Bhai sp 125 new bike consent ke paas se puri bike bubbling karti ha Pls suggest me I hav checked these things Conset ok na loose na tight Tyre alligment is ok Alloy not bend Swing arm hav not play Wheel bearing is ok Kya problem ha yr pls help Khi bike conset chassis me prob to nhi ha bhai???
Mera bhi same hua hai shayd jab main subh me gaadi ko heat kar ke raise deta hu aage badne ke liye wo pickup hi nahi leti aur achanak se leti baad me 😢 Bahut tang aa gya hun aur showroom wale direct part replacement ki baat karte hai 😢 Shine bs6 2021 disc
Sir mere paas bs6 Honda shine hain uss main ye problem ho raha hain ki agar main firstly full throttle diya to gadi dhak dhak kar ta hain, aur subha subha gaadi ek kick pe start nahin hota, please mujhe kuch suggest kejiye
A salam bhai mene honda sp 125 new liya he usko abhi 2500 km chalaya or pistan hed o rig ke pass se oil likeg ho raha he ek bar service centre valo ne gasket ko badla vapas se same problem aya or vapas badla iska solution bataye bhai please 😢
Bhai meri shine sp 2017 ki hai 50000 kilometres chal gae hai abhi speed nahi dikhata hai kya karon please batayye, aur jab thoda accilerate karte hai to dabti hai maine nidle pin may ek paking dala aur seat ke niche air filter ke do hool may ek hoon bandh kaya thoda sahi hogae magar pora set nahi horahi hai kya karna hoga please batayye
sir mere pass unicorn bs6 hain aur usme auto chok mein gear dalte hi bike rpm 5k tak chala jata hai toh uska solution bata na please main bahut pareshan hu
Same yhi bike h 3000km chli h bhut missing krti h ek bar agency me Thik krva chuka hu phir bhi mission kr rhi h agency vallo ne bs fule filter change kiya h, kbhi kbhi to assa hota h ki Har 1 km bike missing kr rhi h aur engine ka sign dikhati h , solution bttao bhai bhut presan hu bike ko lekr 1000km pr hi ye problem aagi thi
Honda Company ki bikes mei itne saare problems bahot hi jaldi ajaate hai.. Aisa kyo hai kya maloom. Maine bahot baar dekha hai Honda k bike mei bahot hi maintanence hai . spare parts bhi high costly hai
Mera Honda sp 125 bayik 10 km chalneke bad pick-up missing horaha he ...soba kusch clinning karne ki basvi ..or engine bohot hit horahe ..pls sir ka karne chahiye bolo ham ko
Mere pass bhi honda livo hai, maine abhi 6 month huye, meri bike 60 km/h ke baad miss karti hai check light jalti hai aur continie race banaye rakhne par band ho jati hai, Swich off karke on karne par phir se start ho jati hai Kabhi kabhi badiya chalti hai,
Jiske pass obd scenner nai ho wo kaise rpm set kare ek andaaz bata dijiye sir ji ki kitna round bolt ko kholna hai please sir mein apni bike ki 1.5rounf khole hai
Mere honda x blade 160 cc me techometer kaam kr rhaa hain, jab gadi chlate hain tab speed zero btata hain kitna bhi tez chala lo aur thodi der baad khud speed sahi btane lgta hain Aur same time par abs ki light blink krne lgti hain Ish problem ka koi solution bta do
Bhi meri sp125 ka problem starting problem hai gadi band ho jati hai chalu nahi hot key bund kar ke chalu karne par chalu ho jati kuchh dur chale ke bad fir se band ho jati jab ki 3se4bar mai agency me dikaya problem solve nahi kar pa rahe hai
Meri bike mein bhi same issue high RPM rehta h lekin shuru k 1 min tak rehta h uske baad nrml ho jaata hai kya ye bhi issue h bike mein. Mere paas honda shine 125 hai
Nhi h bhai....bike warm up hone k liye company khud diya h wrna oise hmesa hote rhta n bro....hr gadi warm up krna chahiye wrna engine life km ho jata h
Meri bs6 bike hai se start karte samay hi race hoti hai uska Samay Kuchh Jyada der tak rahata hai Kusum Mein Bhajpa Tahsil Ho Jaati Hai please solution bataen
Me jab apni HONDA Xblade bs6 ko start krta hu to idle rpm 2300-2500 pr pohoch jata he fir 2 min baad automatically 1400-1500 pr aa jata he. Ye her bar gaadi start hone pr hota he. Iska solution bataye. THANK YOU
Bahut hi gazabb bhai super macainik ulfat ansari no.1😊👌
Bro thanks for this, this problem is very higher,and many bikes,❤
Ulfat bhai bahut acche se samjhae aap humko bahut acche se samajh mein aaya aap
Updated mechanic...like your performance
Sir bhat Baria information deya hai ❤️😘💕💕
Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Very useful video and informative video.
