सर ग्रुप d में जॉब कर रहे है, फिर ग्रुप d का फॉर्म भरते समय फॉर्म बोला जाएगा कि क्या आप एम्प्लॉय है उसमे यस करना होगा कि नो करना होगा,अगर यस करने पर Noc के लिए अप्लाई किये है त ऑप्शन में यस करने पर ,अगर Noc नही मिलेगा,फिर documet वेरिफिकेशन में कैसे हो पायेगा।ये सवाल का उत्तर दिया जाय please🙏🙏
Sir ji aap reply nhi krte ho plz reply kr do m 1 year se absent tha railway se ab resignation chahiye simple resignation kitne dino m or kaise milega plz sir help kijiye bahut paresan hu plz sir request you 🙏🙏🙏🙏
from bharte wakt agar SSE ne same grade pay par NOC Dene ki permission na di to kya karna hoga Job Resign deke new Exam ki tayari kare ya kuch or bhi process hai
Bhai ji meri joining may 2023 me group d me hui thi, abhi mera selection up lekhpal me hua hai jiske form january 2022 me fill huye the,mera PRAN card bhi ban ke aa gya hai ,mai kis tarah se kam karu samajh nhi aa rha , NPS UPLEKHPAL ME BHI HAI, PLEASE HELP
Brother abhi hum level 1 me h aur mera selection level 2 me hua h. Division hume noc nahi de rha h aur na hi technical resign de rahe h. Wo bol rahe h plane/simple resign karo aur yahan se jao... To kya level 2 me joining time wahan noc bhi demand karega ya sirf sirf resign paper se wo join kara lega
Sir mera group D or NTPC dono me ho gaya hai kiya hame group d join karna chahiye ya nhi kiyoki group d joining letter aa gaya hai or ntpc ka panel bhi ban gaya hai please reply sir
Hello sir mera railway group d jamalpur me attestation form nps form etc 8 aug 2023 ko reporting hai aur ek week ke baad phone karke training ke liye bulaya jayega Sath hi mera joining letter cgl me 18-19 aug ko aa sakta hai To kya mujhe railway me report karna chahiye Kya koi dikkat hoga nps form bhar dene se ( cgl me joining me koi dikkat to nahi ayegi) Please suggest me everything.
Good morning sir Mene भारतीय रेलवे में 28 सितंबर 2023 को ज्वाइन किया था उससे पहले मैं राजस्थान नर्सिंग ऑफिसर में अप्लाई कर चुका था मेरा सिलेक्शन हो चुका था डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन हो चुका था फाइनल रिजल्ट आज 6 दिसंबर 2024 को जारी हुआ है अब मुझे यहां भारतीय रेलवे में से टेक्निकल रीजन और एनओसी लेनी है तो उसकी क्या प्रक्रिया होगी थोड़ा मार्गदर्शन करने का कष्ट करें
Bhai meri kal joining hai Jalore, muje emergency leave chaiye, meri mummy ki tabiyat bahut Jayda kharab ho gyi, muje 1 month ka leave cahiye, muje jodhpur division me baat kerna chaiye ya Jalore training centre per, please sir kuch batye
मेरी ट्रैक मैन्टेनर में 01-06-2023 की जॉइनिंग हैं और अब मेरा चयन राजस्थान सरकार में तृतीय श्रेणी अध्यापक के पद पर हो गया हैं जिसका एग्जाम जॉइनिंग से पहले हो गया था इसलिए NOC नहीं ली थी अब मुझे रिजॉइन के लिए क्या प्रोसेस करना पड़ेगा.. और क्या अब NOC लेनी पड़ेगी
Sir mera joining letter group d me 7 april ko report karna tha but main join nahi kiya mera level 2 ka dv hai 26 april ko kya dv ke baad group d join kar le agar kar lete hai to 2-3 mahine me resign kar sakte hai
Mai tm me 2019 me join kiya tha aur maine ghar se 1500 km dur pointsman se mutual milaya hai aur abhi mera leval 1 me ghar se 300 km dur asistant depo store mila hai kaunsa join kare pointsman ya asistant depo store
Sir Maine abhi group d ki joining ki hai lekin abhi mujhe station allot nhi hua aur Mera selection level 3 me ho gya to kya mujhe resign Dena hoga ya nhi Aur mujhe group d me station par joining ke liye kitna time milega
Kya Aap CCAA wale ho aapka marks kitna tha aur kya aapne PET diya tha kyunki aisa kabhi aap kuchh batate nahi the aur achanak bole ki mera selection Pointsman me ho gaya?????
Sir mera group D or NTPC dono me ho gaya hai or group d ka joining letter aa gaya hai or ntpc ka panel bhi mera ban gaya hai,kiya hame group d join karna chahiye ya nhi ya join karte hai to hame resignation lene me dikat to nhi hogi. Please reply sir
mera group d me ho gaya h level 1me or state government me level 3me jo gaya h pahale group d join kar rha hu 2month bad job chhodane me problem tu nhi ayegi muje kitana bond bharna padega risin dene me kitana time lagega
Sir aap to bol rahe the ki trackman ki post bahut achhi hai or mujhe garv hai ki me trackmantenar hu aap kahte the to fir aapne POINTSMAN kyu join Kiya aapko bura Lage to mujhe maaf karna lekin Mera bhai aapki Jo trackman Vali video ko dikha kar bol rha hai dekho sahi job hai mai bhi Manta hu ki koi job kharab nahi hoti lekin bhai apna bhi sapna SSC me lagna hai isiliye bhai k Nate please help me 🙏🙏🙏🙏 railway 8hr to duty Deni hi padti jisse me din 12hr apni pdai ko du tabhi ssc clear hogi.
