Mai bhi deobandi tha pehle alhamdulillah abhi naya naya ahle hadith hua badi gehrai se sochne k baad khub acchi tehqeeq karne k baad Alhamdulillah ab haq par hu
Mai pahle barelwi tha dargao per sajda karta tha lakin jab Maine tabliki deobandy istemao mey jaker mujhe samajh mey aaya ke darga per sajda Karna haram hai sajda sirf Allah ke kiya Jana hai fir Mai deobandy ho gaya aur jab maine youtub per tousif ur rahman sahab aur qari Shoheb Ahmad sahab ke bayan sunne laga uske baad Aaj mai Ahle Hadis hogaya hun aur inshaallh marte dam tak Ahle hadis hi rahunga Allah mujhe aur sari ummet ko hidayet farmaye aameen
@@ironman3594 Its mentioned in Awn Al Mabood Commentary of Sunan Abu Dawood vol 6 page 199 from Musnad Ahmad عن بن عباس قال طلق ركانة بن عبديزيد أخو بني المطلب امرأته ثلاثا في مجلس واحد فحزن عليها حزنا شديدا قال فسأله رسول الله صلى الله عليه و سلم كيف طلقتها قال طلقتها ثلاثا قال فقال في مجلس واحد قال نعم قال فإنما تملك واحدة فارجعها إن شئت قال فراجعها فكان بن عباس يرى إنما الطلاق عند كل طهر Narrated by Ibn Abbas ra Brother of Mutlab, Rukanah bin Abd Yazeed divorced his wife three times. He felt too sorry, Prophet Peace be upon him asked How did you divorce? (كيف طلقتها) Rukanah said I gave her three talaq. Prophet Peace be upon him asked did you give in single sitting? He (rukahan) said YES. (Prophet) said Then it has effect of one divorce, if you want to take her back you can. Thus Rukahnah took her back. Ibn Abbas (may Allah be pleased with him) held the view that talaq should be at every clean period (after menses).It is mentionedin Awn al Mabood commentary of Sunan Abu Dawud ولفظ أحمد طلق ركانة امرأته في مجلس واحد ثلاثا فحزن عليها ، فقال له رسول الله - صلى الله عليه وسلم - فإنها واحدة . والحديث يدل على أن الرجل إذا طلق امرأته ثلاثا في مجلس واحد تقع واحدة ويجوز له أن يراجعها وهو الحق الثابت عن رسول الله - صلى الله عليه وسلم - ، وسيجيء تحقيق هذه المسألة إن شاء الله تعالى Words of (Musnad) Ahmad are Rakaanah divorced his wife three times in one sitting, then he regretted it, so the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said, “This is only one (divorce).” This hadeeth indicates that if a man divorces his wife three times inone sitting it will count only one and it is allowed to take her back, and this is truth and proven from Prophet peace be upon him.[Awn al Mabood fe Abu Dawud Kitab at Talaq hadeeth no: 2196] .
Bhai ap ne tahkik ki ya apne molvi ki andhi taqled mai bhi deobandi tha thqik ki aur wapas deobandi ho gaya apni amma ka dudh pia hato sene pe hath badhne ki sahi hadis pesh kr gumana nahi shytani qays mat krna saf saf sahi hadis bta nahi to samgunga ap ni ma ka mut pia hai sahi hadis ka dawa hai tera kuch bhi jhol nai sahi
Alhamdulillah Allah ne muhe takleed ki Lanat se bachakar Maslak e haq kubool karne ki tofeek di Meri poori family Ahle hadees Ho gayi ab sirf walid saheb deobandi hai Allah se duwa hai sab musalman ko taqleed ki Lanat se Bachaye Amin
+Arsalan Sheikh Eiman tumne bech diya hai wo bhi Taqleed ki Lanat ke badle me khair gumrah muqallido ke Tassub or Hasad se Ahle hadees par koi Farq Padne wala nahie Alhamdulillah
Aab bhi tume taqleed hi kar rahe hoo bhai . Bhai takleed kya hai suno kisi mohadees ki baat man na taqleed hai . Kya aap ko hadees direct nabi se mili kya o silsila hai bhai . Ham imam Abu hanifa ki taqleed is liye karte hai ki o tabaeen hai aur sahaba se pada hai aur unki namaaz ko deka hai .
Hasnain Khan qadri Allah ke nabi sallallahu alaihuwa sallam ke zaman se.Ahle Hadeeth mavjood hai. Baki sare firke ( hanafi devbandi, Barelvi shia badme may paida huwe.
@@MohammadZeyaAhmad-eo1pe o kis ne kaha jhoot mat bolo . Hamara aqida a hai ki pehle allah aur uske rasool baad me sahaba tabaeen tabe tabaeen wali . Lekin ek baat bataoo kya imam Abu hanifa nabi ke kilaf amal karte the kya naoozubilla
اللہ تعالی ھم سب کو قرآن اور حدیث پر چلنے کی توفیق عطا فرمائے ۔۔اور گمراہ فرقوں سے سب مسلمانوں کوبچاے۔اللہ تعالی کے نزدیک دین صرف اسلام ہے ۔۔قرآن کریم اور احادیث پر چلنا یئ سچا دین اسلام یے ۔۔اور جولوگ قرآن اور حدیث کی طرف لوگوں کو بھولاتا وہ سچا اورپکامسلمان یے ۔۔اللہ تعالی دین کی سمجعطافرماے۔امین
ھمارے خاندان میں میرے داداجان جوغیرمقلدعالم دین تھے انہوں نےغیرمقلدیت سے توبہ کرکے حضرت لاھوری کے ھاتھ پراسلام قبول کیاآج الحمدللہ ھمارے خاندان میں کوئی ایک بھی غیرمقلدنہیں ھے اللہ اس فتنہ سے امت کومحفوظ فرمائے کیونکہ اس سے۔ اگلامرحلہ قادیانیت ھے
