करियर के लिए दशम भाव ही काफी नहीं: Astro Life Sutras के साथ ज्योतिष की नई दृष्टि

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 45

  • @prabhakarmahapatra2811
    @prabhakarmahapatra2811 2 วันที่ผ่านมา +2

    जय श्री राम सर 🙏🙏🙏

  • @Ansary94940
    @Ansary94940 17 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    I prefer career related Videos...
    Career most important today,
    Thanx for this Video Sirji..!!

  • @subhashprasadbarnwal6019
    @subhashprasadbarnwal6019 3 วันที่ผ่านมา +3

    धनेश और भाग्येश का परिवर्तन भी धन योग है।

  • @ruchijain1966
    @ruchijain1966 3 วันที่ผ่านมา

    Jai Shri Ram Sir 🙏🙏 incredible insights 🙏🙏

  • @haimantin4262
    @haimantin4262 4 วันที่ผ่านมา +1

    Jai shree Ram 🙏

  • @virendradwivedi3387
    @virendradwivedi3387 2 วันที่ผ่านมา

    Pranam Nitin, Sir. Ankit ji really delivered very good content, clearly reflects level of knowledge he gained from Nitin Sir.

    • @AstroNitinKashyap
      @AstroNitinKashyap  วันที่ผ่านมา

      अंकित जी को उनके ज्ञान के लिए बधाई!

  • @rksaxenatvartistsaxena6660
    @rksaxenatvartistsaxena6660 วันที่ผ่านมา

    Commendable, my dear.go ahead ❤❤

  • @leenaduraphe116
    @leenaduraphe116 2 วันที่ผ่านมา

    Good prediction Ankit👏👏👏👏👍

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 2 วันที่ผ่านมา

      Thank you 😊

    • @leenaduraphe116
      @leenaduraphe116 2 วันที่ผ่านมา

      @@ankitvaidya मुझे पहचाना क्या

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 2 วันที่ผ่านมา

      @@leenaduraphe116 Haan, pehchan lia tha :-)

  • @ravitomar7202
    @ravitomar7202 4 วันที่ผ่านมา +1

    जय श्री राधे कृष्णा आदरणीय जी 🙏

  • @Sanjay_Sharma862
    @Sanjay_Sharma862 4 วันที่ผ่านมา +3

    जय श्री राम 🎉❤

  • @Rohini_1008
    @Rohini_1008 3 วันที่ผ่านมา

    Stay Blessed...✨️✨️✨️

  • @sanjeevaniagrawal9955
    @sanjeevaniagrawal9955 3 วันที่ผ่านมา

    Jai Sri ram Nitin ji

  • @Anjalisingh27venus
    @Anjalisingh27venus 3 วันที่ผ่านมา

    Jai shree Krishna sir ji🙏🙏

  • @priyanshuverma556
    @priyanshuverma556 4 วันที่ผ่านมา +1

    Om nnh shivaye sir j

  • @rahulmojumder6936
    @rahulmojumder6936 4 วันที่ผ่านมา +1

    Karana lord se or dasa se bhoht accha se profession ko select kiya ja sakta haii

  • @poonamuppal14
    @poonamuppal14 4 วันที่ผ่านมา

    Dhanya hain Ankit jee jinho ne in kundaliyon ko decode kiya.

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 3 วันที่ผ่านมา

      Thank you.

  • @pramodkumargoyal3915
    @pramodkumargoyal3915 4 วันที่ผ่านมา

    Jai shree Ram Nitin ji 🙏

  • @PranjalSemwal-xp2tt
    @PranjalSemwal-xp2tt 4 วันที่ผ่านมา

    जय श्री राम गुरु जी🙏❤

  • @sunilgoswamijunagadh
    @sunilgoswamijunagadh 4 วันที่ผ่านมา

    🙏🌹Jai Shree Ram🌹🙏

  • @poonamuppal14
    @poonamuppal14 4 วันที่ผ่านมา

    This is I think the 3rd video , on carreer , Nitin jee , there are so many combinations in a horoscope for carreer , I feel in my horoscope, there was a strong yog of becoming a doctor , but in our times desh , kaal , patra he lagta thaa. My parents didn't send me to another city to pursue my MBBS, although I had a confirmed seat un a medical college , in our times girls were not sent out to live in hostel. How to see interference of parents in a natives carreer. Thanx and regards.

  • @GurpreetSingh-ju8zt
    @GurpreetSingh-ju8zt 3 วันที่ผ่านมา

    Namaskar sir ji 🙏🙏🙏🙏

  • @arundhatibhattacharyya2457
    @arundhatibhattacharyya2457 3 วันที่ผ่านมา +1

    Ankit ji, Pranam. Myself Arundhati, a student of Sadhaka discipline. I was present in the seminar online, and listening to this for the second time. If you are watching the comment section then I would like to say one or two things.
    Pehli baat yeh hai ke jo do example charts ki apne upasthapana ki hai unme yadi D1 ke sath sath ekbar D10 ka bhi pradarshan kar dete toh baat aur spasht ho jaati.
    Dusri baat, jo dono charts apne dikhaye, dono mein hi career mein ashtam sthan ka ek bhumika thi. Pehle chart me ashtmesh Venus grah colony mein shamil the. Dwitiya chart mein saptmesh budh ashtam mein virajit the.
    Kya aap in do khetro mein ashtam bhav ka bhumika spasht kar sakte hai? Yeh ek anurodh hai ek junior student ki taraf se. Jai Shree Ram 🙏

