Al hilal crown me diya hai. August prastava 1940 topic ke upar dekhiye. Swtantrata Andolan se purva likhi pustak topic me box me diya hai. Mera old book hai is liye page nahi bata raha
@CrackwithMCQ sir ek baat or Agar mai lucent or crown dono cover Kar raha hu. To kya dristi gs karna jaruri hai? Ma Kal order kiya. Mera crown achhe se complete hai. Lucent se wo Kar raha jo crown me nahi hai. To kya dristi add karna sahi hai. 2213 me physical out hu. 1275 me roll no PT me hi galat fill ho gaya tha. Abhi khud se analysis nahi kiya question ko. Aap kiye hai to aap se hi puchh le raha.
@@gforgyan7544Sir 25 aug ko mera Bihar police ka exam tha,lekin ek bada galti hogya omr sheet me roll number sahi bhare hai magar ,omr me booklet number wrong fill(भरा) गया है ,yani example me jo booklet number tha wo wala galti se bhar diye ,क्या मेरा कॉपी चेक होगा और रिजल्ट आएगा या नहीं 60 Plus right kiye please sir reply digiye bahut tension ho raha hai.
हम खुद साइंस का मिलाए है sk jha sir के बुक से 90% पूरे scince book objective and subjective से लाइन बाय लाइन मिला हुआ है एक बार उससे मिला के वीडियो बनाइए ये मैं दावे के साथ बोल रहा हूं 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
बहुत confusion hai sir ji एक सही बुक लिस्ट बताए की कौन कौन बुक पढ़ना पड़ेगा बुक ज्यादा हो कोई दीकत नही लेकिन सही होना चाहिए साइंस पर स्पेशल ध्यान दीजिए और सही बुक बताए
Nice video.. U did hard work in making this video.. 2nd shift ka bhi laie.. Or jo sb bol rha gyan bindu question bank or sk jha science wo v ek baar dekh hi lijie..
ज्ञान बिंदु का किया देखना भाई वो तो ऑलरेडी क्वेश्चन बैंक है जो क्वेश्चन देख के एक्सप्लेंशन किया है । Sk jha science me kuch kuch question mil rha hai jaise विस्थापन का दूरी का अनुपात कितना होता है
@@RajaSingh-gc4xd sab hawa baji kar raha haai jo sir bole wo suna hai koi dekha nahi hai kisi bhi student se sune hai ki ham gyan bindu guide padh ke exam clear kiye hai
@@CrackwithMCQ sahi kah rahe hai aap.. Bada hawabaaz sb hai😂😂 Jab sirf question bank se hi 60 question aa jaega to fir wo coaching hi kyu chala raha hai...
MAINS ka analysis kiya to 60+ question Lucent se लेकिन जब PT ka kiya to 40 paar nahi ho paya Lucent me। Confused mat hoye Lucent sabhi market book me abhi abhi accha hai bus aap log ko bta rahe ki PRE khali Lucent se nahi hoga
Han jab MAINS ka analysis kiye to 60+ Lucent se mil gya lekin jab PT ka kiye to 40 paar nahi kar paya lekin market me jitna bhi book hai usse 10 question jyada he question mila hai Lucent se to Lucent king hai uska koi jawab nahi
@@CrackwithMCQ page number 68 book edition 12 (2022) English medium 3rd point in sirajuddaula:1756-57 :- ON 2nd jan 1757 ,TREATY OF ALINAGAR was signed,whereby siraj conceded practically all the demand .British then captured Chandranagore, the french settlement on march 1757.