The ahliHadith sect was started by Sidiq Hasan Khan of Kannauji around the 1850s when he started translating and publishing the books of ibn Taimiyya, Shaukani etc after he had becone rich by marrying the Princess of Bhopal. These literalist scholars books then spread all over the world causing divisions in the ummah and the problems that we see today. Rasulullah ﷺ said: "... those of you who live after me will see great disagreement. You must then hold steadfast on to the Quraán and follow my Sunnah and the Sunnah of the four rightly-guided caliphs. Hold to it and stick fast to it. Avoid novelties, for every novelty is an innovation, and every innovation is an error." And in the hadith about the 72 sects, Rasulullah salallahu alayhiwasallam ORDERED us to stick to the people of Sunnah and the Jama'ah and he said the best generations (khayrulQurooni) were the Sahaba, then the Tabieen then tabaTabieen. Islam was completed/perfected in the time of sahaba (raa). Imam Abu Hanifah learnt from sahaba and from senior tabieen, and he was the first to codify the Shariah. All 4 madhabs / fiqhs were completed in the time of taba-tabieen. [ the Sunnah was spread via these 4 schools of Fiqh] According to the well known hadith, these are the best generations - that of the fuqaha. Therefore, this deen/religion must be taken from the fuqaha of above mentioned best generations. The muhadditheen came AFTER the Sunnah had already been established by the 4 fiqhs /madhabs. The hadith books came AFTER the BEST GENERATIONS had established the 4 schools of ahl as Sunnah. Anybody who takes his deen/religion from hadith books [such as Bukhari/Muslim etc] then he is taking his religion from a generation AFTER the best ones!. and reading ahadith without proper knowledge, understanding and context WILL LEAD PEOPLE ASTRAY!! One can learn knowledge from hadith books but should NOT take amal (actions) from them. These new sects go against the sunnah which is ijma of all 4 fiqhs such as: 20 rakahs Tarawih is sunnah. They say 8. 3 talaqs at once = 3 talaqs - they oppose this and tell couples to do zina!!! astaghfirullah. And their children will be illegitimate. Ahl asSunnah follow 4 mujtahids of fiqh /madhab - they call this "blind following" and firqas. But they will blindly follow Albani, bin Baaz, and their sects imams. We follow the sunnah of the khulafa rashideen ( Abu Bakr, Umar, Uthman & Ali رضي الله عنهم ) - they oppose this, and therefore they go against the vast majority of muslims which is the Jama'ah of ahl asSunnah in the hadith about the 72 sects. Therefore, FOLLOW THE SUNNAH AS HAS BEEN FOLLOWED BY THE MAJORITY JAMA'AH FOR 1400 YEARS.
मैं घर से निकला मुसलमान बनकर, खोजता रहा मस्जिद कोई मुस्लिमो की मिले , मिली मस्जीदे हमे हजारों मगर कोई देवबंद की, कोई शिया की, कोई बरेलवी की, कोई अहले हदीस की , लेकिन अफसोस भरे इस्लामी शहर में एक भी मस्जिद न मिली मुसलमान की l मैं आम मुस्लिमो के जीवन को देखा उसको मालूम नही नमाज कैसे पढ़ते और मौलाना उसको फिरके बता रहा है 😭
Hanafi Haq Par Hai (Gair Muqallid Ahle Hadees) ke kitaab se.Maulvi Sadiq Sialkoti Gair Muqallid Likhte Hai *Pesh Kitab o Sunnat Ki Roshni Me Hazrat Imam Abu Hanifa رضي الله عنه Ke Mazhab (Maslak) Par Chalne Wale Haq Par Hain.Kitaab Al-mizaan
mai pehle dewandi hanafi tha . lekin mai ne dekha hai macca muqarama aur madina munnawara me sineh pe hath band te tha raful yadhain hoti tha fir meine socha hai agar islam qa paidaish toh macca aur madina se soru hua jo qayamat tak haq par rahe gi aur meine hanafi chodiyah aur quran aur sahi hadith pe amal karna soru kar diya ... insha allah
Me job benomaji ta to berlobi ta fir nomaj porna suru Kia to deobondhi Bona job pir dorne gaya to muje deobondhi ki bi kuch psond nehi hua fir Mene dunta suru Kia alhamdulillaha ab me ahle hodis hu
Mai pahle gair muqallid tha. Lekin jab maine deoband ke ulama ki kitabo ko padha. Jab mujhe pata chala ki haq par kon h. Alhamdulillh ab mai tabligi jamat me hi.
Mola Mola Bhai Allah ke nabi ko kafiro ne bohot galiya dee or Allah ke nabi ne unke liye duwa kee B Nabi ki sunnat par amal karte huwe hum bhi Apke liye duwa karte hai Allah Apko hidayat de or sirate mustakeem par chalaye Amin
Mola Mola lanat Teri soch par kesi ko bura kihne se pihly apne gereban main dekh gali nikaly se pihly soch ta k koi tum ko koi Gali de agar hum tum ko gali dein to tum main or hum main Kia faraq or ye na sochna k hum ko gali ni ATI to please kesi ko gali mat do
Me kise firqe ko support nahi karta kyu ki firqawariat islaam me haraam hai lekin jitne bhi firqe hai unme se ahle hadess hi hai Alhamdulillah Real Ahle sunnat wal jammat hai
Mire dua hai bas qayamat jaldi se jaldi aa jay koi barelv koi devidandi koi ahlehadis koi kadyani koi kuch kuch yar hum kya kar rah bas jaldi aajay qayamat allah
Akhir mai mulvi sab ni bataya ki hmaray logo ku hum ni aggy mashhoor nahi kia matlab daby lafzoo mai taqleed kia... Hum sub musalman hai... Mai Hanifi, deobandi, ehl e hadis hu... Because mai musalman hu
