❤ Walaikum❤ Assalam❤mere bhai 🤝❤ Kashif❤Bhai❤ Mashallah se aapke kabootaron ka jawab nahi,aapka kabootar bht hi ucha tha jab aapne camera zoom kiya jab Dhiyan se dekha, Mashallah bht hi zabardast se ud raha hai, aur kafi kafi der ki hawa se ud raha hai Kabootar 👌👌👌 👌
Results acchaa aya bahi apki mahnat jo ki 2 maheene se aap video me dhika or logo ko poora khel bata rahe the akhir Kabutar me jaan daldi apne mashallah ❤bade bhi kuch patthe apko lake de deta agar Lucknow me aphote mere bhi
Salam Kashif Bhai tabiyat Kaisi hya apki ur Kashif Bhai koi onchahi ka khel batain Jo kaboter onchahi se Jan dalay age jaye laray jaye larein kaboter achi parkat k sat
Ustad g ek chery mar bara pareshan kr raha hai kabotar jasy hi hawa kay mokhalef jaty hain wo kabotar ara deta kabotar ka rkh pherny Kay bary main koi malomati video bana do ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ Please
Assalam Walekum 70 kabutaron Ka Dana Kitna Hona chahie bhai sahab 30 kabutar to purane hain aur Baki ke 40 kabutar Patte Hain Kitna Hona chahie aur UN pattiyon ko Kuchh Dena chahie kaun sa Dena chahie Jara Bhi Nahin Hai Kitna bhi theek hun Kitna bhi jaldi se Chakkar udati Nahin Hai Chatak Kaise Pata Karen
Ustad g Salam left right ↔️ ka pani be hain keya ustad g jo kabotar left right kuriz ke bad jaye or per seeda ho jani ka pani jis se kabotar moo na mare yani ke kabotar jab lambi pe Jaye jaldi goom na jaye Rokh seeda ho jaye Or kabotar 1 he seethe mai sarw tarak kar ke ik sat parwaz kare
Ustad wo pani lagaya tha 25 kabootro me thodi pisi hui haldi ek kali mirch ek dakhni mirch adha tez patta do dane elaichi , or do se teen din haldi ghizi thi, kabootar ke bazu niche latak gye he sabke udh kar bethne ke baad
Kabootar ki carbi sab khatam ho gayi hai...Ab pani mat dena...aap kal ka Chiknao video me hoga Aap wo lagao ge...or usme jo maine Amba haldi dali hai Aap wo nahi lagaoge...ok
❤❤👍👍
❤❤❤❤
Ustaad ji ki Jay 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
❤
Masha Allah /Ustad jee good
Lajawab ❤
❤❤🙏
Bhot khub Kashif bhai 🙏 delhi
Masha Allah Ustad g ❤❤❤
Uatad nice information
Acha h Bhai sukriya
Mashaallah ustaad ji maza aa gya
Waqaiii❤❤
Kamal ustad g
Bhai bhut badhiya
Im w8 bhai
Ustad ji very nice video 💯❤❤ from punjab c
❤ Walaikum❤ Assalam❤mere bhai 🤝❤ Kashif❤Bhai❤ Mashallah se aapke kabootaron ka jawab nahi,aapka kabootar bht hi ucha tha jab aapne camera zoom kiya jab Dhiyan se dekha, Mashallah bht hi zabardast se ud raha hai, aur kafi kafi der ki hawa se ud raha hai Kabootar 👌👌👌 👌
Sukr h Bai AJ apki seht Achi h ,bth barya shok h apka
Aslam o alikum bhai very good job
Ustad Ji how are you and thanks khal pani share karne liye hum sub dua karenge aap jald se jald theek ho jao
I m maqbool from Balochistan Ustad g
Assalam Walekum rahmtullah barkathhu
Results acchaa aya bahi apki mahnat jo ki 2 maheene se aap video me dhika or logo ko poora khel bata rahe the akhir Kabutar me jaan daldi apne mashallah ❤bade bhi kuch patthe apko lake de deta agar Lucknow me aphote mere bhi
Usad g i live pakistan
Musam tabdil hu raha hai apna kheyal rakkhe 💙🤲🏻🤲🏻
السلام علیکم جی 🤲🏻🤲🏻
Assalam u aliekum bhai
Khariyat
Allaha apko jld shifa de
Bhai apne btaya nhi pani kaise bnana h
Plzzz bhai
Kabutar basane ka tarika batain
A/Salam,
bhai mashallah buhat hi ala kashif bhai...
aur sunen apki tabiyat kesi hai ab...
