E Rickshaw Battery Voltage Drop problem|| E Rickshaw body ho gaya Kaise thik kare? Battery Checking|

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 29 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 96

  • @shahawazraza8307
    @shahawazraza8307 2 ปีที่แล้ว +5

    Achi jankari de rhe ho bhi

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +2

      Thank you so much Shahnawaz bhajan🌷💐🌹

  • @mohammadghazi613
    @mohammadghazi613 ปีที่แล้ว

    Walaikum assalam
    Masha allah
    Aapka kaam Qabile Tareef hai

  • @SANJAY_GALAXY_369
    @SANJAY_GALAXY_369 2 ปีที่แล้ว +2

    मेरे सिटी रिक्शे मैं Eastman का 150 Amp का बैटरी लगा हुआ है औऱ मुझे Voltsman का 18 Amp का चार्जिंग दिया है चार्ज करने के लिए। क्या ये सही है ये बात बताए प्लीज् भाई लेकिन मैं ये बात को जानना चाहता हूँ कि Voltsman का 18 Amp चार्जिंग को छोड़ कर क्या मैं Voltsman का 18 Amp से भी हाई पावर वाला चार्जिंग यानी Voltsman का 25 Amp वाला चार्जिंग सीटी रिक्शा मैं चार्ज करने के लिए मिल सकता है मार्केट मैं या कपनी मैं प्लीज् जरूर बताओ भाई प्लीज्।। क्या कपनी हाई पावर वाला चार्जिंग यानी Voltsman का 25 Amp वाला चार्ज करने के लिए बनाती हैं क्या।मैं ये बात जानना चाहता हूँ प्लीज् ये बात बताओ

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      150 ampere battery ke liye 20 se 18 ampere wala charger sahi hai.
      8 se 10 ghante ke andar battery ful charge ho jaega.
      Aur 25 ampere wala battery se charge karne se battery celll Jalne Ka Dar rahata Hai ok.
      Aap 18 ampere wala Jo voltsman ka charger hai usse hi charge kijiye ok👍
      Hope you answer the question thank you so much ❤❤😊😊🌹🌹

    • @SANJAY_GALAXY_369
      @SANJAY_GALAXY_369 2 ปีที่แล้ว +1

      @@akasherickshawtech बहुत-बहुत धन्यवाद सर्💗💗🙏🙏🙏🙏

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Almost welcome 🎉🎉👍👍👍

  • @aslamakela2489
    @aslamakela2489 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mera ek battery ke ek sel se 1100 gravity se jyada nahin uthata baki sel mein 1200 1225 gravity hai battery 135 empier Ka hai main kya Karun reply jarur

  • @amitgarg7536
    @amitgarg7536 10 หลายเดือนก่อน +1

    Super 🎉

  • @RajKumar-rx4ob
    @RajKumar-rx4ob 3 ปีที่แล้ว +1

    Good job

  • @k.ksharmak.ksharma8134
    @k.ksharmak.ksharma8134 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhaiya meri char battery mein se ek battery kharab hai agar main nahin battery dalun to sahi average a jaega

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      App yah bahut acche Sawal kiye ho👍
      aisa mistake bahut log hi Karte Hain. .
      📌Battery change karvane ka sabse Sahi Tarika yahi hai ki ek Sath Charon battery kohi change Karen. .
      Tab jakar hi aapko Sahi mileage milega
      Aur aap Agar एक-एक Karke battery ko change Karenge to aapko Pahli Baat mileage to average Milega Nahin
      aur koi bhi battery warranty period ki Upar Nahin chalega ok. .
      Jo battery naya lagaoge uske upar pressure Jyada aaega theek hai
      To aapke liye best Vahi hoga aap ek Achcha condition wala second hand battery dekhiae Jiska voltage 12.60 or 70 Ho aap use Kijiye vah battery ko, Jab teenon battery fir se kharab hone ki chance aaega tab jakar Sab battery Ek Sath change Karen ok.
      Hope you answer the question☺ and Thank you so much for your valuable comment 🌹🌹🌹🌹

