@@biketechnicaldanveer aap bajaj mai kaunsi post mai ho? Itna easy tarika humko pehli baar 2023 mai pata chala. Zabki 2016 se Pulsar RS200 hai mere paas, youtube mai lakbhak sare RS200 ka problems & solution video's dekha karta hu lekin iss tarah se problem ki pata karna wo v rs200 fuel pump ki hats of to you 🤝🏻
Thermostat valve band nahi hai, agar bike jaldi hi garm ho jati hai toh uska coolent, clutch plate, front and rear wheel tight toh nahi ghoom raha hai, aur radiator ko clean karwalo, thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer coolent new dalwaya hai or 16000 chali bike wheel bhi free hai fan bhi sahi work kr rha hai fir bhi engine bahut garam ho jata hai
Sir Meri bike pulsar f250 hai..chalte chalte engine cut kr jata hai....or fir start nahi hoti. Self kaam krti h but bike start nahi hoti. Aur kabhi shi chalti hai 200km bhi problem nahi aati but kabhi kabhi thodi der me hi band hojati hai.. aur engine cutoff hota hi rehta hai....bajaj service center walo ne fuel pump, tps, ignition coil, spark plug, ecu, battery sab change kr dia. Fir bhi same problem hai
Bhai radiator mein problem nahi thi fuel pump me hi problem thi kuch kilometres ke baad pump kaam karna chhod deta hai esliye pump ko change karna pada
@@biketechnicaldanveerbhai main new ns160 liya tha or usme fuel pump ki problem ho rhi he ye batao ki fuel pump warranty hoti gya new bike main kitne saal tak ke liye
Sir mere 2016 Model RS200 hai Bike ka Meter Kabhi kabhi on hota hai, zab bike thori garam ho gaya ho yea sunlight mai bike khari Rakhi ho kuch waqt tab bike ki meter on hota hai ignition key on karne par. But subha yea saam ko aur raat ko meter mai light nehi aati meter on nehi hota, Fi light ka symbol barabar kaam karta hai zab chabi on karta hu but baaki pura meter ka display off rehta hai. Service center pe check karwaya unhone bola Right side handle Pe Kill switch yea meter to kill swtich ki plug mai koi dikkat nehi hai, Q ki service center pe Koi bs3 rs200 available nehi hai servicing ki lia unhone bola meter ko change karne ko meter ka dikkat hai, Jab weather thanda rehta hai tab on nehi hota kabhi kabhar Direct sunlight pe on ho jata hai. Lakhak 1 saal se ho raha hai battery v new lagwaya exide ka vrla battery fir v ye chiz ho rahi, Im very confused 😕.
@@krishuexpo1118 no wiring ka issue hota to meter mai indicator ki light plus fi ki light v kaam na karta,, lekin meter zab nehi chalta tab v indicator ki light meter pe aur fi ka light kaam kar raha hai matlab ghapla meter mai hei hai
@@krishuexpo1118 mera meter ki connecter plug pe 12volt ka current supply arehi hai check karwa chuka hu,,, aur tarun bhai ki wo video mai usne meter ko repair karwaya hai uska wiring ka chakkar nehi hai, usne bola uska details baad mai dunga kaise thik kiya kya kia but diya nehi...
sir mere pass Rs200 hai,kuch dino se ek problem aa rhi h,ki bike 8,10 om chalne ke baad garam ho jati h,or uska fan chalne lagta hai,but koi heating sign nhi ata,bss Fan zor zor se chalne lgta hai, engine 2 baar change krlia ,bahar se, magnet coil new dalwaa lia or charger v new dalwaa lia, abhi bss ye fan chalne wali problem aa rhi h, plz aap help krdijye kya problem ho skti h to mai check krwa longa
@@biketechnicaldanveer 5 saal se bike chlaa rha hu, 8 km chalne se 93 ka temprature kaise ho jayga jabki abhi to thanda mosam h,aaj se pehle kabhi problem nhi hui , bs abhi ho rhi h
Sir mere rs 200 bs 3 model h halke rpm dene m bike dabre h bhot thodi se uska kya reason hoga? Sparks plugs badaldiye h throttle body clean kardi h , petrol spray karta h jo engine m wo bhe clean kardiya h uske baad bhe dabre h
Wo lagg problem solve hogai sir obd se reset mardiya tha usse theek hogya bs ab last problem rah gai h rpm ki Rpm bike k uper nechay nahe hora h but agar bike chalao or roko to rpm down aatay aatay 2000rpm m 4/5 sec ruk k 1.5 rpm p aara h uske liye kya ho sakta h
@@krishuexpo1118 Throttle body change nahe sir jo jo ye message padra h or jitne bhe machine bhai h jase bhe ase deekat aai missing ki clean karne k baad 100 rupe ki rubber aati h jo throttle body jaha lagti h waha hoti h wo change karwalo..... Time k sath or throttle body bar bar khulne ki wajah se wo dheele hojati h or air intake kartay hu waha se halki se leakage hoti h jiss bike miss karti h
Think you sir 🙏🙏🙏
Good job👍
Thanks
@@biketechnicaldanveer aap bajaj mai kaunsi post mai ho?
