Ye method kamyaab ni hai battery 🔋 charge ke liye. Kyuki jaise hi input voltage fluctuate karegi output bhi change ho jayegi apne aap aur battery overvoltage se damage ho jayegi. So agar ye setup use karna hai to 12V ki ic use kro fir voltage ko increase /decrease karo taki voltage stable rahe
Sir 12 volt 24 volt bettry charger banake dikhaye na jo salo sal chale bettry charg indector ke sath aur ha sir us charger pe direct load bhi chala sake jese ki 775 dc motor
Nahi transformer hain nahi component hain esa trika batao ki bulb ya charger ke component se kam ban jaye nhi to universal charger par video banao vo mobile shop par cheap price me miljata
To maine kab bola bhai ki 150 ah ki battery is charger se charge ho jayegi maine video me bola hai is charger se 1.5 se lekar 12volt tak ki battery charger hogi
एनोड और कैथोड कौन सा हिस्सा बोला जाता है सिल्वर कैथोड होता है और ब्लैक साइड एनोड में हमेशा - करंट निकलता है कैथोड में पॉजिटिव करट निकलता है सीधा सीधा बताओ लोगों को
Transformer se aap dikhaya hai bahut Achcha baat hai lekin theek se dikhaya Nahin aapka Negative positive ka connection theek se dikhaya Nahin aap comment Dekhte Ho? Transformer se to Koi pass apply Dikhta hi nahin Jo Bhi aapane Dekha Hai Achcha vah lekin Negative positive ka connection theek se dikhaya Nahin kahan lagega😂
Aapane Jo Negative positive lagaya hai aur theek Tarika se dikhaya Nahin Hai Kuchh Samajh Mein Nahin a raha hai kahan negative lagaya hai kahan positive Laga Hai aap comment Dekhte Ho comment per thoda bol dijiyega kahan lagaya hai Negative positive videos thik se Samajh Mein Nahin aaya hai😂
बहुत बढिया बताया आपने धन्यवाद ।।
Thank you Bhai
बहुत अच्छा Universal Charger बना कर दिखाया है.. लेकिन साथ ही साथ Auto Cut बनाया जाता तो चार चांद लग जाते
Bahut badhiya samjhaya well don
Thank you Bhai 👍
Very nice battery charger
Hàr hàr Mahadev thanks jankari aacha diye
Har Har Shambhu Baba 🕉️🙏🙏🕉️🙏🙏🕉️🙏🕉️ Bhai
Har har shambhu bhai
Very good sir,
Thanks and welcome
Sir.. Es se hum 12v dc motor chala skte h ya nhi
Very nice video and project sirji thanks 🙏
Useful and imformative video Sir Ji
👍👍👍👍❤👍👍👍👍
. स्क्रिन पे कंपोनंट Disple कर ते तो और अच्छा होता .
Nice 👌👌
Thank you Bhai ❤️
Very informetiv ❤
Bahut achha
👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
बैट्री को चार्ज करने के लिए बाॅइक में भी चार्ज के लिए एक डायोड लगा होता है। वह अच्छा कामयाब होता है।
Sar yah 38 vault 10 empier ke Transformer per kam Karega
Tpa8610 12 volt audio board mein 20 20 watt speaker Laga sakte hain Ki Nahin Laga Sakte
Chal jayega
Nice explanation
Thanks for liking
जबरदस्त आईडिया 👌
Thank you Bhai ❤️
Thank you Bhai ❤️
@@TechnicalJugaadHindi वेलकम राज भाई
Auto cut ke sath battery banavo sirji
Ok bhai
1 nambar banaye ho bhai
Thank you Bhai
Very nice video sir ji thank you sir ji
12 volt ke battery charge karne ke liye kitne volt de 12 v ya fir 14 v .....
Car battery charger ke liya kausa kausa saman sahiye....batayee toh
Sir kya 12012 transformer use karsakten hain
Ye method kamyaab ni hai battery 🔋 charge ke liye. Kyuki jaise hi input voltage fluctuate karegi output bhi change ho jayegi apne aap aur battery overvoltage se damage ho jayegi.
So agar ye setup use karna hai to 12V ki ic use kro fir voltage ko increase /decrease karo taki voltage stable rahe
12 v ki ic ko kaha kaise lagayenge please help me
12 0 12 3 amp kabatterry charger me dayode capisiter ka video banavo
Bhia ye trancformer 12 v ka hota hai ya 12 0 12 2amp ka
Sir fan ka regulator bhi to aise hi kaam karta hai
Bhai kya isase 4v 1ah ki bettery bhi charge kar sakte hai?