Thank you sir
वीडियो अच्छी लगी एसपी साइन की इनवर्टर
बहुत सुंदर वीडियो बनाए है
Bhot sehi jiz beta te ho aap 😊😊
Thanks sir for nice viode mast
Nice bhai aap garet ho 🥀👍🏻
भाई मुझको आप का कम बहुत पसंद आया
अंसारी साब आप कहां रहते हैं,,आपकी वीडियो बड़ी तकनीकी रहती हैं।।हमे भी आपसे मदद चाहिए।।
Very nice information and very interesting video sir ji
A mujha nahi patatha aap na bohot help keya
#new video good AAP kha se ho bhai
Thanks for supporting me bade bhaiya ji guru ji 🙏🙏
Very good explanation.
Super mechanic bhai
Ye same problem cb shine me bhi hai. Thanks🙏
Thank you so much sir 👍
Informative Video , Thanks
Big fan ulfat bhai
Bhai sp 125 new bike consent ke paas se puri bike bubbling karti ha
Pls suggest me
I hav checked these things
Conset ok na loose na tight
Tyre alligment is ok
Alloy not bend
Swing arm hav not play
Wheel bearing is ok
Kya problem ha yr pls help
Khi bike conset chassis me prob to nhi ha bhai???
Nice video sar bahut achcha
Good ulfat bhai
Thanks
Big fan bhai ...Honda ki wirring dai gram kese milega thoda batado mere bhai
Kattai jehar ❣️
Sir g 110cc best bike koun si hai/
Please reply
1 livo,
2 star City Plus
3 cd 110
Square engine mai best Manta hu par 110 cc main koi nhi hai
Bahot aacha bhai
Supperb bhai ❤️
भैया आप एक-एक सेंसर का एक बार वीडियो बना दीजिए और कौन कितने बार फिलिंग करेगा जानकारी
Aap ki shop kaha par hai ,meri bike bhi missing kar rahi hai......🙏🙏
Very good information.
Sir ji super super video sir
Smart. Mechanic
Bhai sp125 bs6 2020 model Disc break pad Kis company ka perfect rahega Showroom me Nahi mil raha hai filhal me plz reply me
Arrow company
Tvs jupiter me Itouch and normal self ki wiring detail per video banaao 🙏🙏🙏🙏
Mera bhi same hua hai shayd jab main subh me gaadi ko heat kar ke raise deta hu aage badne ke liye wo pickup hi nahi leti aur achanak se leti baad me 😢
Bahut tang aa gya hun aur showroom wale direct part replacement ki baat karte hai 😢
Shine bs6 2021 disc
Nice bhai💥👌
Nice tropick dada
Yah problem showroom wala Sahi kar sakta hai kya. Mera bhi same problem hai.
Fuel injector bike akdam accha nai hai, ye gari band hona chahiye
Aisa kyu
Gaadi ka selling ulta double ho gya
Thnku sir 🙏❤️
Bhai mere sp 125 m milage drop problem aa rha h kya problem ho skti h abhi 2 free service hui h
Sir mere paas bs6 Honda shine hain uss main ye problem ho raha hain ki agar main firstly full throttle diya to gadi dhak dhak kar ta hain, aur subha subha gaadi ek kick pe start nahin hota, please mujhe kuch suggest kejiye
mast video vai sab
A salam bhai mene honda sp 125 new liya he usko abhi 2500 km chalaya or pistan hed o rig ke pass se oil likeg ho raha he ek bar service centre valo ne gasket ko badla vapas se same problem aya or vapas badla iska solution bataye bhai please 😢
Bhai meri shine sp 2017 ki hai 50000 kilometres chal gae hai abhi speed nahi dikhata hai kya karon please batayye, aur jab thoda accilerate karte hai to dabti hai maine nidle pin may ek paking dala aur seat ke niche air filter ke do hool may ek hoon bandh kaya thoda sahi hogae magar pora set nahi horahi hai kya karna hoga please batayye
obd rs v311 cable ke sath mein kitne milta hai
Bhayya apka dukan kidhar hai
Masalah bhai sujuki access bs 6 rpm seting ka video banaiy bhai
Main morning me bike start karta hu to rpm high hota hi aur kuchh Minat tak rookne ke baad rpm sahi ho jata hi roj aise hi karna padta hi
Bs 6 gadi me engine garm hone tk aisi hota hai , isse engine life acha rehta hai
Good night sir
Sir meri sp125 me AUTO CHOKE kaam nhi krr rha he esa kyu ???
