Bilkul mil jayega Rambagh se change kriyega teliyarganj k liye University k samne se ya fr Bank road mtlb almost commerce faculty k samne utr deinge auto vale
First classs waiting room. Is not there you can reach MNNIT From PRAYAGRAJ TO RAMBAGH THEN CHANGE AUTO FOR TELIYARGANJ IN BETWEEN THE WAY TO TELIYARGANJ YOUR DESTINATION WILL BE AT RIGHT.... HOPE I HAVE GUIDED YOU WELL. 🙏 SUBSCRIBE US IF YOU FEEL THE INFORMATION IS GOOD FOR YOU.
Approximately 40 min to 1 hours depending upon traffic and if you take single auto then approximately 60 rs In break journey it will cost around 70 rs Or so
Aap junction ke city side se bahar aakr rambagh vale tampo me baithiye.. 25/- rambagh tk, vahan se prayagraj cheoki tk k liye auto milega RAMBAGH SE 30/- 55/- me aap pahuch jayenge bade bhai..
Prayagraj nahin re pagle allahabad bol naam thode badla soch tera badla hai is shahar ko tu aitihasik place par ja tab teroko pata chalega ki ye aitihasik place ko prayagraj bolna galat hai asli mein ye allahabad hai
Suno Bhai hum bhi prayagraj se hain...aur adi kaal se ye teerth Raj prayag hi rha hai aur anant kaal tk teerth Raj prayag hi rahega..tumko Jo bolna hai bolo ....mai prayagraj kahunga....
Aa raha hu
Sarv siddhipradah kumbhah
Bahut informative video. Thanks. 👌
Ji shukriya
Good vidio
Thanks
Love prayagraj jn hometown
Hi
Thanks jie👍
Thanks
Nicely narrated video ❤
Tq
Excellent performance 👍
Tq
Wow
Shukriya
Nice narration
Thanks
Bhai subah 5:30 bje auto rickshaw mil jayega ????
Convenience is available 24×7, try to use sharing autos from midnight to early morning
@musafirhunyaroo shukriya bhaii aapkaa bahut
Thank you :)
Tq
My birthplace pryagraj Naya bairhana
Ji
Wow amazing video bro
Thank you so much 😀
Very good
Thanks
Chheonki se phaphmau railway kaise jaye
Time aur kiraya
Cheoki se Rambagh hote hue bank road se phaphamau ja sakte h 2 hours to lgega
Kiraya almost 100 rs in sharing auto
Prayagaraj cheoki to Jhusi auto se kaise jaa skte h?
Vahan se bairahna chauraha vahan se change kr k jhunsi kohna tk ja sakte hain
Nice vedio sir
Thanks
Kitna Samye Lagata hai Aur Direct Auto mil jayega
Approx
30 minutes
Sharing auto and direct auto available all time
Bhai meri train chheoki se hai prayagraj kubh aaya hu yaha se kitna time lagta hai cab se kahi train na chhut jae pls help kijiye or jabab de
Vahan se hardly 1 hours lgega
You are close to prayagraj cheoki
Bus stand se prayagraj junction kitni k. M duri pr h
Civil lines bus stands se 3km via nawab Yusuf road
@@musafirhunyaroo thank you
10 bje rat tk prayagraj junction jane ke liye auto mil jayega
Ji bilkul
Prayagraj cheoki se bharat sebasram kaise ja sakte h bataiye pls
Prayagraj Cheoki se Old bairahna Chauraha sharing auto se jaise vahan se sevashram walking distance pr hai
Yha se University chauhra ke liye auto mill jayega 5 yaa 8 bje tak raat me ?
Bilkul mil jayega
Rambagh se change kriyega teliyarganj k liye University k samne se ya fr Bank road mtlb almost commerce faculty k samne utr deinge auto vale
@@musafirhunyaroo ok thanks brother 🙏❤️
@@musafirhunyaroo Yha se sangam ghat kitni door padega
7km
Allahabad university prayagraj junction se najdik pdega ya cheoki se aur dono ka charge kitna kitna hai ??
