नौकरी से आय :- 0 व्यवसाय से आय:- 0 पेंशन से आय:- 0 कृषि से आय:- 0 अन्य स्रोत से आय ( मजदूरी ) :- 90000 लेकिन NCL apply करने में अन्य स्रोत से आय वाला ऑप्शन नहीं दे रहा हे तो क्या करें ? Please batayea 😢
@@silentnight024 par Maine to form fill kar diya ..... Income certificate Agriculture income:- 10,000 Other income:- 85,000 Total income:- 95000 Obc ncl income Agriculture:- 10,000 Job income:- 85,000 Total income:- 95000 Agar ye reject ho gaya to दोबारा bhar sakta hu ???
Bhaiya ji cast certificate ka date agar expire ho gaya hai tab kiya fill ho jayega OBC certificate ya sab current year ka hone chahiye reply me bhaiya ❤🙋🙋🙋🙏🙏🙏
Ebc wale central caste certificate mein OBC he chunega esko jaanne ke liye maine 100+ youtube video dekh liya lekin nhi mila thanks you for the information bhai❤🎉
Sir ye sbkuch upload krne ke baad jo banke aayega uske baad or kuch bhi Krna hoga ky ...jo banke aayega wahi Mera last obc NCL ka certificate hoga n central level pr
1) Point (झ) वार्षिक आय: - नौकरी से आय - पेंशन से आय- वार्षिक आय -> Isme नौकरी से आय, वार्षिक आय kiska dalenge? Khud ka ya father ki? 2) Attach Enclosure meh Form-XVI Income Certificate, Khud ka ya father kiska dalenge?
Mera krishi se bhi aay nhi aata hai anya shroto se hi fill kiye the income certificate banate waqt or isme to wo option hi nhi hai to krishi se hi fill Krna hoga kya ?.. please reply
Bhaiya, mera Bihar se obc ncl central caste certificate DM Level bana hua h. Par usmein post office ke aage blank h baaki sare detail filled up, kya yeh SSC DV mein matter of concern h ya they will leave it. Please reply and love to this channel❤
Ham 2023 me banaye the NCLCO ,ab usko district level ke liye bana rahe hai to "no data found against the value provided, please provide another value and retry" aata hai hamesha. Please help kariye,kya kare jo 😢😢😢😢😢🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽
Hum bihar se hain,,,, Railway format wala OBC certificate apply kaise karenge online ya offline AUR kahan se karenge sign kon karega jama kahan karenge,,,cast,income residence Ban gya hai block level ka (RO LEVEL) KA SUGGESTION PLEASE 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
1. Block Level: Pehle Block level par apply karke documents submit karein. 2. Sub-Division Level: Block se approval ke baad, Sub-Division level par verification karein. 3. District Level: Sub-Division se verification ke baad, District level par final application submit karein. District level ke application mein, Block aur Sub-Division level ka data submit karna hoga, jisme unke approvals aur documents bhi shamil honge.
@@Koushal777Ji1. Block Level: Pehle Block level par apply karke documents submit karein. 2. Sub-Division Level: Block se approval ke baad, Sub-Division level par verification karein. 3. District Level: Sub-Division se verification ke baad, District level par final application submit karein. District level ke application mein, Block aur Sub-Division level ka data submit karna hoga, jisme unke approvals aur documents bhi shamil honge.
1. Block Level: Pehle Block level par apply karke documents submit karein. 2. Sub-Division Level: Block se approval ke baad, Sub-Division level par verification karein. 3. District Level: Sub-Division se verification ke baad, District level par final application submit karein. District level ke application mein, Block aur Sub-Division level ka data submit karna hoga, jisme unke approvals aur documents bhi shamil honge.
Mera 2015 ka obc bana huaa hai lekin ab naya ham kaise banaye.mere adar pe wb ka adesh hai jab ki ham bihar ke hai to kaise usko use kare please help🙏🙏🙏
That's amazing, Younas Bhai-"Khushbu ki Duniya ka jadugar"! Offering high-quality branded perfumes at an affordable price sounds like a fantastic approach. How do you ensure that the quality remains top-notch while keeping the price low?
