bhai isko dene k bad hi mera plant kamjor ho gya aapka ho gya h same essa hi ho gya liquid banakr hi diya tha pahle lafi flowering ho rahithi bt iske bad flowering band ho gai..
Mny kch din phly do plant lya thy mny DAp ky 6 sy 7 dany aik aik plant ko dya hn ab unky paty khushk ho rhy hn kia ho rha h waja bta dyn ya phir control krny ka tariqa bta dyn
Thanks Sir. Sabse acchi baat ye lagi k aapne jasmine k plants ko without repot kiye use healthy kiya. Ye best technique me bhi apne jasmine k plant par apply karoonga.🙏🙏❤❤👑👑💎💎👌🏻👌🏻
June 2024 me dekh rhi hu mene bhi nursary se Lake kal hi mogra ka poudha repot Kiya h lekin Mera poudha stress me aa gya uski leave sookhne lgi h kya kru suggest me plz
sab se pahele to aisa space select karo jahan maximum direct sunlight aati ho. water drinage ka proper system hona chaiye, pot ya kyari aise banao ki uski nami chat ko na lage
Mere mogre ke plant me pattiya white ho gai hai..brown color wala kida laga hua hai Maine unn pattiyo ko alag kar diya hai..pr kuchh kide abi bhi lage huye hai Dusre paudho me bhi pahuch rahe hai Kaise thik karu
Raat rani ke phool bahut chote hote hai. Jabki kamni ke phool bunch mein khilte hai aur iska paudha kaafi bada hota hai. iski pattiya choti hoti hai aur phool mein 5 se 6 single pattiya hoti hai. Mogra ki leaf thoda sa gol aur size mein badi hoti hai. ska phool ghana hota hai
सर मैंने mogre की stick लगायी है बरसात के मौसम में लेकिन वो ग्रो नहीं कर रही मैंने वर्मी कंपोस्ट भी दिया है लेकिन वो काली पढ़े गई है क्या करू बताये आपका आभारी रहूँगा 🙏🙏🙏
Same condition me Mera mogra bhi Hai. Thanks ab me bhi ye upaay karungi.
Good information
So nice of you
Thanks for your good suggestions
BEAUTIFUL
Thank you so much very important jankari milgai
Thanku
太1
9
Nice information thank
Thanks for this information
bhai isko dene k bad hi mera plant kamjor ho gya aapka ho gya h same essa hi ho gya liquid banakr hi diya tha pahle lafi flowering ho rahithi bt iske bad flowering band ho gai..
*Thanks a lot, wonderful video*
Nice explaination of every point. thank U very much
No i want some leave s on my tree
My tree is not growing
Abhi kumar ji se winter seed liye the kia apne seedling kr Liya video bnae
haan liye the aur uska video bhi share kiya hai.
Mny kch din phly do plant lya thy mny DAp ky 6 sy 7 dany aik aik plant ko dya hn ab unky paty khushk ho rhy hn kia ho rha h waja bta dyn ya phir control krny ka tariqa bta dyn
Dap zyda di ho gi ap ny and aun ko sunlight main rakhy dear thk ho jay gy insha Allah ❤
Nice
Thanks bro...
Bhai musturd cake ke alawa koi aur cheez bataiye jo asani se mil sake hamare yahan nahi milta 🙏
Chai ki patti, banana, nimbu fertilizer
Baris mai bhi?
Iski pruning krne ka best time konsa h ankit?
jab winter season khatam hone lagti hai tab.
Sir apne shady area me rakha tha plant ko ya dhup me hi rehne diya tha?
Mene sir khad diya tha and cutting bhi ki thi but abhi uske patte ese hi pile padd rhe h Or chote patte aaye the to wo sukh gaye
Sea weed de sakte he
bilkul
Good update
Sir agar me isme npk daalna chahu to kitne number ka npk kaam aaega
Thanks Sir.
Sabse acchi baat ye lagi k aapne jasmine k plants ko without repot kiye use healthy kiya.
Ye best technique me bhi apne jasmine k plant par apply karoonga.🙏🙏❤❤👑👑💎💎👌🏻👌🏻
Winters m bela ko musturd fertilizer de sakte hai ? Kyuki winter iska dormancy period hota h
Mogre k podhe m chaepati daal sakte hai ky ???
Jii bilkul
Bhaiya isse mansoon me bhi de sakte hain
monsoon mein kya de sakte hai.?
samaj nahi aaya. Kya kahena hai
Very informative
Glad you liked it
Mogre ka flower ata to hai par bich mai se kala hojata pura nahi khilta kya kare
Sir Abhi July chal raha hai so Abhi me is ki pruning kr sakti hu kya
Bhai hibiscus ke plant me patte pile ho gaye hai kya karu??
pruning and fertiliser de.
