Sir maine bank details walae mai set up later kiya na ki tier 2 wala jaise aapna 3 week pehle ke video mai bataya tha kuch problem bhi hoga pension sb me ya kuch difference hai?? And joining date purana wala daal diya also ppan mai ET wala hai sb ka reply pls aur aapka bana kya??
Sir self attest krkay appointment letter upload Krna hai kya. Aur sir employee id card mein kya upload krna hai. Aur sir Matrik ka praman patra kaun se document ke sath upload Krna hai, Jamui DDO ne letter nikala hai upload Krna ke liye.
@@kalamcreator sir maine sakshamta niyojit patr par jo I'd likha hai ETse wo likha hai jab ki kyi bol rhe waha par application no hoga kya hoga pls reply??
Sir मेरा नाम kanchan Lata kumari hai mai कल nps प्राण kholvane गई मेरा नाम गलत हो गया है और submit भी हो गया है नाम मे सुधार कहा से होगा प्लीज रिप्लाई me
Saksharta admit card ank Patra niyukti Patra sabhi mein pita ke Naam mein truti hai iske liye ek video banakar daliye kahan se sudhar karvayen please sar
Sir, PPAN होता है Permanent Pension Account Number जो अभी तक किसी को मिला ही नहीं है ! यह Application No नहीं है Employees ID में शायद विशिष्ट शिक्षक ID ET*************** लिखा है वही होगा!
सर मेरा पने Gourav Kumar yada hai और मेरा हर कागजात मे Gourav Kumar हैं और मैने pran गेनरेट पने से किया तो मेरे पने मे जो नाम है वही प्रण फाम मे आ गया तो का होगा
सर गुड इवनिंग, मैं संतोष कुमार वर्ग 9 10th में हूं मैं आज अपना फॉर्म प्राण कार्ड का अप्लाई किया तो उसमें photo is not available लिखा हुआ हैं। और पूरा प्रोसेस के बाद डाउनलोड करने पर सबसे ऊपर फोटो वाला कॉलम खाली है। कैसे क्या होगा सर?
Very good information sir
Thanks
Very Good Sir
Thanks
Very good news sir
Thanks
Yogadan patra aur padasthapan patra provisional uplode krna h ya original pla btaiye
Original ka copy
Love you 💕 🙏 sir from Chhapra
Thanks
Very good
Thanks
Sir mera photo apne se le liya tha mujhe wo photo change karna tha. Wo photo ghanji ka hai
Sir maine bank details walae mai set up later kiya na ki tier 2 wala jaise aapna 3 week pehle ke video mai bataya tha kuch problem bhi hoga pension sb me ya kuch difference hai?? And joining date purana wala daal diya also ppan mai ET wala hai sb ka reply pls aur aapka bana kya??
New joining date dalna tha
Tire 1,2 me problem nhi hai
Sir hua aapka approve
Thnx a lot sir ji
Most welcome
NPS has a great Tier II account Add Tier II account with Tier I details
Ya set it up later kispe tick krna hai bank details add krne ke bad
Tick nhi lagaye
@kalamcreator mtlb set up it later kr du na
@@dharmendragupta2162 nhi auto rahne dijiye
@@kalamcreator sir auto me to tier 2 me tick lga aa raha h
@@dharmendragupta2162 tick laga dijiye
Sir 2022 m join hu middle school m yearly income 1 to 5 lac m dale ya 5 ya 10 lac m
Salary calculation kijiye
Good news
Thanks
Good
Thanks
Sir self attest krkay appointment letter upload Krna hai kya.
Aur sir employee id card mein kya upload krna hai.
Aur sir Matrik ka praman patra kaun se document ke sath upload Krna hai, Jamui DDO ne letter nikala hai upload Krna ke liye.
Jo letter me Kahan Gaya hai sab upload kar dijiye
Employee id me aadhar card se kam ho jayega
@@kalamcreatorSir Matrik ka document kaun sa file mein attach krke upload Krna hai.