Sir please help me 🙏🙏 Mera cast show hi nhi karta hai central level pr OBC me lekin state bala me show karta hai kya karu sir बनिया (वैश्य पोद्दार) हैं जाति का हूं।
Sir main west Bengal se hu mera obc B non creamy layer hai 2018 ka computerized s.d.o .se banaya tha . Lekin nabard k from k liey bol raha hai 1.april 2024 k baad non Creamy layer certificate banna hai tho eiey kaise banau online hoga mera State level ka hai or mang raha hai central level ka plz help me plzzzzzzzzz🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Sir mera OBC 2015 ka bna hai kya mai use dekr form apply kr sakti hu kyoki jo new wala bnne di uska date 18/10/2024 diya hai or form 13 tk hi apply kr skte hai 🙏🙏
Bhai bhyaut kalwar caste Wale Central ka obc certificate kese bnaye central ki obc list me sirf kalwar aata hai bhayut kalwar mention hi nhi hai or bihar state ka obc certificate bhiyut kalwar se bnta hai , kese bnega firr central ka certificate koi toh batao
Mai bihar se OBC se belong karta hu.. .... Lekin... Central OBC list me mere cast ka nam nahi hai to central EWS kaise banega please bataiye❤ Caste- baniya(barnwal)
मेरे जाति का नाम भारत सरकार के परियोजनार्थ के तहत लिस्ट में नाम है लेकिन बिहार सरकार के परियोजनार्थ के तहत लिस्ट में नाम नहीं है मैं क्या करू जाति (खतवे) प्लीज चेक एंड रिप्लाई😢😢😢😢😢
bhai mere papa ke income certificate me अन्य स्रोतों से आए 112000 diya h or baki sabhi me 0 likha h ,, lekin ye form OBC NCL INDIA LEVEL,BIHAR me khi option hee nhi h अन्य स्रोतों से आए bharne ka to me kaha bharu ??
Sar ji mujhe ssc gd ka form fill up krna h or mai bihar ka rhne wala hu to permanent address me bihar jo h vo address dalle h or correspondence address me Maharashtra nashik ka address dala hu kyu ki mai abhi 6month me yha kaam kr rha hu to aap mujhe bataye ki form fill up krte time jo 30 no wala coloum h have u migrated from the state wala me yes karna h ya no plz help me 😢😢 sir ji
Central level obc NCL certificate banane main kon sa caste, residence & income certificate upload karna hoga Bihar sarkar wala plzzz bataiye bhaiya...✋✋ Aur ye railway ntpc main use hoga na kyun ki youtube pe bahut sare log railway format ka obc ncl bata rhe hai jo hand written hai.
Bhaiya Mai Kurmi Jati hu aur iska name nahi aa raha hai Aur hai aur Aata bhi hai to Usme likha rahta hai Kewal Chota Nagpur Parmandal ke liye kaya Karu plz Reply 😢😢🙏
Kon kon ntpc ke liye dekh rahe hai
Anchal aster pe hi n lgega ntpc ke liye ...?
Hm😅
Anchal pe hi bana kr upload karna h ntpc mai
@@VivekGupta-gq4lv thank you or income certificate khud ka lgta ha ya guardian ka
Ntpc ke liye NCL kis level ka banana chahiye
Kon kon group d le dekh rahe hai ❤
App bohut help Karta Ho bhiya ak bhi rupya nahi lgta hai online Karna ma Thx 😊 bhaiya
Kaun kaun jee mains ke liye dekh rahe hai😊
Thanks 🙏🏻🙏🏻 bade bhaiya 👍🏻💪🏻 . Esi tarah..A to Z information dete rahiye... Students ke documents se related ❤❤❤
Kya batt hai sir aapka samjhane ka hi tarika best hai 👍👍👍
Video start from 1:32
नौकरी से आय :- 0
व्यवसाय से आय:- 0
पेंशन से आय:- 0
कृषि से आय:- 0
अन्य स्रोत से आय ( मजदूरी ) :- 90000
लेकिन NCL apply करने में अन्य स्रोत से आय वाला ऑप्शन नहीं दे रहा हे तो क्या करें ?
Please batayea 😢
OBC chairman ko mail kijie
problem solve hui bhai apki kripya bataye bhai hame bhi bharna hai online
Same problem
@@silentnight024 par Maine to form fill kar diya .....
Income certificate
Agriculture income:- 10,000
Other income:- 85,000
Total income:- 95000
Obc ncl income
Agriculture:- 10,000
Job income:- 85,000
Total income:- 95000
Agar ye reject ho gaya to दोबारा bhar sakta hu ???