    • @Ryan68h
      @Ryan68h ปีที่แล้ว

      @@akasherickshawtech kya bakwas idea de raha hai e rikshaw chalane wala ek battery karab hone se char change karne ka tujhe pata hai kitna paisa lagega dosre baat ek karab hoga tho bakeh teen jo tik hai woh kyon change kare bakwas buddhe mat de logo ko

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  ปีที่แล้ว

      Thank you so much for your reply brother. 🌹🌹🌹
      Aap Shayad Mera answer pura read kiya nahi .
      Usmein main mention kiya hun jo wala battery jyada down ho jayega uske alternate Mein second hand koi dusra achcha condition wala battery lagane ke liye. Ok.
      Then jab Charo battery averagly down hoga tab jakar Charon battery 1sath change karne ke liye bola hun.
      2nd hand battery replacement main apko 500 se 800 RS k andar mil jayega.

  • @adityaverma1546
    @adityaverma1546 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhaiya motor ki coil se ek do tar Tut jaane Se koi dikkat hoti hai kya vah motor chal payegi ki nahin bhaiya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Nahin koi problem Nahin hoga!
      Lekin isko Ham 100% theek Nahin bolenge ,
      motor mein agar oil aaega. Tab yah motor ko heat kar sakta hai thik hai.. 🤗🤗🤗🤗👍🌹

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 ปีที่แล้ว +1

      @@akasherickshawtech thanks bhaiya very very thank you bhaiya

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Almost welcome🎉🎉🎉☺☺☺👍👍👍

    • @adityaverma1546
      @adityaverma1546 2 ปีที่แล้ว

      Sar ek gadi mein battery Charon bahut garm kar rahi hai 3-4 ghante charging karne per aur charging 75% ke aage badh bhi nahin rahi hai battery 10 month ki ho gai hai kya dikkat hai bhaiya please bata do

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Dekhiae yah problem jyadatar hota hai battery ke andar Jo cell hota hai cell shot hone ke vajah se.
      Aur Charon mein se agar koi ek battery Agar short ho jaega
      To Fir Charon battery garm hoga aur battery charge bhi 100% complete Nahin hoga aap pahle dekhiae Charon mein se kaun sa battery mein problem jyada ho raha hai vah battery ko change karne per yah Jo problem ho raha hai yah problem solve ho jaega

  • @debupatra2122
    @debupatra2122 2 ปีที่แล้ว +1

    Good video

  • @pritigupta8738
    @pritigupta8738 2 ปีที่แล้ว +1

    Mahindra e riksha Alpha ful charge karne per charging Utar jaaye to kya problem ho sakta hai please reply

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Pahle to aapko dekhna padega battery condition kaisa hai battery Agar purana hoga to charging hone ke bad Aisa floating charge ho jata hai..
      Aisa condition mein vah wala battery ko ful charge karne ki jarurat Nahin Padega तीन-चार Ghanta charge karne se hi ho jaega Lekin aapko Sara Din Mein Do Bar charge karna hoga . Yahi condition hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Aur aur aapka battery Agar naya hoga to sabse pahle wiring ko check kariye then battery voltage or gravity ko checking mein rakhiye aur sab Agar theek rahega to last mein aap charger ko koi acche Mistri ke pass Le jakar dikhaiye. Ok.
      Hope you answer the question thank you so much☺

    • @pritigupta8738
      @pritigupta8738 2 ปีที่แล้ว

      Nahin bhai new gadi hai 5 Mahina hua hai

    • @pritigupta8738
      @pritigupta8738 2 ปีที่แล้ว

      Kya problem ho sakta hai bro

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Pahle to battery ka gravity check karvaiye Agar gravity bahut high rahata hai aur voltage 13 point ke upar rahata hai To battery sell short hone ki vajah se Aisa Ho Gaya Ha.
      Aap pahle dekhiae aapka gadi mein aisa koi problem Hua Hai Ki Nahin .
      Uske bad kya karna hoga main aapko batata hun 😊

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 ปีที่แล้ว

    Akash ji pikup Dene se volt kitna hona chaiye
    Bina pikup Dene se kinta hona chaiye

