@ajaykumaruk-t4u is baar nhi hai , last time tha to kya hua har saal rules badalte hain ,
Adhar is linked to mobile is necessary ?
Sir please bata dijiye obtained marks form fill karte time improvement ka marks add karke fill kare ya phir purana vala fill kare 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir please reply
Aapne improvement exam kab dia tha
Please bataiye na pichle saal dia tha kya ???
June mai abhi
Sir,Submit pe click krne ke baad bhi otp ny aa rha aur naa hi aage otp fill krne ke liye process ho rha hai, kua kya kru plz help me sir🙏🙏
bro same problem
koi solution mila?
Same problem here
@@Bb-bz8vs Haa brother, ho gya Gmail change kro ho jayega❤️
Sir submit and send otp ke baad phas jaata ya to page re direct ho jaata hai ya sirf load hi leta hai pleasee help 😢😢😢
Kitni baar try kar chuke ho
5 to 6 times try kar chuka huu
Bhaiya kya dono session ke form ek hi sath bhare jayenge
सर आवेदन अर्ज फायनल कर दिया लेकीन मुझे सर आवेदन और खोलना है तो मैं क्या करूं
Mera qualification detail age proceed nhi ho rh@..
Same 😂
Sabko hora hai problem 😂😂😂😂😶
New registration nahi aaraha
Is ke sthan pr Advance city intimation slip aaraha hai
Please help me
Please help me
SC ka cast Central ka lag raha hai kya
Sir hame OBC certificate bhi bana padega kya korm filling ke liye
Yaar obc ncl select kiya tha inhone but category certificate nhi maanga so sayad required nhi hai
bahiya after payment complete . but payment section mai se no. 2 mai NOT FOUND LIKHA ARARA HAI PLESE btao yeh kya hai\
Sir 12TH mai state board se Kiya hu aur 75% nhi hai toh Mai is saal NIOS me admission liya hu
Mai kya fill Karu appeared ya appearing
Same maine cbse improvemnt dunga agle saal wala… mtlb 2024 meri bhi 75 se km thi… apppear bhrna hai ya ??? Kya plz koi btado
Thank you bhaiya
Sir ye session paper form fill 1and 2 kiya chij h
Session 1 and session 2 ke bare m btaiye kb kon sa option select krna hai
sir improvenent dena hai 2024 me to jee mains ke form me 12th passed fill kare ya appearing???????/
Appearing
Appearing
EWS CERTIFICATE KAHA SUBMIT KARE??
Sir yeh obc-ncl kaise banega aur kha se banega (maine online bn waya tha UP portal se woh valid hoga )
Are ews submit nhi krna h kya
Mera qualification details ke aage proceed nhi ho rha hai
Same, any update?
@@himanshisharma4250 no yaar same issue if you find any clue let us know
Same
does our form gets rejected if we mistakenly fill open school instead of 10+2 system?
Mere isme to result ka bata raha hai nta pe kya kru bata do please
Sir adhaar enrollment number ki jagah adhaar card number daal Diya please reply kya kree
Same Problem 😢
locality me kya bharna hai
Humne form abhi nhi fill Kiya or hum 12th me hai to next kab fill kr skte hai
😢
i am facing problem in application form since few days. my photo is not uploaded.please give suggestions 🙏😢
Photo ka size less than 200 kb hona chahiye
bro mere aadhar card pr number nhi hei to vo otp nhi aa rha hei to bina digilocker ke bina nhi bna skhte
kya
Bhayiya abhi caste category obc ncl ka document upload mahi krna jai kyaa please reply bhayiya
Session 1 ke jagah agar ham session 1 and session 2 dono choose karenge to kya fees jyada Dena hoga ?
Han 1 seesion ke 1000 ruppe hai yah toh abhi 1 ke liye register kro baad me dusre ke liye yah dono ke liye ek saath karlo
@@Vaibhav42069 dono ke liye ek sath karenge to double lagega fees?
Sir kahe pe v marksheet or sb doc upload nhi krna hai ??? Apne kahi nhi kiya
Sir me ews gen me aati hu par abhi mere pass form nahi h uska par ban ne ko diya h aur aaj last day too me form me ews bhar du bann too jaega hi pls sir bata dijiye nahi too agla session me bharu ya abhi hi gen me bhar du
Submittion ke baad kuch change karna ho toh change kar skte hai kya 😢 plz reply