Sir mera selection group d c and w me hua hai or maine ssc je pre clear karke mains bhi de chuka hu or uska result aane wala hai Agar ssc me na hua to esi ka 2023 wala vacancy ka exam 6 month bad hoga usko jarur clear kar lunga to kya 1. Group D join kar lu ya 2. 6 months achhe se padhkar ssc je clear karu? Badi दुविधा हैं sir clear kar दीजिए 🙏🙏🙏
Mera group d me 2 month pahle job hua tha av pran no nhi bna h mera bpsc teacher me job ho gaya hume kya krna chahiye kl se uska counselling h jaroor btaiye..
भाई__मैं बिहार से हु,, मेरा selection रेलवे group d (Gp 1800) और बिहार अमीन (Gp 2000) दोनो पद पर हुआ है,,और लगभग दोनो की ज्वाइनिंग process अंतिम चरण पर है,,,लेकिन मैं बिहार अमीन का job करना चाहता हु,,__अगर रेलवे group d का ज्वाइनिंग letter पहले आ जाए तो मुझे क्या करना चाहिए_जबकि मुझे बिहार अमीन join करना है......???_____plz guide me....🙏🙏
Bhaiya ji mene abhi 1 june ko group d join kr li hai aur mera ntpc ka penal 7 june ko aa gya hai ab me isko छोड़ना चा रहा हु तो मुझे कैसे छोड़ना है बताए भैया जी plzzz 🙏🙏🙏
Sir mera level1 se level 1 me hi ho gya h ghar ke pass Maine aaj resignation letter likhkar diya but mere Aden sir ne accept krne se mna kar diya h ki tumhare upar 1 year increment kat hona h panishment h SF 11 ka To kya mujhe karna chahiye ki o mujhe chod de Please bataiye Mai bahut pareshan hu
sir maine 31may2023 ko tm4 join kiya tha mera ab 20 July 2023 ko cctc ka joining letter aa gya h mere abhi salary or pf number bhi nhi aaya h tm4 ka mujhe kya krna hoga please btana sir
सर मैंने रेलवे में रहते हुए पीजीडीसीए माखन लाल यूनिवर्सिटी से किया था रेगुलर इस बात कि सूचना मैंने रेलवे को नहीं दी थी तो क्या वह सर्टिफिकेट एमपी कोऑपरेटिव बैंक में मान्य रहेगा और क्या इन ओ सी मिलेगी
मेरा group d m joining letter aa gaya hai but मेरा ntpc m bhi pannal aa gaya hai but ntpc ka koi pta nhi hai kb join krayenge training schedule nhi hai abhi vha क्या मैं ग्रुप d join kr lo toh resign krne pr koi dikkat ya कितने दिन में noc mil jayega आप सोच रहे होंगे कि ग्रुप d join क्यू कर रहे हो बट कंडीशन सही नहीं हैं और तीन महीने पहले भी ज्वाइन कर सकता था स्किप किया था ग्रुप d DV seat kharab n हो क्या करूं suggest me
Bhai m 2023 group d me join hua mera iti me admission tha 1yr waka 2022 ka exam joining baad july me hui uska koi application noc nhi li h or ab open tech 3 me iti se bhra hai uske dv me koi dikkat hogi kya, wo iti exam ki noc mangenge kya dv me
Sir me 2018 me joining kr ke 4din ke bhag gya tha or av me dusre zone me bina kuch bole joining kr liya av hrms id nhi ban rha ha kya kre kuch samjh nhi aa rha ha kuch suggust kijiye
हैलो sir main Group D mein join kar liya aur मेरा NPS number abhi Nahin aaye hain aur Mujhe NTPC level 3 ki medical aur documents ho gaya hai ab Dobara se unhone training ke liye documents Mange Ha to Ab Mujhe Kya Karna chahie.। मने अभी noc bhi nhi ली है Ab मरे nps नबर् भी nhi आयै है Group D मैं जॉइन किये Hue मुझे डेढ़ महिना Ho गया है। मुझको दूसरा nps form भरना होगा या नहीं Bhai tansan hoo rhe ha Kya karu Please reply करना।
आप ये बताये की जैसे अवि ham लेवल 1 मै है or लेवल 1 मै other बोर्ड मै हुआ है तो nps वही रहेगा की दूसरा nps रहेगा और resigion कौन सा देना होगा बोर्ड मै क्लीयर से समझAYE
Bhai simple resignation accept hone me kitna time lagta hai yadi hum 1monthbka salary de de wo resign apply ke time kuch deta bhi hai jaise relieving letter. kisi doosre central government department me
Group d me abhi posting he aur haal hi me NTPC level 5 me DV medical aur NOC bhi le liya mene...to kya me technical resignation de skta hu..jb tk joining nhi aaye tb tk group d me ab Kam nhi krna ..
