Assalamualaikum rahmatullahi w barkatooh Kya aurato ko v sajde me pair ki tino ungliyon ko lgana wajib h... ya nhi... Aurat jb Sajda kre to apni ungliyan kidhar rakhe rahnoomaee farmaden
@Shaheer Ansari jab namaz ho rahi ho toh sajde ke time unke pairon ki unglio ke sirf mooh ho Lage ya uppar rahe to nahi hogi na namaz wajib tark ho jaega
ماشاءاللہ بہت خوب
Mashallah jo jawab dhund raha tha mil gaya Allah aap logo ko iska aj'r ataa farmaaye
ماشاء اللہ
اللہم اغفرلی 3مرتبہ
Masha allah
Very good video
Maasha allah
Mashallha ❤❤
mashaallaha
Mashallah ❤️
Aoa pls Ma Sha Allah or Subhan Allah or Jazak Allah or In Sha Allah is trah likhe kisi wja se
Shukriya ❤️
Masallah
Please mery liey dua kren Allah pak mujy Olad e nreena ata frmaey main bht prshan hun....
Please spelling sahi se likhhee.. Allah(S.W.T)
Assalamualaikum rahmatullahi w barkatooh
Kya aurato ko v sajde me pair ki tino ungliyon ko lgana wajib h... ya nhi... Aurat jb Sajda kre to apni ungliyan kidhar rakhe
rahnoomaee farmaden
❤❤❤❤❤❤
Ataqaf say uthtay waqt kia parhtay hai
Sajjda krty waqt pehly hath nechy rkahny chahye ya pehly bethna chahye phr sajjday mein jy koi bhai rehnumai farma de ??? Shukriya
💕
Subhanallah Mashallah
To kya jo hamare gharo mein bed wagera hota uske upar namaz nhi hogi ???
Imama pehne waqt sajda karte hai to imama jo hai half maathe tak hota hai to agar maathe ki khaal touch nhi hoti hai to kya sajda nhi hoga
Pls reply
Kia oartan b usi tarah ha hi pashani ko dabaiya???
G itna k zameen ki sakhti mehsoos ho
Ji or aisa ki ek chuti paar ho jaye
Can you tell me the hadees numb?
Agar imam ke piche namaz padh rahe hai or unki pairo ki ungliya zameen par achi tarah sr nahi lagi or hamari lag gayi to kya namaz hogi
To kya masjid jaana chor de
Mein 18 saal ka hu imam 48-50 saal hai ke meri nahi sunenge
Iska koi reference ya saboot kuch bhi hai
@Shaheer Ansari jab namaz ho rahi ho toh sajde ke time unke pairon ki unglio ke sirf mooh ho Lage ya uppar rahe to nahi hogi na namaz wajib tark ho jaega
masa Allah
Do sajdo ke darmyan kon si dua padhni chahiye
Allahum magfirli warhamni wa' aafini warzuqni wajburni war' fa'ni
Sajdy m b aankh bnd ni honi cahiye Kya??sajdy m aankh bnd kry to Kya hukm hai?
Aap apne nakh ki taraf dekhiye usse waswasa nhi ayenge
Ort ko kesy sajda krna chiy ye btay mrd KY payo to khdy hoty ge yani payo ki unglyuia nechy lgti he or orat ko kesy plz help me
Orat k fingers nHi lagti zameen pe
Yar aap log point ki bat kyu nai krty Sajjad krty wqt hath pehly rakhny ya guttne?
gutne
sajday main kahan dekhna chahye
naak me
Naak ki trf waswasa nhi ayenge
Naak ki haddi ko
अगर तख्त वगैरा पर पड़ रहे हो तो