@@MahakalBhakt-rw5mk jaruri nhi hai
Pran registration adhar card ke jariye nahi ho paya yani adhar number nahi fill kar paye
Kya pran number generate ho jayega?sir
Ho jayega
Atal pension Yojana pahle se hai to nps me pran ban jayega sir.reply please
Yes posting jila ke DDO Reg Code par shift karwaye
ATAL PENSION YOJNA PAHLE SE CHALU HAI TO KYA NPS ME DIKKAT BHI HOGA
Posting jila ke DDO Reg Code me shift karwaye
Good (saran)
Thanks
क्या सर प्राण मे re upload documents यानि की दुबारा documents कैसे डालेंगे
No option available
January ka salary niyojit wala milega ya exclusive teacher wala aur kab tak milega ❤❤
Wait kijiye
Very good gaya jila
Thanks
Sir pran generation me nominee ka age ghata kar diya chala. Gaya hai koi dikkat hoga?
Koi dikkat nahi
Mainne membership me ack id wala number likh diya hai Sir
Koi problem hoga???
Koi dikkat nahi hai ye optional hai
@@kalamcreator sir maine sakshamta niyojit patr par jo I'd likha hai ETse wo likha hai jab ki kyi bol rhe waha par application no hoga kya hoga pls reply??
Muzaffarpur ka ddo code kya hai kaha se millega letter to district se nikala hi nahi hai
Links par click kar WhatsApp Group join kar list dekhen 👇
whatsapp.com/channel/0029Va9rzd11CYoIAyW7y10n/3202
Sakshamta 1 ka Munger district se recounselling kb tk hoga nov. mein nahi ho paya tha
February me
@kalamcreator update kijiyega
@@prekha999 yes jajur
Jinka date of birth 1 jan h
Ouska retirement 31 han hoga ya 31 December
Pichhle mah me February hoga
एक जनवरी जिनका बर्थ है उसका रिटायरमेंट ठीक एक दिन पहले 31 दिसंबर क़ो होगा
Sir galti se sirf yogdan patr hi upload ho gya.. appointment letter nhi kr paye kya hoga ab?? Plzz rply dijiyega sir
Generate ho jana chahiye wait kijiye
@kalamcreator sir kb tak pta chlega ki accept hoga ki nhi
@@anamikakumari9558 ddo ke login id Interface se
@@kalamcreatoraapka hua sir
Hua kya?
Kay kare sir degree certificate khoo gaya hai purnaa wala provisional certificate se ho jayega , uploaded marksheet
Yes
Date of retirement galat fill kar diye hain, kya hoga reject kaise hoga sir? Hum phir se apply karna chahate hain
Abhi ek video Bana rahe hai bahut ka Aisa mamla hai wait kijiye
Date of retirement kaise nikale sir
@@sujatamurmu8322 ji aap apna date of birth likhiye hum aapko exact date of retirement nikal kar detey hain
Mai reject kra dunga taki aap fresh apply Kar ske
हम केवल पदस्थापन, औपबंधिक व योगदान प्रपत्र अपलोड किये हैं आधार, पेन और निरस्त चेक अपलोड नहीं किये हैं कोई समस्या भी हो सकती है ??
Koi dikkat nahi
Same maine v kra hai kabtak approve ho jayega please btayea
@@krishnarajyt902 nodal officer Verification ke baad
Sir sirf appointment letter upload kya hai cancel to nhi hoga na
Kam ho Jana chahiye
Tier 2 wale m untick nhi hua hai.. Kya hoga?
Thik hai
Main sirf provisional appointment hi lagaya hu.... Accept hoga ya reject
Rejected bhi ho sakta hai wait kijiye
Koi option hai filhal sudhar ki@@kalamcreator
Sir pran me me mera address me pin no. galat ho gaya hai aur prouf me aadhar card ka four digit bahi diye hai .abb kya hoga . please reply sir
Koi dikkat nahi hai
Sar Mera saksham tha admit card ank Patra niyukti Patra sahi mein pita ke Naam ke spelling galat hai kahan se sudhar karvaye please bataiye
DPO office se
Sir visist sikshak ko sampati vyora bharna hai ya ni
Letter niklega to Dena hai
@@kalamcreator sir 20 tk hi form submit krne ka date hai
Munger district ke Tetiya Bamber prakhad me exclusive teacher ka id BEO sir ke duara banbaya gaya hai.
