Unboxing of SKMEI SK-1006 || SKMEI
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 8 พ.ย. 2024
- Dosto yaha par humne SKMEI Company ka SK-1006 Clipper ka Unboxing kiya huaa hai and Usi clipper k baare me kuch details me baat ki hai.
Agar apko is Clipper k bare me koi bhi problems ho to comment kar sakte ho.
Thank you.
SKMEI SK-1006 Hair Clipper On Flipkart :-
"fkrt.it/eC2dCFNNNN"
Old viewer
Very good 👍🏼
Good
Sir jee. Meine.. rechargeable Duracell batery use kia tha nova me...bhut wo charging utaya nhai.. to fir usko direct kerna pera...
Yes, agar charging nahi ho raha hai to direct kar do chalega. And ha brother direct plug me mat lagana 😛🤪 koi phone ke charger se trimmer ki motor ko connect karna. Aur ha mene us par bhi already 1 video banaya huaa hai dekh lena.🙌✌️
Apke trimmer ka model number konsa hai aur kitna purana hai ?
Kitne mm last hai isme 0.5 se kaam hai kya
No, 0.5 mm se kam ka nahi hoga.
@@TechnologicalReview tho kio trimmer hai joo 0.5 kam hoo 1500 ka budget hai clean shave hona chahiye
Trimmer se generally clean shave nahi hota brother. Clean shace k liye razor or shaver se kam chala sakte ho. 👍
@@TechnologicalReview muje kam se kam mm wala trimmer chahiye 0.5 se kam hota hai kya trimmer mai agar hai tho konsa hai
Nahi trimmer me 0.5 mm nahi hota hai.
Phillips ka oneblade trimmer search karke dekho usme aapko clean shave karne ko milega. Oneblade trimmer thoda sa alg hai. Aap flipkart pe seach karke dekh sakte ho brother.