Sir... Mai bhi railway group d employee hu... Maine railway se alag department ke exam diye hai par railway se noc nhi li hai.. Sir kya mere selection k baad mai railway se resign kar k other department me join kar sakti hu? Sir, other department me joining k baad mere NPS ka kya hoga sir.. Aur kya bina NOC k mai railway se apna PRAN kit leke other department me jamaa nhi karwa sakti??? Please reply sir🙏
2018 me track man post hai, aur 2023 GDCe exam diya tha jo cancel ho gaya, 2019 ki vacancy ki joining me department change ho gaya , to naye jagah join karne pr GDCe exam jo diye the uske liye jo exam cancel ho gaya hai, kya usme nayee joining karne pr exam de payenge ki nhi???? Pay level dono jagah same hai Iske baare me bataiye
Me technician 3 me hoo or Maine technician 3 ka paper diya hai noc ke liye apply bhi kiya hi ...to mujhe present jagaha se doosre division ke liye permission milegi kya
Bhai Mera ntpc level 3 me cctc post pe ho gaya hai lekin abhi joining ka koi pata nahi esliye mai group d join kar liya ab mujhe kya and kaise karna hai please reply 🙏🙏
Sir ji hame 13 ka Rojgar mela ka massage aaya but humko joining ka abhitak koi mail or postal pe joining ka letter nahi aaya ....CR mumbai CCAA candidate ....pls bataye kabtk aayega
Bhai batao. Mai group d me hu alp open se bhari h form apply karte time railway employee no kiya hu ..qki noc nhi milega ...ab bataye ki plan resign kar ke alp join kar skta hu
मैं वर्तमान में रेलवे ग्रुप डी में कार्यरत और मेरा स्टेट लेवल एग्जाम में फाइनल सिलेक्शन हो गया है उसमें फरवरी में पोस्टिंग मिलने वाला है तो मैं अभी से एब्सेंट रहा हूं और बाद में फरवरी में रिजाइन करना चाहूं तो कोई प्रॉब्लम थोड़ी होगी
bhai mera delhi division mai group d mai hua hai or ssc cgl mai pa/sa .group d ki joining 10 june se hai or pa/sa mai 4 month lagega . to kya railway mujhe 4 months mai resignation de dega kya . pls reply
mujhe private job m jana h aur abhi m track man ki post pr hoo resign dena chahta hoo is job se yaha mera talent barbaad ho jayega to m resign kb kr skta hoo
Bhi koi community vala h or join k smy community certificate nhi jma krta h pr dv medical m certificate diya tha ab join k smy uske pas nhi h pr vo ur s seat liya h koi prasni to nhi hogi
Meri railway me 32 saal ki nokari ho gayi ab me servis nahi karna nahi chahta mujhe VRS Lena chahiye ya resignation dena chahiye resignation lene me kya nukasan hai Me jaldi se jaldi retire hona chahta hu
plan resignation dene pe hrms se sara data delete hoga ya nahi.jaise document ..isbaar mai group d bharna chata hu ..apne home zone jana chahta hu..mera graduation aur iti same session mai hai current service mai graduation dala hu ...isbaar iti eligible kar diya hai form bharne mai ..agar mera ho jata hai to hrms leke koi problem to nahi hogi
Sir maine railway me group d se technical resignation dekar group d me join kiya to wha pr Mera HRMS ID aur Employee no. change kar diya hai aur basic 19700se ghatakar 18000 kar diya hai. mai kya karu sir kuchh margdarshan kare please..🙏🙏
Sir, This video is more profitable for me. Thanku sir Sir mai abhi Railway group d me Chennai board se TRACK MACHINE dipartment me karyarath hu Mera selection level 3 same board me Hui hai. Kya mujhe NOC mil skti hai ya phir resignation dena hoga? Agr time pr NOC na mile to kya kre plss reply . 🙏🙏🙏🙏
Ye bataiye final resign letter mujhe kha se milega 1 Apne division se 2 Ya aen office se 3 Ya apne SSE se Or total kitna time lagta hai resign letter Milne me Mai engineering department me tha
Group D में पहले से Job कर रहे है। New Group D में Form भरके select होते हैं तो HRMS ID की सारी detail same रहती है क्या जैसे documents। मेने एक साथ ITI or Graduation की है और अभी working place में graduation लगा रखी है। क्या में न्यू Group D में ITI से FORM भरू या नहीं। Please Tell me ,😢😢
Mera Chennai division me group d c&w me 16 may ko joining tha lekin Mai nahi kiya NR level 2 me panal aa gaya hai joining kar leta hu noc mil jayega level 2 ka joining karne ke liye Please bataye bhaiya j
Bhai, maine bihar teacher me form bharne ke baad sr. DPO ko intimate Kiya tha,mere pass sr DPO ka recieving bhi h ...mujhe technical resignation mil jayega na
Bhaiya ek suggestion dijiyega ki Mera level 5 me v hua and level 1 assistant loco shed electrical dono ka panel aa gaya but ye bataiye kb tk joining aayega level 5 allahabad and level 1patna
Sir form bharte time hum government employees per year karte uske baad selection hone k baad jb dv hota hai tb vaha noc mangte hai aur agar noc nii hoti hai toh vo pending main rakh dete hai aise condition main kya karna chaiye....
Sir Me Railway 1900 gp se 1800 gp me jana chahata hu. Joining se pehle 1800 gp me apply kiya tha before joining. Joining time affidavit pe mention bhi kar dia tha. Abhi DV medical ke time NOC bhi de diya tha. Mera 1900 gp wala job me 1 saal ka training period tha. Abhi technical Resignation mil jayega kya? Pay protection milega? Training period ka paisa wapas to nhi karna parega?