@@DEVRAJ-gb3iphnn bhar sakte ho ya fir dusra income certificate bana lo... according to NCL
Thankyou so much sir ❤❤
Bhaiya ji cast certificate ka date agar expire ho gaya hai tab kiya fill ho jayega OBC certificate ya sab current year ka hone chahiye reply me bhaiya ❤🙋🙋🙋🙏🙏🙏
Thanks sir apka video bahut aache se samaj me aata hai😊
Kaun Kaun Delhi Police HCM ke liye Video dekh raha hai ?❤❤
SC ST caste certificate Central level pe video banaaiye
Thanks sir for this latest current news updates.
Helpful information👍
Sir ji 🙏🏻
Ebc NCL certificate update hota hai bihar
Please reply 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ebc wale central caste certificate mein OBC he chunega esko jaanne ke liye maine 100+ youtube video dekh liya lekin nhi mila thanks you for the information bhai❤🎉
Jati parman patr purana wala se ho jayega ki new chahiye banane ke liye
Thank you sir ❤❤❤❤
Document upload me caste resisdence or income ka receipt upload kr skte hai ya fir certificate chahiye
Love you bhiya ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ntpc wale like kare ❤
Sir ye sbkuch upload krne ke baad jo banke aayega uske baad or kuch bhi Krna hoga ky ...jo banke aayega wahi Mera last obc NCL ka certificate hoga n central level pr
Sir ager hme district level ka bana ho to shapath ptr -8 hi fill karrge kya 🙏🙏🙏🙏🙏
1) Point (झ) वार्षिक आय: -
नौकरी से आय -
पेंशन से आय-
वार्षिक आय
-> Isme नौकरी से आय, वार्षिक आय kiska dalenge? Khud ka ya father ki?
2) Attach Enclosure meh Form-XVI Income Certificate, Khud ka ya father kiska dalenge?
Bhaiya agar father government job mai hai to annual income gross income hoga ya net income ya bus sirf basic pay????
Ismai central level wala hi jati aay ar niwas lgega ya bihar sarkar wla
1st viewer ❤
Thanks 👍
Sir SC walo ka bhi esi process se baega batayen plze❤❤
Kon kon ssc GD ke liye dekh rahe hai
Income certificate 2 year purana bala daal sakte hai
Central government NCL banate time bihar sarkar wala cast Certificate upload kar sakte hai? Please reply 👍👍👍👍
Shapath Patra Ko download karke nikalwa ke pen se bharna Hoga ya FIR mobile se Bhar De mobile mein hi
Mera krishi se bhi aay nhi aata hai anya shroto se hi fill kiye the income certificate banate waqt or isme to wo option hi nhi hai to krishi se hi fill Krna hoga kya ?.. please reply
Bhaiya, mera Bihar se obc ncl central caste certificate DM Level bana hua h. Par usmein post office ke aage blank h baaki sare detail filled up, kya yeh SSC DV mein matter of concern h ya they will leave it. Please reply and love to this channel❤
Radhe Radhe ❤
भैया जी जैसे मैं बिहार पुलिस हूं तो क्या मेरा Income, Form VIII में Fill होगा या पापा का । Please Reply me
Ham 2023 me banaye the NCLCO ,ab usko district level ke liye bana rahe hai to "no data found against the value provided, please provide another value and retry" aata hai hamesha. Please help kariye,kya kare jo 😢😢😢😢😢🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽🙏🏽
Kya central level ncl k liye phele state level k bnwana hoga?
Hum bihar se hain,,,,
Railway format wala OBC certificate apply kaise karenge online ya offline AUR kahan se karenge sign kon karega jama kahan karenge,,,cast,income residence Ban gya hai block level ka (RO LEVEL) KA
SUGGESTION PLEASE 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mujhe bhi samajh nahi aa raha hai
Koi batane wala nahin hai
1. Block Level: Pehle Block level par apply karke documents submit karein.
2. Sub-Division Level: Block se approval ke baad, Sub-Division level par verification karein.
3. District Level: Sub-Division se verification ke baad, District level par final application submit karein.
District level ke application mein, Block aur Sub-Division level ka data submit karna hoga, jisme unke approvals aur documents bhi shamil honge.
@@Koushal777Ji1. Block Level: Pehle Block level par apply karke documents submit karein.
