Mam mere bache ko 6 week me fipv vaccine nahi laga kyuki wo available nahi tha ab mera baby 12feb ko 10 weeks ka ho jayega tab ye vaccine laga sakte hai aur fir uske bad 14 weeks me lagaye ya fir 8 weeks complete karke please reply me mam..
Mera baby k janam k Samay koi vaccination nahi hua 15 din bad sirf bcg k vaccination laga h . Hepatitis b aur polio k vaccination kab tak kara sakte h . Please reply 🙏
Ma'am 2.5 month ki vaccination bachek ke health issues ke kaarn lagbhg 1mahine miss ho hai to isko agar lgvaaye to kse lgwaye? Kyoki phir 3.5 mahine wali bhi 1 mahine extend hogi ...plz उचित सुझाव साझा करें ।
Mam meri beti ko 2.5 month ka tika right pair m lga hain koi dikkat to nhi hogi na kyuki left pair m uske pehle tikke ki sujan thi isliye right pair m lgaya hain plzzz muje bta dijiye mai bht preshan hu is baat ko lekr
Mam mere bacche k chart main 6 month , 7 month ,8 month main v maintain kiya gua h Quadrivalent influenza vaccine 6 and 7 month dono main And 8 month main Typhoid conjugate vaccine Mam pls samjaye ye kya chiz ka vaccine hai
Hi mam Meri daughter ko 2.5 month ki vaccine lagni thi but nurse ne galti se 3.5 month wali vaccine de di. Please suggest what should we do in this situation.iska mere baby ki health pai koi negative impact to nahi padega.please reply
Ma'am meri bacchi ki 1.5 ki vaccine March 13 ki di gayi thi..toh ab uska 2.5 month chal raha Hein toh kya 10 April ko vaccine le sakti Hein wo..ya phir 13 April ko hi Lena padega plzz reply kijiyega
मैडम आपने बहुत अच्छा बताए। अभी मेरा बच्चा 6 महीना का हो गया है और इसका पीछे का सारी टीका छूट गया है अब मै लगवा सकता हूं। अगर टीका लगाएंगे तो गैप कैसे देना है।please बताए।
Hello madam mere baby k ded mahine wala vaccin dhai mahine m lga kyunki fever tha or uske bad use koi vaccine nhi lga paye abhi wo 8 ve mahine m hai baki k vaccine kb lagenge kitne mahine se pehle pehle lagaye hum farm house Dhani rajasthan m rehte hai
Mam meri beti 9 month ki complete nhi hui h lakin usko 9th month wali vaccine lag gai hai...koi problem to nhi hogi mam??plz reply me mam i am very tensed 🙏
Mam mera baby ka 3 monthes tak tika lga hai, uske bad sab tika chhut gya aur abhi 3.5 year ka hoga gya kya abhi jo chhut gya wo tika lgwa skte hai.....Please reply me mam please
@@ranjanarocknursing3627 mera baby ko fevar h or sardi sukham h 1 month 24 din ka ho gya h tika ni lg raha doctor mna kr rahe h fr ye tika kitne din tk lg sakta h
Mere beto ko birth time pe aek hi vaccine lagi thi or ab vo aek saal ka ho ne aaya h or me vaccine lgvane gai to teen vaccine aek saath hi laga di ise kuch honga to ny na mere bete ko
Tnx alot mam apne meri sari concussion door kar di. Luv ❤
Thank you mam very helpful information for new moms🙏😊
Most welcome 😊
खूप छान माहिती दिली आहे मॅडम धन्यवाद
I most need that video
because i dnt have any knwledge about this.
Ok
Very helpful video 👍
All doubt clear 🙌🏻 thankyou so much mam 😍
Welcome
Very nice class ma'am 🙏🙏🙏
Thanks a lot
Thanku mam ache se samjhya aapne
Mam mere bache ko 6 week me fipv vaccine nahi laga kyuki wo available nahi tha ab mera baby 12feb ko 10 weeks ka ho jayega tab ye vaccine laga sakte hai aur fir uske bad 14 weeks me lagaye ya fir 8 weeks complete karke please reply me mam..