State government ka form bharne time (1) are you government employ ka option yes or no krna hai....agar hm normal resign dena chahte hai....or is tym nps ka kya issue hoga
Mai railway workshop nagpur division me hu or mera selection jssc ke davara panchayat sachiv me hu hai mujhe bhi railway se resignation Dena hai thoda bahut margdarshan de sakte bhai kya
Hello brother 💙 👉 Joining ke bad B.ED. complete kar sakte h kya 👉 Abi jiska B.ED. ka 2nd year chal rha h vo normal leave le kar B.ED. complete kar sakte h kya 🔥🔥🔥Answer please 🔥🔥🔥
Khemraj bhai agar level 1 join karne ke baad ssc mts me same grade pay me jaa sakte hai 🤔 aur railway me kitna charge lagega aur higher grade pay me gaye to kitna lagega charge 🤔🤔
Mai railway me hu aur mera state job me higher pay grade pr ho gya h aur maine phle inform ni kiya tha to kya mai technical resign de skta hu ya mujhe bhi mr bhrna pdega....plz reply
बधाई हो भाई pointsman के लिए।
मेरा भी pointsman Allot हुआ है।
Nice explanation
Thank you so much sir 🙏🙏
Mai bhi TM4 me hu up police me nikal gaya hai par vibhag ko nahi bataya hu ab running hona hai fir final merit
Mujhe kya karna chahiye
Sir app jasa logo ka karan hi ham ab tak barojgR ha nwr group d wating candidate
सर ग्रुप d में जॉब कर रहे है, फिर ग्रुप d का फॉर्म भरते समय फॉर्म बोला जाएगा कि क्या आप एम्प्लॉय है उसमे यस करना होगा कि नो करना होगा,अगर यस करने पर Noc के लिए अप्लाई किये है त ऑप्शन में यस करने पर ,अगर Noc नही मिलेगा,फिर documet वेरिफिकेशन में कैसे हो पायेगा।ये सवाल का उत्तर दिया जाय please🙏🙏
Sir ji aap reply nhi krte ho plz reply kr do m 1 year se absent tha railway se ab resignation chahiye simple resignation kitne dino m or kaise milega plz sir help kijiye bahut paresan hu plz sir request you 🙏🙏🙏🙏
Tm मतलब जिंदगी झंड और नर्क का काम😢😢
Aisa kinyo bolte ho bhai.
Ha bhai
Ryt
sahi baat h
Bhai itni jhand ho jaygi socha nhi tha yr
from bharte wakt agar SSE ne same grade pay par NOC Dene ki permission na di to kya karna hoga Job Resign deke new Exam ki tayari kare ya kuch or bhi process hai
Bhai ji meri joining may 2023 me group d me hui thi, abhi mera selection up lekhpal me hua hai jiske form january 2022 me fill huye the,mera PRAN card bhi ban ke aa gya hai ,mai kis tarah se kam karu samajh nhi aa rha , NPS UPLEKHPAL ME BHI HAI,
PLEASE HELP
Kya huwa bhai
Kya hua bhai plz reply kro kaise process krna hai
@@PoojaSingh-fs3me bhai resign karke edhar join kar liya hai pran shifting karana padega
Aap technical resign dena
Brother abhi hum level 1 me h aur mera selection level 2 me hua h. Division hume noc nahi de rha h aur na hi technical resign de rahe h. Wo bol rahe h plane/simple resign karo aur yahan se jao... To kya level 2 me joining time wahan noc bhi demand karega ya sirf sirf resign paper se wo join kara lega
Nhi agr simple resign doge to sirf relieving letter se kaam hojyga
Sir mera group D or NTPC dono me ho gaya hai kiya hame group d join karna chahiye ya nhi kiyoki group d joining letter aa gaya hai or ntpc ka panel bhi ban gaya hai please reply sir
Ntpc join karlo
Same problem bhai
@@pramod_yadav100 bhai pannal me name aa gya to ntpc join karna
Koi solution iska❤
@@SanjayMeenaBaroda jiski joining pehle Ho use join kar Lo baad mein ntpc join kar lena
2019 group D ka 1 seat dusare ko mil sakta tha, kyuki aap already same level me job kar rahe hai,is resignation se
Hello sir mera railway group d jamalpur me attestation form nps form etc 8 aug 2023 ko reporting hai aur ek week ke baad phone karke training ke liye bulaya jayega
Sath hi mera joining letter cgl me 18-19 aug ko aa sakta hai
To kya mujhe railway me report karna chahiye
Kya koi dikkat hoga nps form bhar dene se ( cgl me joining me koi dikkat to nahi ayegi)
Please suggest me everything.
