Kisi V Bike Me
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- ❣️❣️❣️...DRL Blinker Link..❣️❣️❣️
amzn.to/3Xbe7oi
amzn.to/4c2rSfr
amzn.to/3Xbe7oi
amzn.to/4c2rSfr
amzn.to/3Xbe7oi
amzn.to/4c2rSfr
amzn.to/3Xbe7oi
Kisi V Bike Me #DRL #Blinker/Flasher Kaise Install Kare..
#MT 15 V2 Me DRL Blinker Kese Install Kare
#Piaton Fire #piston fire
Kisi v bike me DRL Blinker/Flasher kaise install kare
MT 15 v2 me DRL Blinker / Flasher kaise install kare
Yamaha MT 15 v2 me DRL Blinker/ flasher kaise lagaye khud se ghar pr
kaise lagaye Yamaha Mt 15 v2 me DRL / Blinker ghar pr
DRL Blinker kaise install kare kisi bhi bike me
khud se lagaye DRL Blinker ghar pr kisi bhi bike me
kisi v bike me kaise lagaye DRL Blinker /Flasher
TVS apache me DRL Blinker Flasher install kare khud se
Yamaha ke kisi bhi bike me DRL Blinker install kare khud se
Baja pulser me DRL Blinker install kare ghar pr khud se
Yamaha R15 me kaise lagaye DRL Blinker Flasher khud se
how to install DRL Blinker Flasher Yamaha bike
Bajaj pulsar ns me kaise lagaye DRL Blinker Flasher khud se
TVS ki bike me kaise lagaye DRL Blinker Flasher khud se
how to install DRL Blinker Flasher and TVS bike
how to install DRL Blinker Flasher any Yamaha bike
how to install DRL Blinker Flasher KTM all bikes
Yamaha MT 15 v2 me kaise install kare DRL Blinker ghar pr
Profit..
Is DRL Blinker/Flasher/Dimmer ko lagane se aap ki Yamaha MT 15 v2 ya v3 ya koi bhi bike ki DRL Blink karne lagegi.. jis se aap ki bike ki khubsurti aur badh jayegi.. is ko install karna kafi easy hai aur ye kisi bhi bike me 5 minutes ke anadar install kar sakte hai.. aur acchi baat ya hai ki ek pic bas 100 ₹ me milenge ya offline market me is se bhi kam me.. To ise lagaye aur apni bike ki khubsurti ko badhaye..❣️
Bhai apke video bohot accha laga keep the hard working going 🙌🙌😁👍
Thanks brother..😊😍😍
Bahut bahut dhanyawad bhai
Ab mai bhi swayam lga lunga
Most welcome brother 😍
Very nice video bro not hard work this smart work❤
Thanks brother ❤️
Thank you so much sir mene bhi bana liya bhut acchi jalti he
Thanks brother ❣️.. Aap jaise logo ki waje se Motivation milta hai video banane me..
Kaun se bike me install kiye hai waise?
@@avinashavee3541 sir mere pass bhi Mt 15 he new but wo nile.colout ki he usi me kiya tha ab face khol ke ankhe banani he
@@luckyali9059 Good work...👍
@@avinashavee3541 sir mujhe our kuch janna hoga to me uski bhi madad mang lunga
Thank you brother❤
Most welcome brother 😍
Thank You ♥️
Welcome brother 😍
Background music christmas song
Nam kya hai Brother ❤ Flasher ka
Blinker ya dimmer do se search karne par aata hai Amazon par ya phir link hai description me
@@avinashavee3541 Thanx
Active me nhi laga skte kyA
100% work karegi..
App uspe video bnao PlZZ Honda Activa
Super bro very very nice ❤❤❤
Thank you so much
Kr diaaa bhai😊
Good
@@avinashavee3541 video ko dekte dekte bilkul vesa h kiya lekin meetor to nhi khola tha site site se wire nikal kr drl bich me lga diya
Nice video brother.
Bas ek baat clear kro har baar off krke on krne pe dobara setting krni padti hai ya fir se setting save rehti hai?
Nhi bhai bas ek baar set karo us ke baad jab tak change na karo change nhi hoga
@@avinashavee3541 bhai sabhi chip mein aisa nhi hota, mene mnga li online memory function nhi hai unme dikhne mein bilkul same hai. Shayad kuch mein hota hoga, mere wali to sabhi mein nhi hai.