University of Prayagraj is close to Prayag station as compared to prayagraj junction and prayagraj cheoki
prayagraj chhokie me 1st class waiting room hai kya aur mnnit kaise ja skte h
First classs waiting room. Is not there you can reach MNNIT From PRAYAGRAJ TO RAMBAGH THEN CHANGE AUTO FOR TELIYARGANJ IN BETWEEN THE WAY TO TELIYARGANJ YOUR DESTINATION WILL BE AT RIGHT.... HOPE I HAVE GUIDED YOU WELL. 🙏 SUBSCRIBE US IF YOU FEEL THE INFORMATION IS GOOD FOR YOU.
Prayagraj cheoki se maharajganj jane ke liye kaise travel kare
Maharganj jaunpur jana h
Batao please 🙏
Sir
Aap choki se bus stand civil lines ja k bus le sakte hain
Cheoki se rambagh vahan se civil lines bus stand tempo mil jayenge
Sangam ghat kitina for he?
5Km.
Aap bairahana pul utr sakte hain vahan se sangm pas me hai
Kitni duri h ye bhi btaye
Approx 14 Km
Prayagraj se direct aasam ja skte hai Bhai
Yes
Ye btaiye ke hawra mail paryagraj juction nahi jati h kya
Ji ni
Prayagraj cheoki se jati hai
Aap yah btaiye ki kya raat me 9 bje prayagraj junction se prayageaj cheoki ke liye taxi mil jayegi
Kyuki mai is visay pr confuse hu
Bikul.. It's safe... No need to scare..
@@musafirhunyaroo12PM ko bhi aato milta hai kya?
Ji
Paryagraj chiwki se paryagraj junction ki duri aur auto se kitna wakt lagta h aur kiraya kitna lagta h
Approximately 40 min to 1 hours depending upon traffic and if you take single auto then approximately 60 rs
In break journey it will cost around 70 rs Or so
Sangham ghat se chheoki tk kitni distance h aur time ??
Approximately 15Km half an hour
15 kilometres and half an hour time
Bhaiya iska ulta jana ho to prayagraj junction se prayagraj cheoki station Jana ho to kaise jana hoga?
Bhai prayagraj 1 number plateform se bahar a kr Ram bagh k liye taxi, rambagh se cheoki k liye sharing taxi
@@musafirhunyaroosharing taxi or reserve me kitna lete h?
Sharing auto kitne charge leta Hai?
Approx
60-90 rs k aspas lgega
Autos change krne honge
Ya batao Prayagraj junction se prayagraj cheoki junction kaise jyge kitna paisa lgta h
Aap junction ke city side se bahar aakr rambagh vale tampo me baithiye.. 25/- rambagh tk, vahan se prayagraj cheoki tk k liye auto milega RAMBAGH SE 30/- 55/- me aap pahuch jayenge bade bhai..
@@musafirhunyarooBhaiya 11PM ko Aato mil jayega kya?
Bilkul
Bt single auto ni krein sharing use krein
Sir yha se subah 6 baje university of allahabad jaane ka koi sadhan milega?
Yes vahan se Ram bagh fr Ram bagh se teliyarganj vale tempos Anand bhawan bank road hote hue jate Hain aap University k samne utr Jana
Prayagraj nahin re pagle allahabad bol naam thode badla soch tera badla hai is shahar ko tu aitihasik place par ja tab teroko pata chalega ki ye aitihasik place ko prayagraj bolna galat hai asli mein ye allahabad hai
Suno Bhai hum bhi prayagraj se hain...aur adi kaal se ye teerth Raj prayag hi rha hai aur anant kaal tk teerth Raj prayag hi rahega..tumko Jo bolna hai bolo ....mai prayagraj kahunga....
Ring road Ka update vedio bnaye
Sir subah 3:30 par auto ki suvidha milegi kya main junction se cheoki junction tak?
Ji bilkul