Very good information sir, but battery overcharge na ho iske liye ek led bulb indicator lagana hai.wo kaise lagana hai bataye pl.
Vo bhi kisi video me bata duga bhai
Sar ismein irf 3205 chal jaega
Very nice 👍 video
Thank you Bhai
Out AMP kitna aayga
Great sir ❤❤...., sir hum 100k ka v potentiometer use kar saktay ha keya.?
Sir 100k potentiometer use karsaktay ha keya.? Please reply..
Ha bhai
@@TechnicalJugaadHindi Thank you Bhaiya.
Sar kya ham 12 volt transformer se 9 volt le sakte hain
Ye acha sa self defence hoga please
Very nice
Thank you Bhai
Ye 12volt ki maximum kitne ampere Tak ki battery charge kar sakte hai
35 amp
Aapke is tarkeeb ko banaa kar Dekhen paise to bekar Nahin Jaenge reply Jarur karna
Light aane par trasafarma ko chune se karent bhi laga sakata hai
Bhai agar transformer me koi problem hogi tabhi current lagega warna nahi lagega
Sir mera ek purana transfarmer h wo out put 18-20 reading dikha rha h mujhe 12 volt chahiye kyu kru reply
Selp difens gejet banao 👍
Ok bhai
Battery banane sikhaya aapne,bahuth sukriya aapko😂
Are yaar single diode me me Silver + positive hoga aur winding dusra end -- negative hoga
agar mere discuss karna hai reply Dena
Bhai aap google par ek bar diode ke bare search kar ke dekh lo bhai
@@TechnicalJugaadHindi hum khud ek electronic BTech 1977. Hai
Isshe hi 12sey 60v takke bhi charge hotta hogga hai .....
Bhai set up apna pura dikhao nahin to Mera Dil toot jayega please😊😊😢
1M subscriber hone do bhai
Sir 12 volt 24 volt bettry charger banake dikhaye na jo salo sal chale bettry charg indector ke sath aur ha sir us charger pe direct load bhi chala sake jese ki 775 dc motor
Bhai salo sal to AJ kal insan nahi chal rahe hai kab kiski mot ho Jaye kisi ko nahi pata phir ye to kewal ek battery charger hi hai
👍🙏🏻
Component numbers value not indicated on screen.
5amp ka ट्रांसफार्मर है काम करेगा
Ha bhai karega
Sir ye circuit amp. Kam jyada Kar sakta hai
Ha bhai
Battery over charge ho k kharab ho sakta hai, atleast series me ek amp meter laga den
Ok bhai
सर ऑटो कट चार्जर चार्ज भी बनाई
सर सब कुछ बन जाता है लेकिन ऑटो कट नहीं होता है प्लीज सर इसके बारे में समझाइए
Bhia agar ismey led indicator hota tho our bhi accha hota
❤
Thank you Bhai ❤️
Can i use 3amp transformer??
Nahi transformer hain nahi component hain esa trika batao ki bulb ya charger ke component se kam ban jaye nhi to universal charger par video banao vo mobile shop par cheap price me miljata
कंपोनेंट के नाम लिखा करो और वैल्यू भी
Ok bhai
Hello, agar 12v 5amp ka transformer ho to us circut ke component kya honge?
Kewal diode 6A4 number ka use karne padega or capacitor 25 v 10000 uf ka use karna padega bhai
Thanks
Sir IC ka number our ek bar bataiyga please
Sir maine aisehi banaya hai lekin 1856 battery charger karta hu to bahut hit hota hai hit sing bhi lagai hai
चार्जिंग के समय करेंट ज्यादा चलता है। हिट सिंक ज्यादा बड़ी लगाओ।
Aap bilkul thik bol rahe ho
ऐल ऐम
३१७ लगा सकते है सर
Sar ismein display lagakar batao
bhai transformer without lod hamming mar rha he kya kru btav😢
Bhai wo to thoda bohot sabhi transformer me Marta hai
us se koy problam ni hota he na ??
