Har insan ko apani language apni zabaan par skill hasil nahi hoti khas taur se lower income group ya lower sector ke logo par phir bhi bachho ko maa baap ki baat zarur sunnna chahiye aisa mai sochti hu .har maa baap kisi na kisi halaat se guzre hote hain past me zaruri nahi ki wo khud bhi perfect ho par mai itna zarur janti hu har maa baap apne bachho ke liye apne hisab se best hi karte hain shukriya apki baatein bht achhi hain lekin sari baatein implement nahi ki ja sakti aur na hi sab practical hain.phir bhi apane apko sudharne ka bht mauqa mila hai apke lectures sunkar.jazak Allahu khair.
MashaAllah, Every statement , word n expression is the fact. It's parent n teacher to watch their children n understand. Ikhlaq n speach.. har burai Ki jad ZUBAN hai.
Assalamalaikum, atleast we can try n most of the solutions are good for personal development n islamic aspects as well like become more shukrguzar, where there is a will there is a way ,we should become optimistic .
Salaam..sir alfaaz nahi hain mere pas..aap k lafz sonay se likhnay k qaabil hain..Allah mujhey Amal karnay ki taufeeq day.. mujhay aaj Kal bas yehi masla tha k mujhey apnay betay pe ghussa bohat aanay lagta hai..waisey ghussa nahi aata bas usi pe aata hai wo bhi jab Mera kaam barha deta hai kuch kharaab kar k..ab mein apni islaah karungi..us pe ghussa nahi karungi.. insha'Allah..aameen.
Bachon ko apny maa baap pe bht maan hota ha. Jab maa baap hamary hissy ka pyar dusron ko dety han lekin unhi bachon se comparison fir hamara krty han jab k un bachon k maa baap ka pyar b unhen milta ha aur hamary hissy ka pyar b unhen milta ha. Allah ki qasam ham khty kuch ni han lekin hamary andar aik jang khud se lag jati ha k shaid ham is qabil e ni han k ham se muhabbat ki jaye. Allah ka wasta ha kabhi b apny bachon ko is had tk na puhanchny dena.🥺
Plz address the issue of language understanding for kids Especially those living abroad who don’t know how to read and write Urdu and also talk hesistantly in Urdu. How can parents help them
Much needed lecture….May Allah bless you.Ameen
Beautiful lecture … and yes this needs to be addressed… I have witnessed this towards my parents all my life and still facing 😢
Har insan ko apani language apni zabaan par skill hasil nahi hoti khas taur se lower income group ya lower sector ke logo par phir bhi bachho ko maa baap ki baat zarur sunnna chahiye aisa mai sochti hu .har maa baap kisi na kisi halaat se guzre hote hain past me zaruri nahi ki wo khud bhi perfect ho par mai itna zarur janti hu har maa baap apne bachho ke liye apne hisab se best hi karte hain shukriya apki baatein bht achhi hain lekin sari baatein implement nahi ki ja sakti aur na hi sab practical hain.phir bhi apane apko sudharne ka bht mauqa mila hai apke lectures sunkar.jazak Allahu khair.
Lmao bachy bachy hoty han unho ne ap k past man kuch galat ni kia ap uska future aur present kiun mushkil kr k uska past b horrible bna rhy han????
Absolutely right 👍
MashaAllah,
Every statement , word n expression is the fact.
It's parent n teacher to watch their children n understand.
Ikhlaq n speach.. har burai Ki jad ZUBAN hai.
Zabardast ❤❤ jazakallah khair
ALLAH buhat aasani farmaen Aameen
Jazak ALLAH khair.
Exactly 💯
Yea it’s a sad reality of Society … people pleasing is a big problem in our society
Thanks my lord ❣️
I can do these things for my child😘
ماشاءاللہ
100 % HAQIQAT
Thanks
Masha Allah
Jazak Allah sir
Mashallah Zabardast
والدین کا رویہ اور بچوں کی شخصیت اس موضوع پر لیکچر کی ضرورت ہے شکریہ
MA SHA ALLAH SIR ALLAH HUM SUB KI help kury buchoo ki turbiat k mamly m
Every word is gem.
Very true
,200% right
Thankyou sir
Jazakallah
یہ سب عوامل ٹھیک ہو ہی نہی سکتے
کیونکہ
معاشرہ ہی ایسا ہے
بچے سے کوئی بات چھپائی نہی جا سکتی۔
والدین ہر کام چھپ کر کر نہی سکتے۔
Beshak shi bat he
Thanks 🙏
This is a holistic analysis yet the solution to all these problems is practically impossible in todays' family units.
Assalamalaikum, atleast we can try n most of the solutions are good for personal development n islamic aspects as well like become more shukrguzar, where there is a will there is a way ,we should become optimistic .
These are very simple things we can easily do if we want to.
Change begins one step at a time, the first being sincere intentions.
Thanks Sir
Salaam..sir alfaaz nahi hain mere pas..aap k lafz sonay se likhnay k qaabil hain..Allah mujhey Amal karnay ki taufeeq day.. mujhay aaj Kal bas yehi masla tha k mujhey apnay betay pe ghussa bohat aanay lagta hai..waisey ghussa nahi aata bas usi pe aata hai wo bhi jab Mera kaam barha deta hai kuch kharaab kar k..ab mein apni islaah karungi..us pe ghussa nahi karungi.. insha'Allah..aameen.
Bachon ko apny maa baap pe bht maan hota ha. Jab maa baap hamary hissy ka pyar dusron ko dety han lekin unhi bachon se comparison fir hamara krty han jab k un bachon k maa baap ka pyar b unhen milta ha aur hamary hissy ka pyar b unhen milta ha. Allah ki qasam ham khty kuch ni han lekin hamary andar aik jang khud se lag jati ha k shaid ham is qabil e ni han k ham se muhabbat ki jaye. Allah ka wasta ha kabhi b apny bachon ko is had tk na puhanchny dena.🥺
Plz address the issue of language understanding for kids
Especially those living abroad who don’t know how to read and write Urdu and also talk hesistantly in Urdu. How can parents help them
Please bataiye k kids sibling me aapas me kesay strong relationship creat ho
2nd one I realized when my 4 years old daughter told me to remove the frown lines from my forehead
I’m so happy 😀 thanks 🙏🙏 I’m I’m ziiizua
Sir ap se contact k se ho sakta hy
Hum sir se kese contect karsakte hen
Hum sir se kis tarah rabta kr sakty he?
Assalam0alsikumplacestacequarnedcationandislamicknowledge
I am litrally the outcome whatever he said
May Allah make ease's for you
-Admin
Allah s ummed rakhni h or apne amal sahi kar k duaa khub karni h
In shaa Allah hamara rab sab thik kar dega
Mara bacha bht shararti ha bht zayada gar us ko dant bht parti ha sb sy sirf apny baba sy nai parti mjy btayn ma kasy rawiya rko mjy b gusa a jata
Write now.
یہ سب کسی صورت عمل نہی کیا جا سکتا
کیونکہ ان کا دین اسلام سے تعلق ہے
اور دین کوئی نا سیکھنا چاہتا ہے نا سیکھتا ہے۔
😅😅😅..
Ja x no 7th
فضول۔