Good morning sir
Mene भारतीय रेलवे में 28 सितंबर 2023 को ज्वाइन किया था
उससे पहले मैं राजस्थान नर्सिंग ऑफिसर में अप्लाई कर चुका था मेरा सिलेक्शन हो चुका था डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन हो चुका था फाइनल रिजल्ट आज 6 दिसंबर 2024 को जारी हुआ है अब मुझे यहां भारतीय रेलवे में से टेक्निकल रीजन और एनओसी लेनी है तो उसकी क्या प्रक्रिया होगी थोड़ा मार्गदर्शन करने का कष्ट करें
Bhai meri kal joining hai Jalore, muje emergency leave chaiye, meri mummy ki tabiyat bahut Jayda kharab ho gyi, muje 1 month ka leave cahiye, muje jodhpur division me baat kerna chaiye ya Jalore training centre per, please sir kuch batye
Division me hi bat Karo
मेरी ट्रैक मैन्टेनर में 01-06-2023 की जॉइनिंग हैं और अब मेरा चयन राजस्थान सरकार में तृतीय श्रेणी अध्यापक के पद पर हो गया हैं जिसका एग्जाम जॉइनिंग से पहले हो गया था इसलिए NOC नहीं ली थी
अब मुझे रिजॉइन के लिए क्या प्रोसेस करना पड़ेगा.. और क्या अब NOC लेनी पड़ेगी
Please reply
@@gumnaramsaran9014hlw bro
Sir mera joining letter group d me 7 april ko report karna tha but main join nahi kiya mera level 2 ka dv hai 26 april ko kya dv ke baad group d join kar le agar kar lete hai to 2-3 mahine me resign kar sakte hai
Same problem bhai
Mai tm me 2019 me join kiya tha aur maine ghar se 1500 km dur pointsman se mutual milaya hai aur abhi mera leval 1 me ghar se 300 km dur asistant depo store mila hai kaunsa join kare pointsman ya asistant depo store
Sir Maine abhi group d ki joining ki hai lekin abhi mujhe station allot nhi hua aur Mera selection level 3 me ho gya to kya mujhe resign Dena hoga ya nhi
Aur mujhe group d me station par joining ke liye kitna time milega
Kya Aap CCAA wale ho aapka marks kitna tha aur kya aapne PET diya tha kyunki aisa kabhi aap kuchh batate nahi the aur achanak bole ki mera selection Pointsman me ho gaya?????
Normal candidates hi thq
Sir mera group D or NTPC dono me ho gaya hai or group d ka joining letter aa gaya hai or ntpc ka panel bhi mera ban gaya hai,kiya hame group d join karna chahiye ya nhi ya join karte hai to hame resignation lene me dikat to nhi hogi. Please reply sir
Nhi kro Bhai
group d konsa zone apka?
@@seeapply1614 aur ha company jsw ke ander, ttps. Jbts. Rts . Itps. Itms etc hai jo parmanent rakha jata hai
@@AkhtarTM-4 apka contract number milega bhai?
Same bhai
Sir aapse hum ye puchhna chahte h ki bina koi job huye mein railway se resign de sakte hai kya
mera group d me ho gaya h level 1me or state government me level 3me jo gaya h pahale group d join kar rha hu 2month bad job chhodane me problem tu nhi ayegi muje kitana bond bharna padega risin dene me kitana time lagega
Sir aap to bol rahe the ki trackman ki post bahut achhi hai or mujhe garv hai ki me trackmantenar hu aap kahte the to fir aapne POINTSMAN kyu join Kiya aapko bura Lage to mujhe maaf karna lekin Mera bhai aapki Jo trackman Vali video ko dikha kar bol rha hai dekho sahi job hai mai bhi Manta hu ki koi job kharab nahi hoti lekin bhai apna bhi sapna SSC me lagna hai isiliye bhai k Nate please help me 🙏🙏🙏🙏 railway 8hr to duty Deni hi padti jisse me din 12hr apni pdai ko du tabhi ssc clear hogi.
I'll upload a video on this
@@RailwaykiPathshalaa sir video kab daloge???
Letter kaise likhna hoga@@RailwaykiPathshalaa
बहुत बहुत धन्यवाद भाई 🙏🙏🙏
Sir mera selection group d c and w me hua hai or maine ssc je pre clear karke mains bhi de chuka hu or uska result aane wala hai
Agar ssc me na hua to esi ka 2023 wala vacancy ka exam 6 month bad hoga usko jarur clear kar lunga to kya
1. Group D join kar lu ya
2. 6 months achhe se padhkar ssc je clear karu?
Badi दुविधा हैं sir clear kar दीजिए 🙏🙏🙏
Apne kya decision Liya bhai.....job ya tayari
@@shaileshshukla1583 bhai maine 2 option चुना हूँ।
Mera group d me 2 month pahle job hua tha av pran no nhi bna h mera bpsc teacher me job ho gaya hume kya krna chahiye kl se uska counselling h jaroor btaiye..