Sir aap ek baar the selection guru sir ka jo bihar daroga ka question bank book hai usse mila kar dekhiye to kitna questions usse aaya hai main usi se padh raha hu line by line ache se ..Agar usse padh lenge to exam me 50% question ban jayege ya nhi sir please reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
अरे भाई सबसे ज्यादा ज्ञान बिंदु के question bank se aaya h 60% question Pt or man's mai नही तो पुरा खोल कर देख लिजिए पेज वाई पेज ज्ञान बिंदु का question bank se mila ke सीधा 60 प्रश्न छपा है उनका question bank se
O mere bhai jo question Lucent subjective me nhi hai wo sare Lucent objective aur speedy GK me hai maine bhi sab chack kiya hai aur koi bhi do subjective book nhi padhi chaiya kisi ko bhi koi fyada nhi hota
@@CrackwithMCQ are yar comment toh sahi se padh lete mai bas gk ka bola hu science ka nhi 😊 science kisi sahi teacher se karna sahi rahta hai foundation ek bar 🤐
@@BalliaSSC Gk ka he question bta do Mughal mewad yudh Ali nager ki sandhi Kisi bhi source ka Page number saath btana only Lucent objective and speedy gk
Jinko sach me bihar daroga niklna hai wo bas... Lucent subjective+ Lucent objective+ speedy GK+ speedy science kar lo ho jyaga😊
अच्छा तो आप इसे है फॉलो कर रहे है
Lagta hai ye abhi tk yhi leke chl rhe hai.@@CrackwithMCQ
Aapke mehant ko hmara salam hai
Thanks ❤️
कोई एक बुक से सफलता मिलता तो.. हर घर से एक daroga होता. 🤣🤣🤣
Aap ka subscribe bahut jaldi badgya aap ki mehnat ki wajah se❤❤🎉 congratulations
बुक देख के और आपके बातों से एकदम स्वस्थ हो गए सर🙏
Khan sir poket gk me History ka question no. 5 -page no.62 me
Or questions no.6 -page no.49 me hai
जबरदस्त sir बनाया वीडियो pdf sand दीजिए जिंदगी में पहली बार इतना क्लियर करके कोई यूट्यूब बताया है इसके लिए थैंक यू❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks 🙏
कागरा लघु चित्रकला questions ( Lucent objective Book me h) peg-=400 me h
इतना मेहनत करने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद सर, ये वीडियो हम अभ्यर्थियों के लिए बहुत उपयोगी है।❤️❤️🙏🙏
Bro ek sk jha sir ki science book aur ek youth publication ka science railway wala mcq try kro..
Al hilal crown me diya hai. August prastava 1940 topic ke upar dekhiye. Swtantrata Andolan se purva likhi pustak topic me box me diya hai. Mera old book hai is liye page nahi bata raha
Thank you 🙏
@CrackwithMCQ sir ek baat or Agar mai lucent or crown dono cover Kar raha hu. To kya dristi gs karna jaruri hai? Ma Kal order kiya. Mera crown achhe se complete hai. Lucent se wo Kar raha jo crown me nahi hai. To kya dristi add karna sahi hai. 2213 me physical out hu. 1275 me roll no PT me hi galat fill ho gaya tha. Abhi khud se analysis nahi kiya question ko. Aap kiye hai to aap se hi puchh le raha.
@gforgyan7544 nahi bhai ye dono sufficient hai par aap ko Economy ka question nahi milega उसके लिए आप कोई एनसीईआरटी का बुक पढ़ लेना हो जायेगा
@@gforgyan7544Sir 25 aug ko mera Bihar police ka exam tha,lekin ek bada galti hogya omr sheet me roll number sahi bhare hai magar ,omr me booklet number wrong fill(भरा) गया है ,yani example me jo booklet number tha wo wala galti se bhar diye
,क्या मेरा कॉपी चेक होगा और रिजल्ट आएगा या नहीं 60 Plus right kiye please sir reply digiye bahut tension ho raha hai.
