Hmm mele ke din ko leker aaye the aur 2 hafta baad use jukhaam ho gaya aur vah muh kholakr saas leta thaa aur Mai use thik karne ke liye bahut kuch ki home made medicine aur kal bajar se dawa layi lekin vo aaj subah ko 😢😢mujhe chodaker chala gaya I miss u miththuu I love you so much ❤
1 month pehle ek alaxenderine parrot udh ke humare ghar agya tha....tab se wo humare sath hai....cage me rehta h...lekin cage k smne hath lane se bite krta hai or kbhi kbhi hatho se hi dana v khata h... bohat sara sounds v nikalta h .....kabhi bite krta h or kbhi nhi krta h
Don’t worry ap ka parrot dhire dhire apke sath comfort feel kare ga aur cage se bahar bhi ane lage ga , ap jab bhi cage ke samne apna hanth la jaye to uske khane ke liye kuch zarur rakkhe aur usko apne hantho se khilaiye wo biklu katna aur darna chhor dega🤩
Agar bada hone ke bad ap apne ghar laye hai to thoda time lagega apke sath use comfortable hone main aur khana nhi khata hai to ap usko ye dekho ki usko kya khana pasand hai aur usko apne hantho se khilane ke liye try kijiye time Lage ga but wo thik ho jaye ga
Mdm mere pass do parrot hai ANJI AND MITHU DONO KA FEATHERS COLOUR PURA GREENISH NAHI HAI HO SAKTA HAI JO HM HMESHA TOUCH KARTE HAI KYA USI K LIYE YEH DISCOLOUR HO GAYA
Nhi nhi aisa kuch nhi hai kabhi kabhi kai colour combination ke features hote hai mere bhi ek parrot ke features ka colour thoda cheng hai apke touch karne na karne se koi problem nhi hai.
Ohhh, apka parrot abhi apse dar rha hai thoda sa time dijiye usse zada bat kijiye aur hantho se khana khilaiye wo apke sath achcha feel karega aur fir sab thik ho jaye ga....
Hamara mitthu. Bolana nahi sikhta 9 mahino ka ho gaya hai par bolna nahi sikha ham usko puri kosis kartre.. but not rispons ..plz kuch guide kare video sher kare
Okkk, to ap apne parrot ko uske name se bulaiye aur usse zada se zada time bat kijiye usko apne hantho se kuch na khuch khilate rahiye wo dhire dhire apke sath friendly ho jaye ga but thoda sa time lage ga ..
Bahut hi badhiya aur achchhi tarah se explain kar k jaankaari information di aapne. 👍👍 Thank you so much ❤
Thnku very much
La ilaha illallah muhammadur rasulullah
Good information ❤
thanks for your video, it is really very informative.👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Hmm mele ke din ko leker aaye the aur 2 hafta baad use jukhaam ho gaya aur vah muh kholakr saas leta thaa aur Mai use thik karne ke liye bahut kuch ki home made medicine aur kal bajar se dawa layi lekin vo aaj subah ko 😢😢mujhe chodaker chala gaya I miss u miththuu I love you so much ❤
Great information about birds
Very nice information 👌🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Very good 👍 👍 👍 👍 👍 👍 information
That's very good and important tips for every Bird/parrot owner 👍🏻☺️👍🏻
Thnku so much sir
Mam mera metho breed pay nahi aa raha.toti kay pass nahi jata iska koi solution bta dai darta hay toti say
Very nice ❤❤❤
@@umabhawani5112 thnku ma,am
Nice
Very nice parot😊😊😊 ❤❤❤
@@AmeerAli-g5y thnku
Hmm
Nice ❤
Wawww, ap ka pushpa to bahut pyara hai suneel ji
1 month pehle ek alaxenderine parrot udh ke humare ghar agya tha....tab se wo humare sath hai....cage me rehta h...lekin cage k smne hath lane se bite krta hai or kbhi kbhi hatho se hi dana v khata h... bohat sara sounds v nikalta h .....kabhi bite krta h or kbhi nhi krta h
Don’t worry ap ka parrot dhire dhire apke sath comfort feel kare ga aur cage se bahar bhi ane lage ga , ap jab bhi cage ke samne apna hanth la jaye to uske khane ke liye kuch zarur rakkhe aur usko apne hantho se khilaiye wo biklu katna aur darna chhor dega🤩
Hum apna parrot 7 month ka liya tha pr bhut santa raha ta hai aur bhut Kam khana khata hai plz bataye kya kara aur bhut darta hai
Apne usko bachpan se pala hai ya fir jab bada ho gaya tab liya hai apne?