Very good
Sir niyojan date 2016 hai.aur vishisht shikshak 1 .1.2025 ko bane hai kon sa bharna hoga
Vishisht teacher Joining date
01/01/2025
Sir phle se hi bna hua h usme kaise krna h uspe video bnaiye
Ok
SIGNATURE UPLOAD SUCCESSFULLY BUT SHOW VERY SMALL
Yes signature bada upload kiye honge
Two documents pdf file kase banay sir please reply
Links par click kar video dekhne bataye gye hai👇
th-cam.com/video/ojoPyRBToO0/w-d-xo.html
Reject hone ka message Kab tak aata hai.. Ek ya do din
Nodal officer Verification ke baad no limit
Cancel cheque book kaise banaye sir please reply me
Links par click kar what's app se dekhen 👇
whatsapp.com/channel/0029Va9rzd11CYoIAyW7y10n/3201
Sir मेरा नाम kanchan Lata kumari hai mai कल nps प्राण kholvane गई मेरा नाम गलत हो गया है और submit भी हो गया है नाम मे सुधार कहा से होगा प्लीज रिप्लाई me
Rejected hone ke baad re registration kar payenge
अगर manliya ki DOB 03/02/1985 तो रिटायरमेंट date kiya hoga
28/02/2045
@@kalamcreator dob 20 /01/1982 tab sir??
Saksharta admit card ank Patra niyukti Patra sabhi mein pita ke Naam mein truti hai iske liye ek video banakar daliye kahan se sudhar karvayen please sar
Links par click kar video dekhne bataye gye hai 👇
th-cam.com/video/76FuvkLCALE/w-d-xo.html
Two documents ek sath kaise upload karenge sir please reply me
PDF me merge kijiye
Espar ek video bana dijiye sir please
Muzaffarpur ke liye letter kab niklega pran generate ke liye
Kisi din bhi nikal sakte hai apply start kar den
सर प्राण कार्ड अप्लाई करने में श्रीमती के जगह श्री हो गया है यह कैसे शुद्ध होगा
Abhi correction nhi hoga
@@TheBrainUniverse pran registration cancel krke fresh apply Kar skte hai
Same problem h
Kya karna chahiye
Sir फॉर्म भरते समय डेट ऑफ़ जॉइनिंग में ऑटोमेटेकली जिस दिन फॉर्म भर उसे दिन का आ गया है क्या करना होगा सर
सर मेरे नियुक्ति मे पिता के नाम मे भूपेंद्र प्रसाद यादव है, और आधार, पेन पासबुक मे प्रसाद नही है। क्या प्राण बनने मे समस्या हो सकती हैं?
Nhi hona chahiye
But sabhi me same update karna tha
Sir, PPAN होता है
Permanent Pension Account Number जो अभी तक किसी को मिला ही नहीं है ! यह Application No नहीं है
Employees ID में शायद विशिष्ट शिक्षक ID ET*************** लिखा है वही होगा!
Tre 1,2 me roll fillup kar hi banaya gya tha
सर मेरा पने Gourav Kumar yada hai और मेरा हर कागजात मे Gourav Kumar हैं और मैने pran गेनरेट पने से किया तो मेरे पने
मे जो नाम है वही प्रण फाम मे आ गया तो का होगा
Aadhar se process Karna tha
@kalamcreator अब क्या होगा
Generate hone par correct online karna hoga ya reject hone par re registration karna hoga
01 .09 .1994 dob hai retirement ka date kya hogi sir please reply
31/08/2054
Very good 👍
Thanks
Account no upload ke liye batayenge
Sabhi documents ek PDF file me upload karna hai
@kalamcreator thanks sir
यानि बस "नियुक्ति पत्र" को ही jpg के रूप में upload करना है ?