Ji ha next duedate pr lg skta hai
Hello mam ap ye btaiye due list kaise ready krte hai, vaccine krne ke liye plz🙏🙏 btaiye, i am nurse but mujhe knowledge nhi hai
Please reply
Sab veccacin ak sath laga sakte hai kya mem
Nhi sabka time hota hai
Nhi sabka time hota hai
Mam meri baby 8 month ki hai sade tin month ki vaccine lagva sakte hai kya. . Bimar thi isliye nahi lagaya
Mam mera baby 4 month complete hua hai use 1.5 or 2.5 month pr rotavirus vaccine nahi lagi mai kab lga sakti hun or gap Kitna rakhu
Next month lgwa skti hai 1 month ka gap rkhiyega bs
Very nice 👌 👍
Thanks a lot
Dhai mahine ka ur 3 महिनेका नाही laga चूक gaya ab 6 month ka he kab lagawa sakate hey
1/15 wla me sekayi kr skte h ky barf se plz btaye aj lagwaya h
Ji ha bilkul ice ya cold water se sikayi kriye
Very helpful video thanks ma'am.. thanks ❤
Mam kya FIPV aurPCV ke dusri dose me two months ka hi antar hona chahiye two months se jyada ka antar nhi ho skta hai
Maim 1year tak aap complete kara sakte ho..aap thoda dhiyan se video dekhe maim ne ye hi samjhaya hai
Madam penta 2 injection left ke badla right diye gye hai use koi dikat nahi n hai
Mistk se
Koi diqqat nahi hai
Mera baby k janam k Samay koi vaccination nahi hua 15 din bad sirf bcg k vaccination laga h . Hepatitis b aur polio k vaccination kab tak kara sakte h . Please reply 🙏
Next due date pr lgwa lijiye
Agar m Punjab m rhti hu or delhi ayi hu to kya m baby ko delhi k aganwadi m vaccine lgta skti hu kya
Ji ha agar aapke pas vaccination card hai to kahi pr bhi vaccine lgwa skti hai
vaccine bottle k sath explain kre plz
Ok
Ma'am 2.5 month ki vaccination bachek ke health issues ke kaarn lagbhg 1mahine miss ho hai to isko agar lgvaaye to kse lgwaye? Kyoki phir 3.5 mahine wali bhi 1 mahine extend hogi ...plz उचित सुझाव साझा करें ।
Usme koi dikkat nhi hai sab ek gap je bad lga di jati hai
Thanks 🙏
Ma'am vaccine lgwaye one month ho gye vaccine lgne ke bad ek payr ka activity bnd kr diya hai please tell about it
Madam,1/2 month ke bachhe ko sardi ke time vaccine lagwa sakte hai ya nhi, please btaiye mujhe jald hi lagwana hai..
Nhi lgwayiye jab sardi thik ho jaye tab lgwayiye
Mam meri beti ko 2.5 month ka tika right pair m lga hain koi dikkat to nhi hogi na kyuki left pair m uske pehle tikke ki sujan thi isliye right pair m lgaya hain plzzz muje bta dijiye mai bht preshan hu is baat ko lekr
Koi dikkat nhi hogi presan na hoyiye
बच्चे के पैर में लगातार बच्चे की अलग vicks आती है वो 5 दिन लगातार लगाओ फिर बताना
Mam agr bacche k birth k waqt hepatitis B ka vaccine nhi lga tha.. lekin 6week pe lga koi dikkat to nhi hogi na
Maine pucha madam se to unhone kaha ki penta vaccine me sb cover ho jayega
Pls reply mam kya sachi me cover ho jayega agr birth k time nhi lga to
Ji ha
Mam meri 2 months ka hai........ise 1.5 ka tika nhi lga hai ise abhi bhi cold cough hai kya abhi lgawa sakti hu
Agar fever nhi hai to lgwa lijiye
Mam mere bacche k chart main 6 month , 7 month ,8 month main v maintain kiya gua h
Quadrivalent influenza vaccine
6 and 7 month dono main
And 8 month main Typhoid conjugate vaccine
Mam pls samjaye ye kya chiz ka vaccine hai
Video pura dekhiye ota chal jayega
hellow mam 🙏
Agar 10 week me missed vaccine 12 week me lag sakta hai to 14 week me lagne wala vaccine kab lagega please reply🙏
Please reply
Jis bhi date me vaccine lgegi uske 28 ya 30 bad hi dusri dose lgega
@@ranjanarocknursing3627 ok, thank you mam🙏
Good information
Mem mera bachha ko 1 hi lga h bcg wala ab 4 month ka ho gya h kya ab wo sab lg skta h please mam reply dijiye please please please
Lg skta hai 1year ke andar kabhi bhi lgwa lijiye
Maam 3.5 month ka chhut jaye to kitne dino ke andar lagba sakte hai.