2. Sub-Division Level: Block se approval ke baad, Sub-Division level par verification karein.
3. District Level: Sub-Division se verification ke baad, District level par final application submit karein.
District level ke application mein, Block aur Sub-Division level ka data submit karna hoga, jisme unke approvals aur documents bhi shamil honge.
1. Block Level: Pehle Block level par apply karke documents submit karein.
2. Sub-Division Level: Block se approval ke baad, Sub-Division level par verification karein.
3. District Level: Sub-Division se verification ke baad, District level par final application submit karein.
District level ke application mein, Block aur Sub-Division level ka data submit karna hoga, jisme unke approvals aur documents bhi shamil honge.
Kya form 8 print krke physically fill krna hai ?
Thank you 🥰
Esme sb document central hi uplod krna hoga n sir
Sir bihar or kendra obc ncl certificate donno bana sakte hai sir please reply ❤❤❤❤
Jati k recept ko attach kar sakte hai ? Please reply
Jaati aay or niwaass ka ek saal ho gya hai obc ncl bnegaa ya reject ho jaayegaa
Mera 2015 ka obc bana huaa hai lekin ab naya ham kaise banaye.mere adar pe wb ka adesh hai jab ki ham bihar ke hai to kaise usko use kare please help🙏🙏🙏
Thanks dear big brother love you ❤
Kon kon kanu jati hai vo like karo❤🎉❤❤🎉🎉🎉
Any strot se aay h to kese bhre
SC Central Level Ka Caste Certificate Kase Banaye Batai Please ❤❤❤
That's amazing, Younas Bhai-"Khushbu ki Duniya ka jadugar"! Offering high-quality branded perfumes at an affordable price sounds like a fantastic approach. How do you ensure that the quality remains top-notch while keeping the price low?
Sir income certificate kab ka lagega 1sal pahale ka hai ho jayega
Fist comment kar deta hu like milega 👍
Ooh to aise baat h 😂😂
Hello
Bhaggggggggggg
Hello 👋👋👋
Kya hal hai madam
Sir please help me 🙏🙏
Mera cast show hi nhi karta hai central level pr OBC
me lekin state bala me show karta hai kya karu sir
बनिया (वैश्य पोद्दार) हैं जाति का हूं।
Income apna btana hai ya father ka
Aai jo banaye hai usme aanya shorooto se income hai aur ncl me nhi aarha hai option tuo kaise kare bhaiya
bhai hmaare income certificate me other sources se income likha hai to isme other source option nhi hai... to kisme fill kre?
Same problem
Same problem
Same problem
Mujhe v yhi prob problem h har jagah check kr li hu kaise karu mujhe nhi smjh me aa rha hai kisi ko pta chala h kaise bhare iski
Dusra income certificate bana lo
Bpsc ke liye NCL ka video banaye please ❤
Sir main west Bengal se hu mera obc B non creamy layer hai 2018 ka computerized s.d.o .se banaya tha . Lekin nabard k from k liey bol raha hai 1.april 2024 k baad non Creamy layer certificate banna hai tho eiey kaise banau online hoga mera State level ka hai or mang raha hai central level ka plz help me plzzzzzzzzz🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
मेरा जाति प्रमाण पत्र आय प्रमाण पत्र और निवास प्रमाण पत्र 16-10-2023 बनाएं थे तो हम सेंट्रल लेवल ncl बना सकते है rrb ntpc 2024 के लिए
Bihar level par NCL nahi banae to kya
Direct central level par NCL ban jaega please reply 🙏🙏🙏
Sc st ke central cast certificate apply video banaiye
Biha police ke liye kis level ka obc ncl banana hoga pls reply me 😢😢
Form viii ko pen se likh k fill krke upload krna h ? Jaise apka computer me fill Kiya hua tha waisa hona chahiye
Bhaiya mera अन्य स्रोतों pe diya hai 84000 baki sab zero, obc me अन्य स्रोत nhi diya to mai kisme apna aay bharu
Please reply 🙏
Same problem
Same question
Vyavasay wale me hi other sources income bhar dijiye mai usi me bhari hu mera bn gya hai
@@pallavikumari23778 ya right !
Maine bhi cyber cafe Wale se puchha tha to wo bhi yahi bataya
Sukriya didi ❤@@pallavikumari23778
Bhaiya Bihar me obc me hu but central ke list me nhi mil rha Goswami caste bihar me 46 Me h kaise banega please ap bataiye bhaiya 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Bhaiya bina sleep ka kaise check kr skte hai obc bna h ya nahi Plzz bhaiya btaiye m ya fir dusra on-line krna prega uske liye 😢😢😢😢😢
Jo v file attached krne hain vo state level ka hi rhega n like income, resident, coast certificate.?????