Everyday 15days Dena hai ya ek din
Har 15 se 20 din me ek baar dena hai
Sir mere ghar direct sunlight ni aati to kya mere flower plant ni ugege
Mera aprajita ka plant sukh raha hai kya karun ki wo pehle se hara bhara ho jaye ..plz help me
Marcha Mahi ne me de sakte he me aaj 17/3/20240ko dekha ta hu
Bilkul
thank you
Too good
Bhai jab apki video
1.3k views
130 likes
13 dislike par tha
Then I watched your video.
thank you
Bhai agar cutting ulti lag jaye to koi nuksan?
Mai bhi ghar ki plant se planting kari hun lekin foolo ki koyi kuch bhi nahi hai kya karu
From where do we get mustard cake ?
How much sunlight is needed for mogra plant
is condition me podhe ko dhup me rakhe ya chaya me sir
In summer 5,6 hours full sun and winter full day full sun ☀️. It's a sun loving plant
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mera mogre ka fhool almost sukh gya hai...bs toda sa green hai
so sad
Sar Hi podhe ko 15 din ho gaye hai abhi nayi patti nahi ayi hai please a to u kya karun
June 2024 me dekh rhi hu mene bhi nursary se Lake kal hi mogra ka poudha repot Kiya h lekin Mera poudha stress me aa gya uski leave sookhne lgi h kya kru suggest me plz
Abhi kuch na kariye
Garmi bahut hai jayada Pani na de aur usko din ki direct sunlight se door rakhna
Mere mogre k plant ki leaves m chhote chhote chhed ho rahe hai, theek kaise honge pls reply...
Aapke mogre me green colour k keede hai jo sirf pattiyan khate hain
Parijat ka plant burn ho jata hai to kya kare
Sir main Apna naya terrace garden banane wala Hun to yah bataiye ki Mujhe Kya Kya savdhaniya rakhni chahie ....
Please reply me
sab se pahele to aisa space select karo jahan maximum direct sunlight aati ho.
water drinage ka proper system hona chaiye,
pot ya kyari aise banao ki uski nami chat ko na lage
मेरा पौधा ऐसा ही हो गया है, क्या मै वर्मिकॉम्पज आेर कोकोपीट डाल सकती हूं या नीम ऑयल डाल दू। प्लीज़ जल्दी बताए
Summer Mein mustard cake 100 gram kitne litre Pani Mein dalen
Bhai mery podhe patte morjha rahe hai Bhai AP btaye me kase thik karo.
Sarson ke Khada Ko Har paudhon mein de sakte yaar Kisi Kisi paudhon mein de sakta hai
Mere mogre ke plant me pattiya white ho gai hai..brown color wala kida laga hua hai
Maine unn pattiyo ko alag kar diya hai..pr kuchh kide abi bhi lage huye hai
Dusre paudho me bhi pahuch rahe hai
Kaise thik karu
Same condition mere paudhe ki hai main fertilizer de chuka hoon lekin koi fayda nahin hua ab kya karun
Please new video plant per sir
Raatrani madhukamini aur mogra me Antar kya h
Raat rani ke phool bahut chote hote hai. Jabki kamni ke phool bunch mein khilte hai aur iska paudha kaafi bada hota hai. iski pattiya choti hoti hai aur phool mein 5 se 6 single pattiya hoti hai. Mogra ki leaf thoda sa gol aur size mein badi hoti hai. ska phool ghana hota hai
May 2024 dekh Raha hu seme problem thanks 😘
Mere khrbuj ke rop suk rhe hai
Mere plant sukha raha he our kali tuta ja rahi he
सर मैंने mogre की stick लगायी है बरसात के मौसम में लेकिन वो ग्रो नहीं कर रही मैंने वर्मी कंपोस्ट भी दिया है लेकिन वो काली पढ़े गई है क्या करू बताये आपका आभारी रहूँगा 🙏🙏🙏
Wo kharab ho gayi hai
Watching on 31 may and suffering from same problem
Try this
इसके अलावा कुछ और है जो हम de sakte Hain
Aaj,25 august hai 31.may nhi
jab video shoot kiya hai tab ki date bata raha hoon 31 may.
Mustard cake fertiliser is very hot in summer plant will die
It's not true
Bacha hua khad jo banaya hai aapne kya isko store karke rkh sakte bad me 15 din me phir dal de.. 8858043072
Some one is copy your video
Easy home gardening is copy your video just dubbed the voice in english
Fake video pahle gamale dusra tha or fir jo gamla dikhya vo tuta hua tha dono podhe alag alag he
Abhin kumar
Mera ye pauda bilkul ni badh rha h
ok