Bahut badhiya 👏👏
Thank u 💞💞
Bhaiya kya ham drl flasher ko indicators mai use kr sakte hai ?😊
No brother..😐😐
Work nhi karega
Bro ye kya automatically chalta ha bike ki ignition on kar ne par ya bike off jona ke baad phise on karne par automatically blink hota ha ki manually change karna padega ????,
Sab automatic hai.. ek bar set kar digiye us ke baad kuch nhi karna hai
Do ek aur bach gaya us ko indicator me use kar sakte hai kya
3.7v battery me kam karega
Kaun sa bike hai bhai?
warranty chala jaega kya? install krneh baadh
Nhi.. Aisa kuch nhi hai... Wire thode cut karna hai.. Aur raha baat warranty ka to suppose kavi kuch bike ke engine me ya bike me koi problem ho jaye..To bike me Jo v modification kiye hai us ko remove kar ke hi claim kigiyega.. koi v bike ho yahi condition hai..
Bro drl khrab to nhi hogi jyada blinking use krne se?
Bhi brother Nhi hoga Tension mat lo 😍
@@avinashavee3541 or battery vgera bhi ?
@@aftabkhan_486 kuch kharab nhi hoga bhai.. Tenson mat lo 😍
@@avinashavee3541 thnks bro clear krne ke liye 💚
@@aftabkhan_486 Most welcome brother 😍❣️
Bhaiya raider 125 main install kar sakte hai kya drl blinkar
Ha q nhi.. bas kuch baate dhayan me rakhiyega jaisa ki video me bataya hu..😍
@@avinashavee3541 THANKQ BHAIYA BATA NE KE LIYE🙏😊
Welcome brother 😍 Bas subscribe kar digiyega channel ko 🙏
Bhai mere 3 doubts mere pass mt 12 v2 hai
Muze tail tidy install krni hai but muze lgta hai ki koi healthy person bethega bike me to wo tier me touch ho skti hai
Indicator KTM ke install krne se warrenty void hoti hai ky
Or ye sb modification showroom me karke milenge ky
1.. Kal tak Tail Tidy install kar dunga aur us ke bare me jo v hoga details bata dunga..
2.. Agar install LED indicator hi karna hai to Yamaha ka LED se replace kar do bhai kya quality hai original wale LED indicator ka..
3... Mujhe nhi lagta ki showroom wala allow karenge.. kuch kuch kara sakte ho jaise ki agar halogens indicator hai to LED se replace kara sakte hai showroom me.. mujhe nhi lagta ki Tail Tedy ke liye showroom wale allow karenge ya aur v kuch bike modification ke liye..
@@avinashavee3541 bhai flasher module agar showroom Wale ne dekh liya to warrenty or insurance ke time pe wo kuch bolenge ky kuki flasher plug n Play rhta hai
@@mrunal1793 Are yaar tenson mat lo.. flasher install karna illegal thode hai.. wo to Highway ke liye hota hai un ko kaise pata chalega ki hm log kaha pr jayada use karte hai..🤪😁😜
Aram se install karna.. bas kahi ka wire cut mat karna..
Sir a modification karne ke bad warranty to nahi na jayegi
Aise koi problem nhi hoga .. pr jab v aap ko warranty claim karna hoga to modification ko hata digiyga tab Jaa kr warranty claim kigiyega .. q ki company to yahi chahti hai ki koi n koi bahana dhund kr reject kr de.. 😍
Thank you 😊
Activa 125 h smart me lagiayega kya bro❤
Yes brother ❣️
Sir ji r15 mein lag jayga kya? Bina wire cut kiye? Please reply do
Ha.. koi wire cut nhi karna padega.. Aram se ho jayega.. R15 me to aur v mast lagti hai
Hlo sir ek video banaiye jisme mt 15 ki ayes ko modifaid kerna he to uska face kaise khulega ye video banaiye
Upload hai pehle se hi
th-cam.com/video/CPjw25n9DSw/w-d-xo.html
bhi muja sirf 1 he drl mai install kerni hai kesi ho gi
Same prosses bas ek hi drl ke wire me connect karna
R15 v4 me laga sakte hai
Ha q nhi.. us me to Aur mast lagegi..😍
Herness 2 pin connector are best
Sir, jo ek bach gaya, kay usko, as a hazard laga shakte hain?
Ha pr 4 indicator ko ek sath connect karna hoga.. pr problem tab aayegi jab aap ko kahi turn karna hoga.. jaise left ya right
Pr mai recommend karunga ki aap hazard light hi laga le.. q ki jo aap bol rahe hai wo ho to jayega pr Kafi pechida hai ....
