@@BhupendrakumarNag-uw4we badhiya ni lge 14 k tyre me aur load lega tractor. aap mahidra me hi dekh lo 575 me 14 k tyre dala hua tractor aage se agr tyre bde na kre to kitna down rhta hai aage ko
Kya yah tractor pankhe se Pani khinchne mein bhi success hai Pani mein oil to nahin uthaega 60 ki tarah iska oil consumption kya rahega Bhai main Abhi Eicher 242 use kar raha hun
@@JavedKhan-gj1kg PTO 540 hai ,,1600 rpm pr or 2100 rpm pr ,,,,rotavator pr 3-5 liter load ke hisab se leta h or panke pr 1.5 se 2 liter lega 1600 rpm pr
power stering jack ek side kyu diya jata hai reason btaoge. hai koi jwab. company wale one side jack dekar kisan ka pagal bna rhe hai ki power starting hai jabki yah half power staring hai. sabse acha power staring mahindra deta hai 265 me bhi 2 jack dono side. ye company bachat kar rhi hai
@@jaiveeruagroinformation1414 aap ek bat btao agar aap gadi le rhe ho to power me one side power le lo ge kya nhi na. to tractor company ko jab paise power k dete ho to full power bolo use.
Kitne feet ka rotavator chala sakta hai
@@AnkushKumar-hw8hp 6 6 feet
7 feet
Or 8 feet tak
@@AnkushKumar-hw8hp kyunki rotavator ke alag alag company ke alag alag chakar hote h
@@AnkushKumar-hw8hp depend krta h aap konsi company ka le rhe h
@@jaiveeruagroinformation1414 shaktiman 6 feet rotavator chal sakta hai kya
14 ke tyar chaljayege kya ismaa
Bilkul nahi
14 ke tyre option hai
Nhi
@@BhupendrakumarNag-uw4we badhiya ni lge 14 k tyre me aur load lega tractor. aap mahidra me hi dekh lo 575 me 14 k tyre dala hua tractor aage se agr tyre bde na kre to kitna down rhta hai aage ko
50 power se upr hi acha hai 14 k tyre me tractor lena
@@akchoudhary9327 shi h
Kya yah tractor pankhe se Pani khinchne mein bhi success hai Pani mein oil to nahin uthaega 60 ki tarah iska oil consumption kya rahega
Bhai main Abhi Eicher 242 use kar raha hun
@@JavedKhan-gj1kg bahut bdiya performance dega ye trector,binA kisi samasya k
@@jaiveeruagroinformation1414 Bhai 1 ghante mein Kitna diesel khaega iska pto chakkar kitna hai
@@JavedKhan-gj1kg PTO 540 hai ,,1600 rpm pr or 2100 rpm pr ,,,,rotavator pr 3-5 liter load ke hisab se leta h or panke pr 1.5 se 2 liter lega 1600 rpm pr
Daam kya h iska
@@AKTiwari-z1n bhai video pura dekho
power stering jack ek side kyu diya jata hai reason btaoge. hai koi jwab. company wale one side jack dekar kisan ka pagal bna rhe hai ki power starting hai jabki yah half power staring hai. sabse acha power staring mahindra deta hai 265 me bhi 2 jack dono side. ye company bachat kar rhi hai
Aapki baat sahi h ,,,lekin Mahindra bhi km nhi h lover link bahut halke ,ptle or 3rd quality ke deta h
@@jaiveeruagroinformation1414 kuch bhi ho power k naam pe power staring de to rha hai. aur one side to nhi de rha.
@@jaiveeruagroinformation1414 aap ek bat btao agar aap gadi le rhe ho to power me one side power le lo ge kya nhi na. to tractor company ko jab paise power k dete ho to full power bolo use.
@@akchoudhary9327aapki baat akdum shi hai bhai ,,pr hmare kahne pr kon krta h