भाई__मैं बिहार से हु,, मेरा selection रेलवे group d (Gp 1800) और बिहार अमीन (Gp 2000) दोनो पद पर हुआ है,,और लगभग दोनो की ज्वाइनिंग process अंतिम चरण पर है,,,लेकिन मैं बिहार अमीन का job करना चाहता हु,,__अगर रेलवे group d का ज्वाइनिंग letter पहले आ जाए तो मुझे क्या करना चाहिए_जबकि मुझे बिहार अमीन join करना है......???_____plz guide me....🙏🙏
Pehle Jo mile wo krna join
भैया रेलवे ग्रुप डी भर्ती के लिऐ साइंस कहा से ऑनलाईन पढ़ू ताकि कोई दिक्कत ना हो हमारे पास iti डिग्री भी है भैया कुछ आईडिया दीजिए
Non technical resign dene ke baad....state govt. Job mein jayen to NPS OR PRAN NO. same rhega , shift ho jayega ya phir...new NPS bnwana pdega
Same rahega
Bhai jb hm plain resignation denge to hrms id new bnegi n kyuki plane resign ke bad all data close ho jati h
Btana bhai hm bhi trackman hai aur is bar pointsman mila hai
@@premranjankumar7417 bhai kya hua plz baatao main mts hu or grp d me aana chahta hu😢
Bhaiya ji mene abhi 1 june ko group d join kr li hai aur mera ntpc ka penal 7 june ko aa gya hai ab me isko छोड़ना चा रहा हु तो मुझे कैसे छोड़ना है बताए भैया जी plzzz 🙏🙏🙏
Sir mera level1 se level 1 me hi ho gya h ghar ke pass
Maine aaj resignation letter likhkar diya but mere Aden sir ne accept krne se mna kar diya h ki tumhare upar 1 year increment kat hona h panishment h SF 11 ka
To kya mujhe karna chahiye ki o mujhe chod de
Please bataiye
Mai bahut pareshan hu
Sr DEN se request karo
SF11 maaf karne ka
@@RailwaykiPathshalaa agar maf nhi kiye to kya mai normal resign kr rha hu to mujhe nhi jane denge kya
@@amarjitkumar-fs6vvkya hua Bhai
@@amarjitkumar-fs6vvkya hua bhai kuch pta chala kya
sir maine 31may2023 ko tm4 join kiya tha mera ab 20 July 2023 ko cctc ka joining letter aa gya h mere abhi salary or pf number bhi nhi aaya h tm4 ka mujhe kya krna hoga please btana sir
सर मैंने रेलवे में रहते हुए पीजीडीसीए माखन लाल यूनिवर्सिटी से किया था रेगुलर इस बात कि सूचना मैंने रेलवे को नहीं दी थी तो क्या वह सर्टिफिकेट एमपी कोऑपरेटिव बैंक में मान्य रहेगा और क्या इन ओ सी मिलेगी
Same problem apko mila kya noc mo corporative me he hua mera bhi noc kese milaga pareshan hu ... please reply
मेरा group d m joining letter aa gaya hai but मेरा ntpc m bhi pannal aa gaya hai but ntpc ka koi pta nhi hai kb join krayenge training schedule nhi hai abhi vha क्या मैं ग्रुप d join kr lo toh resign krne pr koi dikkat ya कितने दिन में noc mil jayega
आप सोच रहे होंगे कि ग्रुप d join क्यू कर रहे हो बट कंडीशन सही नहीं हैं और तीन महीने पहले भी ज्वाइन कर सकता था स्किप किया था ग्रुप d DV seat kharab n हो क्या करूं suggest me
Bhai m 2023 group d me join hua mera iti me admission tha 1yr waka 2022 ka exam joining baad july me hui uska koi application noc nhi li h or ab open tech 3 me iti se bhra hai uske dv me koi dikkat hogi kya, wo iti exam ki noc mangenge kya dv me
Sir me 2018 me joining kr ke 4din ke bhag gya tha or av me dusre zone me bina kuch bole joining kr liya av hrms id nhi ban rha ha kya kre kuch samjh nhi aa rha ha kuch suggust kijiye
हैलो sir
main Group D mein join kar liya aur मेरा NPS number abhi Nahin aaye hain aur Mujhe NTPC level 3 ki medical aur documents ho gaya hai ab Dobara se unhone training ke liye documents Mange Ha to Ab Mujhe Kya Karna chahie.।
मने अभी noc bhi nhi ली है
Ab मरे nps नबर् भी nhi आयै है
Group D मैं जॉइन किये Hue मुझे डेढ़ महिना Ho गया है।
मुझको दूसरा nps form भरना होगा या नहीं
Bhai tansan hoo rhe ha
Kya karu
Please reply करना।
आप ये बताये की जैसे अवि ham लेवल 1 मै है or लेवल 1 मै other बोर्ड मै हुआ है तो nps वही रहेगा की दूसरा nps रहेगा और resigion कौन सा देना होगा बोर्ड मै क्लीयर से समझAYE
Bhai simple resignation accept hone me kitna time lagta hai yadi hum 1monthbka salary de de wo resign apply ke time kuch deta bhi hai jaise relieving letter. kisi doosre central government department me
Tho hum form bharne ke samay kya tick karna padega..are you ra serving railway employee YES/NO jagah mei
Open vacancy bhatre waqt agar rail ko inform nahi kiya to kya wo higher grade pay me rail me hi Jane k liye NOC denge ya nahi
Group d me abhi posting he aur haal hi me NTPC level 5 me DV medical aur NOC bhi le liya mene...to kya me technical resignation de skta hu..jb tk joining nhi aaye tb tk group d me ab Kam nhi krna ..
मुझे इस बार S&T mila ha, kaisi job profile habiski
Sir... Mai bhi railway group d employee hu... Maine railway se alag department ke exam diye hai par railway se noc nhi li hai.. Sir kya mere selection k baad mai railway se resign kar k other department me join kar sakti hu? Sir, other department me joining k baad mere NPS ka kya hoga sir.. Aur kya bina NOC k mai railway se apna PRAN kit leke other department me jamaa nhi karwa sakti???
Please reply sir🙏
Muje bhi btana pta chle to 🙄😔
Same
2018 me track man post hai, aur 2023 GDCe exam diya tha jo cancel ho gaya,
2019 ki vacancy ki joining me department change ho gaya , to naye jagah join karne pr GDCe exam jo diye the uske liye jo exam cancel ho gaya hai, kya usme nayee joining karne pr exam de payenge ki nhi????
