Sir agar mai galat nahi hoo to Short stroke machine soft shading k liye use hote hai or long stokes lining and colour packing k liye aap ne ulta bata diya hai
Thanks bro for helping otherwise trainer taking too much fees for this and you are explaining very good. Nice keep going..100subscribers from my side.i will send you list of subscribers
Bhaiya ye 8000 wali Deutschland rotary mere pss h me isse shading bhi krleta hu aur lining bhi aur aap keh rho ho ye only lining best krti h kya mujhe bhi isse shading nhi krni chaiye bataiye 🙏🏻
Bhai give ka matlab ye nahi hota. Aur rotary or coil function ek hi tarah nahi karta. Coil me power supply ke volt baranae se force Barta Hain lekin rotary mein speed barta hain. Force matlab kitna jor se marta hain. Speed matlab kitna tezi se marta hain. Coil mein speed baranaeke liya contact screw aur front spring ka gap ghatana parega.
Bhai motor ki voltage badane se speed ke sath force bhi barta hai... isi tarah jab electromagnet ki voltage ko kam ya jayada kiya jata hai to uski speed aur force dono very kate hai..... adjusting screw fine tunning ke liye hota hai... haan usse kuch speed me fark padta hai
@@DAYALTATTOOz force thoda barta hain lekin utna farak nahi parta hain. Because speed ke sath kitna volt ka motor hain. Uska rpm aur cam size difference lata hain machine ke force ke liya. Jitana bara cam size utna force jyada hota hain. That's why cam ka stroke 4 to 4.5 mm hota hain lining aur color packing ke liya rotary machine mein. Aur 2mm to 3 mm for soft shading or shading ke liya. Aur speed aap ke hand speed ke anusar rakhna parega for better healing and one passs lining. And 3.5 mm se app lining aur shading both kar sakte ho. Reason why most of the machine comes in 3.5mm cam size.
inkjet ya laser printer se print nikal kar thermal copier se stencil banaya jata hai... dot matrix printer se direct print nikal kar stencil banaya jata hai
Bro...ek he vedio me apne bht kush bta diya...thnaks a lot
Sir agar mai galat nahi hoo to Short stroke machine soft shading k liye use hote hai or long stokes lining and colour packing k liye aap ne ulta bata diya hai
Bilkul sahi... maine galat bataya kya video me... ho sakta hai gakti ho gaii ho
Sir Aapke video bahut benifit rehete hai mere liye
Bhi pen mashin konsi kampani ki he
Tqs brother ase hi sikhate rehena tatoo ka har sij mai v tattoo kit kharidne.ka.sos rahi hu bro
Sir hame color kon sa use karna chahie
sir colour me jo pani jsa mix krte h use kiya bol te h
or online kha se odr kre
Sterile water
Sir humingbird machine jyada vibrat karti kya
Kuch khas nahi
Deyalgtatoomshin
Bhai vo lokal brandwala rotary machine kahanpe milta hai
tattoo gizmo ya mumbai tattoo se le sakte hai.
Thanks bro for helping otherwise trainer taking too much fees for this and you are explaining very good. Nice keep going..100subscribers from my side.i will send you list of subscribers
Thanks a lot
Sir eca video tera grip ke bare me bathai a.sir me Bangladesh ce he.apka flow korta ho.
Hi, soft give wala tattoo gizmo ki leggend rotary h na? Is it basic machine or professional
Baisc hai
@@DAYALTATTOOz can we use it for long hours? And acha result deti h ya esi
Rotary michen ke bare me full video banai ye
Kaunsa company ka rotry machine use kare
Is video me sabhi details hai.. jo aapke budget me aap ke sakte hai
Sir jo aap rotary lining k liye use karte ho jiska give hard h wo Deutschland ki h na??
haan, Deutschland ka hai
S a r liner and shader 2in 1 mashin konshi hai
Roatry machine
Sir Deutschland is an rca or dc cord!??
Machine kitne Tak aa
Bro that blue rotary machine price right side one with dots
Rs. 4500 only
@DAYALTATTOOz thank you brother and machine name? If the machine is gizmo lengedary it's showing 3500 is that machine same as yours or different
@@DAYALTATTOOz is that good and professional?
For beginners
Sir beginner direct rottery machine se hi sikh sakte h kya
Haan.. sikh sakte hai
Ty sir
Sir rottery machine konsi company acchi rahegi, kitne tak leni cahiye, practice aur studio m bhi use kar sake.
