thermal fuse kaya hei kise kaam karti hai... Hindi,urdu

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 31 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 18

  • @ArmanAnsari-un4bp
    @ArmanAnsari-un4bp 9 หลายเดือนก่อน

    Thank you sir achhe se samjha ne ke liya ❤

  • @manpreetbhatia3832
    @manpreetbhatia3832 ปีที่แล้ว

    Hoo Nandan sir. It will be great thx if you give a reply. Sir single door fridge hai. Wo full pe hi cooling karti hai. Aur kabhi cooling karna band kar deti hai bilkul. Kuchh time band karke chalane se phir cooling ice jamane lagti hai. Sir kya problem ho sakti hai pls bataye.

  • @deepakkumarmourya2478
    @deepakkumarmourya2478 ปีที่แล้ว

    Halo sir mare paas 1000 wate ka clothes bala iron hai usme thermal fuse kharab ho gaya hai to usme kitne ampere ka fuse lagega sir please answer me 🙏🙏🙏

  • @deepakkumarmourya2478
    @deepakkumarmourya2478 ปีที่แล้ว

    Sir ek video banaye jisme ye bataye agar clothes bale iron ka thermal fuse kharab ho jaye to kis tarah jane Or kis tarah calculate kare jise bha per accurate balu ka fuse lagaya ja sake please sir 🙏🙏🙏

  • @aashukhan9928
    @aashukhan9928 ปีที่แล้ว

    Good ❤❤

  • @pmpresent5889
    @pmpresent5889 2 ปีที่แล้ว

    Nice post bro

  • @sumitgupta6924
    @sumitgupta6924 2 ปีที่แล้ว

    Sir mere pass double door friz he sir uska lower part km thanda ho rha he sir uper ice a jati he jisse niche lower part thanda ni hota sir thermal fuse kharab ho sakta he kya

  • @ajayhonda1980
    @ajayhonda1980 2 ปีที่แล้ว

    Sir jee my aapke pros phulpras ka hoon mujhe ek achcha wala dimmer lena o,5 to5kva tak tune karne ke liye branded bhi bata dijega

    • @ACDCbynandan
      @ACDCbynandan  2 ปีที่แล้ว

      Ye kisi khas brand ki nahi aati normal 6A ka aap le sakte hei

  • @wallpaperwala4554
    @wallpaperwala4554 4 หลายเดือนก่อน

    Bhaiya itna hil rhe hai lagta hai good jyada khaate hai bhaiya 😂🤣🤪

  • @shivamanant1628
    @shivamanant1628 ปีที่แล้ว

    Kitne digree temperature pr ye kharab hota h ???

  • @shivamshukla9692
    @shivamshukla9692 ปีที่แล้ว

    Aagar sensor ki jagah biometal lga de to kya wo work karega Sir...

  • @bhargav7460
    @bhargav7460 2 ปีที่แล้ว

    Hi Sir, Mai apki videos bhot time se dekh rha hu, aur mujhe aaj apse ek advise chaiye.
    Mere ghar me pole se hi 180V AC aati hai jo ki fulcuate hoti rahti hai, aur mere pas 1.5 Ton ka AC with stabilizer, but jab voltage 180V se niche jati hai, 1 ya 2 seconds ke liye toh stabilizer band ho jata aur hai phir kuch time me vapas chalu hota hai. Kya mujhe Ek Mainline stabilizer lagwana chaiye?? Aur kya stablizer 1-2 seconds keliye voltage vo delay ya stablize kar pagyega jise mere AC ka stablize kam karta rhe ???
    Dhanyawad

    • @ACDCbynandan
      @ACDCbynandan  2 ปีที่แล้ว

      Main lile mei stabilizer lagana koi solution nahi hai..
      Aapki input ki fluctuation ko neutral supply ko majbot bana kar Kam ki ja sakti hei..
      Ya fase ko bhei change kar k dekh sakte hei...
      Thanks....
      Ac & dc technical institute
      near light house cinema laheriyasarai darbhanga
      bihar
      94 70 24 19 01

    • @bhargav7460
      @bhargav7460 2 ปีที่แล้ว

      @@ACDCbynandan Ha Sir, maine electricity board me complaint ki the toh unhone phase change kardiye hai, but still same problem. Aur unko maine pucha toh vo bol rhe ki unko supply hi 200 ho rahi hai. Is liye mujhe Stabilizer lena hi padega, lekin mujhe samj nhi rha ki Stabilizer kam karega ki nhi. Thanks for your reply.

  • @nsgillstarproduction1200
    @nsgillstarproduction1200 ปีที่แล้ว

    Hello sir ji