maine yea sara step follow kiya hai or mere me application status per sara green v hogya hai or yea likh kar aa raha hi Your Application is Approved and UMID Cards Generated Successfully !!! magar tab v mera expiered dikha raha hai umid card ka validity kya kru
Download karne par agar validity nahi badhi to aapke application submit nahi tha dubara initiate application me jakar submit karen ho jayega na ho fir bataen me kar dunga
Sir maine jab isi tareeke se apply kiya, to clerk Family Declaration maang rha hai. Par expire hone se pehle jab first tym banwaya tha tab to family declaration dia hi tha, to firse kyu maang rha hai?
nice video bhaiya Bhaiya meri daughter ka card 5 dino me expire hone wala hai toh abhi hi application resubmit karde ya expire hone ke baad resubmit kana hoga.....?? Please bataiye
Sir level of entitlement kaise change krey umid card pehle hi issued hai abhi sirf level of entitlement change karna hai lekin change krna k liye edit option nhi hai toh kya krey sir
अभी बहुत दिनों से तो UMID वेबसाइट खुल ही नहीं रहा है ।
@@gopalprasad6008 abhi website khul nhi Rahi hai
मैं दक्षिण मध्य रेलवे में कार्यरत हूं। यहां, family declaration देना पड़ता है।
@@sschatterjee6493 han to family Dec de dijiye but hamare yahan nhi dena padta
सर गलती से दूसरे बच्चे का छूट गया। दुबारा initiate application नहीं ओपन हो रहा है। क्या करे
Wait karen jab ye complete ho gayega fir dubara submit karen
Thanks sir 😊😊😊🙏🙏🙏🙏
@@vinodshah8545 welcome
maine yea sara step follow kiya hai or mere me application status per sara green v hogya hai or yea likh kar aa raha hi Your Application is Approved and UMID Cards Generated Successfully !!! magar tab v mera expiered dikha raha hai umid card ka validity kya kru
Download karne par agar validity nahi badhi to aapke application submit nahi tha dubara initiate application me jakar submit karen ho jayega na ho fir bataen me kar dunga
Ye video galat hai
Jiska person ka umid card expires hua keval usi person ka tick karke submit karna hai jis kisi ne ye video banayi wo galat banayi hai
Sir maine jab isi tareeke se apply kiya, to clerk Family Declaration maang rha hai.
Par expire hone se pehle jab first tym banwaya tha tab to family declaration dia hi tha, to firse kyu maang rha hai?
Mang Raha hai to new bhar kar upload karke submit kar den vese lagta nhi hai
@@hrmsrail Sir Family Declaration form mai Employee k ilawa aur kisi ka sign bhi chahiye hoga kya?
nice video bhaiya
Bhaiya meri daughter ka card 5 dino me expire hone wala hai toh abhi hi application resubmit karde ya expire hone ke baad resubmit kana hoga.....?? Please bataiye
@@ankitkumaranand57 abhi submit kar dijiye
Sir level of entitlement kaise change krey umid card pehle hi issued hai abhi sirf level of entitlement change karna hai lekin change krna k liye edit option nhi hai toh kya krey sir
Level of entitlement ap nahi change kar sakte vo automatic badal jata hai basic ke anushar
@@hrmsrail thanku sir
Jiska renual karna h,usi ka tick lagegega,sab per nhi jan lo
Uske sath employee ka bhi tik karna hoga
Sab ka tik lagane se bhi koi problem nhi h
@@hrmsrail सब पर लगाने के बाद बीच में यदि जरूरत कार्ड की पड़ जाएं तो लेगा नही सब pending दिखायेगा जब तक फाइनल नही हो जाते
@@AK-hx9sq nahi jo pahle se jari haen unhen Download kar sakte Hain
इतना टाइम वेस्ट करने की क्या जरूरत थी😡😡😡😡😡
Video starts 6:00
Health unit kaise change Karen aur health unit change Ho jaati hai Magar purani health unit download hota hai
Health unit change karke application ko submit karen fir jab accept ho jayega to new umid card generate hoga usme health unit change hojayegi
Do bachho ka ek baar me ho jayega ya do baar me karna hoga
@@VINAYKUMARMISHRA-gh6lo ek bar me
सर मैंने सोचा एक बार में एक ही हो पाएगा । दूसरा छूट गया। दुबारा ओपन नही हो रहा।
@@VINAYKUMARMISHRA-gh6lo fir jab ye change ho jaye tab Karen ya pullback karkre dobara submit karen
जिसका expiry हुवा है उसी पर केवल टिक लगाना है
@@AK-hx9sq uske sath employees ka bhi tik karna hai