हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे , हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे 🙏🙏 जगद्गुरु श्रील प्रभुपाद की जय 🙏🙏 परम् पूज्य गोपाल कृष्ण गोस्वामी जी महाराज की जय 🙏🏻🙏🏻 HG प्रशांत मुकुंद प्रभु की जय🙏🏻🙏🏻
Hare krishna prabhuji 🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹❤❤❤dandavat pranam Prabhuji bahut he sundar katha hai bahut seekhne ko mila Prabhupada ji 😭😢 ne Akeley itni mehnat ki hai hamare liye... Jo mujhe realize hua es katha mein ...Prabhupada ji seekhate hai ki focus krishna hona chaiye bas baaki sansar mein jo ho raha hai avoid karo.... Bas apne guru ke kahe chalte raho......mushkil se nahi Darna chaiye.....easy way nahi dundhna chaiye.... Prabhupada ji ne mehnat karna seekhaya hai .....par sansar jeene ke liye mehnat karna bekar hai..... bhagvan ke liye mehnat karni chaiye.... Wo he aap jo batate ho prabhuji ki aisa bano *shoe neechena* Prabhupada ji aisi philosophy hume de kar gaye hai ki agar unke kahe chale to bhagvad dhaam aram se ja sakte hai es jail se ...... Thank you prabhuji aap bhi bahut mehnat karte ho hamare liye......jaise prabhupada ji ne mehnat ki....aaap hamare liye itni mehnat karte ho ki es jail se nikal jaye..... 🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Hare Krishna prabhuji 🙏 Jai shrla prabhupada 🙌🙌🌹🌹 HG Prashant Mukunda Prabhu ki jai Jai jai... Thank you prabhuji apne chipiwada iskcon temple ke bare me,His Devine Prabhupada ji ke bare me , vha ke itne prachin deities ke bre me bhot hi adbhut jankariyan di hai ....jo hamare liye janana or itne ache tareeke se smjhna asan nhi tha apne sb kch itne sundar tareeke se bataya...ye sab jankar bhot acha laga 🙏🙏 Apki jai ho 🙌🙌🙇🏼♀️
Hare Krishna prabhuji, wonderful glories recited by you. Some points are: 1) Srimad Bhagavatam btati hai ki Shudh Bhakton ke Association mei Bhagavat katha sunne se jivan mei Parishram, Thakan, Ashushhta, Bhaya aur Mrityu ka naash ho jaata hai aur Kramasha Shradha, Rati aur Bhakti prapt hoti hai. 2) Tit for tat is not a Vaishnava etiquette, Agar Bhakt ko kabhi lagta hai ki situation Garma sakti hai, to Bhakt vo sthan chodkar chala jata hai 3) Srila Prabhupada ji ka attitude hamesha se tha ki temporary failure milne ke bawajood bhi vo apna effort daalte rehte the, Harinaam par poorna vishwas ke sath aur nayi opportunities ki talash karte rehte the. 4) 1 baar kisi ne kaha Srila Prabhupada ji ko ki kya aap paisa kitaab ke liye use kar rahe ho, duniya mei itni gareebi hai bhukmari hai, Tab Srila Prabhupada ji bole ki duniya mei Material se bhi zyada iss vakt Spiritual poverty hai, aur ye Srimad Bhagavatam hee aisi book hai jo iss poverty ko mita skti hai. 5) Bhaktajana Srila Prabhupada ji ko Shaktyavesh avatar kehte hai kyuki unme Krishna ne apni ichha shakti ka avesh kiya tha
Ati sunder! Touching the emotional chords of my heart. Chhippiwada mandir is divine teeth where Sril Prabhupad made his historic contribution of Srimadbhagwatam translations in English. It was a real struggle. All glory to you for bringing this profound info to all of us. Hare Krsna!
Hare Krishna Prabhu ji dandvat Pranam🙏🙏🙏🙏🙏🙇♀
हरे कृष्णा प्रभू जी प्रणाम🙏🙏🙏
हरे कृष्ण प्रभु जी प्रणाम 🙏🙏🙏
हरे कृष्ण प्रभुजी, सादर प्रणाम 🙏🙏🙏
Hare Krishna Prabhu jii 🙏🏻🙏🏻
Hare Krishna 🙏🙏🙏
Hare Krishna prabhu ji 🙏 🙏
हरे कृष्ण प्रभुजी 🙏🙏
Prayful bajan🙏🙏
very nice lecture 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे , हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे 🙏🙏 जगद्गुरु श्रील प्रभुपाद की जय 🙏🙏 परम् पूज्य गोपाल कृष्ण गोस्वामी जी महाराज की जय 🙏🏻🙏🏻 HG प्रशांत मुकुंद प्रभु की जय🙏🏻🙏🏻
Divin prayer🙏🙏
Hare krishna prabhuji 🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹❤❤❤dandavat pranam
Prabhuji bahut he sundar katha hai bahut seekhne ko mila
Prabhupada ji 😭😢 ne Akeley itni mehnat ki hai hamare liye...
