Namaste Ma'am Aap basics bahut achche se batate ho. Thank you so much for this video. Mere 2 questions hain: 1) Ye sab logic sirf sleeved dresses ke liye hai na? Agar sleeveless dress bana rahe ho, to ye shoulder, arm hole changes nahi karne padte na? 2) Kya ye tarika jo aapne bataya, wo sirf kurti ke liye hai, ya phir blouse pe bhi apply hota hai? Please, please cover my questions in your next video. I'll be eagerly waiting. Thanks in advance.
Namsta mam ap ka samjana ka tarika bhot asha ha asni sa samj aajata ha mana ap ka video dakh ka thoree silie sheeke ha tnx mam ma hr video sakti hu ap ka like bi krti hu ap ka hr chanal mana sucreb bi kayaaa ha
Mam apke bheji link Maine pehle dekhi hai bohit hi clear hai, but Maine Jo sleeves ki cutting ka Likha hai wo us Kurti ke liye Janna chahti Hu jiski Kurti Ka neck deep hai aur shoulder may bhi problem hai usme. Aisi Kurti ki sleeve kaise cut karenge. Same usi tarha Jo link Apne bheji hai usi tarha ya different hogi. Pls bataye. Thank you
Mam jab hum kameez ki cutting karte hai to 14 shoulder Ka half Yani 7 mark karte hai, lekin jab sleeves ko kameez me lagaate hai tab shilayi may quarter ya phir half inch use ho jaata hai to aise shoulder reduce Nahi hoge. Pls explain.
Bhut achhi video h mam thnx for this. Mam chest line per to shoulder ka half rakhte hain joki 7.5" h to apne wo 1/2" kam karke 7" rakha h esa kiu karwaya h.plz reply mam.
Madam yeh episode main aapne back deep k hisab se bataya hain...agar back neck deep nahi hain sirf 4 Tak hain toh kitna armhole le agar shoulder 7 ya 7.30 hain
Thank you so much mam itne acche se samjhane ke liye
Namaste Ma'am
Aap basics bahut achche se batate ho. Thank you so much for this video.
Mere 2 questions hain:
1) Ye sab logic sirf sleeved dresses ke liye hai na? Agar sleeveless dress bana rahe ho, to ye shoulder, arm hole changes nahi karne padte na?
2) Kya ye tarika jo aapne bataya, wo sirf kurti ke liye hai, ya phir blouse pe bhi apply hota hai?
Please, please cover my questions in your next video. I'll be eagerly waiting. Thanks in advance.
Namsta mam ap ka samjana ka tarika bhot asha ha asni sa samj aajata ha mana ap ka video dakh ka thoree silie sheeke ha tnx mam ma hr video sakti hu ap ka like bi krti hu ap ka hr chanal mana sucreb bi kayaaa ha
नमस्ते mam... बोहोत अच्छे तरीके से आप ने समझाया
मेरे एक queation है ये same formula kurti or blouse dono ke liye होगा????plz answer
Mam kaichi ko kagaj par cala sakte hai kya
Nice explanation 👌 👍
Mam salwar ki ak mohri piche ki side ghmti hai please reply me solution bataye
Can we follow this measurement for front v neck and back round deep neck?
Ma'am, ek aur question. Ye kids ke liye bhi apply hota hai kya? Ya bas ladies ke liye?
Mam on this case sleeves ki cuttingkaise hogi
aap meri ye video click kr k dekh lein aapko achhe se samjh aa jayega
👇
th-cam.com/video/GGXTJ8e3q_o/w-d-xo.htmlsi=ZdMXKkpIUL1GtdJ9
Mam apke bheji link Maine pehle dekhi hai bohit hi clear hai, but Maine Jo sleeves ki cutting ka Likha hai wo us Kurti ke liye Janna chahti Hu jiski Kurti Ka neck deep hai aur shoulder may bhi problem hai usme. Aisi Kurti ki sleeve kaise cut karenge.
Same usi tarha Jo link Apne bheji hai usi tarha ya different hogi.
Pls bataye. Thank you
Mam jab hum kameez ki cutting karte hai to 14 shoulder Ka half Yani 7 mark karte hai, lekin jab sleeves ko kameez me lagaate hai tab shilayi may quarter ya phir half inch use ho jaata hai to aise shoulder reduce Nahi hoge. Pls explain.
Ma'am ye blouse k liye hai kya
Sleeve shaper kahan se milega
Apke local market se mil jayega nahi to video ke description me amazon ka link hai waha se bhi le sakte hain.
so well explained .thanks
Good work
Thanks
Mam blouse me bhi ye apply hota he kya
Ji bilkul hota hai
Aapne front our back dono deep hoto ye uper vala formula bataya hai na to ek gala deep our ek gala normal ho to uska bhi 1 episode banao mam
aap meri ye video click kr k dekh lein aapko achhe se samjh aa jayega
👇
th-cam.com/video/R9BwFhY2fPM/w-d-xo.htmlsi=OkbHG3G8q3e85H_h
13 14 sholder ho to bhi 1.5 inch kum kre kya
Tq mem samaj aaya hai mem bachchon ke liye bataiye na mem please
Mam are mall ki Golai Dene Ka Bhi Koi measurement hai ki Kitni Duri per Golai deni hai please reply
Mam aap armhole m sholder se minus half lete ho but isme aapne plus half kiya j
Bhut achhi video h mam thnx for this. Mam chest line per to shoulder ka half rakhte hain joki 7.5" h to apne wo 1/2" kam karke 7" rakha h esa kiu karwaya h.plz reply mam.
taaki kurti ka shoulder kandhe se na gire
Mam Ye sab measurement kurti ke liye hai ya blouse ke liye??
Dono ke liye hai
Madam yeh episode main aapne back deep k hisab se bataya hain...agar back neck deep nahi hain sirf 4 Tak hain toh kitna armhole le agar shoulder 7 ya 7.30 hain
Mam agar khud ka naap lena ho to kaise le please is topic par video banaye ta ke sab samaj mai aajae please mam
Please reply mam
Yes mam plz I also need..
Nice mam
Super
Mam suit k armhole k sath sath baju ka armhole bhi btaya kro please 😢❤❤❤
Thanks mam nice information agar shoulder 16 ho front neck 7 aur back neck 4 to Aarmhole kitna le
Most welcome 🤗