Mam agr left side ka tika right m or right k tika left m lag jaye toh kya hoga mam
Hoga kuchh nhi lekin vaccine ka rout site bnaya gya hai WHO ke according aur exam me vahi puchha jata hai
Mam 1.5 me diajane wala tika galti se 2.5 mahine mein firse diyajaye to kya koi problem hoti hai
Hi mam
Meri daughter ko 2.5 month ki vaccine lagni thi but nurse ne galti se 3.5 month wali vaccine de di.
Please suggest what should we do in this situation.iska mere baby ki health pai koi negative impact to nahi padega.please reply
Koi bat nhi 2.5 month pr bhi same vaccine hi lgti hai jo 3.5 month pr lgni hoti hai
@@ranjanarocknursing3627 Thanks mam for reply and giving this information.
Ma'am meri bacchi ki 1.5 ki vaccine March 13 ki di gayi thi..toh ab uska 2.5 month chal raha Hein toh kya 10 April ko vaccine le sakti Hein wo..ya phir 13 April ko hi Lena padega plzz reply kijiyega
13 April ko le Lena
Nice😢😢
Ma'am 3.5 ki vaccine to lag gaye per drop pilana bhul gaye to hak drop ko next week me pila sakte h
Ji ha
Mera bachcha 5 month ka ho gya or 3.5 month wala vaccine av nhi lga h to koi problem to nhi hogi
मैडम आपने बहुत अच्छा बताए। अभी मेरा बच्चा 6 महीना का हो गया है और इसका पीछे का सारी टीका छूट गया है अब मै लगवा सकता हूं। अगर टीका लगाएंगे तो गैप कैसे देना है।please बताए।
Gap ke bare me ANM aapko bta dengi
Good❤
Thanks
Mam sava mahine k bache ko 4 injection 1 sath de skte hai..
Ji ha lekin kaun se injection hai ye to pta hona chahiye
Hello madam mere baby k ded mahine wala vaccin dhai mahine m lga kyunki fever tha or uske bad use koi vaccine nhi lga paye abhi wo 8 ve mahine m hai baki k vaccine kb lagenge kitne mahine se pehle pehle lagaye hum farm house Dhani rajasthan m rehte hai
Mam mere bete ko nurse ne 10th week pe hi pcv ka 2nd dose lga diya any problem mam please reply
Koi diqqat nhi hai
Mam yadi kise baby ko 1.5 mahina bala sabhi vaccine 2.5 mahina par lag jaye to
Koi diqqat nhi hai
Mam hamare bacche ko hepatitis b vaccine 21din bad diya he kohi problem to nahi higi na
फिल्ज रीपलाय म्यम
Nhi
Thanks mam@@ranjanarocknursing3627
Thank you 🎉🎉😊
Mam 5 sal wala shut gya hai lgva skte hai ja nai bacha 9 sal ka ho gya hai
Ji ha lgwa skte hai
Vaccination me hone wale pain se bachhe ko kaise deal kre taki usko km problem ho
Injection lgne pr dard to hoga hi usko manage nhi kiya ja skta ha injection lgne ke bad ice se sikayi kr skti hai
10 week me lagne wala vaccine, 12 week me lagwa sakte hai kya agar vaccine miss ho gya hai to
Ji ha
@@ranjanarocknursing3627hellow mam 🙏
Agar 10 week me missed vaccine 12 week me lag sakta hai to 14 week me lagne wala vaccine kab lagega please reply🙏
By birth koi vaccine nhi diya gya kya ise 1 week ke bad le sakte h
Ji ha bilkul
Mam 10 week wala vaccine agar 1 month late ho jaae to kya koi problem hogi bache ko??? Please btaiye
Plz mam reply de
