mera 1 mahine mein hi paani ud jaa rha hai to yaani battery mein problem hai ki inverter mein... maine andar ka IC 2 baar badlaya tha warranty ke andar but battery ka paani jaldi khatam ho raha hai abhi pehle 6 month tak rehta tah
3-4 Saal purani battery hogi to battery me hardness lag jane ki wajah se battery ka voltage move nhi krta hai jiski wajah se battery lgatar charge hoti rahti hai isi Karan battery ka pani bahut teji se sookhta hai
👍
Are yar inverter m hi ku battery m ni ho skti kya problem
Hmm battery ki wajah se bhi hota hai pr woh rarely aise cases me 5-6% hi hota hai jab battery ki plates me hardness lg jati hai
mera 1 mahine mein hi paani ud jaa rha hai to yaani battery mein problem hai ki inverter mein... maine andar ka IC 2 baar badlaya tha warranty ke andar but battery ka paani jaldi khatam ho raha hai abhi pehle 6 month tak rehta tah
3-4 Saal purani battery hogi to battery me hardness lag jane ki wajah se battery ka voltage move nhi krta hai jiski wajah se battery lgatar charge hoti rahti hai isi Karan battery ka pani bahut teji se sookhta hai
@@astech2021 abhi to low setting PE use kar Raha to thoda Kam hai heating. But abhi theek kya karwau, inverter ya battery?