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 3 วันที่ผ่านมา +2

      Namaskar Arundhati ji. Ji, career dekhte samay hame bahut sari baaton ka dhyan dena hota hai, jisme aapne jo kaha vo sabhi bhi hai. D10 ke role ko bhi nakara nahi ja sakta. Is choti si presentation se sirf itna hi batana chaah raha tha ke keval dasham aur dashmesh dekh kar career batana sahi nahi hai. Baki aapne jo bhi kaha vo to lagega hi.

    • @arundhatibhattacharyya2457
      @arundhatibhattacharyya2457 3 วันที่ผ่านมา

      @@ankitvaidya Ji, samajh gayi 🙏

  • @arundhatibhattacharyya2457
    @arundhatibhattacharyya2457 3 วันที่ผ่านมา +1

    Ankit Ji, mera ek teesra prashna hai ke jab apne grah se sambandhit karya ke barnan kiye toh usme Rahu Ketu ko nahi liya. Kya woh isliye ke samay Kam tha ya phir isliye ke Rahu Ketu ko apne importance nahi diya?

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 3 วันที่ผ่านมา +1

      ji thodi baatein ki hai jaise shani ketu virakti de sakte hai. rahu surya ke sath mil kar medical de sakta hai. mangal rahu ke sath mil kar technology de sakta hai. budh rahu se blogger dekhe ja sakte hai. Mostly in dono graho ka kaam amplify ya reduce karna hota hai cheezo ko. islie alag se nahi liya.

    • @arundhatibhattacharyya2457
      @arundhatibhattacharyya2457 3 วันที่ผ่านมา

      @@ankitvaidya Ji, thanks for replying. Main aapki baat samajh rahi hu. Par maamla agar photography ka ho, AI, software, IT, social media, ya phir koi bhi technology ka ho, toh kya aap Rahu ko mukhya bhumika nahi denge? Please don't think I am arguing, I am only trying to find more clarity. Since you are a senior, I am seeking guidance from you 🙏

  • @dineshrawatofficial2474
    @dineshrawatofficial2474 3 วันที่ผ่านมา

    💚❤️💚

  • @ajaysharma-no6on
    @ajaysharma-no6on 3 วันที่ผ่านมา

    आपकी रिसर्च को सुना थोड़ा तेज बोल रहे थे और समझाना पड़ रहाथा
    वैसे सूर्य और नवमेश दशमेश का गर संबंध बनता है तो मैं ऐसा मानता हूं कि पिता जैसा भी काम कर सकता है जरूरी नहीं है कि वह पिता के साथ ही काम करें

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 3 วันที่ผ่านมา +1

      namaste ajay ji. samay ke abhaav ke kaaran pura content rakhne ke lie tej bolna pada. prabhu ki icchha se aage kabhi mauka mila to dhyan rakhunga. Ji, aapki baat sahi hai. vah sare sutra keval ek andaaza dene ke lie hai.

    • @ajaysharma-no6on
      @ajaysharma-no6on 2 วันที่ผ่านมา

      @@ankitvaidya you are a very good human अपनी बात को शालीनता से रखना मुझे यकीन है कि यह आपके वंश के अनुसार है और नितिन सर के साथ रहकर के आपने उसको और मजबूत कर लिया

  • @cbpandiya3215
    @cbpandiya3215 3 วันที่ผ่านมา +1

    कैरियर क्विज का परिणाम अभी तक नहीं आया।

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 2 วันที่ผ่านมา

      Aa gaya hai, kripaya als channel par dekhein

    • @cbpandiya3215
      @cbpandiya3215 2 วันที่ผ่านมา

      @@ankitvaidya please share link

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 2 วันที่ผ่านมา

      @@cbpandiya3215 th-cam.com/video/KhX4OpIdU7U/w-d-xo.htmlsi=W805wixX671KzGR-

  • @MandeepSingh-vt1lw
    @MandeepSingh-vt1lw 3 วันที่ผ่านมา

    🙏🪔

  • @phalitastrology5624
    @phalitastrology5624 3 วันที่ผ่านมา

    Ye,jada logistics nei lagta,na hi apki(nitin ji) ki selective points jeisa hua.ap agar khud ye topic banate to achha hota

    • @ankitvaidya
      @ankitvaidya 3 วันที่ผ่านมา

      aapne surya aur diye ko kaha compare kar diya 🙂 Ye presentation keval yeh batane ke lie thi ke hame keval dasham aur dashmesh par dhyan na dete hue puri kundli par dhyan dena chahiye career batate samay.

  • @NirmalKumar-tm5nt
    @NirmalKumar-tm5nt 4 วันที่ผ่านมา

    आपकी भी फीस होंगी

  • @anilkumarvidyarthi7747
    @anilkumarvidyarthi7747 4 วันที่ผ่านมา +1

    Jai shree Ram 🙏🙏