تمام حضرات ایک بہت ضروری اور بنیادی بات ملاحظہ فرمائیں تا کہ دھوکے سے بچ سکیں: "امت" اور "فرقہ" میں فرق سمجھیں ---- فرقہ وہ ہوتا ھے جو امت سے ہٹ کر اپنا الگ دینی نظام بنائے، "فرقہ" ایک الگ چھوٹا گروہ ہوتا ھے اور دوسری طرف پوری "امت" ہوتی ھے۔ یعنی "فرقہ" بمقابلہ "امت" ۔ مثال کے طور پر ایک طرف امتِ اسلامیہ یعنی اہلِ سنت والجماعت ھے جو آپ کو شرقاً غرباً شمالاً جنوباً ساری کی ساری امام ابو حنیفہ، امام مالک، امام شافعی، اور امام احمد بن حنبل کی مقلد نظر آئے گی (مثلا انڈونیشیا، ملائشیا، برونائی، مصر وغیرہ کے اہلِ سنت شافعی مسلمان جو امام شافعی کی تقلید کرتے ہیں، اور الجزائر، لیبیا، تونس، مغرب (موراکو)، سوڈان، موریتانیا، صومالیہ، خلیجی ممالک وغیرہ کے اہلِ سنت مالکی مسلمان جو امام مالک کی تقلید کرتے ہیں، اور ترکی، افغانستان، پاکستان، ہندوستان، چین، بنگلہ دیش، مالدیپ، عراق، شام، اردن، عراق، اور سعودی عرب کا مشرقی علاقہ خاص طور پر احساء وغیرہ کے اہلِ سنت حنفی مسلمان جو امام ابو حنیفہ کی تقلید کرتے ہیں، اسی طرح سعودی عرب میں اہلِ سنت حنبلی مسلمان جو امام احمد بن حنبل کی تقلید کرتے ہیں، اور اس کے علاوہ سعودی عرب کے بہت سے اہلِ سنت مسلمان مالکی اور شافعی بھی ہیں؛ یہ صرف چند ممالک کا ذکر ھے مثال کے لیئے) ، اس امتِ اسلامیہ کے مقابلے میں ایک فرقہ ھے جس نے اپنا نام "اہلِ سنت" کے بجائے "اہلِ حدیث" رکھا ھے، جس کے دین میں امت کے اماموں کی تقلید کرنا جائز نہیں۔ اب ایک طرف تو پوری کی پوری امتِ اسلامیہ ھے جو قرونِ اولی سے اماموں کی مقلد ھے اور تقلید کو ضروری سمجھتی ھے، اور دوسری طرف "اہلِ حدیث" کا نیا فرقہ ھے جو تقلید کو ناجائز کہتا ھے۔ اب دیکھیں کہ پوری امتِ اسلامیہ تو شروع سے تقلید کو نہ صرف جائز سمجھتی ھے بلکہ ضروری سمجھتی ھے اور اماموں کی مقلدد ھے، اور دوسری طرف ایک بہت چھوٹا گروہ "اہل حدیث" نامی نیا فرقہ پوری امت کی مخالفت کرتا ھے اور اس کا عقیدہ ھے کہ تقلید جائز نہیں۔ یعنی پوری امتِ اسلامیہ تو اسے جائز کہتی ھے اور یہ فرقہ اسے ناجائز کہتا ھے۔ اس فرقہ نے تمام مسلمانوں سے ہٹ کر اپنا الگ دین بنایا ھے، جو ان کی اپنی آراء اور خواہشات پر مبنی ھے۔ کیا ایسا ہو سکتا ھے کہ ساری کی ساری امت غلط ہو اور ایک چھوٹا نیا فرقہ درست ہو؟ یہ یاد رکھیں کہ شرعی اصول ھے کہ پوری امت گمراہ نہیں ہو سکتی - رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: "لا تجتمع امتی علی ضلالة" (میری امت گمراہی پر جمع نہیں ہو گی/گمراہی پر اجماع نہیں کرے گی)۔ یہ یاد رکھیں کہ اسلام کے قرونِ اولی سے پوری امت کا تقلید پر اجماع ھے۔ اور زیادہ تفصیل کی یہاں گنجائش نہیں ھے۔ مختصر یہ کہ یہ "اہلِ حدیث" نامی نیا فرقہ باقی تمام امت کی مخالفت کرتا ھے، اور اصول و فروع میں امتِ اسلامیہ سے مختلف ھے۔ لہذا "امت" اور "فرقہ" میں فرق سمجھیں، اور امت میں رہیں جو ساری کی ساری صرف اہلِ سنت والجماعت پر مشتمل ھے جو سب کے سب حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی اہلِ سنت مسلمان ہیں؛ ان کے علاوہ جو بھی ہیں وہ سب امت سے الگ فرقے ہیں، جیسے برِصغیر میں پائے جانے والے "فرقہ اہلِ قرآن" ، "فرقہ اہلِ حدیث" ۔
Ahle Hadees Devbandi aur Barelvi Teenu Bhai Ahle Sunnath hain. Main 16 Saal se Fajar ki namaz Ahle Hadees Masjid main padhraha hun. Alhamdullilla har din meri namaz Teenu maslak main huti hai. Ahle Sunnath ke Bhayun Sudhar jao. Apas ki Dushmani khatam karu. Tum ku ju Maslak Pasand hai us par Qayam rahu magar Dosrun ku Gaali aur Bura math kahu. Ye meri Guzarish Tamam Sunni Bhayun se hai.
MUHJE TOH PEHLE KISI MESLAQ KA BARE MAI PATA HI NAHI THA AUR JAB HOSH SAMBALA TAB IN KA BARE MAI PTA CHALA AUR PHIR JAB YEH HADEES SUNI ki NABI AKRAM (SAW) NE FARMAYE KI MERE UMMAT KI 73 SECTS HOUNGE JIN ME SE SIRF EK HI JANNAT MAI JAYE GA aur baki jahanam mai TOH SUHABA (RA) NE FARMAYAH WO KOON HAI TOH APP NABI AKRAM (SAW) NE FARMEYE JIS PEH MAI AUR MERE SUHABI CHALE .... TOH MUJHE IS HADEES SE BADA KHOOF HOWA AUR MAI RO RO KR ALLAH SE MADAD Maangne laga ki Allah MUJHE SAHI rasta dikhaya AUR PHIR ALLAH TALAH QURAN ME FARMATE HAI KI AE MERE BANDOU MAI TUMARI TARAF YE QURAN bejh raha houn Jo sach aur sedha rasta dikhaye ga AUR mai tumare taraf aesa nabi bejh raha houn Jo iska rasta per chale ga WO kameyab hoga means hamai aapne nabi ko follow krna hai nahi immam malik (ra) ko na hi immam hanfi (ra) na hi immam humbal (ra) na hi immam shafi (ra)(iska MATLAB Quran AUR sunat ) AUr PHIR jab Maine Quran aur hadeses phrna AUR samjna shuru kiya TOH mane PAYah KI yahi Sab TOH ahle-hadees wale kehte hai ahle-hadees to bilkul Quran aur sunat per chalte hai aur apna immam apne nabi e Akram (saw) ko mante hai ..... mai aap kehne chaHTA houn kisi ki baat na sune balki ahle-hadees waloun ki bi nahi mai aap ko sirf itna kehne chata houn ki aap kisi maslaq ko follow na kare kud Quran aur HADEES padhe aur Quran wa sunat per amal kare aur ALLAH SE MADAD MANGE ki ae allah mujhe sidha rasta dikha wo rashta jis per mere nabi(saw) aur suhaba ikram chele hai KYUNKI MUJHE PTA HAI IS MAMLA MAI BANDA KITNA PARESHAAN HOTA HAI .........AUR AALAH TALAH FARMETA HAI KII MAI NE AAP SAB KO DIMAAG DIYA HAI TAKI AAP SAB KUD DEKH SAKHE ki KYA SAHI HAI AUR KYA GALAT ......MAY ALLAH FORGIVE US EACH AND ALL AND SHOW US THE RIGHT PATH
jahil tujhe itna bhi maloom nahi ke quran main kya hai are quran bain ye bhi to hai allah hamain nek logo ke raste par chala.aur aur woh ne log ulama aur buzugane deen hain.aur jahi tujhe ye kain se maloom hua quran aur hadees bare main in hi ulama aur buzurgane deen se hi maloom hua.agar zindda he to abhi bhi time he sudharne ka
Me bhi debandi se ahlehadith huaa hun alhamdulilah im from india bihar supaul
jazakllahu kheirun
main bhi berlvi se ahle hadees manhaje barhaq ikhtiyar hua hun alhamduliAllah.
