samaawat (7 aasman) apne earth ke invisible orbit hai wahi orbit jisme satellite chhode jaate hai, 7 aasman ki jagah hame 7 jannat ya 7 jannati aasamn kahna thik hai, ye jannati aasmaan earth ki tarah hi aur farishto se populated hai
@9:29 Nahi. Quran ki tilawat, rasmo riwaaj aur kuch bhi karke aap Allah ko nahi raazee karsaktey. Allah ko raazee karne ki tou baat hi nahi hai. Quran mein jo ahkamaat hein woh insaaniyath aur kainaat se wabasta hein. Ya'nee achay kaam jin se sab ko faidah pohunchta hai - iska ajar Quran kehta hai ke os insaan ko miley ga jo woh ahkamaat anjaam deta hai. Aur jo kaam nuqsaan waaley karta hai - os ke liyey jahanum tayaar ki huwee hai. Tou sab ka sab faida ya nuqsaan insaan ka hi hai - Allah ne tou sirf bata diya hai ke do bar aqs harkaton ka kya anjaam hai. Ise mein daraanay ya manaaney waalee baat kahan se aagayee? Na Allah ka koyee isemein faida ya nuqsaan hai. Aur ye insaanee fitrat hai - woh saarey kaam karta hai jissey usko faida ho aur nuqsaan na ho. Quran tou isko ek qadam aagey le ke jaata hai ke woh kaam na karo jissey doosron ko nuqsaan pohunchey.
sahi baat hai .Quran ne kabhi nahi kaha ki Allah ko raji kro, balki kaha hai insaan bno , ye bhi kaha ki aage ke jindagi ka rasta yaani maut ke baad ki jindagi tum khud apne kiye huye amaal ke jariye bnaate ho
2:164 ye ayat logo ko kah rhi hai kudrat ko samjo yaani Science padho sikho ,is ayat ka climax hai ki aqalman ke liye yani soch vichar karne walo ke liye kudrat me nishaniya hai, , jab bhi logo ko Quran aur science ke bich confusion ho to science ki taraf jaaye kyoki Quran ne yahi kaha hai.
Waow 😮Awesome representation of Atheism and theism 🎉
Allah AP ki hifazat farmawe
Ameen
حق ہی حق
Behtereen ❤❤❤❤❤
ماشاءاللہ جزاک اللّٰہ خیرا
❤❤❤❤💯🤟
Behtrin vjaht mere bhai
❤❤❤❤❤❤
❤السلام علیک
Salam hafiz sahab
Video me sath me Surat number aur ayat number diya kare to meherbani
Mokhkamaat and mutashabiyaat .
Salam my Brother
سلام علیک۔۔۔
samaawat (7 aasman) apne earth ke invisible orbit hai wahi orbit jisme satellite chhode jaate hai, 7 aasman ki jagah hame 7 jannat ya 7 jannati aasamn kahna thik hai, ye jannati aasmaan earth ki tarah hi aur farishto se populated hai
We need to ask them who created the place where the Big bang happened? Who created the components which exploded or imploded?
@9:29 Nahi. Quran ki tilawat, rasmo riwaaj aur kuch bhi karke aap Allah ko nahi raazee karsaktey. Allah ko raazee karne ki tou baat hi nahi hai.
Quran mein jo ahkamaat hein woh insaaniyath aur kainaat se wabasta hein. Ya'nee achay kaam jin se sab ko faidah pohunchta hai - iska ajar Quran kehta hai ke os insaan ko miley ga jo woh ahkamaat anjaam deta hai.
Aur jo kaam nuqsaan waaley karta hai - os ke liyey jahanum tayaar ki huwee hai.
Tou sab ka sab faida ya nuqsaan insaan ka hi hai - Allah ne tou sirf bata diya hai ke do bar aqs harkaton ka kya anjaam hai.
Ise mein daraanay ya manaaney waalee baat kahan se aagayee? Na Allah ka koyee isemein faida ya nuqsaan hai.
Aur ye insaanee fitrat hai - woh saarey kaam karta hai jissey usko faida ho aur nuqsaan na ho. Quran tou isko ek qadam aagey le ke jaata hai ke woh kaam na karo jissey doosron ko nuqsaan pohunchey.
sahi baat hai .Quran ne kabhi nahi kaha ki Allah ko raji kro, balki kaha hai insaan bno , ye bhi kaha ki aage ke jindagi ka rasta yaani maut ke baad ki jindagi tum khud apne kiye huye amaal ke jariye bnaate ho
2:164 ye ayat logo ko kah rhi hai kudrat ko samjo yaani Science padho sikho ,is ayat ka climax hai ki aqalman ke liye yani soch vichar karne walo ke liye kudrat me nishaniya hai, , jab bhi logo ko Quran aur science ke bich confusion ho to science ki taraf jaaye kyoki Quran ne yahi kaha hai.
Salamunalaikum
سلام علیک۔۔۔
سر، سلام
میں انڈیا سے ہوں ۔
میرا سوال ہے کہ ووٹ کے تعلق سے قرآن کیا نظریہ دیتا ہے ۔
بہت شکریہ ، سر۔
سلام علیک۔۔۔ قرآن میں ہے وشاورھم فی الامر۔۔۔ یعنی مخصوص کام میں لوگوں سے مشاورت فرمائیے۔۔۔
Sir u r from dr usmani group
جی نہیں۔۔۔
Sir, a formless God is a fiction.
Give it a form and make it real.
جی ٹھیک۔۔۔