Thank you sir m using syringe method.. Its painful but effective. Because i had my 3rd c section. And having underdeveloped nipples. But this time m somewhat confident that i can also breastfeed my premature baby.
Hello sir. Apki sari video's bahot usefull hoti h. Actually mera baby 1month 3days ka ho gya h use cold hua h.. mene dwai bhi use ki thi dr. K kehne pr..lekin(t-minic) 5days tk use krne k baad frk h pr jayda nhi h.. meri baby doodh piti h burp krne k baad bhi doodh nikalti h or kabhi kabhi cough bhi nikalti h... Leki esa mostly bad pr letne k time pr hota h.. m kya kru ap btao ya mujhe dwai continue krni chaiye?
tysm sir🙂 injection method is very effective 10₹ to 20₹ cost but really effective.... happy motherhood to everyone who ever is watching this may your problem vanishes off very soon🙂
Injection wala Maine Kiya tha 1 se 2 bar karne se hi mera baby dhoodh pine laga but it's very painfull prosece..par apne baby ke liye karna padta hai aur dard sehena padta hai isse 💯 ho jata hai so don't worry...
Sir meri baby 2 months ki hone wali hai or breast feeding krwate time bht roti hai cranky hojati hai mera nipples chota hain woh Thk se pakar nhi pati usey main bottle feeding meh rkhi hun or pump krti hun apna milk woh ky sirf breastfeeding meh reh payegi plz rply sir
Sir jo apne phle sirinj vala oquipment dikhaya tha use delivery se phle pregnancy me use kr skte h kya brest nipple size bdhane k liye because mere phle baby k sth mujhe breasfeeding ki problem aayi thi dar h k khi is bar b flat nipple k karan m apne baby ko breastfeed na kra pau pls reply me sir bht confused hu plss plss sir
Sir mai breast pump feeder se baby ko feed kar rahi hoon...but direct breast se feed nehi kar pati...phle 1 month feeder se habit ho gayi hain.. bahut parishan hoon.. plz advice sir..😔
Mera baby 4 months 12 din ka hai c-section se baby hua hai isliye mujhe breast feeding nahi da pati thi pura din 3/4 bar deti thi but abhi baby breast feeding nahi kar rahai or breastfeeding ma milk nahi aa rahai abhi mujhe kiya karna hai
Sir meri second pregnancy he. 1st time Maine baby ko dudh nhi pila ski.mera ek niple andar he.kya mai ye ab try kar skti hu. To more niple delivery ke phle baher aayega. Plz reply.
beby k bina latch kiye bina kya brest pummp use krne se ... beby ko 6 mnth tk feed kraya ja skta hy mera beby 2 mnt ka hy flat nipple ki wjh se brest me muh ni lgata ...to mai use milk express krke ktori chmmch se pilati hu...sir plz reply kriyega....
@@HealthyChild milk production av tk to bht acccha hy agr mai aise hi diet ar pumping sedule ko follow krungi to ...6 mnth km se km beby ko brest feed kra paungi ....sir ap ek vdeo aisi mothers k liye v bnaiye jinke beby apni maa se direct attached ni ho pate...🙏🙏🙏...mera beby 2 mnth ka ho gya hy to ab wo kisi condition me lach ni krta hy ...ar mai use hr hal me brest milk hi dena chahti hu ... 🙏🙏🙏agr ap meri help kr skte hy to jarur kijiye ga sir....
Aap ki sari video bahut bahut informative h sir............sir mera bhi milk output bahut hi kam h kya me apne baby ko cow milk de sakti hu pls sir pls reply jarur kijiye......1 month ka hone vala h
Baby ko injection se dud pila sakty h usme infection to nhi hoti mera beta dud nhi pita to davai smj kr pi leta h pls tell m sir usko injection ko m bar bar ubal ti hu jo pisten h isme infection to nhi hoti sir
Hy mere baby 10 din ki ho gyi h ek side ka nipple under dava hua h pura dudh nhi pi pati ek s side ka dudh piti plzz help me 😢m thk. Gyi hu bhut dippresoin m chli jaungi plzzz help 😢😢😢
Thank you so much sir aapke video ki mada ki wajhe se me apni bachi ko. Feed kara payi bohot bohot dhanyavaad sir me bohot pareshan thi 1 month ki ho jayegi meri gudiya ab jake usne mera dudh pina shuru kiya he
Nahi, aisa nahin hota, breast mein utna hi milk taiyar hota jitna, baby ko chahiye. Phir bhi agar aap ko lage ki milk kam aa raha hai toh aap dudh mein shatavari kalp powder dal ke din mein 2-3 baar pijiye. Yeah milk production ko increase karta hai .
