Mera bhi parrot aap ki deva jaisa hi hain .mera pahla parrot 3 Saal hoke 24 march ko उड़ गया था mai usi din dusara le ke aai .fir achanak aap ka suni ki 1mai ko aap ka bhi chala gaya.to mujheapne tote ki yaad kar ke bahut dukh ho raha tha to maine bhi aap ko bola tha ki dusara le ke aaiye kari aap ke or hamare pattot mai Ek ya do mahine ka hi antar hain dekhane mai same lagte hainmujhe dekh kar bahut hi achchha lagta hain .😘
Hello mam aap ki video bahut acchi lagti hai mujhe aapse yah puchna tha ki jab bhi main pinjre mein parrot ko kuchh khane ko deti hun to vah katori palta deta hai aur Sara khana gira deta hai bataen main kya Karun
So sweet deva kitye dyan se baate sun rha hai
Or kya kya khilana h
Sabhi fruits, vegetable,and seeds
Mera bhi parrot aap ki deva jaisa hi hain .mera pahla parrot 3 Saal hoke 24 march ko उड़ गया था mai usi din dusara le ke aai .fir achanak aap ka suni ki 1mai ko aap ka bhi chala gaya.to mujheapne tote ki yaad kar ke bahut dukh ho raha tha to maine bhi aap ko bola tha ki dusara le ke aaiye kari aap ke or hamare pattot mai Ek ya do mahine ka hi antar hain dekhane mai same lagte hainmujhe dekh kar bahut hi achchha lagta hain .😘
Hello mam aap ki video bahut acchi lagti hai mujhe aapse yah puchna tha ki jab bhi main pinjre mein parrot ko kuchh khane ko deti hun to vah katori palta deta hai aur Sara khana gira deta hai bataen main kya Karun
Wo gussa dikhata hai aap apne haath se khilane ki koshish kare agar handtame hai to
Mere pass tota hai uska photo mujhko bhejna hai to apna number dijiye bataiye Buddha ya Jawan