G8t bhai 👍🏾 You selected to change the engine oil even though it wasn’t mandatory,this tell you plan to make this as a “lambe race ka ghodaa” 😉 You do really care for you mechanical heart Ab mai wapais apne sawaal par aatu hu i.e ab to ownership review de do after-all nearly 4500 kms clocked ho chuke hai
Thank you so much for watching and writing a comment brother. Lambi race ka ghoda to nahi, mai ek saal me bike change kar leta hu coz I like to enjoy different different bikes. But yes, I care for my bike and maintain it nicely chahe kitne time b rakhu bike. Bhai abi kuch recorded videos pending hai, editing ke liye kam time milta h. Pehle recorded videos edit karke upload hi jaye to kuchh naya banau. Or haan sorry bhai aapke bohot detail me ek comment kiya tha uska reply mai nai de paya. Aapke sare doubts mai answer karne ki koshish karunga aap Instagram pe chat karlo. Instagram ID : jatinkashyap46
Bhai mai har 400 - 500 km me chain lube kar deta hu. Clean har bar nai karta. Clean 1000 km pe kar deta hu. Or agar us se pehle b kabi lagta h ki chain jada gandi ho gyi to b clean and lube kar deta hu. Bhai mai Motul ka chain cleaner and chain lube use karta hu.
Ek rider dost ne hath chhod ke test kiya tha meri bike me to ek side pull ho rhi thi. I never faced any issues qki mai dono hath chhod ke nai chalata bike. To mere liye koi issue nai h koi pull nai h jab tak ride quality impact nai ho rhi.
HONDA ki tarah premium service quality, service centre quality, engine oil quality, HONDA BIG WING jitne trained technician bhi nhi h. To jitna paisa le rhe h uske hisab se hi h service. Honda Big Wing jitne paise lete h uske hisab se bohot achhi service h unki. Har ek chiz me quality h.
Bhai 25 KMPL tak mileage mil jaati h mai mileage pe dhyan nai deta. Lekin mileage nikalne pe dhyan du to jada b nikal sakti h. Bhai colour ke maamle me to sabki choice alag hai. Par mai apna opinion batau to white photos me achha h reality me mujhe utna acha nai laga. Best colour mere hisab se PLAYA BLACK h, uske baad ye jo mere pas hai YELLOW RIBBON
Very informative video, Jatin, carry on ❤
Thanks so much! 🙏🏽
Mileage test after 2nd service please
Okay, I will try to make a mileage test video.
Brother can you share some information about the tyre hugger ?
I have shared the link for tyre hugger in the description of video. 😊
Very interesting, thanks for posting.
My pleasure!
Thank you for watching ❤
I am glad that you liked it.
Bhai Tyre hugger Konsi bike ka Fit kraya hai
Which tyre hugger ?? 7:22
Universal tyre hugger, link in description.
Bhai engine oil itna black kar dia😅😅
Haa bhai wo to ho jata h black wo koi issue nai h.
Bro from where u got that back mudguard?
Brother, ordered from Amazon. I have shared the link in video description.
Nic very nic
Thank you so much ❤
G8t bhai 👍🏾
You selected to change the engine oil even though it wasn’t mandatory,this tell you plan to make this as a “lambe race ka ghodaa” 😉
You do really care for you mechanical heart
Ab mai wapais apne sawaal par aatu hu i.e ab to ownership review de do after-all nearly 4500 kms clocked ho chuke hai
Thank you so much for watching and writing a comment brother.
Lambi race ka ghoda to nahi, mai ek saal me bike change kar leta hu coz I like to enjoy different different bikes. But yes, I care for my bike and maintain it nicely chahe kitne time b rakhu bike.
Bhai abi kuch recorded videos pending hai, editing ke liye kam time milta h. Pehle recorded videos edit karke upload hi jaye to kuchh naya banau.
Or haan sorry bhai aapke bohot detail me ek comment kiya tha uska reply mai nai de paya. Aapke sare doubts mai answer karne ki koshish karunga aap Instagram pe chat karlo.
Instagram ID : jatinkashyap46
Bhai aaap chain lube sirf service p karate ho?
Aur agar aap karte ho use regular to konsa better rhega?
Bhai mai har 400 - 500 km me chain lube kar deta hu.
Clean har bar nai karta. Clean 1000 km pe kar deta hu.
Or agar us se pehle b kabi lagta h ki chain jada gandi ho gyi to b clean and lube kar deta hu.
Bhai mai Motul ka chain cleaner and chain lube use karta hu.
@@jatinkashyap46 okk bro...🤘🤘
Keep it up bro ❤
Thanks for the love and support brother, keep watching! 🙏
Any issue with right side pull ?
Ek rider dost ne hath chhod ke test kiya tha meri bike me to ek side pull ho rhi thi.
I never faced any issues qki mai dono hath chhod ke nai chalata bike.
To mere liye koi issue nai h koi pull nai h jab tak ride quality impact nai ho rhi.
Bhai which tyre hugger in the back?
Bhai it’s universal and I have added link for this tyre hugger in description.
From where did u get that tyre hugger?
Brother, I’ve ordered from Amazon. Let me add the link for tyre hugger in video’s description.
bar end mirrors aftermarket or original hain?
Original from RE
Honda ke 350 cc se kafi Kam hai iska service charge ....
HONDA ki tarah premium service quality, service centre quality, engine oil quality, HONDA BIG WING jitne trained technician bhi nhi h.
To jitna paisa le rhe h uske hisab se hi h service.
Honda Big Wing jitne paise lete h uske hisab se bohot achhi service h unki. Har ek chiz me quality h.
Aapko Kitna Mileage mil rha hai 🤔. Aur Kya ye colour white se accha lagta hai ??
Bhai 25 KMPL tak mileage mil jaati h mai mileage pe dhyan nai deta. Lekin mileage nikalne pe dhyan du to jada b nikal sakti h.
Bhai colour ke maamle me to sabki choice alag hai.
Par mai apna opinion batau to white photos me achha h reality me mujhe utna acha nai laga.
Best colour mere hisab se PLAYA BLACK h, uske baad ye jo mere pas hai YELLOW RIBBON