@@shivamelectricjugad thank you for immediate reply. Sirji Amazon PE 89/- + 89/- delivery hai. aur review me logon ka kahana hai ki Amazon se mangaya yewala chaser proper work nahi kar Raha hai...
Mera ye chaser 2 sal purana hai aur abhi bhi sahi se kam karta hai, mere pass ek aur 6 channel chaser hai jiska speed control ( rotary potentiometer ) kharab ho gaya tha jise maine khud se change kar diya jo kewal 5 rupye ka milta hai
Hello Sar aapane bahut badhiya Banaya aur bahut acchi Tarah samjhaya aapka dhanyvad
Bahut badhiya
Very nice.Thanks for providing knowledge.
Hello Sar Mein CB Chhetri bol raha hun main aapka video Hamesha dekhta hun aapane bahut badhiya Banaya Sar main mera dil khush ho gaya sar
Sar aapane bahut badhiya Banaya Sar yah main aapka video dekhta rahata hun main Sidhi Chhatri bol raha hun
Super ,.nice invention
बहुत बढिया
बहुत सुदर बनाया ऐक हमारे लिऐ बना दो
Bhout badiya sir❤❤
👍👍👍👍👍👌
Nice video sir.
Bhai mujhe Diwali k liye banana h
Sir. Jo yeh Controller lagaya hai iska kya No. hai
Isko kya batakar kharid sakte hai
Sir led controller kaisay bnaya hai
Excellent 👌
पुरा बनाया हुआ केसे मिलेगा प्राईज क्या रहैगी
Bhai Kitna volt charger h batado bhai please
3v-5v
@@shivamelectricjugad thank bhaiya reply k liye 🙏😊
Cheser nahi diya to jale ga kiya
eeekkkk number video!
Sirji ye 3 channel kit Kahan milega?
kit name & price?
Amazon me search kijiye DC 3 channel led chaser waha par mil jayega
@@shivamelectricjugad thank you for immediate reply. Sirji Amazon PE 89/- + 89/- delivery hai. aur review me logon ka kahana hai ki Amazon se mangaya yewala chaser proper work nahi kar Raha hai...
Mera ye chaser 2 sal purana hai aur abhi bhi sahi se kam karta hai, mere pass ek aur 6 channel chaser hai jiska speed control ( rotary potentiometer ) kharab ho gaya tha jise maine khud se change kar diya jo kewal 5 rupye ka milta hai
Aap chahen to us video ko mere isi channel se dekh sakte hain
Sir kya yeh Controller apke pass uplabdh hai ise kaise kharid sakte hai
Discription me buy link Diya hai
भाई इस जिंजर का प्राइस बताएं और चालीस पर हम कैसे बना
Lagbhag 100 rupaye
Discription me Buy link diya hai
Yebanane ka rom mitilier kahanse milega. Kripaya discriptione na dalke vodiomehi batdijiye.
3 Channel chaser ka buy link discription me diya hai
Yeh led dc 12v pe chalega
3.6v to 5v
sir yeh circuit khaan say milay gi
Discription me buy link Diya hai
Kitna led jalega?
इस प्लेट का क्या नाम है लिंक में बताइए
3 Channel Chaser 5v
यह प्लेट कहां मिलती है ऑनलाइन
इसे खरीदने का लिंक इसी वीडियो के डिस्क्रिप्शन में दिया है उस लिंक पर क्लिक करके इसे खरीद सकते हैं
जेसर कहां मिलता है
👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Bhai gi chaher ka link send kar dena
Discription me Buy link de diya hai
Sir ye chahiye raady made milega pl. Share your mo. No.
Hum de sakte hai