Cinematic View: Khangah | Rander
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- Hazrat Shah Saiyed Saifullah Rifai (RH.) Basra Iraq me Aapka Maqaan tha Allah rabbul izzat aur digar buzrugo ki taraf se aapko Hind Jane ka ishara kiya gaya. Jiski taazim karte hue Aap waha se Bharuch, Ankleshwar Hote Hue Rander Pohche they us Zamane me Surat mukammal tour par aabad nahi hua tha. Aap Rander me 1022 Hijri me Tashreef Lae.
Rander, Surat se pehle basa hua kasba hai. Hazrat ko Hind ke Rander janeka Aap Sallallahu alaihi wasallam ne Basharat me jab hukam kiya to Hazrat Iraq Basra se Sindh Aur waha se Ahmedabad Bharuch Hote hue Rander Pohche.
Aap jab Rander Tashreef Lae tab waqt Asar se Maghreeb ke bich ka tha. Badshah Jahangir Jab Surat Tashreef Lae tab Hazrat apne lashkar sath me lekar milne Aae, Badshah Jahangir ne Hazrat ko Inaam ke taur par Jahangirpura dediya tha Hazrat ko Jahangir Badhshah ne Rander, Paal, Adajan, Bhata, Hajira, Barbodhan, Variyav, Olpad, Atodra, Orma Vagerah Gaau ke Kazi banae they.
Hazrat ki Vafat Hijri 1106 Mutabik 1695 me hui.
Source: Surat Sona Ni Muhrat | Silsale e Khangah e Rifai
Very beautiful Khangha.
Masha'Allah beautiful 💐
MashaAllah very beautiful
Mashaallah
Bahot Khub
Ma sha Allah. ❤
Subhanallah... Allah ke vali...
Maa shaa Allah, Allahtala do hifazat. Ameen
MashaAllah excellent n professional photography.
Mashallah
It's like dream place & music is also very relevant
Nice photography
Masha Allah 20 22 saal baad aaj andar ka nazara dekha dil khush hogaya.
Shaanu superrrbbb photography keep going on 🤗👍👍💕💕
Ma Shaa Allah bro