@@r-moves8694 bhai ye to bhari mistake ho gaya hai. Intejar karo result aane tak. Kuch kaha nahi ja sakta
हम खुद साइंस का मिलाए है sk jha sir के बुक से 90% पूरे scince book objective and subjective से लाइन बाय लाइन मिला हुआ है एक बार उससे मिला के वीडियो बनाइए ये मैं दावे के साथ बोल रहा हूं 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
Okay
बहुत confusion hai sir ji एक सही बुक लिस्ट बताए की कौन कौन बुक पढ़ना पड़ेगा बुक ज्यादा हो कोई दीकत नही लेकिन सही होना चाहिए साइंस पर स्पेशल ध्यान दीजिए और सही बुक बताए
कुछ दिन रुक जाए क्वेश्चन एनालिसिस करके हम जरूर बताएंगे
भाई साइंस sk jha ka मिला लो 🎉🎉🎉🎉🎉🔥
Bahot bahot danybad bhaiya
Thanks sir ji all chapter book previous year chapter wise bataiye sir
Lucent se 50 questions aaya hai maine bhi analysis kar liya hu
Video me sound bdhaiye thora..bht low h
Arihant ncert science notes dekhiye ik bar
Han अलीनगर की संधि नही दिया हुआ है
उसमे भूत कुछ मिसिंग है
Gyan bindu bittu sir ka science ka notes se milaiye 95% question mil jayega aapko
उसे भी देख लेंगे
Sir Bihar Daroga ke liye book list bataiye uspe ek video banaiye
Lucent+crown+ghatna chakra+ speedy current
Se ho jayega merit tak please reply kijiye
Previous year question or Set
Final merit
Bhaiya telegram hai apka usme yeh sab pdf dalte na question kitna aya h 😊
👍👍👍👍
Nice video.. U did hard work in making this video.. 2nd shift ka bhi laie.. Or jo sb bol rha gyan bindu question bank or sk jha science wo v ek baar dekh hi lijie..
ज्ञान बिंदु का किया देखना भाई वो तो ऑलरेडी क्वेश्चन बैंक है जो क्वेश्चन देख के एक्सप्लेंशन किया है ।
Sk jha science me kuch kuch question mil rha hai jaise विस्थापन का दूरी का अनुपात कितना होता है
@@CrackwithMCQ Sab bol rha uske question bank ke explanation se takraya hai pre ka question comment me
@@RajaSingh-gc4xd sab hawa baji kar raha haai jo sir bole wo suna hai koi dekha nahi hai kisi bhi student se sune hai ki ham gyan bindu guide padh ke exam clear kiye hai
@@CrackwithMCQ sahi kah rahe hai aap.. Bada hawabaaz sb hai😂😂
Jab sirf question bank se hi 60 question aa jaega to fir wo coaching hi kyu chala raha hai...
Science ka sir bataeye na kaha se padhai jay
मैथ्स और रीजनिंग नहीं आता हुआ क्या pre में
Bhai ek baar #_Ghatna_Chakra ka v analysis kro
Sir science ka pta krke btaye kha se aaya h
मुगल मेवाड़ संधि घटनाचक्र पेज नम्बर 309 में दिया गया h
Kbhi bolta h maine m lucent s aya kbhi bolta h barbad ho jaoge ...tm phle khud confusion durr kro
MAINS ka analysis kiya to 60+ question Lucent se लेकिन जब PT ka kiya to 40 paar nahi ho paya Lucent me। Confused mat hoye Lucent sabhi market book me abhi abhi accha hai bus aap log ko bta rahe ki PRE khali Lucent se nahi hoga
Ek dum sahi Analysis kiya hai Bhai ne sahi bataya Lucent Crown dristi ghatna chakra karna padega acche se
jo question lucent se nahi mila hai vo speedy se mila hai 🎉
Lucent + crown dono padhna hoga kya? Lucent ka main main topic bata dijiye kitna padhna parega
5:04
आपका Lucent cron ka Edition year kya hai
2024
1275 si and prohibition si ka लगभग सभी question,current नहीं,ghatnachakra railway हल प्रश्न पत्र समान्य अध्ययन और समान्य विज्ञान से हैं
लगभग कितना होता है ? कैसे समझ आयेगा ?