Bhyaa iski jagah ham 12 volt adopter use ka sakte he kya
Kar sakte ho
Raj bhaiya 47k ke jagah 10k use kar sakte hain kya
Nahi bhai
@@TechnicalJugaadHindi toh bhai fir hamare yahan 47 k me 6 pin aata hai kaise connection hoga ek baar video me bataiye short video me please mere bhai
😮❤❤❤👌👌👌👌👌
Thank you Bhai ❤️
Bhai agar tp4056 ko charger se connect kare or output me koi battery nhi lgi hai or na hi koi load lga hai to output voltage kitne aane chahiye
Bhai wo kharab ho jayega
Use parts ki details comments box may likh Diya kare to acha rahega
Ok bhai
47k ohm potentiometer nahi hai to kinsa lena sir
100 k
Ok sir
घर में तैयार किया गया और उसके चलाने के लिए बिजली चाहिऐ तो जब हम इसके बिजली बेड में लगाते हैं तो इससे घर में कोई नुक्सान तो नहीं हो गया
Transformer और डायोड इस तरह से लोड देने पर गर्म होता है
Wo to hai bhai
Sir ak Gane ki mashin banado❤❤❤❤
Sorry bhai mere itna dimak nahi hai
12v ,150Ah ki battery ko kitne amp se charge krega
15 amper
@@TechnicalJugaadHindi12v 40 ah ki batri kitne mpr se charge kr skte he sir ji !
12 0 12 3amp ya kuch aur?? Plzz repl..👏👏👏 sir ji
Bhai lm317 ic laga sakte he
Sorry bhai maine kabhi try nahi Kiya hai
Connection ka photo mil sakta hai sar
Bhyaa isse 9 volt battery charj ho jaigi
Agar battery charging wali hogi to ho jayegi
सर नमस्कार
सर 12v लीथियम बैटरी चार्ज कर सकते BMS लगा हुआ है
Ha bhai
Nhi to ek electronic pen ya chvingam se shock ring banao vese to video hain par app acche se samjao ge or prank bhi kro last dimand
Sorry mujhse na ho payega
Ti universal charger par video banao please
Yeh Jo circuit banaya hai uska sath mein auto cut circuit Kaise lagaye complete video chaiye
Ok bhai
Insert of transformer Can I use PF?
Bhai maine pf use nahi Kiya hai is charger me
5 AM पे कोंन से डेड लगे गे ?
Please give with dayagram
Sari battery 🔋 char nahi hogi 150abh ki battery ke liye 10am pir chahiyae
To maine kab bola bhai ki 150 ah ki battery is charger se charge ho jayegi maine video me bola hai is charger se 1.5 se lekar 12volt tak ki battery charger hogi
Sir kabad se banado place❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Kya banadu bhai
No comment
🙏🙏❤❤🙏🙏🤩🤩
Thank you Bhai
Sir isme volt meter ka connection karne ka tarika bhi batao . please
Ok bhai
य मुझे चाइए था।
लेकिन क्या करेँ???😂
Ok bhai
IC ka no kya hai bhaisab??
Sab khuchh video me bataya hai bhai ji aap video ko dhyan se dekhe
@@TechnicalJugaadHindi ok boss🙏
एनोड और कैथोड कौन सा हिस्सा बोला जाता है सिल्वर कैथोड होता है और ब्लैक साइड एनोड में हमेशा - करंट निकलता है कैथोड में पॉजिटिव करट निकलता है सीधा सीधा बताओ लोगों को
Hame satha Aisa nahi hota sir ji singal diode me एनोड प्लस होता है और कैथोड - होता है
Volt drop ho ratha hai.
Isi liye to isko use Kiya hai bhai
Amp Ka kya😢
Ampere hai bhai
Transformer se aap dikhaya hai bahut Achcha baat hai lekin theek se dikhaya Nahin aapka Negative positive ka connection theek se dikhaya Nahin aap comment Dekhte Ho? Transformer se to Koi pass apply Dikhta hi nahin Jo Bhi aapane Dekha Hai Achcha vah lekin Negative positive ka connection theek se dikhaya Nahin kahan lagega😂
Sorry bhai
Please reply Karo
Aapane Jo Negative positive lagaya hai aur theek Tarika se dikhaya Nahin Hai Kuchh Samajh Mein Nahin a raha hai kahan negative lagaya hai kahan positive Laga Hai aap comment Dekhte Ho comment per thoda bol dijiyega kahan lagaya hai Negative positive videos thik se Samajh Mein Nahin aaya hai😂
Bhai utna knowledge to khud ko hona chahiye..yar..vo basic me aa jata hai ye thoda basic ke aage ka hai
Colar ke chakkar mein mut pado.
Ok bhai