Itna easy tarika humko pehli baar 2023 mai pata chala.
Zabki 2016 se Pulsar RS200 hai mere paas, youtube mai lakbhak sare RS200 ka problems & solution video's dekha karta hu lekin iss tarah se problem ki pata karna wo v rs200 fuel pump ki hats of to you 🤝🏻
Head technician ke post par hun
Kaise pata kre thermostat valv sahi kam kr rha k nhi kyu k bike bahut jaldi garm ho jati hai bar bar fan on hota hai kya thermostat valve band hai
Thermostat valve band nahi hai, agar bike jaldi hi garm ho jati hai toh uska coolent, clutch plate, front and rear wheel tight toh nahi ghoom raha hai, aur radiator ko clean karwalo, thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer coolent new dalwaya hai or 16000 chali bike wheel bhi free hai fan bhi sahi work kr rha hai fir bhi engine bahut garam ho jata hai
@aadishakya4433 fan agar chalane ke baad apne aap band ho raha hai toh heating ki problem nahi hai
@@aadishakya4433 mera v yehi problem h,baar baar fan chalne lgta h but koi heating signal nhi ata
@@RAHULKUMAR-td7wj fir aap k bike kaise sahi hui
Ji bhaiya hum mai bhi race nahin utha rahi hai power nahin hai phalay k jaise
Bhai meri bike 🏍️ rs 200 spark plug 🔌 me cornet nahi aa raha hai
Fuel pump kaam kar Raha hai ki nahi chabi on karne par, agar pump bhi kaam nahi kar Raha hai toh uska wiring check karna padega
Maine fule pump dalaya hai new to ab iske vallu 0.45 amp a rhi hai
Sir Meri bike pulsar f250 hai..chalte chalte engine cut kr jata hai....or fir start nahi hoti. Self kaam krti h but bike start nahi hoti. Aur kabhi shi chalti hai 200km bhi problem nahi aati but kabhi kabhi thodi der me hi band hojati hai.. aur engine cutoff hota hi rehta hai....bajaj service center walo ne fuel pump, tps, ignition coil, spark plug, ecu, battery sab change kr dia. Fir bhi same problem hai
Dikat thi Radioter me Aur change krdi Fuel pump.
Wah Mechanic waa.
Bhai radiator mein problem nahi thi fuel pump me hi problem thi kuch kilometres ke baad pump kaam karna chhod deta hai esliye pump ko change karna pada
@@biketechnicaldanveerbhai main new ns160 liya tha or usme fuel pump ki problem ho rhi he ye batao ki fuel pump warranty hoti gya new bike main kitne saal tak ke liye
@@biketechnicaldanveer please batao sir service centre main mare fuel pump ke paise charge kar rhe he
@AmanRajpoot9640 fuel pump warranty me change hoga aur uski 5 saal ki warranty hoti hai
@AmanRajpoot9640 warranty me change hoga
Sir mere 2016 Model RS200 hai
Bike ka Meter Kabhi kabhi on hota hai, zab bike thori garam ho gaya ho yea sunlight mai bike khari Rakhi ho kuch waqt tab bike ki meter on hota hai ignition key on karne par.
But subha yea saam ko aur raat ko meter mai light nehi aati meter on nehi hota,
Fi light ka symbol barabar kaam karta hai zab chabi on karta hu but baaki pura meter ka display off rehta hai.
Service center pe check karwaya unhone bola Right side handle Pe Kill switch yea meter to kill swtich ki plug mai koi dikkat nehi hai,
Q ki service center pe Koi bs3 rs200 available nehi hai servicing ki lia unhone bola meter ko change karne ko meter ka dikkat hai,
Jab weather thanda rehta hai tab on nehi hota kabhi kabhar Direct sunlight pe on ho jata hai.