Bihar SSC science ka Lucent se bataiye previous year sir
Scince ka sk jha me देखो 90 % दावे के साथ मिला है🔥🔥🔥🔥
Okay उसे भी देख लेते है ।
@@CrackwithMCQ अगर 90% sk jha sir के scince book se नहीं मिलेगा तो हम पढ़ना छोड़ देंगे आप मिला के देख लीजिए🔥🔥🔥🔥🔥
@@KundanKumar-tv8oh Bhai English me aata hai kya SK jha wala book?
@@RajaSingh-gc4xd नहीं भाई सिर्फ हिंदी में
Sir aap ek video me bole hai 55 question aya hai Lucent se ab kuchh or bol rhe hai
Han jab MAINS ka analysis kiye to 60+ Lucent se mil gya lekin jab PT ka kiye to 40 paar nahi kar paya lekin market me jitna bhi book hai usse 10 question jyada he question mila hai Lucent se to Lucent king hai uska koi jawab nahi
@@CrackwithMCQ sir please bta dijiye baki ke questions kis book se aya ghatnachakra se kitne aye hai
Sir science ka book bataye please 🙏
Kuch din rukiye
Pre ka liye sara exam mai gk gs kaun sa book sahi hoga
Lucent ,previous year, set practice speedy current affairs,
Dishri samyan adhayan
Lucent series kab se started hoga
@@anishjha9087 bhut jald
🎉
2no question ncert 9ka hai
Ncert me he ye sab milga
GS ke liye koi bas do book bata do bhai science ke alwa
Lucent + crown + dristy
Science ka v btao dijiye
Science speedy se miliye sir ek bar please
UP कांस्टेबल analiys please
Science ka pless bata digiye kaha se Krna hi 🙏🙏🙏
बताएंगे
Bhai Railway ke liye bhi book batao na
Lucent or saath me jitna bhi previous year hai railway ka sab lagaa lijye
Sir 3rd edition question bank se kitna lada tha please reply me
Abhi to ye new aaya hai to kaise pata Kiya Jaye
Current kis book se aaya tha
Science question kaha se aaya uska analysis aapne nhi dala abhi tak
Video upload hai aap dekh sakte hai
@CrackwithMCQ link please
@@Uday-kn2up channel visit kijiye
9 10 class ka science पढ़िए
Sir treaty of alinagar diya hai lucnet but date galat diya hai
Page number
@@CrackwithMCQ page number 68 book edition 12 (2022) English medium
3rd point in sirajuddaula:1756-57
:- ON 2nd jan 1757 ,TREATY OF ALINAGAR was signed,whereby siraj conceded practically all the demand .British then captured Chandranagore, the french settlement on march 1757.
@@rojgartak6805 but in hindi medium there is no any discussion on Alinagr treaty ।
Since ky liya book flow kera
Kuch din baad batate hai
Histry ka koi book jisse question lagbhag bahar nahin jaaye authentic data ke sath ho
Dristy quick book
@@CrackwithMCQ only history ka aata h so
@@Next__inspector hn
Kab se start hoga sir
Bhut jald start hoga
Sir aap ek baar the selection guru sir ka jo bihar daroga ka question bank book hai usse mila kar dekhiye to kitna questions usse aaya hai main usi se padh raha hu line by line ache se ..Agar usse padh lenge to exam me 50% question ban jayege ya nhi sir please reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Try karte hai milane ka
@@CrackwithMCQ us book se padh rahe hai to exam me questions ban jayenge ache se 50% question
@@gaurav_yadav4422 Abbi to naya aaya hai market me or ham dekhe hai book bus question ka he explanation kiya hai jitna bhi related hai
@@CrackwithMCQ haaan to usse padhenge to 50% Bhi ho jayega kya sir exam me baki ke liye notes aur Lucent and speedy padh lenge to ho jayega kya
अरे भाई सबसे ज्यादा ज्ञान बिंदु के question bank se aaya h 60% question
Pt or man's mai नही तो पुरा खोल कर देख लिजिए पेज वाई पेज ज्ञान बिंदु का question bank se mila ke सीधा 60 प्रश्न छपा है उनका question bank se
Kon sa question bank bhai.. Previous year wala aata hai wo kya??