Pay level dono jagah same hai
Iske baare me bataiye
Me technician 3 me hoo or Maine technician 3 ka paper diya hai noc ke liye apply bhi kiya hi ...to mujhe present jagaha se doosre division ke liye permission milegi kya
क्या भाई आप जॉइनिंग करने के टाइम आप पहले वाला जॉब का रिजाइन लेटर दिए और आई पास क्लोज का भी सूचित किए
Maine resign accept hone tak extension liya
Then HRMS and ipas exit
Bhai ji ek video assi works ki job profile ke bare me
Bhai Mera ntpc level 3 me cctc post pe ho gaya hai lekin abhi joining ka koi pata nahi esliye mai group d join kar liya ab mujhe kya and kaise karna hai please reply 🙏🙏
Sir ji hame 13 ka Rojgar mela ka massage aaya but humko joining ka abhitak koi mail or postal pe joining ka letter nahi aaya ....CR mumbai CCAA candidate ....pls bataye kabtk aayega
Bhai batao.
Mai group d me hu alp open se bhari h form apply karte time railway employee no kiya hu ..qki noc nhi milega ...ab bataye ki plan resign kar ke alp join kar skta hu
Resignation Accept kitne din m hua tha
Document kya kya lge vo video me dikha dete or kitne kitne kagaj lge
Sir Mai av group d me hu mera ssc mts me hua h mujhe to noc v mil gya h lekin axa kon rhega ye bta dijiye
मैं वर्तमान में रेलवे ग्रुप डी में कार्यरत और मेरा स्टेट लेवल एग्जाम में फाइनल सिलेक्शन हो गया है उसमें फरवरी में पोस्टिंग मिलने वाला है तो मैं अभी से एब्सेंट रहा हूं और बाद में फरवरी में रिजाइन करना चाहूं तो कोई प्रॉब्लम थोड़ी होगी
Bhai apka mob. No. Ha kya
bhai mera delhi division mai group d mai hua hai or ssc cgl mai pa/sa .group d ki joining 10 june se hai or pa/sa mai 4 month lagega . to kya railway mujhe 4 months mai resignation de dega kya . pls reply
mujhe private job m jana h aur abhi m track man ki post pr hoo resign dena chahta hoo is job se yaha mera talent barbaad ho jayega to m resign kb kr skta hoo
Bhai m bhi resign dena chahta hu trackman se aapse kaise baat hogi bro
@@bkmusicrecords1927 apna number.send kriye
Bhai hm bhi group d me Chennai zone me hai agar humko police me form dalna hai to kaise dalege
Bhi koi community vala h or join k smy community certificate nhi jma krta h pr dv medical m certificate diya tha ab join k smy uske pas nhi h pr vo ur s seat liya h koi prasni to nhi hogi
Meri railway me 32 saal ki nokari ho gayi ab me servis nahi karna nahi chahta mujhe VRS Lena chahiye ya resignation dena chahiye resignation lene me kya nukasan hai
Me jaldi se jaldi retire hona chahta hu
plan resignation dene pe hrms se sara data delete hoga ya nahi.jaise document ..isbaar mai group d bharna chata hu ..apne home zone jana chahta hu..mera graduation aur iti same session mai hai current service mai graduation dala hu ...isbaar iti eligible kar diya hai form bharne mai ..agar mera ho jata hai to hrms leke koi problem to nahi hogi
Document kaise taiyar ki kya kya ya bhi Bata dijiye. Aur kis jewel mein kahan posting mila Jahan kar rahe hain vahi division ki koi dusra
Maine 2019 se group d mn tm4 m join kiya hu tih kya phir se 2024 group d m bhr sakta hu agar department noc na de toh plz reply must
Sir maine railway me group d se technical resignation dekar group d me join kiya to wha pr Mera HRMS ID aur Employee no. change kar diya hai aur basic 19700se ghatakar 18000 kar diya hai.
mai kya karu sir kuchh margdarshan kare please..🙏🙏
Bhai aap apna number send plz kuch important bat puchna hai
Sir,
This video is more profitable for me. Thanku sir
Sir mai abhi Railway group d me Chennai board se TRACK MACHINE dipartment me karyarath hu
Mera selection level 3 same board me Hui hai. Kya mujhe NOC mil skti hai ya phir resignation dena hoga?
Agr time pr NOC na mile to kya kre plss reply .