Mra R15 v4 hai v4 mai hoga kya without cutting
Yes bro .. ho jayega same Process rahega
Bhai fzs v4 ka v bnao na video drl blinker wali
Sorry brother.. Fzs nhi hai mere pass... Pr sab bike me aise hi lagega jaise Mt me laga hai
Bro endocator Mae set Karne se hoga kya
Hona to chahiye pr mai confirm nhi bol sakta... Q ki agar Blinker lagane se ho v gaya to .. jab aap ko kahi turn lena hoga to problem aayegi.. pr is ka solution shayad hai mere pass... Dekhte hai try kr ke .. is topic pr agar success ho gaya to video upload kar dunga..
Ok bro
beo 12v Chaliga kya
Ha laga ke dekh ligiye.. work nhi karega to return kar digiyga.. simple hai
Bhayya this flasher in splender bs6
Yes bro.. 100 % work karega..
Anna pls chai challenge
Bhai samajh nhi aa raha hai? Kya kahna chahte ho
ek baar on kardene bed bike on karte hi blink karne lagega ki bar bar blinker ko on karna parega
Nhi bar bar nhi karna hai...
thank you@@avinashavee3541
@@PREMSARKAR-b8t most welcome 😁🤗
Bhai drl ko problem nhi aata na bad main band ho nhi hota na
Nhi Bhai.. nhi aata hai .. mujhe lagaye huya khud 6 months ho gaya lagbhag..😍
Ak flasher par kitna moode hota hai?
5 mode
@@avinashavee3541 aro jodi dami ni tahola ki aro mode thakbe?
@@rajprasad7138 Are bhai Hindi me bolo yaar.. samajh nhi aa rha hai
@@avinashavee3541 agar mehenga flasher lena sa kya jyada mode hota hai
@@rajprasad7138 nhi.. mujhe nhi lagta..
i want to buy kha sa mil rehi hai bhi yai
Link hai Discription me .. waha se le sakte hai
kerdi
Good job 👍
Nice video bro🤗
Thank bhai..❣️
Bhai button alag ata hai kya iska
Nhi
Please help me please reply me MT 15 eyes ke middle wala screw ka name kya hai matlab ki shop per jakar kya bolo please help me
Bhai us me 10 number ka Nut🔩 laga huya hai.. dukan Wale ko bolna ki 10 number ka goti Rinch chahiye wo de dega... Agar av v nhi samajh aa raha hai to insta pr Message kigiye..😐
Bhai mode kese change kr sakte hai aur link dedo us chip ka
amzn.to/3X5QfV9
Middle button se
Pulsar f250 main install hoga ky bro
Universal hai brother... 100% working
Can we make one eye off and one eye on?
Yes.. pr ek hi DRL me blinker connect kigiyega..
Aerox bhi chalega kya sir???
Ha q nhi.. 100% work karegi.. bas Jo baate batayi hai Maine us ko dhayan me rakhna hoga.. Wire connect karte time..
@@avinashavee3541 sir pls ek video banao aerox kiliye...
Achcha bhai aap Activa 5G ka D r L Mein sem fitting kar sakte ho kya
Ha q nhi... 100%
Bhai ye online milta h ya offline. And name kya h product ka please bta do
Bhai description me link hai .. is ko DRL Blinker ya dimmer bolte hai
bro each time turn on the bike, it will reset mod to first blinking style, what i do!
Aap ko shayad billinkar change kar ke naya lagana chahiye
Sirf led light me hi work krega ya sabme
Sab me karna chahiye
Pulser me lag jayega
Ha ho jayega..❣️
Bhi mane fit kiya r15 me uska mode set krta hu pr jb chabi off krta hu fir se mode reset ho jata ha
Bhai naya billinkar use kar ke dekh lo shayad thik ho jaye
Aapka bike e20 fuel support karta hai
Kya fayda.. Government ka Target hai 2025 tak sab jagah E 20 fuel available karane ka.. Aur aise v hamare taraf E 20 avi available nhi hai..😐
Nhi Bhai.. nhi karta hai
Sir agar mt 15 ki eyes mein hazard flasher install karna chahu to kiya Main line bina cut karke extra switch k sath connection kar sakta hu kiya?
Mujhe ye karna hai sir please reply sir please.