Mam meri beti 9 month ki complete nhi hui h lakin usko 9th month wali vaccine lag gai hai...koi problem to nhi hogi mam??plz reply me mam i am very tensed 🙏
Koi dikkat nhi hai
Mam mere husband defence person hai or registration vha hua hai or vaccination mre gaav me ho skta hai kya .kyu yha ki anm mna kr rhi hai
Card bna hoga to lg jayega koi mna nhi kr skta
Kya 5 year ka vaccine school k alawa hospital m b lgaya jata h
Ji nhi ye government supply hai
Mere beti ko fever hai isilye uska 3.5 ka vaccination 15 days late hoga to calta hai kaya thoda late ho Jaye to
Koi diqqat nahi hai
Meri beti ko cold n cough hua toh 45 days wala injection lagba skte hai kya
Ji ha bas fever na ho
@@ranjanarocknursing3627 thanks maam🙏🏻🙏🏻
Mam agr bacche ko sardi khansi ho to vaccination karwa sakte h kya
Baccha bimar hai to mt kravayiye
Thank you mam
3.5mahine ke baby ke kitni vecvine lagti hai phaw ya hath
Maam der mahine wala vaccine 2 mahine me lg jai to kya problem hoga? Please reply dijiye
Koi dikkat nhi hogi
Madam meri beti ka 5 sal. Ka vaccine shut gya he.ab vah 12 sal ki ho ghyi he .piriads aane lga he. To Ab deshkti hu kya. ... Riplay do madam..
Nhi
@ranjanarocknursing3627 madam kuch hoga to nahi na..prayvet ospital me doctor se puchu kya...
@@mangeshgulvi5827 kuchh nhi hota presan na hoyiye
Ma'am mere bache ka vaccine chut gaye hai ded sal ka abhi ho 2 sal ka ho gaya hai koi problem to nhi hoga
Mam mera baby ka 3 monthes tak tika lga hai, uske bad sab tika chhut gya aur abhi 3.5 year ka hoga gya kya abhi jo chhut gya wo tika lgwa skte hai.....Please reply me mam please
Nhi
Main 1 1/2 ar 2 1/2 month Wale vec. Me kitne dino ka antar hota h
28 din ka
Thank you madam ji
Welcome
Kya 2'5 and 3'5 month wala vaccine ek sath lag skti hai
नहीं
Mam mera baby 2.5 yrs ka ho gya h or uski vaccine miss ho gyi h tou mam mein kb usko ye vaccine de skti hun
Apni ANM ko Card dikhyiye vah bta dengi
Mere bete ki 10 week ki koi vaccine nh lagi vaccination time miss ho gya to fir kb lagvaye vaccine
Koi bat nhi jab bhi vaccination ho aapke area me aap lgwa skti hai
Mam mera beta 11 saal ka hai 10 saal ka injection nai lagaya koi nuksaan to nai hoga plz reply sister
Koi diqqat nhi
3.5 mnth ka vaccine dose chut Jaye to ,kab tak us dose ko Lena hoga(duration)
Same query
1 year ke andar kabhi bhi
Very nice
Mam mera baccha ko dedsal ki vaccine dilay h 17months m to kui diikkkt ho sakti h ky pls reply me
B sa hut acha smjhte ho mem
Thanks
Mera baby 7 week's ka h jb uska janm huaa tha jb hi lg gaye the do fr 1.month 15 din bala ni lga to ab lgwa sakte h
Ji ha lgwa skte hai
@@ranjanarocknursing3627 mera baby ko fevar h or sardi sukham h 1 month 24 din ka ho gya h tika ni lg raha doctor mna kr rahe h fr ye tika kitne din tk lg sakta h
Mam agar ko vaccine nhi lagwa paye hai 2.5 moth se upar ho gya hai to kya kre....?