Agar bada hone ke bad ap apne ghar laye hai to thoda time lagega apke sath use comfortable hone main aur khana nhi khata hai to ap usko ye dekho ki usko kya khana pasand hai aur usko apne hantho se khilane ke liye try kijiye time Lage ga but wo thik ho jaye ga
Nice information
@@raziamalik7389 thnku
Mdm mere pass do parrot hai ANJI AND MITHU DONO KA FEATHERS COLOUR PURA GREENISH NAHI HAI HO SAKTA HAI JO HM HMESHA TOUCH KARTE HAI KYA USI K LIYE YEH DISCOLOUR HO GAYA
Nhi nhi aisa kuch nhi hai kabhi kabhi kai colour combination ke features hote hai mere bhi ek parrot ke features ka colour thoda cheng hai apke touch karne na karne se koi problem nhi hai.
Mne new parrots liya hai, unke samne jate hi muh ghuma leta hai
Ohhh, apka parrot abhi apse dar rha hai thoda sa time dijiye usse zada bat kijiye aur hantho se khana khilaiye wo apke sath achcha feel karega aur fir sab thik ho jaye ga....
Barish me nhla skte h
Hamara mitthu. Bolana nahi sikhta 9 mahino ka ho gaya hai par bolna nahi sikha ham usko puri kosis kartre.. but not rispons ..plz kuch guide kare video sher kare
Okk, jab ap usse bat karte hai tab wo apko sunta hai ya nhi ?
Hamare bhi same problem hai@@Kittu_ki_duniyaa
@@Kittu_ki_duniyaawo sunta to nhi Hai pahadi parrot Hai 1 saal ka hone wala aap pls bataiye and shukriya itni pyari video ka😊
@@sheebapaul996 agar sunta nhi hai to kaise sikhe ga ap ussee bahut sari bate kijiye fir dhere dhere bolne lage ga..
My parrot is sick. Koi ilaj bta do please 🥺🥺
Uski pith mai blood nikal rha tha.
Matlab tab to apko use doctor ke pas le jaiye ye koi normal sickness nhi hai
Aapne Ye pinjra kha se liya mujhe bhi esa hi pinjra chahiye pls bataye
Ye maine local market se liya hai
Mithu bolna to seekh gya hai lekin dusra word seekh nahi pa Raha hai whistle to eak din may seekh leta hai
Nice dhere dhere aur bhi sab bolna sikh jaye ga thoda time lagta hai .
@@Kittu_ki_duniyaa Mithu 19 mahine ka ho gaya hai aur Anji 18 month ka
@@srinividya9868 nice 👌
Hello
Main nepal se hu main kal parrot laihu aur aaj uusko room me khula xoddiya hai bt wo uupar uupar hi reta hai yese ma uusko kese tame kare
Mera parrot pinjre se bahar hi nahi aata he..our me samne jau to bhag jata he
Okkk, to ap apne parrot ko uske name se bulaiye aur usse zada se zada time bat kijiye usko apne hantho se kuch na khuch khilate rahiye wo dhire dhire apke sath friendly ho jaye ga but thoda sa time lage ga ..
Wo darta he aapse
Mere parrot ka mood har waqt off'hota h..😢
@@Meriduniya786s ohhh, ap ko na apne parrot ke sath time spend karna chaiye , usse baat kijiye zada se zada time to wo sahi ho jaye ga..
O aawaj bhi nahi karta bas darta hi rehta he
th-cam.com/video/0bFnRhdnqo0/w-d-xo.htmlsi=iEhEAJ8YlKCSFQxC
Ap is video ko dekhiye aur samjhiye shayad apko kuch help mil jayegi