Alhamdulillah
Mai bhi deobandi tha pehle alhamdulillah abhi naya naya ahle hadith hua badi gehrai se sochne k baad khub acchi tehqeeq karne k baad Alhamdulillah ab haq par hu
Main b alhamdulilah deobandi say ahle Hadees hwa hn Allah pak ka lakh lakh shukar hy
Alhamdulillah
Alhmdulillah hmm bhii devbandi se Ahle Hadees huye hai Allah ka lakh shukr h hmko hidayat naseeb hui
Main v Barelvi-Deobandi relatives se tha Alhamdulillah Mai Ahle-Hadis Jamat Me Shamil ho gya Quran-Hadis Jindabad
Faiyaz bhai apne iman jo bachao ye gumrah firqa he.aap mujhe ye batao ke aap ko quran aur hadees ke bare main kis ne bata ya
ke allah ek hai muhammad us ke rasool hain buzurgo aur ulma ne hi to bataya bhai abhi waqt he apne iman ko bachane ka
Fir Shia ho Jana uske baad kadiyani
phir yahudo nashara hoke marna
@@Rizvikhan0019 Tum QURAN 💓 Tarjuma se padho InshaAllah Tumhe samjh Aajayegi. Surat 6 Ayat 50
bhai ek chees batao ye ahle hadees firka kab bana hai
Alhamdulillah.... I too was Deobandi then became Salafi.
Mai pahle barelwi tha dargao per sajda karta tha lakin jab Maine tabliki deobandy istemao mey jaker mujhe samajh mey aaya ke darga per sajda Karna haram hai sajda sirf Allah ke kiya Jana hai fir Mai deobandy ho gaya aur jab maine youtub per tousif ur rahman sahab aur qari Shoheb Ahmad sahab ke bayan sunne laga uske baad Aaj mai Ahle Hadis hogaya hun aur inshaallh marte dam tak Ahle hadis hi rahunga Allah mujhe aur sari ummet ko hidayet farmaye aameen
iliyas king
Masha Allah Bhai
Allah Aapko Isteqaamat de Ameen
Contact me +919561908509
ALHAMDULILAH ....me bheeee brelvi tha ab me ahle hadees hun ...or meri family bheeee ahle hadees hey....
alhamdulilah
Afzal Gujjar Ma shaa Allah
alhe hades to 3 talaq ko ik mante hai..
Alhamdulillah
@@ironman3594 Its mentioned in Awn Al Mabood Commentary of Sunan Abu Dawood vol 6 page 199 from Musnad Ahmad
عن بن عباس قال طلق ركانة بن عبديزيد أخو بني المطلب امرأته ثلاثا في مجلس واحد فحزن عليها حزنا شديدا قال فسأله رسول الله صلى الله عليه و سلم كيف طلقتها قال طلقتها ثلاثا قال فقال في مجلس واحد قال نعم قال فإنما تملك واحدة فارجعها إن شئت قال فراجعها فكان بن عباس يرى إنما الطلاق عند كل طهر
Narrated by Ibn Abbas ra Brother of Mutlab, Rukanah bin Abd Yazeed divorced his wife three times. He felt too sorry, Prophet Peace be upon him asked How did you divorce? (كيف طلقتها) Rukanah said I gave her three talaq. Prophet Peace be upon him asked did you give in single sitting? He (rukahan) said YES. (Prophet) said Then it has effect of one divorce, if you want to take her back you can. Thus Rukahnah took her back. Ibn Abbas (may Allah be pleased with him) held the view that talaq should be at every clean period (after menses).It is mentionedin Awn al Mabood commentary of Sunan Abu Dawud
ولفظ أحمد طلق ركانة امرأته في مجلس واحد ثلاثا فحزن عليها ، فقال له رسول الله - صلى الله عليه وسلم - فإنها واحدة .
والحديث يدل على أن الرجل إذا طلق امرأته ثلاثا في مجلس واحد تقع واحدة ويجوز له أن يراجعها وهو الحق الثابت عن رسول الله - صلى الله عليه وسلم - ، وسيجيء تحقيق هذه المسألة إن شاء الله تعالى
Words of (Musnad) Ahmad are Rakaanah divorced his wife three times in one sitting, then he regretted it, so the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said, “This is only one (divorce).”
This hadeeth indicates that if a man divorces his wife three times inone sitting it will count only one and it is allowed to take her back, and this is truth and proven from Prophet peace be upon him.[Awn al Mabood fe Abu Dawud Kitab at Talaq hadeeth no: 2196] .