Sir muje bhi ye chote nipple vala problem ho raha he, mene sirin bhi try kiya par nahi ho raha, to me daily pump ka use karke apne baby ko apna milk pila saktti hu ??
Hlo sir mein unmarried hu or 26 year Ki hu mere nipple bhar tho aate Hai pr kuch der baad Ander Chale jate Hai same pogishion mein nhi rhete Kya kru sir koi solutions btaiye plzz help mein sir
Mera breast abscess ka operation huaa hai 2 month phle mera baby us breast ka dudh nahi pi raha hai niple chote hone ki wjh se... Injection se bhi try kiya but niple nahi ban raha hai please give suggestions to me 🙏🏻
Dont worry, pregnency me body me bahut se changes hote hai, nipple bhi kafi hadd tak pehle se zyada bade ho jate hai, phir bhi agar kuch kami reh jaye to is video me bataye tariqe ko follow karen
Sir mera baby 7days ka hai.. Initially wife ka c-section hua toh wo feed nhi kara payi. But Nipple flat hone k wajah se feed nahi kara paa rahi hai abhi. Syringe v use kiye, pump v use liye. Pump se nikal raha hai aur baby bottle se pee raha hai. but nipple thoda sa nikalne k baad v baby direct feed nhi kar raha hai.. kya karen sir??? Koi issue hoga ya baby thode din k baad pena start kar lega??
Assalamualaikum ,sir mera beby 7 months ki Hain or wo breastfeeding Karti hi nahi jabrdasti bhi Karti fir bhi ,use beret feeding ki aadat kaise lagaye please sir
Pehle aap shaadi kar Leejiye uske baad khuda Na khasta agar koi problem criet ho to hi iska use kijiyega because iska use baar-baar kiya Jaata hai. Jab-Jab baby ko breastfeeding karwani ho tab-tab iska use kiya Jaata he.
No need to use it before having baby. Pregnancy me breast tissue ki growth hoti hai jisse kafi hadd tak chizen correct ho jati hain.. uske bad bhi persist kare tab in chizon ko use karna hai
Sir m daily try kr rhi hu...4 to 5 days se....bt m ye ache se use nhi kr pa rhi hu pain ki wjh se....sir plz help kijiye m kaise feeding krau apne baby ko
Mera baby abhi 13 days ka hai. Syringe wala method mein use kar rahi hun fir bhi baby suck nhi kar raha. Abhi mere nipple prominent ho gaye hai. To ab main kya karu
Baby ko bottle se doodh dene ki vajah se nipple confusion ho gaya hoga jiski vajah se aisa kar raha hai...bottle feeding na karayen..uski jagha katori spoon den aur sabse pahle bhooka hone pe apne anchal se attach karayen
Namaste doctor ji..meri duvidha ye hai ki mera 4saal ka ek ladka hai jo abhi tak mera breastfeeding lele the jo abhi meri 2nd ladki hone ke baad chod diya hai dikkat ye hai ki ladke ne left side ki breast se hi feed liya hai jiske karan vo breast badi bhi hai aur nipple bhi bada hai lekin right side ki breast aur nipple dono hi choti hai usme se feed karane me dikkat hoti hai to vo side ke breast ko thoda bada saku aisi koi exercise hai to bataye ya fir koi tip ho to bataye🙏🙏
Thanku so much sir Dr mere first baby ko mai brestfeeding nhe kr payi Kyuki mere nipples size kam thi pr abhi muze second time 5 month pregent hu toh ye injection wala trick use kr sakati hu 9 month tak mera problem solve ho jayega kya plz reply🙏
Buy link of
Breast Pump: amzn.to/4d3LSig
Nipple Shield: amzn.to/3W8W6a4
Thousands of thanks to you sir jee, coz of ur injection trick my baby able to drink milk after 6 days of her birth. 😊🙏🏽👍🏽♥️
Nipple flat ho gye hai baccha dud nahi pee paa Raha hai kaise kare
Thanks alot sir aapke idea se mujhe bahut faida hua hai aur mere bahut badi problem solve ho gaya
Most welcome
Thank you sir m using syringe method.. Its painful but effective. Because i had my 3rd c section. And having underdeveloped nipples. But this time m somewhat confident that i can also breastfeed my premature baby.
