suji ka halwa /न चाशनी न दूध में भीगना एकदम कम मेहनत में परफेक्ट रसीला दानेदार सुजी का हलवा @pmrasoi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ต.ค. 2024
  • suji ka halwa /न चाशनी न दूध में भीगना कम मेहनत में रसीला दानेदार सुजी का हलवा बनाने विधि @pmraso
    Aaj pm Rasoi me ban raha hai Ashtami-Navmi Special Rava Halwa. Kanya Bhog ke liye suji halwa ghar par bahut aasan tareeke se bana sakte hain. Yeh perfect danedar suji ka halwa, easy rava kesari halwa, aur instant dessert recipe aapko zaroor pasand aayegi. Halwai jaisa aur restaurant jaisa rava halwa ghar par zaroor banayein aur family ke saath bazaar jaisi mithai ka maza lijiye. Ismein shamil hain suji halwa, kesari bath, suji kesari, dry fruit halwa, sheera recipe, kadah prasad, semolina sheera, rava sheera, khas khas halwa, atta halwa, rava barfi, moong dal halwa, aur bina mawa ke mithai. Ashtami kanya pooja bhog ke liye sookhe kale chane, choorma laddoo, mohanthal, besan barfi, suji milk cake, aur kalakand bhi zaroor try karein. Masala Kitchen aur Poonam Devnani ke saath navratri mein instant bhog thali ka maza lijiye aur recipes ko zyada se zyada share kijiye!
    --------------------------------------------------
    #Sujihalwa #ashtami-NavmiSpecial #Ravahalwa
    #Kanyabhogprasad

ความคิดเห็น • 42