Alhamdulillah
Main bhi Dewbandi se Ahle Hadith hua hu
bhai ek chees batao ye ahle hadees firka kab bana hai
na mai wahabi na mai babi mai hun muslim ilmi kitabi
bhai kyo jawab do mujhe
@@hasnainkhanqadri8802 tum paida nhi hoha jab
Alhamdulillah
Mai b deobandi se Ahl.e.Hadees hua Alhumdulillah
India mien bhi alhadulillha alhehdhes kafi tadath mien hai aur hunge agye bhi inshaallha
Alhamdulillah Mai bhe 2saal pahele ahle hadees ho gya hu.... Allah ka shkr hai
اللہ ہم سب کو اپنے محبوب کا سچا امتی بائے۔۔ امین
Mai bhi deobandi se Ahle hadees hua Alhumdulillah Allah tamaam logo ko hidayat de Aameen
Ahle Hadees haq par hai inshallah
اللہ تعالی ہم سب کو قرآن اور صحیح احادیث کی روشنی میں زندگی گزار نے کی توفیق عطا فرمائے آمین
Mai bhi Deobandi se Ahle hadees hua Alhamdulillah
Jawed Salafi aasalamualaykum bhai mera wtsapp no. 9066959674 muje msg karo
Jawed Salafi is se pahele kiya tum hindu the kiya
Jawed Salafi Masha Allah
+Arsalan Sheikh oopar likha to hai Pehle deobandi tha dhyan se Padho
Bhai ap ne tahkik ki ya apne molvi ki andhi taqled mai bhi deobandi tha thqik ki aur wapas deobandi ho gaya apni amma ka dudh pia hato sene pe hath badhne ki sahi hadis pesh kr gumana nahi shytani qays mat krna saf saf sahi hadis bta nahi to samgunga ap ni ma ka mut pia hai sahi hadis ka dawa hai tera kuch bhi jhol nai sahi
اللہ تعالی ہمیں قرآن کریم اور حدیث رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی روشنی میں زندگی گزارنے کی سمجھ عطا فرمائے ۔ آمین یا ربالعالمین 🤲🏼
Alhamdulillah Allah ne muhe takleed ki Lanat se bachakar Maslak e haq kubool karne ki tofeek di Meri poori family Ahle hadees Ho gayi ab sirf walid saheb deobandi hai Allah se duwa hai sab musalman ko taqleed ki Lanat se Bachaye Amin
Jawed Salafi tumhare walid sahab laghta hai bikau iman wale nai hai masaallah tum apne iman ko bech diya chand riyaal ke liy lanat ho tum par
+Arsalan Sheikh Eiman tumne bech diya hai wo bhi Taqleed ki Lanat ke badle me khair gumrah muqallido ke Tassub or Hasad se Ahle hadees par koi Farq Padne wala nahie Alhamdulillah
Jawed Salafi bhai Allah aap ke ilm aur umar me barkat ata farmai aameen.
bhai ek chees batao ye ahle hadees firka kab bana hai
Aab bhi tume taqleed hi kar rahe hoo bhai . Bhai takleed kya hai suno kisi mohadees ki baat man na taqleed hai . Kya aap ko hadees direct nabi se mili kya o silsila hai bhai . Ham imam Abu hanifa ki taqleed is liye karte hai ki o tabaeen hai aur sahaba se pada hai aur unki namaaz ko deka hai .
मैं भी पहले बरेलवी था ।पर अब अल्हम्दुलिल्लाह अहले हदीश हु ।
Aftaab Khan
Masha Allah Bhai
Allah Aapko Isteqaamat de
Contact me
+919561908509
Main bhi Deobandi se Ahle Hadees hua hoon
MashaAllah i proud to be ahle hadith
Main bhi devbandi se ahle hadees huwa hu alhamdulilah
Alhamdulillah
Aapne apni BV ko 3 talaq Diya hoga is wajah se ahlehadess ban Gaye sahi kaha na
me pehle jama ate islami hind ka hamdard tha , jab sahi bukhri ka mutaala kiya tab se me to alhamdulillah ahlehadis hun.
Main alhamdulillah bina kisi ki daawat ke ahle hadees hua hun.
Bhai devbandi or ehle hadees me Kya Kya alag h javab jarur de
Mai tu Barelwi se Ahle hadish huwa hu
Aur main muslim se atheist huwa hun ☺
bhai ek chees batao ye ahle hadees firka kab bana hai
Hasnain Khan qadri
Allah ke nabi sallallahu alaihuwa sallam ke zaman se.Ahle Hadeeth mavjood hai.
Baki sare firke ( hanafi devbandi, Barelvi shia badme may paida huwe.
javeed ahmad kon se sahabi ahle hadees the hawaley ke saath batao
Koi ahle hadees hawale se batayen kaise bna ...200 saal pahele koi khudko ahle hadees bolta bhi tha ya koi masjid bhi thi inki ....
اللہ کی قسم مجھے اہلحدیث کے حق پر ہونے میں زرہ برابر بھی شک نہیں
یہی حق ہے
یہی ناجیہ ہیں
Abdul Kareem khan slafi
masha Aallah Beshak
Jmate Ahle Hadis Jinda Bad
Aallah hamari Jmat ka mrtaba Bulnd kare Aameen
میں بھی دیوبندی سے اہلحدیث ہوا کتابوں کے مطالعے سے اللہ کے فضل و کرم سے
Alahamdulillah mein bhi deobandi se ahle hadith hua
mei vi hanafi se ahle hadis ban gaya
mak265ad Ma shaa Allah
mak265ad
Hanfi me kya galat hai bhai
@@MohammadZeyaAhmad-eo1pe o kis ne kaha jhoot mat bolo . Hamara aqida a hai ki pehle allah aur uske rasool baad me sahaba tabaeen tabe tabaeen wali . Lekin ek baat bataoo kya imam Abu hanifa nabi ke kilaf amal karte the kya naoozubilla
na mai wahabi na mai babi mai hun muslim ilmi kitabi
Deobandiyo ka pol khol diya😂😂
Jamaat wale
Maslak Haq Maslak Ehle Hadees zinda bad
ulmae Ehle Hadees Painda bad.
Allah Pak mere Sohnay ulma ki hifazat Farmae
ameen
Mughe bhi Allah pak ahle hdis banane ki or us par Amal Kane ki tofiq ata farmaye Allah huaqbar
2:30 Sallallahu alaihi wasallam ❤️❤️❤️
Mai bhi barely se ahle hadees hua
jazakallhu kheirun..
HAQQ JAMAAT HAQQ JAMAAT. AHLE SUNNAT WAL JAMAAT
اللہ تعالی ھم سب کو قرآن اور حدیث پر چلنے کی توفیق عطا فرمائے ۔۔اور گمراہ فرقوں سے سب مسلمانوں کوبچاے۔اللہ تعالی کے نزدیک دین صرف اسلام ہے ۔۔قرآن کریم اور احادیث پر چلنا یئ سچا دین اسلام یے ۔۔اور جولوگ قرآن اور حدیث کی طرف لوگوں کو بھولاتا وہ سچا اورپکامسلمان یے ۔۔اللہ تعالی دین کی سمجعطافرماے۔امین
Meon bhi deoband sy ahl hadees hua..Allah k karm say
maashallah Allah tumharie ilm mai barkat aur izafa kare.
Masha Allah.ahle hadees nabi s.a.w ki jamaat hae mae bhi firqa se islaam par aya saudi arab jaakar
me bhi barelvi se ahale hadees hua hu
JazakAllah khair bhai, (ME SAMAJHTA HOON) JO AHLE HADITH NAHE WO BEWAQUF HE.