I have started the given suggestions. Feeling relief after hearing the given suggestions.. Hope it will work best for me and baby..
Bahot sara thnx Sir aapke Series Wale idea se 10 day's k baad mera baby feed kr paya... Thnx a lot
Han didi bataiye same yahi problem
Same problem
Mere baby aj 10 din ki ho gyi ek side ka nipple nhi h plzz kuch bta do ro ro k thk gyi hu m 😿😭😭😭😭😭
@@niyatimishra06hi
Thank you Thank you Thank you so much sir the injection method has fully work to my wife. Again Thank you so much.....👏👍
Most welcome
Thank you sir ji mene injeksan vala tray kiya mujhe kafi madad mili thank you so much🙏🙏
Hello sir. Apki sari video's bahot usefull hoti h. Actually mera baby 1month 3days ka ho gya h use cold hua h.. mene dwai bhi use ki thi dr. K kehne pr..lekin(t-minic) 5days tk use krne k baad frk h pr jayda nhi h.. meri baby doodh piti h burp krne k baad bhi doodh nikalti h or kabhi kabhi cough bhi nikalti h... Leki esa mostly bad pr letne k time pr hota h.. m kya kru ap btao ya mujhe dwai continue krni chaiye?
Halka hai to band kar den.. doodh pilane ke bad karwati se litayen,
Burping ki sahi technique use kariye
Thankyou sar aapne kitne ache se samjhaya
Most welcome
Thank you so much sir this information is very beneficial to my clinical practice and I always guide to new mothers
Most welcome, keep supporting
Thanku so much it's really work and now I can feed my baby properly and my baby only on breastfeed now.thanku so much
Most welcome
tysm sir🙂 injection method is very effective 10₹ to 20₹ cost but really effective.... happy motherhood to everyone who ever is watching this may your problem vanishes off very soon🙂
Thanks alot
Konse no. Ki series hey ye
Thank you sir
@@raveenaimmu3697 10ml 💉 syringe
Sir 22days hugaye dilivary hu k.... Sirf 4drop hi milk aata hai.... Please really sir
Thanku sir .. it's working my baby girl 1 month old .. now by this trick she is feeding.. thnks again
Most welcome
Is it painful
If doing gently , not painful
After how many days does the nipple get sharp by this syringe method??
Kya apne doctor se aapne consult Kiya ki is bottle se bchche ko infection to nhi hoga
Injection wala Maine Kiya tha 1 se 2 bar karne se hi mera baby dhoodh pine laga but it's very painfull prosece..par apne baby ke liye karna padta hai aur dard sehena padta hai isse 💯 ho jata hai so don't worry...