उससे भी देख लेते है
ha
Telegram account ka link
Bhae Yek baar NCERT dekh lo hamse lagta hai ooha se baki ka question mil jaye
May be ho sakta hai mil jaye par utna NCERT dekhe kaise
Ghatna chakra mcq helpful hai ya Nahi please reply
Practice aap kar sakte hai ghatna chakra se ager Lucent padh liye hai to
Aap pahela clear karo ki kaun kaun se book padhana chahiye gk gs
Lucent Lucent or Lucent
Agli video Bssc cgl and 10+2 mey kitna aaya hai lucent sey
Okay
Pre ka liye kaun kaun book lena sahi hoga sahi se guide kijiye
Lucent book rat jao uske baad kuch padhna
Sir hm Lucent strt kr diye h morden history se suru kiyenh hai .. @@CrackwithMCQ
Bihar daroga me vivid se kitna number tha bhaiya please bta dijiye 1275 me
7-10
Kya science ke liye ncert kaisa rahega
Bhut badhya
Kiran ka mcq 6300 ksa rhega topic by diya h ise kitna que aya tha
Analysis ke baad bata te hai
Mathe ka question kaha gaya
History Luscent se acha crown me diye hua hai
Hn
Dp ka krado ser firr
Sir please aapse request h ki pta krke btaye ki kis book se science ke question the pls
Okay
question hai kitabe me se dega
Aap bhaot confusion hota hai
Ab nahi hoga Lucent ko padho
परीक्षा वाणी का बुक से लड़ जाता है भाई
Jab Lucent se nahi mil rha to kisi se na milga Lucent se kam he milega
Ntpc ke liye
Kafi hai
ये आपका old Lucent है भईया जी 🙏🙏
New
@CrackwithMCQ page nu. Mach nahi kar rahe hai 😥new lucent se
@@Manjay_Minatti_374 2023 wala se mil jayega
Bhai tum khud decide kr lo bol kya rhe ho
Lucent only pre ke liye nahi hI
Bhai Science ka bhi analysis kar key batao
Okay
Please sir guide kijiye
Lucent
Sir, science का पता लगा दीजिए सर ❤❤❤❤
ढूंढो खुद , तुम क्या कर रहे हो
Bta te hai bhut jald
tum khana Keya chahta hai
Last tak video dekhte to ye nahi puchte
Kabhi bolta hai lucent kabhi kabhi bolta hai lucent kabhi nahi hai
Lucent always Lucent
Jai hind
Jai hind
O mere bhai jo question Lucent subjective me nhi hai wo sare Lucent objective aur speedy GK me hai maine bhi sab chack kiya hai aur koi bhi do subjective book nhi padhi chaiya kisi ko bhi koi fyada nhi hota
Ek question batana Lucent objective se ki विस्थापन का दूरी का अनुपात कितना होता है
@@CrackwithMCQ are yar comment toh sahi se padh lete mai bas gk ka bola hu science ka nhi 😊 science kisi sahi teacher se karna sahi rahta hai foundation ek bar 🤐
@@CrackwithMCQ teacher bhi bata deta hu aapko sk jha se physics chemistry aur biology kajal man ka foundation sufficient for any exam
Good lage raho
@@BalliaSSC Gk ka he question bta do
Mughal mewad yudh
Ali nager ki sandhi
Kisi bhi source ka Page number saath btana only Lucent objective and speedy gk
Bhai Railway ke liye bhi book batao na
Jitna previous year haai sab ko dekh lo wahin se ayga