Jo mujhe realize hua es katha mein ...Prabhupada ji seekhate hai ki focus krishna hona chaiye bas baaki sansar mein jo ho raha hai avoid karo....
Bas apne guru ke kahe chalte raho......mushkil se nahi Darna chaiye.....easy way nahi dundhna chaiye....
Prabhupada ji ne mehnat karna seekhaya hai .....par sansar jeene ke liye mehnat karna bekar hai..... bhagvan ke liye mehnat karni chaiye....
Wo he aap jo batate ho prabhuji ki aisa bano *shoe neechena*
Prabhupada ji aisi philosophy hume de kar gaye hai ki agar unke kahe chale to bhagvad dhaam aram se ja sakte hai es jail se ......
Thank you prabhuji aap bhi bahut mehnat karte ho hamare liye......jaise prabhupada ji ne mehnat ki....aaap hamare liye itni mehnat karte ho ki es jail se nikal jaye.....
🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹
हरे कृष्ण प्रभुजी, सुंदर 🙏🙏
hare Krishna ❤❤❤
Hare Krishna prabhuji 🙏🏻😊
जय श्रील प्रभुपाद जी महाराज आपके श्री चरणों में हमारा कोटि कोटि प्रणाम प्रणाम प्रणाम प्रणाम
Hare Krishna 💝❤️
Hare Krishna Prabhu Ji
jay srla prabhupada
Jagadguru Shrila Prabhupada maharaj ki jay ho prashant Mukund prabhu ji ki jay ho 💝❤️
HareKrishna Prabhuji, Pranam
Jai Srila Prabhupada
Soulful bajan
Hare Krishna prabhuji 🙏
Jai shrla prabhupada 🙌🙌🌹🌹
HG Prashant Mukunda Prabhu ki jai
Jai jai...
Thank you prabhuji apne chipiwada iskcon temple ke bare me,His Devine Prabhupada ji ke bare me , vha ke itne prachin deities ke bre me bhot hi adbhut jankariyan di hai ....jo hamare liye janana or itne ache tareeke se smjhna asan nhi tha apne sb kch itne sundar tareeke se bataya...ye sab jankar bhot acha laga
🙏🙏
Apki jai ho 🙌🙌🙇🏼♀️
Hare Krishna
Jai srila pra bhupadh
Hare Krishna prabhuji, wonderful glories recited by you. Some points are:
1) Srimad Bhagavatam btati hai ki Shudh Bhakton ke Association mei Bhagavat katha sunne se jivan mei Parishram, Thakan, Ashushhta, Bhaya aur Mrityu ka naash ho jaata hai aur Kramasha Shradha, Rati aur Bhakti prapt hoti hai.
2) Tit for tat is not a Vaishnava etiquette, Agar Bhakt ko kabhi lagta hai ki situation Garma sakti hai, to Bhakt vo sthan chodkar chala jata hai
3) Srila Prabhupada ji ka attitude hamesha se tha ki temporary failure milne ke bawajood bhi vo apna effort daalte rehte the, Harinaam par poorna vishwas ke sath aur nayi opportunities ki talash karte rehte the.
4) 1 baar kisi ne kaha Srila Prabhupada ji ko ki kya aap paisa kitaab ke liye use kar rahe ho, duniya mei itni gareebi hai bhukmari hai, Tab Srila Prabhupada ji bole ki duniya mei Material se bhi zyada iss vakt Spiritual poverty hai, aur ye Srimad Bhagavatam hee aisi book hai jo iss poverty ko mita skti hai.
5) Bhaktajana Srila Prabhupada ji ko Shaktyavesh avatar kehte hai kyuki unme Krishna ne apni ichha shakti ka avesh kiya tha
Ati sunder! Touching the emotional chords of my heart. Chhippiwada mandir is divine teeth where Sril Prabhupad made his historic contribution of Srimadbhagwatam translations in English. It was a real struggle.
All glory to you for bringing this profound info to all of us.
Hare Krsna!
HDC A. C bhaktivadant swami g ki jai
Hare Krishna Prabhuji pranam 🙇🏻♀️🙇🏻♀️🙏🏻🙇🏻♀️🙏🏻
Hare Krishna Prabhu ji 🙏🙏🙏🙏🙏