use less pressure while doing this technique
Dua for me
Mene bhi injection wala hi kya tha ts very painful
Mera baby aaj 10din ka ho gaya or dudh ni pira nipple chhote he isiliye, pump se try Kiya pr ni hora I hope ye injection vala Kam kre 🤞🏻
Hi mam
May god ye tarika success full ho 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 I need it
Thanks sir ye me bhi yuj kiya he or muje apne beby dhud pilane me aasanhua very nice
Most welcome
Ye kha milta h dear
Konsa matord use kiya apne
Hamen aapka number mil sakta hai jaruri hai please
Hi dear mere nepple Nahi hai Main kaise banao baby ko dhodh nahi pilai jara
Very. Nice. Sir. Bahuth. Bahuth. Shukriya. Dr. Sahab
Thanks alot
Best idea doctor ji and very very very thank you ji❤❤❤❤❤
So nice of you,
Thank you sir bhoot help full video
Thank you,I was searching for this video 👍👍
Sir meri baby 2 months ki hone wali hai or breast feeding krwate time bht roti hai cranky hojati hai mera nipples chota hain woh Thk se pakar nhi pati usey main bottle feeding meh rkhi hun or pump krti hun apna milk woh ky sirf breastfeeding meh reh payegi plz rply sir
Thank you so much sir👍
Bhut helpfull video sir ❤😊😊thanku☺
Very useful video
Before marriage,, jiske nipple flat hai,, kya hum syringe use karke nipple ko bahar karne ke liye try kar sakte hai??? Plzzz reply
Thank u soo much sir 🙏😇
its very effective breast pump seriously i also used it.
great
Thank you so much sir for giving me a great advice thank you so much 🙏🙏🙏
Bahut achhi video thee aap ki
Jazakallha khair sir
Bhoot badhi sir ji
Thank you so much .it is very useful.
Bahot badiya sir thank u.....
Baby lena hi nae chahti hai or bahut patli hai please reply me sir kiuki iski Bajaj se mai paresan hu
Sir jo apne phle sirinj vala oquipment dikhaya tha use delivery se phle pregnancy me use kr skte h kya brest nipple size bdhane k liye because mere phle baby k sth mujhe breasfeeding ki problem aayi thi dar h k khi is bar b flat nipple k karan m apne baby ko breastfeed na kra pau pls reply me sir bht confused hu plss plss sir
Thank you so much sir. It is very helpful 🙏🏻
Most welcome
Agr pan ho to kya kare kantinu
But halke force ke sath karna hai
sir 7th ya 8th month me hum ye try kre roj to kya delivery tak nipple bahar aa jayegi?
Thank you very much sir
Sir pregnancy me sirinj bli kr sakte h reply me plz
Ye baby ke hone ke bad hi useful hai
Very informative, thanks
If size is big in 20 age is it hormone issues?
@🦉Vasumohan🦉 brestpump
Thnk you very much dr. bhot asan hogya isse may god bless you
Sir mai breast pump feeder se baby ko feed kar rahi hoon...but direct breast se feed nehi kar pati...phle 1 month feeder se habit ho gayi hain.. bahut parishan hoon.. plz advice sir..😔
Watch Comment Box video 1
Same problem
@@HealthyChild plz reply sir
Same here sister mera Nhi Nhi haal ha
Mera baby 4 months 12 din ka hai c-section se baby hua hai isliye mujhe breast feeding nahi da pati thi pura din 3/4 bar deti thi but abhi baby breast feeding nahi kar rahai or breastfeeding ma milk nahi aa rahai abhi mujhe kiya karna hai
4 months ke bad breastmilk supply wapas shuru hona bahut mushkil hai... try karen.agar na ho to formula milk den
Hello sir mai yehi breast feeding pump electronic use kar sakte hai kay???
Ji kar sakti hain
Mera 3month ka baby hai woh bhut kam sota hai 3 se 4 ganta hi sota hai kam sone se koi problem to nhi hogi n plz answer me
Sir meri second pregnancy he. 1st time Maine baby ko dudh nhi pila ski.mera ek niple andar he.kya mai ye ab try kar skti hu. To more niple delivery ke phle baher aayega. Plz reply.
Delivery ke bad is technique to har bar feed se pehle karana hai.. aap zaroor feed kara payengi
How long I can use nipple shield for breast feeding?