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  ปีที่แล้ว

      Without load full charge main each battery 12.70/12.80
      With load 12.30/12.50
      Down charge main without load each battery 11.70/12.20
      With load 11.30/11.70

  • @SubodhKumar-ki3vu
    @SubodhKumar-ki3vu 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhi mera to new battery hai firbh kya problem hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Bhai bhai aapka gadi ka wiring aur charger yah donon Ek Bar check karke dekh Lijiye ismein koi problem hai ki nahin

  • @Selftechno
    @Selftechno 4 หลายเดือนก่อน

    Rass bhi nahi hey ? battey wash bhi kiya fir bhi leakage jyada hai ?
    Ek video plz😮

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  4 หลายเดือนก่อน

      Leakage matlab battery se pani nikal raha hai?

  • @sujanpanta374
    @sujanpanta374 ปีที่แล้ว

    Sir ye jo aap check kiya hey wo konsa company kaa battery hey ?

  • @MEHAKKAKATCHIN6541
    @MEHAKKAKATCHIN6541 ปีที่แล้ว

    aoa akash bhi mere pass e rekshaw he chaltte chaltte speed fu[l ho jate he kia karoon pls reply si

  • @harveshkumar9718
    @harveshkumar9718 2 ปีที่แล้ว +1

    1gante me bettry daun ho jati he kya kare

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Ap pahle aapka Charon battery ka voltage or water label check karvaiye, Or battery age kitna hai wo bhi batiye.

  • @BasudevPatra-p2e
    @BasudevPatra-p2e ปีที่แล้ว

    Bhai
    Mera battery ka gravity 1100 ke uper nehi utra ha hai
    Cell bhe thik hai
    Pani dal ke 12ghanta manual charger se charge kea pher bhe gravity nehi utra
    Kea karenge

  • @rm_creation8250
    @rm_creation8250 3 ปีที่แล้ว +1

    Mara new battery 14 din ka but battery ke volt 900 dikha rahs hai. Mara battery kya damage ho gaya?plz mera ko bataieyaa

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  3 ปีที่แล้ว

      Thank you🌹 sooo much for comment brother... 1st of all app ke e rickshaw maine ager 48v battery laga hua hain or meter main 900 volt ager show hota hain .. Maybe problem meter main se ho raha hain. Don't worry.

    • @rm_creation8250
      @rm_creation8250 3 ปีที่แล้ว

      @@akasherickshawtech lakin mujko milage nahi milta hai.Or dokandar bolta hai kai 900 volt main battery damage nahi hote.plz mujko app bataie 900 volt main kya battery damage hota hai?

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  3 ปีที่แล้ว

      Vhi jaan e rickshaw main 48volt battery kavi vi 900 volt show he nahi honga. . Aapke e rickshaw main battery ka gravity kitna hai ohh pehele check kijiye around (1200 se 1250 ) tak hona chaiye. Then voltage per battery main kitna hai ohh check kijiye around ( 12.40 to 12.80) . Yee dono check karne k badd app mujhe inform kijiye. Ok.

  • @opchatinthehouse
    @opchatinthehouse 11 หลายเดือนก่อน

    E rickshaw bettery 4 pcs new hai 11.9 volt dwan par chalu karne par 9.5 aata hai Loding par 4 pcs same dikhata hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  11 หลายเดือนก่อน

      Apka batter fully charge nahi ho raha hai.

  • @balkumaribajgai3226
    @balkumaribajgai3226 2 ปีที่แล้ว +1

    Meri auto same problem hai but baterry ok hai Kya karna chiyaa

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Aapka gadi ka battery theek hai Humko Maloom Hai Lekin ho sakta hai aapka gadi ka jo battery Hai battery voltage drop ho raha hai. Iska 3 reason ho sakta hai
      #Battery battery charger ampere ager kam Hota Hai
      #Battery wiring Agar short Hota Hai
      #Battery Agar body hota hai to
      Or Motor mein agar oil rahega Tu Bhi ab ka mileage ka problem ho sakta hai
      Thank you so much for your comment 🌹