ھمارے خاندان میں میرے داداجان جوغیرمقلدعالم دین تھے انہوں نےغیرمقلدیت سے توبہ کرکے حضرت لاھوری کے ھاتھ پراسلام قبول کیاآج الحمدللہ ھمارے خاندان میں کوئی ایک بھی غیرمقلدنہیں ھے اللہ اس فتنہ سے امت کومحفوظ فرمائے کیونکہ اس سے۔ اگلامرحلہ قادیانیت ھے
Jo be Behn Bhai Ahlee Hadees howa hai dusrey mazheb ko chor kar marey tarf sa Mubarik ho 😘😘
wonderful
The ahliHadith sect was started by Sidiq Hasan Khan of Kannauji around the 1850s when he started translating and publishing the books of ibn Taimiyya, Shaukani etc after he had becone rich by marrying the Princess of Bhopal.
These literalist scholars books then spread all over the world causing divisions in the ummah and the problems that we see today.
Rasulullah ﷺ said: "... those of you who live after me will see great disagreement. You must then hold steadfast on to the Quraán and follow my Sunnah and the Sunnah of the four rightly-guided caliphs. Hold to it and stick fast to it. Avoid novelties, for every novelty is an innovation, and every innovation is an error."
And in the hadith about the 72 sects, Rasulullah salallahu alayhiwasallam ORDERED us to stick to the people of Sunnah and the Jama'ah and he said the best generations (khayrulQurooni) were the Sahaba, then the Tabieen then tabaTabieen.
Islam was completed/perfected in the time of sahaba (raa). Imam Abu Hanifah learnt from sahaba and from senior tabieen, and he was the first to codify the Shariah.
All 4 madhabs / fiqhs were completed in the time of taba-tabieen. [ the Sunnah was spread via these 4 schools of Fiqh]
According to the well known hadith, these are the best generations - that of the fuqaha.
Therefore, this deen/religion must be taken from the fuqaha of above mentioned best generations.
The muhadditheen came AFTER the Sunnah had already been established by the 4 fiqhs /madhabs.
The hadith books came AFTER the BEST GENERATIONS had established the 4 schools of ahl as Sunnah.
Anybody who takes his deen/religion from hadith books [such as Bukhari/Muslim etc] then he is taking his religion from a generation AFTER the best ones!. and reading ahadith without proper knowledge, understanding and context WILL LEAD PEOPLE ASTRAY!!
One can learn knowledge from hadith books but should NOT take amal (actions) from them.
These new sects go against the sunnah which is ijma of all 4 fiqhs such as:
20 rakahs Tarawih is sunnah. They say 8.
3 talaqs at once = 3 talaqs - they oppose this and tell couples to do zina!!! astaghfirullah. And their children will be illegitimate.
Ahl asSunnah follow 4 mujtahids of fiqh /madhab - they call this "blind following" and firqas. But they will blindly follow Albani, bin Baaz, and their sects imams.
We follow the sunnah of the khulafa rashideen ( Abu Bakr, Umar, Uthman & Ali رضي الله عنهم ) - they oppose this, and therefore they go against the vast majority of muslims which is the Jama'ah of ahl asSunnah in the hadith about the 72 sects.
Therefore, FOLLOW THE SUNNAH AS HAS BEEN FOLLOWED BY THE MAJORITY JAMA'AH FOR 1400 YEARS.
SHAIKH SHAB MASHALLA SHUKRUAN SHAIK SHAB
اللہ ہماری موت صحابہ کرام رضی اللہ عنہ کے منہج پر کرنا
Main bhi Hanfi se ahlul Hadees ho gya hoon Alhamdulillah 😀
Alhamdulillah mai bhi deobandi tha ab mai ahlehadesh hogeya alhamdulillah
मैं घर से निकला मुसलमान बनकर, खोजता रहा मस्जिद कोई मुस्लिमो की मिले , मिली मस्जीदे हमे हजारों मगर कोई देवबंद की, कोई शिया की, कोई बरेलवी की, कोई अहले हदीस की ,
लेकिन अफसोस भरे इस्लामी शहर में एक भी मस्जिद न मिली मुसलमान की l
मैं आम मुस्लिमो के जीवन को देखा उसको मालूम नही नमाज कैसे पढ़ते और मौलाना उसको फिरके बता रहा है 😭
Aallah pak sbko kitabosunnat
pe Aml karne ki toofik de Ameen
Alhamdulillah mein bhee khabar pujari se ahle hadees huwa
Alhamdulilah Mai bhi Ahle Hades huwa phle bodaati brelvi tha
Mai ALLAH ne hidayat dia Hume
Hanafi Haq Par Hai (Gair Muqallid Ahle Hadees) ke kitaab se.Maulvi Sadiq Sialkoti Gair Muqallid Likhte Hai *Pesh Kitab o Sunnat Ki Roshni Me Hazrat Imam Abu Hanifa رضي الله عنه Ke Mazhab (Maslak) Par Chalne Wale Haq Par Hain.Kitaab Al-mizaan
mai pehle dewandi hanafi tha . lekin mai ne dekha hai macca muqarama aur madina munnawara me sineh pe hath band te tha raful yadhain hoti tha fir meine socha hai agar islam qa paidaish toh macca aur madina se soru hua jo qayamat tak haq par rahe gi aur meine hanafi chodiyah aur quran aur sahi hadith pe amal karna soru kar diya ... insha allah
apka dimaag bht chota hai
muje kise ne ahle hadees hone ke dawat nahi de srif Allah ne hedayet de hum mai ek kame hai hum dawat ka kaam zeyada nahi karte
Me bhi dewbandi se Ahele Hadees ho Gaya hu Ahele Hadees haq par ha yahi jamat jannat me jayegi
Ma Sha ALLAH
ALLAH insabko istaqamat ataa Farmaey.
Mein pehle deobandi hua karta tha...ab Alhamdullillah Musalman hu...
main Alhamdulillah Sone se Al hadees how ho
ALLAH k karam se me hanafi se Musalmaan ho gaya hun.
Mai ko Allah kai tarf sai Khab mai maloom hwa namze ka tariqa wo th rafai dain th to mai nai alhadees join krliya
اہلحدیث کے لوگ اپنے مولویوں کی بات مانتے ہیں اگر صریح قرآن وحدیث ہم پیش کرتے ہیں تو نہیں مانتے انکے مولویوں سے زیادہ اتباع سنت ہے چاروں امام
Alhamdulillah me bhi ahlehadees hua hu
Me job benomaji ta to berlobi ta fir nomaj porna suru Kia to deobondhi Bona job pir dorne gaya to muje deobondhi ki bi kuch psond nehi hua fir Mene dunta suru Kia alhamdulillaha ab me ahle hodis hu
Jazakallahu khaira Shaikh
Meier.bhi.ahle.hdis.hu.masha.allah.aap.ko.salamt.rkhe.insha.allah
Mai pahle gair muqallid tha. Lekin jab maine deoband ke ulama ki kitabo ko padha. Jab mujhe pata chala ki haq par kon h. Alhamdulillh ab mai tabligi jamat me hi.