Where from u get this shop Manuel?
sir mere pass unicorn bs6 hain aur usme auto chok mein gear dalte hi bike rpm 5k tak chala jata hai toh uska solution bata na please main bahut pareshan hu
Sir ji 🙏
Sp125 engine over heating problem sa solution dado
2nd time tappid gasket dalva chuka hu mai., heating ke vajasa plzz
Same yhi bike h 3000km chli h bhut missing krti h ek bar agency me Thik krva chuka hu phir bhi mission kr rhi h agency vallo ne bs fule filter change kiya h, kbhi kbhi to assa hota h ki Har 1 km bike missing kr rhi h aur engine ka sign dikhati h , solution bttao bhai bhut presan hu bike ko lekr 1000km pr hi ye problem aagi thi
Honda Company ki bikes mei itne saare problems bahot hi jaldi ajaate hai.. Aisa kyo hai kya maloom. Maine bahot baar dekha hai Honda k bike mei bahot hi maintanence hai . spare parts bhi high costly hai
Nice information
ধন্যবাদ ভাই জান
Mera Honda sp 125 bayik 10 km chalneke bad pick-up missing horaha he ...soba kusch clinning karne ki basvi ..or engine bohot hit horahe ..pls sir ka karne chahiye bolo ham ko
Very nice sir
Sir. Kya. Aap ke. Paas. Kaam sakte hai..
MASHA ALLAH
Mere pass bhi honda livo hai, maine abhi 6 month huye, meri bike 60 km/h ke baad miss karti hai check light jalti hai aur continie race banaye rakhne par band ho jati hai,
Swich off karke on karne par phir se start ho jati hai
Kabhi kabhi badiya chalti hai,
Ecu ka problem hai kya??? Plz bataiye
Gjb bro
very nice 👌
Good👍👍
Honda x blade bs6 me speed sensor kaha par Hain
Uski location bta do please
Very good
Jiske pass obd scenner nai ho wo kaise rpm set kare ek andaaz bata dijiye sir ji ki kitna round bolt ko kholna hai please sir mein apni bike ki 1.5rounf khole hai
Sir ji koi idea toh bata do ek andaz ki kitni round khole
Kya 1.5round kholna sahi rahega
Mere honda x blade 160 cc me techometer kaam kr rhaa hain, jab gadi chlate hain tab speed zero btata hain kitna bhi tez chala lo aur thodi der baad khud speed sahi btane lgta hain
Aur same time par abs ki light blink krne lgti hain
Ish problem ka koi solution bta do
Sirji apka Garage kedar hai
Gjb❤❤❤
Meri bike 🏍 9000 kilometer chali hui hai or bhut bar pollution check kar wane par pollution aa raha hai to kya kare. Please reply
Dhanyabad
Thank you vai
Bhi meri sp125 ka problem starting problem hai gadi band ho jati hai chalu nahi hot key bund kar ke chalu karne par chalu ho jati kuchh dur chale ke bad fir se band ho jati jab ki 3se4bar mai agency me dikaya problem solve nahi kar pa rahe hai
Main apse kuch baten krna chahta hu
Bhai mujhe aapse apni bike ki service karani hai kahan per aana padega mujhko
Meri bike mein bhi same issue high RPM rehta h lekin shuru k 1 min tak rehta h uske baad nrml ho jaata hai kya ye bhi issue h bike mein. Mere paas honda shine 125 hai
Nhi h bhai....bike warm up hone k liye company khud diya h wrna oise hmesa hote rhta n bro....hr gadi warm up krna chahiye wrna engine life km ho jata h
Sir, mujhe IAT sensor ka location dikha di ji ye please
Meri bs6 bike hai se start karte samay hi race hoti hai uska Samay Kuchh Jyada der tak rahata hai Kusum Mein Bhajpa Tahsil Ho Jaati Hai please solution bataen
Ulfat bhai royal Enfield ki wiring ke bare mein bataiye
Same bike h mere me v ye same problem h rpm ka
Honda SP125 ke tank ka or fuel guage ka video banaye
Nice video ❤️
Sir. Aapka. Video. Bahut. Aacha. Lagta.
where can I get the program for the parts catalogue?
hi bro mera garaj he or gadi aaye honda dio he vo ban ho jati he
Very useful
HONDA activa Book kaha se milega sar
Bhaiya main bhi mechanic ka kam sikhata hun aap mere ko sikhaoge abhi 2 Sal ho raha hai signal
Sp 125 Honda bike ka seat ke niche ka sensor chaiye from delhi
Good 👍
Me jab apni HONDA Xblade bs6 ko start krta hu to idle rpm 2300-2500 pr pohoch jata he fir 2 min baad automatically 1400-1500 pr aa jata he. Ye her bar gaadi start hone pr hota he. Iska solution bataye. THANK YOU
auto chok hain woh honda ki sabhi gadi mein hai
@@akshayfulzalke3543 auto chock function working poori hone tk rukna chahiye kya?
Yhi problem meri bike shine 125 bs6 me hai lekin humare ynha ke show room wale is problem ko smajh hi nhi pa rhe hai
Good