Form VIII ke option pe already ticked h but attachment me show hi nhi ho rha h form upload krne ke liye
Income papa wala dena h ?? Or cast apna wala ??
Mai bhi Sitamarhi se hu
Belsand thana se
Sir mata pita ka dono ka income add kar ke total mension karna hoga kya
Sir mera sapth Patra ka option nhi aya our baki sab daal diye reject ho jayega ky sir plz reply
Sir mera OBC 2015 ka bna hai kya mai use dekr form apply kr sakti hu kyoki jo new wala bnne di uska date 18/10/2024 diya hai or form 13 tk hi apply kr skte hai 🙏🙏
Bhai bhyaut kalwar caste Wale Central ka obc certificate kese bnaye central ki obc list me sirf kalwar aata hai bhayut kalwar mention hi nhi hai or bihar state ka obc certificate bhiyut kalwar se bnta hai , kese bnega firr central ka certificate koi toh batao
Sir mera Ebc certificate hain To kya NCl banwana jaruri hai
Bhai cast certificate central wala dalna hai ya state level ka bna h usko dalne se kaam chl jayega..??
Mai toh student...... income details kiska dalna hai......and income certificate kiska dalna hai????big confusion
Khud ke
NTPC me category SC ka bhi central government jati banwana parega please sir bataeye
Mai bihar se OBC se belong karta hu.. .... Lekin...
Central OBC list me mere cast ka nam nahi hai to central EWS kaise banega please bataiye❤
Caste- baniya(barnwal)
मेरे जाति का नाम भारत सरकार के परियोजनार्थ के तहत लिस्ट में नाम है लेकिन बिहार सरकार के परियोजनार्थ के तहत लिस्ट में नाम नहीं है मैं क्या करू जाति (खतवे) प्लीज चेक एंड रिप्लाई😢😢😢😢😢
Bhai Bihar Ka RO level NCL nad Central ka RO lelvel ncl el sath el hi din apply kar sakte h kya?
Bhai, NTPC ka form fill karna hai, but ncl me photo le hi nahi raha.... reply bro😢
bhai mere papa ke income certificate me अन्य स्रोतों से आए 112000 diya h or baki sabhi me 0 likha h ,, lekin ye form OBC NCL INDIA LEVEL,BIHAR me khi option hee nhi h अन्य स्रोतों से आए bharne ka to me kaha bharu ??
Very good
Government job ke liyea income h ya post
Sar ji mujhe ssc gd ka form fill up krna h or mai bihar ka rhne wala hu to permanent address me bihar jo h vo address dalle h or correspondence address me Maharashtra nashik ka address dala hu kyu ki mai abhi 6month me yha kaam kr rha hu to aap mujhe bataye ki form fill up krte time jo 30 no wala coloum h have u migrated from the state wala me yes karna h ya no plz help me 😢😢 sir ji
Central level obc NCL certificate banane main kon sa caste, residence & income certificate upload karna hoga Bihar sarkar wala plzzz bataiye bhaiya...✋✋ Aur ye railway ntpc main use hoga na kyun ki youtube pe bahut sare log railway format ka obc ncl bata rhe hai jo hand written hai.
Cast, income,Residence, certificate v central level ka lagega ya phir bihar wala
Kon wala upload karna hoga
EBC AND OBC EK SATH BNA SAKTE HAI SIR
Sir sc central cast certificate kaise banaye please sir😢😢😢😢😢
Mera family income 9 lakh
Apply kr skte h pls reply?😢😢
Bhaiya do din mai ban jayenge 😮😮😮
Official website se krne pe nhi ho rha hai online
Ncl me income certificate kon sa financial year ka dena goga
Bhaiya Mai Kurmi Jati hu aur iska name nahi aa raha hai Aur hai aur Aata bhi hai to Usme likha rahta hai Kewal Chota Nagpur Parmandal ke liye kaya Karu plz Reply 😢😢🙏
Aap bhi kanu hai😊😊
Sir obc caste certificate online kaise banaye please help me 🙏🙏🙏
Bhai apply ke time sapat patra upload karne ka option hi nahi aaya, phir bhi maine submit kar diya, reject ho jayega kya?
Aadhar verification kiye the