  • @skgaming8874
    @skgaming8874 2 ปีที่แล้ว +1

    New battery new wairing ke baad bhi charge nahi tik Raj please jitana jaldi bata denge thick rahega 5,6km chal raha hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      E rickshaw Mein Kitna empier wala battery app Lagaye Ho aur kitne empier ka charger se aap charge kar rahe ho vah pahle bataiye Uske bad aapko problem ka solution bol raha hun

    • @skgaming8874
      @skgaming8874 2 ปีที่แล้ว

      @@akasherickshawtech battery 130empier hai aur charger pata nahi chala

    • @skgaming8874
      @skgaming8874 2 ปีที่แล้ว

      @@akasherickshawtech charger Sayed 15amp ka hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Charger or battery to thik hi hai.
      Ho sakta hai ki battery charge sahi se ho nahi raha hai.
      Charger Connection line ko thik se check kijiye .
      Charging plug 🔌 heat ho raha hai k nahi. Wooo bhi dekh lijiye ok.

    • @skgaming8874
      @skgaming8874 2 ปีที่แล้ว +1

      @@akasherickshawtechbattery ka gravity daun ho gaya hai hard charge karana padega battery hydrogen se check kiya

  • @k.ksharmak.ksharma8134
    @k.ksharmak.ksharma8134 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhaiya Mera e rickshaw nai battery dalne ke bad bhi Eid ka 50 kilometer chalta hai kya problem hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Aapka kaun sa company ka e Rickshaw hai ? aur battery kaun sa company ka hai ? (Amper Or warinty) kitna hai vah pahle Hamen bataiye Uske bad aapko bol raha hun.

    • @k.ksharmak.ksharma8134
      @k.ksharmak.ksharma8134 2 ปีที่แล้ว

      E Hack company ka hai livguard ki char battery Dali thi

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Livguard battery to Achcha battery hota hai usmein aisa problem Nahin Hoga aapka Jo charger Hai charger ko check Kijiye acche se charger empier mein koi problem Hua Hai Ki Nahin aur charging ka jo plug hota hai plug ko bhi acche se check Kijiye vah garm ho raha hai ki nahin. Ok.
      Last mein wiring ko check Kijiye wiring Mein Koi shorting ho raha hai ki nahin ok. .

    • @k.ksharmak.ksharma8134
      @k.ksharmak.ksharma8134 2 ปีที่แล้ว

      Ok bhaiya

  • @shivamKumar-he1mk
    @shivamKumar-he1mk 2 ปีที่แล้ว

    Bhai aapki dukaan kahan per hai

  • @hussainahmed9345
    @hussainahmed9345 2 ปีที่แล้ว +1

    Hi vai mera 48 volt ka charger full hone por light nahi jolta he to kia koro

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai jaan aapka Jo charger Hai Kaisa type charger ? SMPS type yah stabilizer charger hai ? agar stabilizer charger hoga to uska LED kharab ho sakta hai aur SMPS charger Agar hota hai to uska Ek cut out type rahata Hai charger k andar theek hai wo wala Agar kharab ho sakta hai to aap charger Mistri ke pass Lekar jaaiye. charger Mistri usko theek Kar Dega theek hai .
      Aur Agar aapka gadi ka battery kharab hota hai to floating charge hone ke liye aap ka charger Mein full charge show Nahin ho raha hai
      a donon problem rahata hai Or ya donon Mein Se Koi Bhi Ek problem Hoga isko aap find out Karke uska bad problem ko thik kar sakte ho
      thank you so much for your valuable comment

  • @sbstatus3469
    @sbstatus3469 2 ปีที่แล้ว +1

    Battery down per Kitna board bajana chahie

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Sorry aapka questions Samajh Mein Nahin Aaya Dobara kijiye

    • @shahawazraza8307
      @shahawazraza8307 2 ปีที่แล้ว +2

      Baitrry dawn hone par sayed 11 volt dc show honge mitar me

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Ji han battery sell damage hone par 10.4 or, 9.4, volt show hota hai. Is conditions main battery gravity full down hota hai
      OR
      Battery volt down hone par 11.40 or 11.80 volt show hota hai is condition mein battery Gravity 1100 or 1150 hota hai.
      Ok thank you so much😊

  • @BiswsiBbedia7165
    @BiswsiBbedia7165 ปีที่แล้ว

    Shai

  • @NOOB-dm7jr
    @NOOB-dm7jr 2 ปีที่แล้ว +1

    Distillel water dal ne ke bad battery drop ho Gaya hai kese thik Karna hai

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Theek hai koi baat nahin hai distil water dalne ke bad Jo gravity kam ho gaya hai दो-तीन Din battery' Ko full charge karna padega, Uske bad jakar yah gravity fir se thik ho jayega ok.

