Phli bar jiutiya Bart karne par nya sone ka loket jiutiya locket hona chahiye ya daga se bhi. Kar skte h di bataye n mere passoba ka jiutiya loket nhi h Hai to kaise kare pls reply di kya hm dhaga loket se Kar skte h
Aayansh sun k bahut Acha laga kyuki mere bete ka naam hai Yeh. Di ek sawal ka jawab or de plzzz naha Khaye k din Bina lashsan piyash k Khana banana hai wo to baat sahi hai to Kya paran wale din v Bina lahsan piyash k Banta hai ya lashsan piyajh daal k Bana sate hai na?? plzzz di reply de 🙏🙏🙏🙏🙏
मेरी तबीयत ठीक नहीं है दीदी fasting नही कर सकती फिर भी में माता का ध्यान करना चाहती हूं तो कैसे करू ........ नहाए खाए पूजा और पारण कैसे करें please बताइए 🙏🙏
Mam ek baar or murti bana kar dikhye jiutiya puja ki is baar thoda easy process me batiye😊 next year wala video boht fast tha isliye samjh me nahi aaya
Di ek sawal puchni thi, pichle saal hi mei jitiya ki dhaga Jo hoti wo 2 kharid li thi ,to Kya pichle saal ka naya dhaga hum is saal use Kar sakte hai??? Naya hi hai but pichle saal extra khrid li thi. Kyuki mere side Kam milte hai is tarah k dhage. To use Kar sakte hai pichle saal ka b dhaga ya har saal kharidna hota hai??? Plzzz reply?? 🙏🙏🙏
Naya dhaga h to use kr lijiye. Pr hr saal extra kharidne k bajaye. Hr saal ik hi naya kharida kriye . Kyuki ghar me kuch na kuch karan se ashudh ho hi jata h
Wow
😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Meri sas nhi hai .....ky Mai apni sas ki jitiya phn skti hu ??
Ha
दीदी मैभी बिहार से हूँ और मैने आप का विडियो बहुत अच्छा लगा
Thanku
Hello di, dhaga Wala jitiya brat k kitne din baad Tak pahane aur utarkar Kya Kare. Please reply
Do tin din ya jb aapka man ho
Bhut badhiya video tha
Thanku
Thank u so much di, Itni jaldi video Bana K share karne k liye. Jawab mil gaya mere sawal ka. Again thanks a lot♥️♥️🙏🙏
Thanks for watching my video dear
Jai tjitiya mata
Wol very nice 👍👍👍👍👍👍👍👍👍🙂
Hi Didi
Dhaga or moti wala jitiya dono pehne rahen kab tak
Dhaga wala rakh dein or moti wala pehne rahen
Phli bar jiutiya Bart karne par nya sone ka loket jiutiya locket hona chahiye ya daga se bhi. Kar skte h di bataye n mere passoba ka jiutiya loket nhi h Hai to kaise kare pls reply di kya hm dhaga loket se Kar skte h
Jaruri nhi ki sona loket se hi jitiya hoga. Dhage ka jitiya banawa kr v pooja kr skti h
👌🏻👍🏻
Paran kab ha
Waah ..... 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻Great job
Aayansh sun k bahut Acha laga kyuki mere bete ka naam hai Yeh. Di ek sawal ka jawab or de plzzz naha Khaye k din Bina lashsan piyash k Khana banana hai wo to baat sahi hai to Kya paran wale din v Bina lahsan piyash k Banta hai ya lashsan piyajh daal k Bana sate hai na?? plzzz di reply de 🙏🙏🙏🙏🙏
Thanku dear...Paran k din v agr aap lehsun pyaaz khate h to bna skte h. Us din to kadi pakore wgaira sb bnta h
O. K di thanks. Love u💕❤️😊🙏🙏
मेरी तबीयत ठीक नहीं है दीदी fasting नही कर सकती फिर भी में माता का ध्यान करना चाहती हूं तो कैसे करू ........ नहाए खाए पूजा और पारण कैसे करें please बताइए 🙏🙏
Jitvahan bhagwan Or cheel siyar ka murti banane ka plz video dale Or kush ka bhi ho sake to dale.
Bs dear thodi dere upload ho jaega
Jitia me balo me tel lagayaye. Ki nahi.
Nhi
Paran ke keya khaye
😍😍😍😍☺☺👌👌🙏🙏🙏🙏🙏🙏👍
Jitia me balo. Me tel lagayen ya nahin
Jitiya Kaise pahne
Mam ek baar or murti bana kar dikhye jiutiya puja ki is baar thoda easy process me batiye😊 next year wala video boht fast tha isliye samjh me nahi aaya
Ok dear
Very influential video
Thanks for sharing
Paran me keya khaye
Please mam is bar aap Karva Chauth ki video Banakar Jarur dijiyega
Ha
Pregnent lady kaise kare vart
Apne to bola tha comb Kar sakte hai
Itne niyam k sath agr aap kr pao to comb mt krna dear
Waoo sister so amazing video mai v bihari hu hmare yha v aise hi hota h jitiya puja nice video👌🤗
Thanku so much sis.
Di ek sawal puchni thi, pichle saal hi mei jitiya ki dhaga Jo hoti wo 2 kharid li thi ,to Kya pichle saal ka naya dhaga hum is saal use Kar sakte hai??? Naya hi hai but pichle saal extra khrid li thi. Kyuki mere side Kam milte hai is tarah k dhage. To use Kar sakte hai pichle saal ka b dhaga ya har saal kharidna hota hai??? Plzzz reply?? 🙏🙏🙏
Naya dhaga h to use kr lijiye. Pr hr saal extra kharidne k bajaye. Hr saal ik hi naya kharida kriye . Kyuki ghar me kuch na kuch karan se ashudh ho hi jata h
@@ayanshp.r3633 k di thanks🙏🙏♥️
Nike Hai Kab Hai jitiya ka