Or agar wire cut karne se hi hota to bina wire cut karke kaise concect karu uska koi solution bhi debo sir please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ek condition hai... Aap ko dono DRL ke wire ko dono indicator ke wire ke sath connect karna padega.. us ke baad hazard light install karna padega jaise insta hota hai, ye karne ke baad aap ka ek sath 4 indicator aur DRL v blink karenge.. pr jaise hi indicator ko off kigiyega to DRL v off ho jayega..😍
Samajh me aa gaya hai to thik hai nhi to insta pr message kigiye
@@avinashavee3541 thik hai bhaiya karta hu
🙋🏻♂️ Hi bro... Whether we can claim warranty.. if we install these flickers ?! 👀
Kindly response in English Bro... Hope U Reply 🖤⚡
Bas wire cut mat kigiyega koi problem nhi hoga warranty claim karne me.. Aur kavi warranty claim karna ho to kosis karna hai jaise pahle bike tha waise hi kar le us ke baad warranty claim kigiyega😍
@@avinashavee3541 ok bhaiya 👍🏻... at the time of service.. whether we should remove those flashers and it's switch before leaving bike to showroom service bro !?
Bhai maine lagaye hai mere mt pe par ignition key off karne ke bad woh reset ho jate dubara set karne padte hai.any solution?
Shayad dimmer kharab ho Gaya ho ga.. Change kar ke dekhiye Shayad thik ho jayega
Bhai
Product ka link dona yar Bhai
Mene apke channel ko subscribe kar rakha hai
Discription me hai
amzn.to/40dLlE9
Dono drl mei alag alag kese lagaon sir?
Tab to aur assan hai...
Ek DRL ke wire me ek blinker connect kigiye.. aur dusra DRL me dusra wire connect kigiye..😍
Aur phir v samajh Naa aaye to insta pr message kigiye sayad help kar paau..
Konsi site se mgya bro ye
Discription me link hai brother
Blinker switched off / but switch on not blinked on light only need to chage mode why
New daal kar dekiye thik ho jayega
Hlo bhai es product ka naam kya he mujhe bata do mujhe bhi perchase kerna he please bro
DRL Blinker ya DRL Flasher
amzn.to/43qwWpq
Dimmer v naam hai is ka
Removing that clip did you check about warranty issue
Ha problem ho sakte hai.. pr Koi v bike ho claim karne se pahle ye sab remove kar ke pahle jaise kar dena chahiye.. Taki claim karne me koi problem na ho..
does it affects battery health ??
Yes koi problem nhi hai.. I'm 100 % sure 😁
Bhai light kam jyada ya mode change kahan say ho rahe is may
Flasher me 3 button diya gaya hai... Aur us pr mention v hai... Us se hi change hota hai..😍
Bhai oder kahan say honge ye
bhi 2 kesa install krr ta who bto plz
do kaha install kiye hai... Ek hi blinker se Dono DRL blink karte hai..
Kiya ye tail light mein kaam karta hai ?
Ha q nhi...
Order karnay ke link doo bro
amzn.to/3oPhCEg
Bhai ek hi mode mein set nahi ho raha hai bar bar reset ho ja raha hai, please help me.
Aisa to nhi hota hai... 😐 pr ho sakta hai ki jo blinker lagaye hai wo kharab ho... Agar aap ke paas ek aur hai to aap ko change kr ke dekhna chahiye.. shayad thik ho jaye,,😍
Bilinkar do tarha ke ate hai ek sda or ek bike bala bike ble ko set nhi karna padta hai mere paas hai chahiye ho to content kar lena
Kya Naam hai uska bro
Please share the product link
amzn.to/40dLlE9
Bhai maine lgya hua h yeh pulsar ki backlight m pr vo 1/2 din chlta h bs fr bnd ho jata h apne app fr mujhe dubara seat khol k on krna pdta h esa kiu hora h
Mera to Aisa kavi nhi huya..😐
Ho sakta us unit (Dimmer) me problem ho Dusra laga kr dekhiye Shayad Thik ho jaye..
ek baat aur bike ki battery thik hai n?
Ek dimmer sda ata hai or ek chesar bala ata hai mere paas hai bike bala chahiye ho to content kar lena 50 ka ek hai
@@avinashavee3541Nice video brother.
Bas ek baat clear kro har baar off krke on krne pe dobara setting krni padti hai ya fir se setting save rehti hai?
Aapane Jo yah song use Kiya Hai background mein vah copyright To Nahin Hai Na mujhe bhi use karna hai main kar sakta hun na???????
Yes koi v kr sakta hai
Link please share Flipkart mai nai milrai
Amazing pr hai
Link discrimination me hai
Sorry discripton me jai
Brother mera ek side ka work ni kr rha hai light chalta ni hai please tell me 😢
New laga kr dekh ligiye
Bro tail light blink kr skte hai video please banao
Ha q nhi.. order kar diye hai... Blinker jaise hi aa jaye video upload kar denge ❣️
is this work for Four wheeler..??