🙏🙏🙏🙏
Muchual Kara lijiye bhaiya
Ye bataiye final resign letter mujhe kha se milega
1 Apne division se
2 Ya aen office se
3 Ya apne SSE se
Or total kitna time lagta hai resign letter Milne me
Mai engineering department me tha
Group D में पहले से Job कर रहे है। New Group D में Form भरके select होते हैं तो HRMS ID की सारी detail same रहती है क्या जैसे documents। मेने एक साथ ITI or Graduation की है और अभी working place में graduation लगा रखी है।
क्या में न्यू Group D में ITI से FORM भरू या नहीं।
Please Tell me ,😢😢
same question
Same question
Bhai noc ke liye kitne time phale apply karna padta h or noc ke baad kitne time me job chhod sakte h please reply
Same question
Mera group d me joining a gaya hai aur ntpc l 3 me panel me naam hai samajh nahi a raha hai kya kre😇😇😇😇😇😘😘😘😘😘😘😇😇😇😇😇😇😇
Sir m abhi railway level 1 m joining kita m level 1 ka form dobara bhar sakta hu level 1 m other jone se
Sir lower grade pay me jana ho to plane resign le lete hain kya railway me , mujhe trackman 1800gp se state ke 1650 grade pay me jana hai
bhaiya group d me chhuti ke applocation kaise likhe
HRMS se online
Mera Chennai division me group d c&w me 16 may ko joining tha lekin Mai nahi kiya
NR level 2 me panal aa gaya hai joining kar leta hu noc mil jayega level 2 ka joining karne ke liye
Please bataye bhaiya j
Mujhe reb je ka xam dena hai mai already je hun railway me mujhe kya karna chahiye
Apply for NOC
Otherwise give 1 month notice period resignation and join new job
Bhai, maine bihar teacher me form bharne ke baad sr. DPO ko intimate Kiya tha,mere pass sr DPO ka recieving bhi h ...mujhe technical resignation mil jayega na
Please guide me
Bhai babu resign accept nahi kare to kya kare
Bhaiya ek suggestion dijiyega ki Mera level 5 me v hua and level 1 assistant loco shed electrical dono ka panel aa gaya but ye bataiye kb tk joining aayega level 5 allahabad and level 1patna
Railway Group D me 2400 grade pay par mai hu. Kya 1900 grade pay me bihar government me ja sakta hu. Please reply
To bhai pehle dv me noc kha se laye the yha job ka btaya hi ni unhe
Sir maine abhi 21 may ko assistant TRD ki post par join Kiya hai aur mujhe resign dena hai to iska process kya hai
Bhai group D se rigin Dena h SSC GD me CISF me hua h to kese lettar de or kitne din me rigin mil jayega pls.... Bataye bahut argent h
Sir form bharte time hum government employees per year karte uske baad selection hone k baad jb dv hota hai tb vaha noc mangte hai aur agar noc nii hoti hai toh vo pending main rakh dete hai aise condition main kya karna chaiye....
Kya without noc railway to other department mein jaa sakte hai jabki current mein railway job hai
Sir Me Railway 1900 gp se 1800 gp me jana chahata hu.
Joining se pehle 1800 gp me apply kiya tha before joining.
Joining time affidavit pe mention bhi kar dia tha.
Abhi DV medical ke time NOC bhi de diya tha.
Mera 1900 gp wala job me 1 saal ka training period tha.
Abhi technical Resignation mil jayega kya?
Pay protection milega?
Training period ka paisa wapas to nhi karna parega?
State government ka form bharne time (1) are you government employ ka option yes or no krna hai....agar hm normal resign dena chahte hai....or is tym nps ka kya issue hoga
Haa hame bhi bharna hai BPSC teacher form
@@jayramyadav1598bhai hun v bpsc teacher ka form fill karna chahta hu noc milega qualification add nhi hai HRMS main
Mai railway workshop nagpur division me hu or mera selection jssc ke davara panchayat sachiv me hu hai mujhe bhi railway se resignation Dena hai thoda bahut margdarshan de sakte bhai kya
Bhaiya ek doubt tha ki technician se resign karke group d join kar sakte hai..?
m bhi trackamn m hu mujhe fir se c&w department mila h kya karu smjh nii a rha abhi regine nhi dia hu kaise kya karu help me
Higher grade pay to Lower grade pay pe Jane per....
Technician -III to Group -D Jane per kya hoga, resignation acceptance hoga....
Same question vi
sir Mera Bihar teacher me selection huaa hai regaine kaise de please help me
सर अगर रेलवे के अलावा किसी अन्य डिपार्टमेंट में जाते हैं तो क्या nपीएस का पैसा ट्रांसफर हो जाता है,????
Yes
@@RailwaykiPathshalaa sir mai railway ka 4200gp se 2800gp in rbi assistant मै जाना चाहता हु तो nps Mai koi problem nhi hogi?
Hello brother 💙
👉 Joining ke bad B.ED. complete kar sakte h kya
👉 Abi jiska B.ED. ka 2nd year chal rha h vo normal leave le kar B.ED. complete kar sakte h kya
🔥🔥🔥Answer please 🔥🔥🔥
Same question mera bhi hai ?
@@abhishekmishra792 bed me kaun SA class hota hai keval exam dena hota hai Bihar me
Same doubt
Non technical resign me SR me qualification bhi add hota hai kya
Khemraj bhai agar level 1 join karne ke baad ssc mts me same grade pay me jaa sakte hai 🤔 aur railway me kitna charge lagega aur higher grade pay me gaye to kitna lagega charge 🤔🤔
Koi charge nhi lega bhai
Bhai Mera bhi same problem
Sir agar steel plant mein koi job kar raha tha aur waha se agar noc na de to kya karna chahiye
Please iske baare bole
app sail mai konsa post mai ho?
@@seeapply1614 jsw steel plant. Bellary, karnataka mein job kar raha tha
@@AkhtarTM-4 iti welder ko letehai vai jsw?
@@seeapply1614 agar aapko welding aur cutting aata hai to leta hai
@@AkhtarTM-4 kitna salary detehai?
Sir agar baad me GR D ka form fill karte hai to application form me service ke bare me batana padega ya nahi..
Mai railway me hu aur mera state job me higher pay grade pr ho gya h aur maine phle inform ni kiya tha to kya mai technical resign de skta hu ya mujhe bhi mr bhrna pdega....plz reply
Muje b btana bhai kya hua
Jisne kabhi quarter hi nahi liya ,,
Kya tab bhi ye MR or 1month ki salary deni pdegi kya??