Lakhak 1 saal se ho raha hai battery v new lagwaya exide ka vrla battery fir v ye chiz ho rahi,
Im very confused 😕.
wiring issue hai bhai fir
@@krishuexpo1118 no wiring ka issue hota to meter mai indicator ki light plus fi ki light v kaam na karta,, lekin meter zab nehi chalta tab v indicator ki light meter pe aur fi ka light kaam kar raha hai matlab ghapla meter mai hei hai
@@RSourav_Dey_SINCE_1998 tarun raj vlogs ka youtube channel khol k dekho uska bhi meter aise hee same kharaab hua tha , wiring ka issue nikla tha ,same indicator and engine light chalti thi bs
@@krishuexpo1118 mera meter ki connecter plug pe 12volt ka current supply arehi hai check karwa chuka hu,,, aur tarun bhai ki wo video mai usne meter ko repair karwaya hai uska wiring ka chakkar nehi hai, usne bola uska details baad mai dunga kaise thik kiya kya kia but diya nehi...
Bhai same meri bs3 ke sth yahi prblm hai. Kya problem hai. Solve hui kyaa. Bta skte ho kyaa dikkat hai yeh???
तुरंत एक्सीलेटर देने पे बंद हो जाती है
Hello sir
Rs 200 bs3 bich bich m jhatka leti h
Fuel pump check krlo
sir mere pass Rs200 hai,kuch dino se ek problem aa rhi h,ki bike 8,10 om chalne ke baad garam ho jati h,or uska fan chalne lagta hai,but koi heating sign nhi ata,bss Fan zor zor se chalne lgta hai, engine 2 baar change krlia ,bahar se, magnet coil new dalwaa lia or charger v new dalwaa lia, abhi bss ye fan chalne wali problem aa rhi h, plz aap help krdijye kya problem ho skti h to mai check krwa longa
Fan toh chalega koi problem thode hi hai,97 temperature par fan on ho jayega aur 92 temperature par fan off ho jayega
@@biketechnicaldanveer 5 saal se bike chlaa rha hu, 8 km chalne se 93 ka temprature kaise ho jayga jabki abhi to thanda mosam h,aaj se pehle kabhi problem nhi hui , bs abhi ho rhi h
Sir mere rs 200 bs 3 model h halke rpm dene m bike dabre h bhot thodi se uska kya reason hoga?
Sparks plugs badaldiye h throttle body clean kardi h , petrol spray karta h jo engine m wo bhe clean kardiya h uske baad bhe dabre h
Fuel pump ki fuel delivery check krlo aur TPS sensor and stepper motor bhi check krlo thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer Thank you or ye jo sir apne tareka bataya h fule pump check karne kaa ye 100% kargar h?
Wo lagg problem solve hogai sir obd se reset mardiya tha usse theek hogya bs ab last problem rah gai h rpm ki
Rpm bike k uper nechay nahe hora h but agar bike chalao or roko to rpm down aatay aatay 2000rpm m 4/5 sec ruk k 1.5 rpm p aara h uske liye kya ho sakta h
@@robinbisht1953 throttle body change krni padegi fir toh
@@krishuexpo1118 Throttle body change nahe sir jo jo ye message padra h or jitne bhe machine bhai h jase bhe ase deekat aai missing ki clean karne k baad 100 rupe ki rubber aati h jo throttle body jaha lagti h waha hoti h wo change karwalo.....
Time k sath or throttle body bar bar khulne ki wajah se wo dheele hojati h or air intake kartay hu waha se halki se leakage hoti h jiss bike miss karti h
Bhaiya jaise hee multimeter ki wires relay me lagaata hu fuel pump ka awaaj ata hai bahut tej , ??
Mera dominar 250 kuch time chalne k baad garam ho jati hay fir pick up nahi leti. Kya fuel pump ka issue hay
Fuel pump ka delivery pressure check krlo, aur kam ho toh change karwalo thik ho jayegi,
@@biketechnicaldanveer thank you bhaiya.
engine issue h
सर जी मेरी बाइक rs200 bs6 कभी स्टार्ट होती है कभी नही फ्यूल रुक रुक के घु घु करता है
Fuel pump check krlo fuel pressure Kam toh nahi hai
@@biketechnicaldanveer कहीं फ्यूल मोटर को करेंट तो कम नही मिल रहा