बाकि सब बस details fill करने के लिए माँगा जा रहा है, क्यों ?
Sabhi documents ka PDF file bana upload kijiye better rahega
मैं केवल नियुक्ति पत्र ही अपलोड किये है क्या करें
Kam ho Jana chahiye
Sir kisi jila me pran generate hua hai sir
Information nhi mila hai
Patna me ho gya hai
@@sanjaykumargautam236kitne dino me generate hua hai
Pran online karne pe gender galat aa raha hai kaise sudhare
Aadhar card se process kijiye
Aadhaar se kaise kare aadhaar option nahi aa raha hai
Please reply me
और इसको Apply कर के form download करने के बाद, NPS Account कैसे खोलना है या फिर वो सरकार का काम है ?
Department karegi
Pran number apply ho raha hai begusarai me sir
Yes
Motihari se
Thanks
Pran number kabtak milega sir
Verify hone ke baad wait kijiye
Niyukti ptra par id number diya hai
Yes
@kalamcreator documents original jama hai brc me to upload kaise hoga ??
Mobile me photo hai usase ho jayega ??
Sir mera dob-27.02.1988hai to retire ment date kya hoga
29/02/2048
29/02/48 hona chahiye
@@RajuKumar-dq9rd yes leap year nhi hai
@@kalamcreator 2048 leap year h, kaise keh rhe h
सर मेरा डेट ऑफ वथॅ10 02 1988 है तो रिटायर्मेंट डेट क्या होगा
28/02/2048
गलत भरा गया रिटायर्मेंट डेट क्या सुधार हो सकता है
Date of retirement kaise nikale sir
DOB bataye
@kalamcreator 7/01/1989
21-09-1998@@kalamcreator
@@sujatamurmu8322 31/01/2049
@@mohdimtiyaz5824 31/09/2058
Joined date kya hai
Vishisht teacher ka
05/10/1976 ka kya hoga Ritayre date kya hoga
31/10/2036
Tqsir❤@@kalamcreator
सर गुड इवनिंग, मैं संतोष कुमार वर्ग 9 10th में हूं मैं आज अपना फॉर्म प्राण कार्ड का अप्लाई किया तो उसमें photo is not available लिखा हुआ हैं। और पूरा प्रोसेस के बाद डाउनलोड करने पर सबसे ऊपर फोटो वाला कॉलम खाली है। कैसे क्या होगा सर?
Aadhar se process Karna tha sudhar ke liye video upload karenge wait kijiye
Mai registration cancel krwa skta hu taki fresh apply Kar ske
Mai registration cancel krwa sakta hu
Sir ,shifting ke liye kya krenge
08/12/1986 ka riter kya hoga
31/12/2046
Rohtas 🎉
Thanks
Appointment date kya dale kuch samajh nhi aa raha hai sakshamta passed teacher ke liye 01/01/2025 ya phir purana wala 2006 wala please reply
1.1.25 Wala
@@kalamcreator sir maine purana wala daal diya kya hoga??
Sir status mein no record found likh raha hai kya reject ho gaya hai
Nhi sabhi ka aisa hi show hota hai
Thanks
Mera kumar nahi
Reject karwa lijiye
Kaise hoga
Kya karna hoga
Kitna din me ata hai pran number
Nodal officer Verification jitna din me kare mobile me message bhi aayega
Sr mera ek sawal h pran no. Staus kaise check kre.reject hua ya koi error aaya kaise pta lgaye
Mobile me message aayega
Abhi madhubani jila ka letter nahi nikla hai pran generate karne ke liye
Apply kar sakte hai no problem
Very good video
Thanks
Very good
Thanks
Address me mumbai aa gaya hai by default to us ka ky samadhan hai jab ke mera jila Saharsa Bihar hai
Bad me sudhar hoga