M ne second hand hitachi ka 3 year old window AC liya h November me. Jb m AC on karta hu toh compressor on hone k baad 3 pipe pr ice jm jati h aur 5 minute me compressor band ho jata h. Ye winter monsoon ki problem h ya kch aur...
@@RefrigerationfullSolutions haan. AC clean hai. 3-4 din pahle hi Hitachi se new fan motor aur compressor ka capacitor change hua hai. AC 4-5yrd old hai.
@@RefrigerationfullSolutions okay. Technician ko bolta hun. Do din pahle fan motor change ke time maine bola tha to amp meter se check karke bola gas thik hai.
Bhai cooling ho rahi h window AC hai but 2/4 ghante bad Puri samne side ice bn jati h wo bhi ye rat ko hota h din mai aaj tak kabhi nahi hua esa kyuhota h abhi piche gas fill kreai thi
1. Suction and liquid dono pipe mein baraf jam raha hai 2.indoor mein cracking sound aur baraf padh raha hai 3.indoor ka fan slow chal raha hai Kya problem ho sakta hai any guess
Bhai baar baar ice aa rhi h to kya ac chalana dangerous ho sakta h
Bhai ac me gas dala 1 2 din theek chala phr dobara cooling khatam hogae or ice arhi lakin leakg ni dhondh rha
Gas kam hogae 5 din me phr ice arahi he or cooling ni ho rhe
Aap ka indoor to outdoor unit me pressure dalo 500 psi ok fir leak mil jayegi aap ki problem solved ho jayegi inshallah 😊
@@RefrigerationfullSolutions ok i will try
@@RefrigerationfullSolutions leakg kon kon c jagha hoti he kindly btayain
Indoor me lift side me ho sakti h bhai or outdoor unit me dono side coil par check kar lena thik waise to indoor me hoga miner leak thik h ji
Bhai apne ek word ka use bohut kiya hai woh ye maape maape ya wahan pe wahan pe maine count kiya hai apne 150 bar bola hai ye word....
Achha ji
M ne second hand hitachi ka 3 year old window AC liya h November me. Jb m AC on karta hu toh compressor on hone k baad 3 pipe pr ice jm jati h aur 5 minute me compressor band ho jata h. Ye winter monsoon ki problem h ya kch aur...
Aap ka ac service h proper tarike se
@@RefrigerationfullSolutions hanji service karva kr lagaya hu. November ka month h.
Fornt coling coil m ice aati h piche vali pipe m ...age vale patle pipe m nhi...or dhrere font coling cooil m pura ice jam jata h
Bhai mere ac din me sahi colling kra h raat ko ice aa jati h or 2 bar service kra li
Ac 15-20hr baad on kiya. Front me kuch pipes me ice aayi, fir kuch der me chali gayi. Cooling hai but not proper. Kya reason hai?
Ac aapka clean hai
@@RefrigerationfullSolutions haan. AC clean hai. 3-4 din pahle hi Hitachi se new fan motor aur compressor ka capacitor change hua hai. AC 4-5yrd old hai.
Gas check Kari aapne
@@RefrigerationfullSolutions okay. Technician ko bolta hun.
Do din pahle fan motor change ke time maine bola tha to amp meter se check karke bola gas thik hai.
Bhai cooling ho rahi h window AC hai but 2/4 ghante bad Puri samne side ice bn jati h wo bhi ye rat ko hota h din mai aaj tak kabhi nahi hua esa kyuhota h abhi piche gas fill kreai thi
Achha ji service karali aapne din me ice nahi aati h
Same problem ho rha hai bhai
Solution bataye bhai
Kunal ji..same problem..
Bhai same problem hai sirf rat ko ice jam jati hai din me ek dum sahi se work karta hai kya problem ho sakti hai
Sir hamare window AC me morning me 3-4 baje hi burf jam rhi baki Din me sahi chal rha h morning me burf jamne ka kya reason h
Seme problem 😢
Same problem facing since long.servicing Kara li tabhi ice jam ri
Same problem 😂
Hmari window ac chalte chalte 12 sec me band ho jati ha bhai plz bato kiya krna hoga
Bhai df likh kar aa raha hai new coil bhi lagwa li aur gas bhi pdh gyi service bhi ho gyi fir bhi df likh kar aa raha hai aur ice jam rahi hai
Bai mere window ac Ki coolig coil ander se cool ho rahi hai aur bahar Ki nahi
Nice
1. Suction and liquid dono pipe mein baraf jam raha hai
2.indoor mein cracking sound aur baraf padh raha hai
3.indoor ka fan slow chal raha hai
Kya problem ho sakta hai any guess
Gas khatam hai gas dalwana padega aapko
Plz help kr do
Meri windows ac day me theek chalti h..Night me Ice aati h
Aap check karo fan speed thik h
@@RefrigerationfullSolutionst
Ice ko paani me daalke pilo
Tu ganta h tujhe ku nhi pta
Bhai ek windows ac problem kya aap se connect kr sakta hu ...plz give ur what's app number
Nice