ustad ji kabutro ke speed bdaynay ka khayl btay kabutar 250 ya 300 kg meter ke raftar say udna chayeay
Mashallah ustad ji kya udd rahe the aaj to ❤or ke tabiyat kaise hai ab
Gupta Ji nimbu wali aamli kaise banegi
Assalamualaikum.kashif bhie koi nalane ka pani bata do .kaboter bar bar pani me bagte hain
Pani mein sathiya mein haldi Laga de
Bhai kashif haldi or makhkhan k chinao se kabutro ne reza pehkna shuru kr diya bht pr phek rahe h upr ka reza pr kabutr bht bdya ud raha h
Salam Kashif Bhai tabiyat Kaisi hya apki ur Kashif Bhai koi onchahi ka khel batain Jo kaboter onchahi se Jan dalay age jaye laray jaye larein kaboter achi parkat k sat
Ustad g wo chikno bhe share kr den dakni mirch wala jazakallah kher
Ustad ji chatak ke liye kuchh chij batao
Masha Allah Nice Video ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Usdad g kabotar tyar hony k baab chakri lg jaty hein koi khel btao kbotar tyar hony k baad seedha ury
Assalamu alikum bhai nembo wali haldi kese banao plz batain
Very nice and beautiful video
Ustad g ek chery mar bara pareshan kr raha hai kabotar jasy hi hawa kay mokhalef jaty hain wo kabotar ara deta kabotar ka rkh pherny Kay bary main koi malomati video bana do ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ Please
Mashallha bahi❤
Ustad g mery kabotar hawa kay mokhalef jaty pher lot aty hain koi pani ya cheknao
Assalam Walekum 70 kabutaron Ka Dana Kitna Hona chahie bhai sahab 30 kabutar to purane hain aur Baki ke 40 kabutar Patte Hain Kitna Hona chahie aur UN pattiyon ko Kuchh Dena chahie kaun sa Dena chahie Jara Bhi Nahin Hai Kitna bhi theek hun Kitna bhi jaldi se Chakkar udati Nahin Hai Chatak Kaise Pata Karen
Assalam walekum Kashif bhai aapane jo 2 din ka Pani bataya tha haldi wala gajab ka pani hai bhai
Ustad g Salam left right ↔️ ka pani be hain keya ustad g jo kabotar left right kuriz ke bad jaye or per seeda ho jani ka pani jis se kabotar moo na mare yani ke kabotar jab lambi pe Jaye jaldi goom na jaye Rokh seeda ho jaye Or kabotar 1 he seethe mai sarw tarak kar ke ik sat parwaz kare
Kashib bhai mere paas nibu wali haldi to h nahi to me kese kabootar halka karo par aap jabab jarol de bhai
Aap jo chij hame bata rahe hai kya usi se kabootar ke sene konde saaf to ho jayenge na reply jarol dena bhai mujhe
Ab tabiyat kesi he app ke
Kashif sir Halpern me pls
Well-done ❤4rm 🇵🇰
Oustad ji ab kasi tabiat ha apki
Bhai ye bataye kabutar ke kaate fodne chaye ya nahi es pr kuch bataye
@@MrX-nj2fs Bilkul Nahi....❌️
Nimbu aur ladki chor ki haldi kaise banegi
Hello 👋
Aapka phone nahi lag raha hai
Aap se kuch puchna hai
Ustad wo pani lagaya tha 25 kabootro me thodi pisi hui haldi ek kali mirch ek dakhni mirch adha tez patta do dane elaichi , or do se teen din haldi ghizi thi, kabootar ke bazu niche latak gye he sabke udh kar bethne ke baad
Kabootar ki carbi sab khatam ho gayi hai...Ab pani mat dena...aap kal ka Chiknao video me hoga Aap wo lagao ge...or usme jo maine Amba haldi dali hai Aap wo nahi lagaoge...ok
Bhai in Naveed Khan Mashallah
Im w8
Assalam alaikum bade Bhai aap ki tabiyat thik hai ab
Waleikum Assalam Ji bhai Alhamdolillah ❤️❤️❤️❤️
Asslamu alekum .bhai kbutar sedi k yha gir rha h kya khilae
Ustad koi takat wala chiknao bta do
Ustad Ji ek request kali mirch aur munakka ek ek Dena hai ya do do please aap bata dena please
@@AmitYadav-q5s5q Arey mere bhai sirf 1kali mirch 1munakka
Ustaj ji mera kabutar halka ho gya hai fir me ye pane lga sakta hu ya nhi
@@dhurvthakur5291 Nahi
Kashif bhai tabiyat thik h apki...
@@ArifKhan-g2l9n Ji Alhamdolillah
Bhai inkye tabye bhadiye jaada lo sab theek ho jayega mashallah ❤️❤️ kabutar bahut khubsurat hai ❤❤❤
Ji bhai 👍 inshaAllah ❤️
❤❤👌❤❤❤❤❤👍
Ustaj ji sare kabooter halke hogye lekin muhje ek kabooter kholna h vo bht bhari h ky kre ustaj ji bataiye
Ustad ji ap ke tabiyat thik h or mai saudi Arabia sa ap ke sub videos dekhta hu inshallah jub v India aio gya to ustad ji ap sa zarur milna aio gya
Ji bhai Alhamdolillah Ab theek hai...ok bhai welcome hai Apka...
Ustad ji aap tabiyat theek hai
Ji mere dost Anuj bhaiya Ab theek hu
Bhai ap ka number chahiye arjat bt karni han ap se
❤