Siring wala use kia mene but mere hand me boht pain huaa es se koi side effects to nhi hojayga na
Long term use kr sakte hai kya
Thank u so much sir
Most welcome
beby k bina latch kiye bina kya brest pummp use krne se ... beby ko 6 mnth tk feed kraya ja skta hy mera beby 2 mnt ka hy flat nipple ki wjh se brest me muh ni lgata ...to mai use milk express krke ktori chmmch se pilati hu...sir plz reply kriyega....
diya to ja sakta hai..but production kam hota hai agar baby latch nahi karta
@@HealthyChild milk production av tk to bht acccha hy agr mai aise hi diet ar pumping sedule ko follow krungi to ...6 mnth km se km beby ko brest feed kra paungi ....sir ap ek vdeo aisi mothers k liye v bnaiye jinke beby apni maa se direct attached ni ho pate...🙏🙏🙏...mera beby 2 mnth ka ho gya hy to ab wo kisi condition me lach ni krta hy ...ar mai use hr hal me brest milk hi dena chahti hu ... 🙏🙏🙏agr ap meri help kr skte hy to jarur kijiye ga sir....
Main 8 month pregnant hu or mere nipple chhote hai to kya mai sirinj wala tarika apna skti hu plz plz plz plz sir help me
Baby ko bahar ke dudh ki aadat bilkul bhi na daalna warna wo apka dudh nhi piyega aajkal k baby bahut hosiyar h
Abhi zaroorat nahi.. baby deliver ho kaye tab kariyega har feed se pehle
Thank you so much sir
Most welcome, keep supprting
Aap ki sari video bahut bahut informative h sir............sir mera bhi milk output bahut hi kam h kya me apne baby ko cow milk de sakti hu pls sir pls reply jarur kijiye......1 month ka hone vala h
Cow milk na den.. breastmilk dene ka try karen.. nahi ho raha tab formula milk den
Ap to bhut hi smart ho 🥰😘
Thaink you
Mera baby ft nahin kar pata mein apni nipple se bahut pareshan hun doctor ne bola hai sirf man ka hi dude de sakte please koi aur remedy ho to bataiye
nipple sheild
Thank u
Pump karke milk kitne time rakh sakte h?
Sir mere shuru se hi nipples under ki or hai m bahut preshan hoon vaise meri breast achi hai m tight bra b nhi pahnti fr b
Pregnancy ke thoda prominent ho jate hain nipples, phir bhi agar kami reh jaye to is video ko follow karen
Baby ko injection se dud pila sakty h usme infection to nhi hoti mera beta dud nhi pita to davai smj kr pi leta h pls tell m sir usko injection ko m bar bar ubal ti hu jo pisten h isme infection to nhi hoti sir
Mera 4th month h to me abi try kr skti hu
Kar sakti hain...thoda patience se kariye..
Syringe wala Maine kafi time tak kiya tha par wo kuch der tk hi bahar rhta h fir phle k tarah ho jata hai sir. Koi permanent ilaj ho to btaye
Kuch der hi rahega.. syringe use karke turant baby ko attach kara len.. har feed ke bad aisa karen
Jaya ji plz bataiye same problem with me...I need ur help
Mujhe khud ni pta mam... Pr syringe se krne pr thodi der k liye nipple bahar aa jata h
Mera b same prblm
Muze bhi same problem ho rahi hai.... Isaka permenant ilaj ho to bataye
Hy mere baby 10 din ki ho gyi h ek side ka nipple under dava hua h pura dudh nhi pi pati ek s side ka dudh piti plzz help me 😢m thk. Gyi hu bhut dippresoin m chli jaungi plzzz help 😢😢😢
is video me bataye tariqe ko follow karen ... fayda hoga
Sir agar niple bada hoto kaise chota kare baby ko pilane me problem hoti h plz koi upay bataye
Is video me bataya hai.. watch till last
Pehle thoda milk press karke nikal len.. jab nipple halka ho jaye tab baby ko attach karen
Thank you so much sir aapke video ki mada ki wajhe se me apni bachi ko. Feed kara payi bohot bohot dhanyavaad sir me bohot pareshan thi 1 month ki ho jayegi meri gudiya ab jake usne mera dudh pina shuru kiya he
Apki samasya solve ho gayi yahi mere liye khushi ki bat hai.