100% work karegi..❣️ I'm sure..😍
@@avinashavee3541 Thank you🥰
@@brokudla8652 Most welcome big brother..🥰
Bhai bhi type ka DRL pe effect hoga gya
Kisi bhi type ka damage
Koi damage nhi hoga.. aur na hi koi problem hoga.. mai use kar rha hu..
@@avinashavee3541 ok brother
@@avinashavee3541 bhai aap ki video dekh ke mene bhi install kr liya
@@Rakshit_yt8704 Good job brother ❣️
How to turn off the drl brother?
Middle button..
Bhai maine install kar liya bhut bhut dheere dheere blink kar rha hai pta hi nhi chal rha h
Mode change kar ke dekhiye..
Ek speed ka v option hota hai ... Us se speed control hoga
@@avinashavee3541 bhai bhut deem glow kar rha h matlb pata hi nhi chal rha h
Bhai ye indicator kon se h offline liye yaa online ?
Online.. aap v le sakte hai Flipkart. Amazon ya Yamaha store se pr original wala hi ligiyega..
Flasher is not working directly i need to click the mode button then only it works what is the reason??
Ho sakta hai ki Flasher me problem ho.. Change kar ke dekhiye Shayad thik ho jaye..😍
@@avinashavee3541 ok sukriya suggestion k liye 🥰
Bhai es flasher ka name kay h
DRL Blinker/ Flasher/Dimmer
Ise install karne se lights ki brightness mein koi decrease hoti hai kya
Nhi brother koi fark nhi padta.. pahle jaise hi light rahega 😍
Bhaiya tail tidy change kijiye na aur original indicator lagaiye dekna hain looks pls kijiye na
Original indicator to laga hi diye hai.. bas Tail tady change karna hoga.. kar denge aap ke liye kuch din wait kigiye..
@@avinashavee3541 ji bhai ap accha sa tail tidy lagbaiye jisme ye original indicators fit hoon paye mujhe bhi karna hain but samaj nhi aa rha konsa buy kru tail tidy lagaiye ap phir mai vhi krunga
Ok brother
Price kya hy ??
199 in 2 pics
achha hai lekin kabhi socha hai samne jo v aa raha hai usko kitna taklif ho raha hai,ye blinking se 😢😢😢😢😢😢
Bhai pata v nhi chalta q ki Projector ka light itna jayada hai ki DRL ka pata v nhi chalta hai.. Jab bike ka headlamp off hota hai aur DRL blink karta hai tavi pata chalta hai..
Hello bro please 🙏🙏🙏 name of background music🎶
We Wish You A Merry Christmas by DJ Williams..
Video ke discription me mention Kiya huya hai...
Grda ❤️
Thanks
Buy link
amzn.to/40dLlE9
Discription me link hai brother 😊
Bhai link do na pls
amzn.to/40dLlE9
Discription me link hai to
Yeh kese mila gaa
Discription me link hai
Headlight test bro??
Mere pass phone accha nhi hai .. kuch khash video nhi ban payega night me.. pr yakin maniye light kafi accha hai .. aap ko Highway pr 80, 100 km/h chalne me koi dikkat nhi hoga... Jo light Yamaha R1 5 v4 me hai wahi light Yamaha MT 15 me hai..
Price
199 2 pics
Bhai please drl me hazard fit kar ke dhikho
Jab DRL me hazard laga denge to indicator kaise blink karega bhai..? DRL ke liye hai na DRL flasher
Led dimmer name hai iska 💯💯 electronic shop pe milega
Ha Shayad mil jaye.. nhi to link de diye hai waha se purchased kar sakte hai..😍
Where is link bro
Order karnay ke link doo yaar
amzn.to/40dLlE9
2:pic........100 rs kinta chaiye
Ab nhi chahiye bhai.. Jab chahiye tha to Flipkart se lena pada..
R15 me toh jagah he nhi h mode wala jagah lagane ka
Ab kahi pr to adjust karna hoga n..😍
Bhai link dedo please 🥺
amzn.to/40dLlE9
40₹ per piece z
Acchi baat hai 😍
Mera connecter ka wire he nahi nikal raha 😭😭
Ooh..😐
Try kigiye ho jayega... Connector me dhayan se dekhiye Samajh me aa jayega..
Us me chota sa lock hoga us ko push kar ke wire ko khichna hai
काम ही नहीं करता है😁
मेरे पास 3 pice है😢
Ooh so sorry 😔