Is video me yahi to bataya gaya hai... sabhi machine acche hai but aapke budget me jo hai le lo
Ty sir
Sir tattoo accessories ka maal kis market lena chahiye
Sir staters ke liye konsa machine best hai tattooing ke liye
Best kuch nahi hota hai.. aap apne budget me le sakte hai... baad me jab lagega aur mehngi machine chahiye to le lena
Sir lining ka liya kun saa atxa hàa....coil machine ya rotary machine
Lining ke liye coil machine best hai.. bhut ek accha rotary machine dono kaam kar sakta hai
Mujhe rotery machin chahiye
Sir sterile water kahan se milta hai
Medical shop pe
Bhaiya ye 8000 wali Deutschland rotary mere pss h me isse shading bhi krleta hu aur lining bhi aur aap keh rho ho ye only lining best krti h kya mujhe bhi isse shading nhi krni chaiye bataiye 🙏🏻
Aap sabhi tarah ke kaam is machine se kar sakte hai
Sir shading ke konsi machine achi rahegi coil ya rotary
Roatry machine
Manipur me dilevary mil jaye ga
Good infermation 🙏 tq guruji
Nyxx help full video
Sir grip ke bareme batai a.🙏
Sir ak video free hand portrait beard stencil k upar banaiya please
Jayada speed Ka option hi kyu hota h machine mein jab jayda speed se chlani hi NH i
Kuch artists ko speed par kaam karne ki aadat hoti hai... isiliye
@@DAYALTATTOOz ok
Mujhe kon si company ink or machin kharidni Chahiye sir m beginner artists hon
Good information sir thank you so much 🙏
Hi sir mujhe bhi tattoo banana sikhna he ap se sir ap ke institute ya Shop ka address batao me ata hu udhar or sir muje ek tattoo bhi banawana h
Whatsapp on 7289999555
Sir kisi se sikhe bina tattoo shop kholne se koi problem aayega kya लाइसेंस जरूरी है क्या
Nahi hai
Sir छत्तीसगढ़ में कहां से टैटू सीखें fack na ho ,लाइसेंस जरूरी है ।तो कहा से सीखे सर
विडियो जरूर बनाइयेगा
Good information
Sir apne pehle kaha stroke shading ke liye kam aur linning ke liye jyda fir uske bad apne ulta bata diya 🙄🙄
Long stroke for line.. short stroke for shading... but jab aap rotary machine se kaam karte ho to koi jyada fark nahi padta
Bhai give ka matlab ye nahi hota. Aur rotary or coil function ek hi tarah nahi karta. Coil me power supply ke volt baranae se force Barta Hain lekin rotary mein speed barta hain. Force matlab kitna jor se marta hain. Speed matlab kitna tezi se marta hain. Coil mein speed baranaeke liya contact screw aur front spring ka gap ghatana parega.
Aur coil mein stroke length kam rakhnae se lining hota hain. Lekin rotary mein ulta hota hain. Stroke length jyada rakhne se line hota hain.
Bhai motor ki voltage badane se speed ke sath force bhi barta hai... isi tarah jab electromagnet ki voltage ko kam ya jayada kiya jata hai to uski speed aur force dono very kate hai..... adjusting screw fine tunning ke liye hota hai... haan usse kuch speed me fark padta hai
And you have good knowledge then me....
@@DAYALTATTOOz force thoda barta hain lekin utna farak nahi parta hain. Because speed ke sath kitna volt ka motor hain. Uska rpm aur cam size difference lata hain machine ke force ke liya. Jitana bara cam size utna force jyada hota hain. That's why cam ka stroke 4 to 4.5 mm hota hain lining aur color packing ke liya rotary machine mein. Aur 2mm to 3 mm for soft shading or shading ke liya. Aur speed aap ke hand speed ke anusar rakhna parega for better healing and one passs lining. And 3.5 mm se app lining aur shading both kar sakte ho. Reason why most of the machine comes in 3.5mm cam size.
@@DAYALTATTOOz mein 2000 se tattoo kar raha hu so thoda bahut knowledge hain atleast in tattooing and equipments. But I am still learning.
Me aap se trend v lena chata hu
whatsapp for details 9958648185
Inkjet printer ka print nikal ke dotmatrix printer me tharmal se copy hoga
Sir
inkjet ya laser printer se print nikal kar thermal copier se stencil banaya jata hai... dot matrix printer se direct print nikal kar stencil banaya jata hai
Laptop nahi hai
Thx sir
NANAKR
सर आप के सोप का मोबाईल नंबर
Q