Kya apne syringe method use kiya tha
Meri guriya bhi breast suck nhi kar pa rahi hai flat nipple ki wajah se.plz help
Doctor, is there any way to increase nipple size? (Flat nipple)
Which will help a lactating mother to feed the baby
Bhaut bahut shukriya bhi
Sir chhot breast m Kam dood Banta h kaya ya nhi chhot breast wal kasa feeding karay please esak liy yak video banay or mujhe kara
Nahi, aisa nahin hota, breast mein utna hi milk taiyar hota jitna, baby ko chahiye. Phir bhi agar aap ko lage ki milk kam aa raha hai toh aap dudh mein shatavari kalp powder dal ke din mein 2-3 baar pijiye. Yeah milk production ko increase karta hai .
@Manish Yadav Haan,aur yeah sujhaav mera nahin mere gynaecologist or pediatritian ka hai.
Sir muje bhi ye chote nipple vala problem ho raha he, mene sirin bhi try kiya par nahi ho raha, to me daily pump ka use karke apne baby ko apna milk pila saktti hu ??
Hlo sir mein unmarried hu or 26 year Ki hu mere nipple bhar tho aate Hai pr kuch der baad Ander Chale jate Hai same pogishion mein nhi rhete Kya kru sir koi solutions btaiye plzz help mein sir
Kuch hadd tak pregnency me bahar aajate hai. Uske bad is technique ko use kariyega
Same problem meri h
Thik hua apka dear ye problem@@truptighate7528
Btaiyega
Sir... You are great...
I do have same problem that I have flat nipple..dr suggested me this syringe method...if we do this then will I get my nipple sharp??
I will not correct it permanently, just will make prominent before feeding for easy to latch
Mera breast abscess ka operation huaa hai 2 month phle mera baby us breast ka dudh nahi pi raha hai niple chote hone ki wjh se... Injection se bhi try kiya but niple nahi ban raha hai please give suggestions to me 🙏🏻
Sir unmarried ladkio ki nipple ubhar nahi ata he to keya kare plzzzz..age 23 yr
Dont worry, pregnency me body me bahut se changes hote hai, nipple bhi kafi hadd tak pehle se zyada bade ho jate hai, phir bhi agar kuch kami reh jaye to is video me bataye tariqe ko follow karen
Dear kuch ni hota h isse use kiya h mene
@@MamtaSingh-eg3ij send me your what's number
Sir mere breast pe milk bohat Kam ho rahi hai breast pump use kar rahi hun but milk thik se nehi ho rahi hai kuch bataye
Baby ko ache se attach karwaiye.. night feed zaroor karaiye.. khoob sara liquid diet lijiye..
@@HealthyChild thank u so much mein jarur try karungi
Thanks you so much sar aapne bahut sundar mahiti sangeeali
Sir..main unmarried hun ,25 sal ki mere mere nippal andar ho h or mera boobs bhot chote hn kya karu main
Pregnency me kafi hadd tak chizen improve ho jati hain, phir bhi agar zyada pareshani hai to kisi gynacologist ko dikha len
Sir mera baby 7days ka hai..
Initially wife ka c-section hua toh wo feed nhi kara payi.
But Nipple flat hone k wajah se feed nahi kara paa rahi hai abhi.
Syringe v use kiye, pump v use liye. Pump se nikal raha hai aur baby bottle se pee raha hai. but nipple thoda sa nikalne k baad v baby direct feed nhi kar raha hai.. kya karen sir??? Koi issue hoga ya baby thode din k baad pena start kar lega??
Sir agara chest ki ak side nipal nikal aye or ak side nipal nikalta nehi to kya krani chahiye pliz sir bataia
Jis side nahi nikalta hai udhar ye technique apnayen
Sir meri sadi nhi huaa kya mai ye kam kar sakti hu reply please🙏🙏🙏🙏🙏
ye delivery ke bad use karne se fayda hai
Sir my baby is three weeks old.. my nipple is small she refuses my milk.. very tens.. she is on formula milk.. please help meee
I have told solution in this video
Hello shamsud...same problem with me aapko solution kya mila...plz help me
Sir mera beta hai 10 din ka us ki ghati choti hai dud nhi pi pata hai Kam pita hai or us ke gale me ispes Kam hai us ke bare me bata do please sir
Bacche ko najdiki paediatrician ko dikha len...aur sahi ilaj len
Sir m to 2 month se try kr rhi hu ye methods lekin fayda nhi
Assalamualaikum ,sir mera beby 7 months ki Hain or wo breastfeeding Karti hi nahi jabrdasti bhi Karti fir bhi ,use beret feeding ki aadat kaise lagaye please sir
21days ho gye fir bhi mera baby mere nipple ko bikul bhi mu nhi lgata hai
Whatsapp kro 8356878331
Ye upay kiye aapne?