Lg jayega next month
Thanks ❤
Mam mera bacha 45 days me ek vaccine miss hua kya me 10 weeks ek sath 4 vaccine le sakta hun
Ha le skte hai
Mam sare 3 mahi ne ki vaccine miss ho gaiye abhi 6 manth ka hai abhi laga ne se hoga
Ji ha lgwa lijiye
Thank you mam
Thank you mam🙏🙏🙏🙏
Mam bcg tika 2mahine me laga sakte hai kiya ?
Video dekhiye pta chal jayega
Mam meri beti ka 3 manth ka miss ho gaya hai. Ab vo 12 manth ke ho gai hai mam. Kya kare. Ripley polish
Lg jayega
Ma'am Agar 2.5 months wala vaccine chhut jaye to? Kab lagwa sakte hain
1 year me kabhi bhi
Méra baby 8 month ka hai uski rota virus vaccine chhoot gya hai to kb lgwa skte hai
2 sal ka bachh he use pehla tika nhi lga he. Age kya kre
2 sal ka ho gya hai to kuchh nhi kr skte hai
Mam hum bhi online class lana chhiya Rahe hai aap diya ga mam bolly
Ok
Maam mera bachcha 19 February ko 5 month ka ho jayega or ab 8 march ko hi tika lgega 3.5 month wala to jyada late ho gya h kya
Nhi koi dikkat nhi hai
Thanks didi🎉
Mam mere bache ka sade teen wala tika chhut gaya hai , aur sade 9 mahine wala tika lag gaya hai to koi dikkat to nhi hogi .
Koi diqqat nhi hai
Mam mere bcche ko srdi h....uski Ded mhine ka tika lagna tha......kya lgava skti hu......pls reply 😮😮🙏🙏🙏🙏
Dhai mahine kae bachhe ka date par nahi para to kya kare
Koi bat nhi next time lg jayegi
11 julay ko pada tha to 11 August dila sakte hai
Kya madam ek din me 4 vaccine le sakte hein
Ji ha due ke according hota hai
Bachche ko Vaccine le ne me Kitna paisa lagta hai humlog taraf vaccine jaldi nahi dene khojta hai
Koi paisa nhi lgta sab free hai
मेम मेरे बच्चे के 24घंटे बाला टीका nahi लगा अब मेरा बच्चा 2 साल का है लग सकता h
Ab nhi lg payega mam
@ranjanarocknursing3627 मेम कोई प्रॉब्लम तो nahi hogi
No
Mam mere bache ko 1.50 mahine main rotavirus nhi diya gya
Uske baad 2.50 mahine main v rotavirus nhi pada to phir dono rotavirus kb padenga
Next due date pr lg skta hai
Mam meri beti ka 3.5 month wala teeka chut gya h abb ye kbb lg skta h menne Sare teeke sarkari hospital m lgeaye h pls reply mam
Agr bachhi 1 year se km age ki hai to lg skta hai
Mam Mera child austic child h Mai 5 years ka vaccine dila sakti hu
Ji ha
Mam meri beta ko ak vaccine nhi diya h Ab 4manth chal rha abhi kiya de sakti hu plz rpy mam
Mam pls reply dejiye
Agar time hoga to lg jayegi
Meri beti ko 42 din pr injection laga hai jo ki 45 din k bad lagna tha koe dikkat to ni hai na fiver ho gya tha bahut
Koi bat nhi
डेढ माह को 6सप्ताह मे समझाईये ढाई माह को 10सप्ताह निकाल कर बताईये साढे तीन माह को 14सप्ताह मे निकाल कर बताईये एक उदाहरण के रुप मे समझाईये 🙏🙏🙏🙏🙏
Video me sara content hai dekhiye pta chal jaega
6×7-42 din...lagbhag dedh maah.
10×7-70 din lagbhag.dhai maah.
14×7-98 days lagbhag.1 week kam .. lagbhag..sadhe tin maah..
Mere beto ko birth time pe aek hi vaccine lagi thi or ab vo aek saal ka ho ne aaya h or me vaccine lgvane gai to teen vaccine aek saath hi laga di ise kuch honga to ny na mere bete ko
Nhi thik hai