Un ki kitabon ko AK baar phir se parho dhyan se
Subhanallah, Allahuakbar, Allah Zawjal Khaibarpakhtoon khan par Rehmat nazil kare aur aap sob ke saat khair ka mamla karen, AAMEEN
یہودیوں کے پیداوار اہل خبیث منکر حدیث
Mola Mola Bhai Allah ke nabi ko kafiro ne bohot galiya dee or Allah ke nabi ne unke liye duwa kee B
Nabi ki sunnat par amal karte huwe hum bhi Apke liye duwa karte hai Allah Apko hidayat de or sirate mustakeem par chalaye Amin
Mola Mola lanat Teri soch par kesi ko bura kihne se pihly apne gereban main dekh gali nikaly se pihly soch ta k koi tum ko koi Gali de agar hum tum ko gali dein to tum main or hum main Kia faraq or ye na sochna k hum ko gali ni ATI to please kesi ko gali mat do
allhumdulillah Mai b ahle hadees hua
Mein brelvi se Ahle hadees hu wa
Alhamdulillah I was deobandi. Now, alhamdulillah ahlul hadith
Ma brailvi se ahle hadees huwa hoon
This programme from Pakistan?
mashaAllah hafizahullah
Ma b deobandi se ahle hadees hua
subhanallah Allah pak hai har qesam ke shrik se kayenat ke har cheez Allah ke muhtaj hai Allah kise ka muhtaj nahi hai
Me kise firqe ko support nahi karta kyu ki firqawariat islaam me haraam hai lekin jitne bhi firqe hai unme se ahle hadess hi hai Alhamdulillah Real Ahle sunnat wal jammat hai
Alhamdulillah 😊❤
Me muslman hu insallaha koi bhi firka se nahi...insallaha janat me jauga
Mashalah
Mai bhi tablig se ahle hadis huva
ختم اور رافدیں کو کیا تعلق ہے شائد آپ نے دیوبند کو نہیں پڑا اسلیے آپ کو دوکھا لگا
Mire dua hai bas qayamat jaldi se jaldi aa jay koi barelv koi devidandi koi ahlehadis koi kadyani koi kuch kuch yar hum kya kar rah bas jaldi aajay qayamat allah
वह बहुत बड़े ज़ाहिल लोग हैं जो देवबन्दी से अहलेहदीश बन गऐ हैं ।
Mo Saleem
Kaise !??!?
Bhai aapka Ilzaam Qur’an w Hadees se saabit kijiye
Woh bahot bade munafiq hai jo sunni se deobandi bane
Deoband dimag band. Rote raho 😂
Akhir mai mulvi sab ni bataya ki hmaray logo ku hum ni aggy mashhoor nahi kia matlab daby lafzoo mai taqleed kia... Hum sub musalman hai... Mai Hanifi, deobandi, ehl e hadis hu... Because mai musalman hu
Mash allah
MA sha Allah
Allah k bande musalman hone par fakhr hona chahiye na ke ahle hadees hone par ummat ko ummat banao firkon me mat banton
aap logo ne topi kiu phni hai baki log to nhi phente .jo tablig se gya o bhatak gya
Tabligi hadis par amal nhi karte kiya
Tablig ki barkat se bade bade log din pe amal karne wale hogye .agar tablig galte hai to puri dunya me din kaise aayega
@@saminakhan5833 na mai wahabi na mai babi mai hun muslim ilmi kitabi
Subhan allah
تمام حضرات ایک بہت ضروری اور بنیادی بات ملاحظہ فرمائیں تا کہ دھوکے سے بچ سکیں: "امت" اور "فرقہ" میں فرق سمجھیں ---- فرقہ وہ ہوتا ھے جو امت سے ہٹ کر اپنا الگ دینی نظام بنائے، "فرقہ" ایک الگ چھوٹا گروہ ہوتا ھے اور دوسری طرف پوری "امت" ہوتی ھے۔ یعنی "فرقہ" بمقابلہ "امت" ۔ مثال کے طور پر ایک طرف امتِ اسلامیہ یعنی اہلِ سنت والجماعت ھے جو آپ کو شرقاً غرباً شمالاً جنوباً ساری کی ساری امام ابو حنیفہ، امام مالک، امام شافعی، اور امام احمد بن حنبل کی مقلد نظر آئے گی (مثلا انڈونیشیا، ملائشیا، برونائی، مصر وغیرہ کے اہلِ سنت شافعی مسلمان جو امام شافعی کی تقلید کرتے ہیں، اور الجزائر، لیبیا، تونس، مغرب (موراکو)، سوڈان، موریتانیا، صومالیہ، خلیجی ممالک وغیرہ کے اہلِ سنت مالکی مسلمان جو امام مالک کی تقلید کرتے ہیں، اور ترکی، افغانستان، پاکستان، ہندوستان، چین، بنگلہ دیش، مالدیپ، عراق، شام، اردن، عراق، اور سعودی عرب کا مشرقی علاقہ خاص طور پر احساء وغیرہ کے اہلِ سنت حنفی مسلمان جو امام ابو حنیفہ کی تقلید کرتے ہیں، اسی طرح سعودی عرب میں اہلِ سنت حنبلی مسلمان جو امام احمد بن حنبل کی تقلید کرتے ہیں، اور اس کے علاوہ سعودی عرب کے بہت سے اہلِ سنت مسلمان مالکی اور شافعی بھی ہیں؛ یہ صرف چند ممالک کا ذکر ھے مثال کے لیئے) ، اس امتِ اسلامیہ کے مقابلے میں ایک فرقہ ھے جس نے اپنا نام "اہلِ سنت" کے بجائے "اہلِ حدیث" رکھا ھے، جس کے دین میں امت کے اماموں کی تقلید کرنا جائز نہیں۔ اب ایک طرف تو پوری کی پوری امتِ اسلامیہ ھے جو قرونِ اولی سے اماموں کی مقلد ھے اور تقلید کو ضروری سمجھتی ھے، اور دوسری طرف "اہلِ حدیث" کا نیا فرقہ ھے جو تقلید کو ناجائز کہتا ھے۔ اب دیکھیں کہ پوری امتِ اسلامیہ تو شروع سے تقلید کو نہ صرف جائز سمجھتی ھے بلکہ ضروری سمجھتی ھے اور اماموں کی مقلدد ھے، اور دوسری طرف ایک بہت چھوٹا گروہ "اہل حدیث" نامی نیا فرقہ پوری امت کی مخالفت کرتا ھے اور اس کا عقیدہ ھے کہ تقلید جائز نہیں۔ یعنی پوری امتِ اسلامیہ تو اسے جائز کہتی ھے اور یہ فرقہ اسے ناجائز کہتا ھے۔ اس فرقہ نے تمام مسلمانوں سے ہٹ کر اپنا الگ دین بنایا ھے، جو ان کی اپنی آراء اور خواہشات پر مبنی ھے۔ کیا ایسا ہو سکتا ھے کہ ساری کی ساری امت غلط ہو اور ایک چھوٹا نیا فرقہ درست ہو؟ یہ یاد رکھیں کہ شرعی اصول ھے کہ پوری امت گمراہ نہیں ہو سکتی - رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: "لا تجتمع امتی علی ضلالة" (میری امت گمراہی پر جمع نہیں ہو گی/گمراہی پر اجماع نہیں کرے گی)۔ یہ یاد رکھیں کہ اسلام کے قرونِ اولی سے پوری امت کا تقلید پر اجماع ھے۔ اور زیادہ تفصیل کی یہاں گنجائش نہیں ھے۔ مختصر یہ کہ یہ "اہلِ حدیث" نامی نیا فرقہ باقی تمام امت کی مخالفت کرتا ھے، اور اصول و فروع میں امتِ اسلامیہ سے مختلف ھے۔ لہذا "امت" اور "فرقہ" میں فرق سمجھیں، اور امت میں رہیں جو ساری کی ساری صرف اہلِ سنت والجماعت پر مشتمل ھے جو سب کے سب حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی اہلِ سنت مسلمان ہیں؛ ان کے علاوہ جو بھی ہیں وہ سب امت سے الگ فرقے ہیں، جیسے برِصغیر میں پائے جانے والے "فرقہ اہلِ قرآن" ، "فرقہ اہلِ حدیث" ۔
Ahle Hadees Devbandi aur Barelvi Teenu Bhai Ahle Sunnath hain. Main 16 Saal se Fajar ki namaz Ahle Hadees Masjid main padhraha hun. Alhamdullilla har din meri namaz Teenu maslak main huti hai. Ahle Sunnath ke Bhayun Sudhar jao. Apas ki Dushmani khatam karu. Tum ku ju Maslak Pasand hai us par Qayam rahu magar Dosrun ku Gaali aur Bura math kahu. Ye meri Guzarish Tamam Sunni Bhayun se hai.
Main India se Hun Main Bhi pahle Barelvi tha Dev Mandir banaa hua Allah ka shukar hai in munafiq hone se bacha ab main ahle hadees
Yeh allaha ka fzel hee jisko mehboob rekhta hee unhe apne Deen islam ke rah dekhata hee
salafi to bangaye lekin ummat e muslima kab bano ge
Alhamdulillah
MUHJE TOH PEHLE KISI MESLAQ KA BARE MAI PATA HI NAHI THA AUR JAB HOSH SAMBALA TAB IN KA BARE MAI PTA CHALA AUR PHIR JAB YEH HADEES SUNI ki NABI AKRAM (SAW) NE FARMAYE KI MERE UMMAT KI 73 SECTS HOUNGE JIN ME SE SIRF EK HI JANNAT MAI JAYE GA aur baki jahanam mai TOH SUHABA (RA) NE FARMAYAH WO KOON HAI TOH APP NABI AKRAM (SAW) NE FARMEYE JIS PEH MAI AUR MERE SUHABI CHALE .... TOH MUJHE IS HADEES SE BADA KHOOF HOWA AUR MAI RO RO KR ALLAH SE MADAD Maangne laga ki Allah MUJHE SAHI rasta dikhaya AUR PHIR ALLAH TALAH QURAN ME FARMATE HAI KI AE MERE BANDOU MAI TUMARI TARAF YE QURAN bejh raha houn Jo sach aur sedha rasta dikhaye ga AUR mai tumare taraf aesa nabi bejh raha houn Jo iska rasta per chale ga WO kameyab hoga means hamai aapne nabi ko follow krna hai nahi immam malik (ra) ko na hi immam hanfi (ra) na hi immam humbal (ra) na hi immam shafi (ra)(iska MATLAB Quran AUR sunat ) AUr PHIR jab Maine Quran aur hadeses phrna AUR samjna shuru kiya TOH mane PAYah KI yahi Sab TOH ahle-hadees wale kehte hai ahle-hadees to bilkul Quran aur sunat per chalte hai aur apna immam apne nabi e Akram (saw) ko mante hai
..... mai aap kehne chaHTA houn kisi ki baat na sune balki ahle-hadees waloun ki bi nahi
mai aap ko sirf itna kehne chata houn ki aap kisi maslaq ko follow na kare kud Quran aur HADEES padhe aur Quran wa sunat per amal kare aur ALLAH SE MADAD MANGE ki ae allah mujhe sidha rasta dikha wo rashta jis per mere nabi(saw) aur suhaba ikram chele hai KYUNKI MUJHE PTA HAI IS MAMLA MAI BANDA KITNA PARESHAAN HOTA HAI .........AUR AALAH TALAH FARMETA HAI KII MAI NE AAP SAB KO DIMAAG DIYA HAI TAKI AAP SAB KUD DEKH SAKHE ki KYA SAHI HAI AUR KYA GALAT ......MAY ALLAH FORGIVE US EACH AND ALL AND SHOW US THE RIGHT PATH
Don't mind bro
Suppose agar mujhe Quran ki ayat or hadees ka koi line samaj mein Na aye to mai kiya karu
mufti israr ahmed ki video dekh Lena WOh Quran ki tafseer badai acchey se krta they .........
P E A C E Ma shaa Allah
Allah hy apko sahi rasta dikhaya
jahil tujhe itna bhi maloom nahi ke quran main kya hai are quran bain ye bhi to hai allah hamain nek logo ke raste par chala.aur aur woh ne log ulama aur buzugane deen hain.aur jahi tujhe ye kain se maloom hua quran aur hadees bare main in hi ulama aur buzurgane deen se hi maloom hua.agar zindda he to abhi bhi time he sudharne ka
@@mohammadazeemraza3896 na mai wahabi na mai babi mai hun muslim ilmi kitabi
Mashaallah ❤️ sahi kaha aapne