    • @NOOB-dm7jr
      @NOOB-dm7jr 2 ปีที่แล้ว +1

      50% se jyada charge Nahi ho raha

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  2 ปีที่แล้ว

      Battery Agar full dry ho jaega uska andar Agar d/w Nahin rahega. To Fir Aisa problem Hota Hai. . App Kuchh Din 8 10 ghant karke Battery ko charge Kijiye Agar same problem dikhata hai to Ek Bar charger ko bhi check Karva lijiyega ok.

    • @NOOB-dm7jr
      @NOOB-dm7jr 2 ปีที่แล้ว

      Ya

  • @MansurAli-bk5oc
    @MansurAli-bk5oc หลายเดือนก่อน

    मेरी गाडी के बॉडी मे फूल पॉवर बता रहा है गाडी भी कम चल रही है क्या करू

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  หลายเดือนก่อน +1

      Battery wire check kijiye. Or battery ko kholkar acche se clean kijiye

  • @gudiyakistory
    @gudiyakistory 3 หลายเดือนก่อน

    Mera 21 volt show ho raha hai kiya e thik hai ?

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  3 หลายเดือนก่อน +1

      Pehele to app multi meter check kijiye. Meter mai kharabi ho sakta hai. Battery main eta voltage ana nahi chiye

    • @gudiyakistory
      @gudiyakistory 3 หลายเดือนก่อน

      @@akasherickshawtech sir battery me Nehi. e rikshaw ka body current 21 show ho raha hai .

  • @akashkohli4311
    @akashkohli4311 ปีที่แล้ว

    Meri battery 11volt bata rhi h aur milege prblm h pickup Kam leti h

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  ปีที่แล้ว

      Aapka gadi mein Kitna empier ka battery laga hua hai aur Kitna empier ka charger se app gadi ko charge kar rahe ho yah pahle mujhe bataiye

  • @BasudevPatra-p2e
    @BasudevPatra-p2e ปีที่แล้ว

    Dada apnarbdokaner puro adress ta din na

    • @akasherickshawtech
      @akasherickshawtech  ปีที่แล้ว

      North Narayanpur, near new masjid (Sultan Sangha club) 700136

  • @yoggiandamunda544
    @yoggiandamunda544 4 หลายเดือนก่อน

    Sir apna number send krna

  • @aasimkhan5514
    @aasimkhan5514 2 ปีที่แล้ว

    Bhai muje aap se call me baat krni h plzz number send me

  • @SANJAY_GALAXY_369
    @SANJAY_GALAXY_369 2 ปีที่แล้ว +1

    मेरे सिटी रिक्शे मैं Eastman का 150 Amp का बैटरी लगा हुआ है औऱ मुझे Voltsman का 18 Amp का चार्जिंग दिया है चार्ज करने के लिए। क्या ये सही है ये बात बताए प्लीज् भाई लेकिन मैं ये बात को जानना चाहता हूँ कि Voltsman का 18 Amp चार्जिंग को छोड़ कर क्या मैं Voltsman का 18 Amp से भी हाई पावर वाला चार्जिंग यानी Voltsman का 25 Amp वाला चार्जिंग सीटी रिक्शा मैं चार्ज करने के लिए मिल सकता है मार्केट मैं या कपनी मैं प्लीज् जरूर बताओ भाई प्लीज्।। क्या कपनी हाई पावर वाला चार्जिंग यानी Voltsman का 25 Amp वाला चार्ज करने के लिए बनाती हैं क्या।मैं ये बात जानना चाहता हूँ प्लीज् ये बात बताओ