Hello sir..my baby is preterm baby...vo 2 month ka h uss botle ki adat h ...sidhe brestfeed kese karvana chaiye
Same situation
Kuch pta chlega toh muje b btana
Sir un married girls can use this device for the treatment of inverted nipples or not ? Is it safe ?? Plz answer me
Pehle aap shaadi kar Leejiye uske baad khuda Na khasta agar koi problem criet ho to hi iska use kijiyega because iska use baar-baar kiya Jaata hai. Jab-Jab baby ko breastfeeding karwani ho tab-tab iska use kiya Jaata he.
No need to use it before having baby. Pregnancy me breast tissue ki growth hoti hai jisse kafi hadd tak chizen correct ho jati hain.. uske bad bhi persist kare tab in chizon ko use karna hai
😀
Thanks sir muja be yahi problem thi thanks sir😒🙏🙏🙏
Thank u sir❤ this helped my bhabhi a lot..
Sir m daily try kr rhi hu...4 to 5 days se....bt m ye ache se use nhi kr pa rhi hu pain ki wjh se....sir plz help kijiye m kaise feeding krau apne baby ko
Sir thank with your suggestions We did it's worked 👍👍👍👍
Mera baby abhi 13 days ka hai. Syringe wala method mein use kar rahi hun fir bhi baby suck nhi kar raha. Abhi mere nipple prominent ho gaye hai. To ab main kya karu
Baby ko bottle se doodh dene ki vajah se nipple confusion ho gaya hoga jiski vajah se aisa kar raha hai...bottle feeding na karayen..uski jagha katori spoon den aur sabse pahle bhooka hone pe apne anchal se attach karayen
Namaste doctor ji..meri duvidha ye hai ki mera 4saal ka ek ladka hai jo abhi tak mera breastfeeding lele the jo abhi meri 2nd ladki hone ke baad chod diya hai dikkat ye hai ki ladke ne left side ki breast se hi feed liya hai jiske karan vo breast badi bhi hai aur nipple bhi bada hai lekin right side ki breast aur nipple dono hi choti hai usme se feed karane me dikkat hoti hai to vo side ke breast ko thoda bada saku aisi koi exercise hai to bataye ya fir koi tip ho to bataye🙏🙏
Dear bhai, awesome awesome idea with injections..
Thanks alot
Ek syringe kitne time k liye use kar sakte hai
Aur syringe use karte waqt jo milk hoga wo baby ko spoon se pila sakte hai kya
Ek syringe multiple time use kar sakte hain agar dry hai to..
Syringe clean ho to milk pila sakte hain...baby ko
Sir aaj mere bacche ke naak me se nli nikl hai aur ab wo milk ni pi pa rha bottel se ..sir kaise milk pilaye isko...mera baby 18 din ka hua hai aaj
🎉
Sir mera baby abhi hua h mere nipple us k muh tk ni pahuch pa ri h or milk bhi bht km drop drop nikl rha h mai kya kru jisse feed kra sku
Child vaccination ki puri detail per vedio bnaiye
Thanks for suggestion
thank you so much sir God bless you sir thank you so much ☺☺☺
Most welcome
Thanku so much sir
Dr mere first baby ko mai brestfeeding nhe kr payi Kyuki mere nipples size kam thi pr abhi muze second time 5 month pregent hu toh ye injection wala trick use kr sakati hu 9 month tak mera problem solve ho jayega kya plz reply🙏
Abhi use karne se koi fayda nahi hai. Jab baby ho jaye to har feed se pehle ise karen
Ok thanku