Bahut bahut dhanyvad bhai sahab Gair ki seal cut gai thi vah dalvai thi usmein Gair atak gaya tha use time bahut der se kada kya problem ho gai thi vah
Ravi bhai AC ke boiler ka button bar bar khrab ho rha h piche ka soket grm ho jata h change bhi krva diya phir bhi vhi problm h kya kre .. AC ekdm ok h shi kaam krti h
@@narsi_mahawa Accha to aap clutch padel oil level check kro pura hona chahiye vese to clutch padel power jesa hota hai but agar clutch padel ki hydrolic unit me koi issue ho to ye dikkat ho skti hai
Ravi ji sirsa auto market gaya tha chakka greasing , hand brake tail gate lock , gate lock loose the thik karwa liya Total 15530/- hua kharcha aur bhi chota mota denting etc kaam karvaya
Meri bolero m2dicr hay gadi chalu me khada rahta hay to niutal kar dete hay aur uske baad fir gair Lagate hay to sirf 3namber gair Lagta hay aur baki gair nai Lagta hay aur gadi chalte rahta hay sab gair Lagta hay to bhaiya kya dikat hay bataye
@@chakrunagesh4850 bhai clutch ko 2 baar press karke gear laga ke dekho shi lagte hai ya nhi vrna Gear Syncromesh ring me issue ho skta hai ya lever me issue ho skta hai
Mujhe aapke video ka intezar rahata hai aapki lagbhag sabhi video Maine dekhi hai❤
🙏
Next week se every 2nd Monday ko aayegi
Meri gadi bolero me 1 and rivers gear dalte samye gear atkta he kiya problem he
Sirji
Bolero fifth geat में minimum क्या स्पीड पे चलती है / चलानी चाहिए ?
Bahut bahut dhanyvad bhai sahab Gair ki seal cut gai thi vah dalvai thi usmein Gair atak gaya tha use time bahut der se kada kya problem ho gai thi vah
👍🙏
Bolero ki rc black color h paint karwana h kab aur kaha karwana sahi rahega.
🎉🎉🎉🎉🎉
Ravi bhai AC ke boiler ka button bar bar khrab ho rha h piche ka soket grm ho jata h change bhi krva diya phir bhi vhi problm h kya kre .. AC ekdm ok h shi kaam krti h
@@balwanchoudhary6706 Bhai bolero ki ye badi smsya hai aap esa kro blower 3Rd point par relay lagva lo issue nhi aayega
wiring me problem he
meri purani bolero me bhi yehi problem thi
@@DHARMAs99 Wiring me problem ho to fuse udna chahiye
Blower button jalne ka issue lagbhag abhi bolero me h
@@RaviPooniasahi bat he sir aapkilekin abhi mere pass zlx 2015 he usme ye issue nahi he
@@RaviPooniame bhi aapki sari videos dekhata hu ,aapki sari videos helpful he
Sir meri bolero ka clutch hard h bhut
Long drive par or jyada hard ho jata h
Jisse gear bhi hard shift hote h
@@narsi_mahawa Bhai clutch plate down ho skti hai ya pressure plate me koi issue ho skta hai
@@RaviPoonia clutch plete to abhi nai hi dlwai h 20000 km hi chli hogi abhi
@@narsi_mahawa Accha to aap clutch padel oil level check kro pura hona chahiye vese to clutch padel power jesa hota hai but agar clutch padel ki hydrolic unit me koi issue ho to ye dikkat ho skti hai
@@RaviPoonia ok sir
Thankyou so much 👏
Ravi ji sirsa auto market gaya tha chakka greasing , hand brake tail gate lock , gate lock loose the thik karwa liya
Total 15530/- hua kharcha aur bhi chota mota denting etc kaam karvaya
👍
Meri bolero m2dicr hay gadi chalu me khada rahta hay to niutal kar dete hay aur uske baad fir gair Lagate hay to sirf 3namber gair Lagta hay aur baki gair nai Lagta hay aur gadi chalte rahta hay sab gair Lagta hay to bhaiya kya dikat hay bataye
@@chakrunagesh4850 bhai clutch ko 2 baar press karke gear laga ke dekho shi lagte hai ya nhi vrna
Gear Syncromesh ring me issue ho skta hai ya lever me issue ho skta hai
Abhi soch raha gaadi ek baar aapko bathinda jate time dekha ke chala jau duty pe